Create SIP Account Online- Nil life-time Charge for App & my Advice www.assetplus.in/mfd/Starsips In activation if facing any issue, you can contact me- Raju- 9929641265 wapp
Rajuji maine aap ka bahut sare video dekha hai lakin Maine one lac panch alag 2 invest kya hai Lumsum HDFC opportunity SBI contra HDFC large or quant infrastructure m aap thoda sa apne hisab salah de 🎉🎉🎉🎉🎉
Rajubhai, kya aap mutual fund return par kitna IT tax lagega jab avadhi 5 years aur >10 years samay ke liye invest kiya hai to iske uper ek video banake share kar sakte hai? Dhanyawad 👍
Raju bhai ka vidio dekh ne se pahle 2020 2021 ki sal ne sundram small cap and l t hsbc infra ko ridim jar liya aab dukh hota hai LONG TERM ME ZOKO ROKO SAHI BAT SIR THANKYU
आपकी वीडियो सब देखता हूं बहुत कुछ सीखने मिल रहा है Union midcap and largcap . Union flexicap .Long term investment ke liye sahi hai Kotak flexicap long term investment ke liye Sahi hai
राजू जी अगर new SIP करनी है तो NFO में डाले या पहले से चल रहे small cap, midcap ya largecap में करे। क्योंकि NFO 10 rupees से शुरु होता है ज्यादा NAV मिलेगी।
Nippon small cap me 4700 Axis small cap me 4700 Tata small. Cap me 4700 Sbi small cap me 5000 Tata digital me 1200 Icici technical 1200 Marai tax saver me 500 Har ek month 250 increase karta hu 20 Sal ke pahle ek bhi rupe nhi nikalne or jab market Girega to top up bhi karna he Share me 4 lakh laga he or 2 lakh profit To kya 20 Sal bad Mera retirement ke liye 6-7 codod rupe ho payenge
Hello sir.. Apke video confidence peda karte hai... Very much intresting person you.. Please suggest me to invest 10lcas.. in mutual fund .. I can wait 16 to 17 years.. Thanking you...
Bhai ji..mne ek or video pe comment Kiya tha ,,,,,mera question/advise h ki ek video aise bnaaye aap ,jisme sab kuch explain kre ,,,,agar app vagareh band ho jaye ,,,jaise bolte h company bhaag jaaye to mutual funds ka Paisa cdsl/nsdl se kaise wapis liya jayega???
Sbi Smallcap - 2500/- Hdfc Smallcap - 2500/- Tata Smallcap - 5000/- Sbi Technology Fund - 2500 Hdfc Defence Fund - 5000/- Sbi Multicap- 5000/- per month PPF - 12500/ Investment time 20 Years High risk Tgt 10 Cr for Early Retirment, Kya Possible Hoga ( I am a Software Engineer and my Inhand Salary 65000/- per month)
Lumsum nahi hoga .ap ek trick Karo .sip edit kar ka jitna dalna chataha utna amount select kariya .sip amount kat Jana ka bad fir sa sip edit kar ghata dijiya . Sip edit kar ka ap kabhi bhi bhada ghata sakta ha .
Aur kya mutual fund may invest karne se kya paisa sirf surakshit rahata Hai koi tarah Kabhi Nahin hota Hai ek Bar iske bare mein video banaen Raju bhaiya
Sir, किसी किसी Fund मे SIP या Lumsup नहीं होता है। क्यों जैसे लिखा होता है। New investment have been stopped for this fund. You can explore new fuds from the peer Comparison section. सर इस पर एक video बनाