Maa Na Royegi Tumhein | Noha Hazrat Aun O Muhammad | Muharram 1442/2020

แชร์
ฝัง
  • เผยแพร่เมื่อ 29 ส.ค. 2024
  • Live recorded noha "Maa Na Royegi Tumhein" in Majlis.
    Parwaz

ความคิดเห็น • 38

  • @Mfjafri8648
    @Mfjafri8648 ปีที่แล้ว +8

    AUN O MUHAMMAD KIYU KAR
    Maa na roegi tumhe Aun o Mohammad Kyu' kar Jab madine mein nazar aaegi viraniye ghar
    Jab ke zindan mein tum dono ka sar aya tha Mai na roie thi tumhe tumko gila to hoga Maaf karna jo agar ho soke ay lakhte jigar Maa na roegi tumhe....
    Mujhse poochenge jo Abdullah kaha'n hain bachche Kya waja hai meri nazro'n se niha'n hain bachche Kya jawab unko ye maa degi mere noore nazar Maa na roegi tumhe...
    Hujre dekhungi tumhare to tadap jaungi
    Kis tarah se dile betaab ko samjhaungi
    Ab nahi lautke aaenge mere rashqe qamar
    Tum nahi paas to ab naaz uthau'n kiske Hujre hatho'n se bhala ab mai sajau'n kiske Kaash mar jati tere sath hi dukhiya madar Maa na roegi tumhe...
    Tum nahi ho to maza kuch bhi nahi jeene mein Haey is gham se phataa jata hai dil seene mein Kaun ab mujhko pukarega bhala maa kehkar Maa na roegi tumhe...
    Ay mere laal tere baad ghazab hum pe hua Haey is chashme falak ne bhi ye manzar dekha Sar barahna ye laee'n legae humko dar dar Maa na roegi tumhe...
    Bain sunkar ye uthi Zain BAQAIYYA se sada Gham na kha ay meri beti ke ye maa tumpe fida Hain mere paas mere Aun o Mohammad dilbar

  • @syedfarhajraza4300
    @syedfarhajraza4300 ปีที่แล้ว +7

    اور جب مدینے میں نظر آئیے گی ویران یہ گھر،
    ماں نا روئے گی تمھیں عون و محمد کیوں کر۔
    - جب کہ زنداں میں تم دونوں کا سر آیا تھا،
    میں نہ روئی تھی تمھیں تم کو گِلا تو ہوگا،
    معاف کرنا جو اگر ہو سکے اے لختِ جگر،
    - مجھ سے پوچھیں گے جو عبداللہ کہاں ہیں بچے،
    کیا وجہ ہے میری نظروں سے نہاں ہیں بچے،
    کیا جواب اُن کو یہ ماں دے گی میرے نورِ نظر،
    - حجرے دیکھوں گی تمھارے تو ٹرپ جاؤں گئ،
    کس طرح سے دلِ بیتاب کو بہلاؤں گی،
    اب نہیں لوٹ کے آئیں گے میرے رشکِ قمر،
    - تم نہیں پاس تو اب ناز اٹھاؤں کس کے،
    حجرے ہاتھوں سے بھلا اب میں سجاؤں کس کے،
    کاش مر جاتی تیرے ساتھ ہی دکھیا مادر،
    - تم نہیں ہو تو مزہ کچھ بھی نہیں جینے میں،
    ہائے اس غم سے پھٹا جاتا ہے دل سینے میں،
    ارے کون اب مجھ کو پکارے گا بھلا ماں کہہ کر،
    - ائے میرے لال تیرے بعد ستم ہم پہ ہوا،
    ہائے اس چشمِ فلک نے بھی یہ منظر دیکھا،
    سر بہرنا یہ لائین لے گئے ہم کو در در،
    - بین سن کر یہ اٹھی زین باقیئے سے صدا،
    غم نا کھا میری بیٹی کہ یہ ماں تم پہ فدا،
    ہیں میرے پاس میرے عون ومحمد دلبر ۔

  • @SyedHussain-my7ft
    @SyedHussain-my7ft ปีที่แล้ว +3

    Jazakallah brother. I don't have words to describe how well you recited this. Sounds exactly like Farzad.

  • @sayedfatema7862
    @sayedfatema7862 หลายเดือนก่อน +1

    Aun O Mohammad
    Kiuon Kar Maa Na Roay Gi Tumhain
    Aun O Mohammad
    Jab Madinay May Nazar Aay Gi Virani E Ghar ,
    Mei Na Roay Gi Tumhain Aun O Mohammad
    Jb Ke Zindan Me Tum Dono Ka Sar Aya Tha
    Maa Na Roi Thi Tumhain,Tum Ko Gila Tu Hu Ga
    Maaf Karna Jo Agr Ho Sakay ey Lakht E Jigar
    Maa Na Roay Gi Tumhain Aun O Mohammad
    Mujh Se Pochain Gay Jo Abdullah, Kahan Hain Bachhay ,
    Kia Wajah He Meri Nazroun Se Nehaan Hain Bachhay
    Kia Jawab Un Ko Ye Maa Daygi Meray Noor E Nazar
    Maa Na Roay Gi Tumhain Aun O Mohammad
    Hujray Dekhun Gi Tumharay Toh Tadap Jauon Gi,
    Kis Tarah Se Dil E Betab Ko behlaungi Gi
    Ab Nhi Laut K Aain Gay Meray Rashk E Qamr,
    Maa Na Roay Gi Tumhain Aun O Mohammad
    Tum Nhi Paas Tu Ab Naaz Utthaoun Kis Ke
    Hujray Hathoun Bhala Ab Me Sajaoun Kis Ke
    Kash Mar Jati Teray Sath Hi Dukhiya Madar
    Maa Na Roay Gi Tumhain Aun O Mohammad
    Tum Nhi Ho Toh Maza Kuch Bhi Nhi Jeenay Me
    Haey Is Ghum Se Phata Jata Hai Dill Seenay Me
    Kon Ab Mujh Ko Pukaray Ga Bhala Maa Kh Kar
    Maa Na Roay Gi Tumhain Aun O Mohammad
    Ay Meray Laal Teray Baad sitam Hum Pe Hua
    Haey Is Chashm E Falak Ne Bhi Ye Manzar Dekha
    Sarbarehna Ye Laeen Lay Gay Hum Ko Dar Dar
    Maa Na Roay Gi Tumhain Aun O Mohammad
    Bain Sun Kar Ye Utthi Zainab Baqayyh Se Sada
    Ghum Na Kha Aye Meri Beti Ke Ye Maa Tum Per Fida,
    Hay Meray Pas Meray Aun O Mohammad dilbar
    Maa Na Roay Gi Tumhain Aun O Mohammad

  • @the14infallibles9
    @the14infallibles9 3 ปีที่แล้ว +2

    Masha'Allah... Very heart touching noha Jazak'Allah for such beautiful efforts bibi zainab (a.s) apko ajr e azeem inayat krein

  • @abdiscreation5054
    @abdiscreation5054 4 ปีที่แล้ว +6

    Heart touching kalam 😭😭
    Moula abad rakhy

  • @zoyafatima3131
    @zoyafatima3131 19 วันที่ผ่านมา

    😭😭😭😭😭

  • @mirzaqueen3866
    @mirzaqueen3866 2 ปีที่แล้ว +1

    Mashallah aap humesha salamat rahe 🤲

  • @arshimirza4679
    @arshimirza4679 4 ปีที่แล้ว +4

    Khuda salamt rakhe aap ko mashaallah

  • @taqiraza3872
    @taqiraza3872 ปีที่แล้ว

    Labaik ya zainab😭😭😭😭😭

  • @SharozZaidi
    @SharozZaidi 2 ปีที่แล้ว

    ماشاءاللہ جزاک اللہ

  • @syedfarhajraza4300
    @syedfarhajraza4300 ปีที่แล้ว

    Salamat rahe Mashallah

  • @tayyaba-mohsin1199
    @tayyaba-mohsin1199 2 ปีที่แล้ว

    Heart touching kalam

  • @imranrizvi7551
    @imranrizvi7551 2 ปีที่แล้ว

    Masha'Allah...

  • @sanoberafsar2690
    @sanoberafsar2690 2 ปีที่แล้ว

    Jazakallah

  • @sanoberafsar2690
    @sanoberafsar2690 2 ปีที่แล้ว

    🙋salam bibi

  • @zoyafatima3131
    @zoyafatima3131 หลายเดือนก่อน

    😭😭😭😭😭🤲🤲🤲😭😭

  • @muhammadjon-photography4103
    @muhammadjon-photography4103 3 ปีที่แล้ว

    Waamiq Bhai Kia Awaaz Di Hai Bilkul Aap Ke Naana Jesi Hai

  • @AbhihaZainAli
    @AbhihaZainAli หลายเดือนก่อน

    😭😭

  • @faizabbasabdi1583
    @faizabbasabdi1583 2 ปีที่แล้ว

    😭😭😭😭

  • @Syed_Mohsin14
    @Syed_Mohsin14 2 ปีที่แล้ว

    😭

  • @BiNtEHaSaNSaYyEd
    @BiNtEHaSaNSaYyEd 3 ปีที่แล้ว

    Ye jinhone padha h inka naam aur kya inki aur videos h?

    • @kisavlogs402
      @kisavlogs402 3 ปีที่แล้ว +1

      Mola salamat rakhay ap ko

  • @Tehreemfatima234
    @Tehreemfatima234 หลายเดือนก่อน

    ❤️‍🩹😭😭😭😭😭😭😭😢😢🥺🥺

  • @Shyamraman08
    @Shyamraman08 3 ปีที่แล้ว

    Can someone pls help me with lyrics?

  • @syedh.nrizvi6117
    @syedh.nrizvi6117 3 ปีที่แล้ว

    😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭🙏🙏🙏🙏😭😭😭

  • @BiNtEHaSaNSaYyEd
    @BiNtEHaSaNSaYyEd 3 ปีที่แล้ว

    Lyrics Please

  • @farwakhurasani3422
    @farwakhurasani3422 3 ปีที่แล้ว

    😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭

  • @fatimanaqvi313
    @fatimanaqvi313 ปีที่แล้ว

    😭😭😭😭😭😭

  • @soulful__creature
    @soulful__creature 3 ปีที่แล้ว +18

    Jab madine me nazar aaegi Viraniye ghar..
    Maa na royegi tumhe auno Mohammad kyunkar..
    Jab ke zindaan me tum dono ka sar aaya tha,
    Main na royi thi tumko gila to hoga,
    Maaf karna ko agar ho sake ai lakhte jigar...
    Mujhse puchhenge jo Abdullah Khan hai bachhe,
    Kya vajah hai meri nazro se nihan hai bachhe,
    Kya jawab unko ye maa degi mere noore nazar...
    Hujre dekhungi tumhare to tadap jaungi,
    Kis trah se dile betaab ko bahlaungi,
    Ab nahi laut ke aaenge mere rashke qamar...
    Tum nahi paas to ab Naaz uthaun kiske,
    Hujre hatho se bhala ab main sajau kiske,
    Kaash mar jati tere sath hi dukhiya maadar...
    Tum nahi ho to maza kuch bhi nahi jeene me,
    Haye is gham se phata jata h dil seene me,
    Kaun ab mujh ko pukarega bhala maa kahkar...
    Ai mere laal tere baad sitam ham pe hua,
    Haye is chashme falak ne bhi ye manzar dekha,
    Sar barahna ye laiin le gaye hamko dar dar
    Bain sunkar ye uthi sahne baqaiye se sada,
    Gham na kha si meri beti k ye maa tum pe fida..
    Hai mere paas mere auno Mohammad dilbar...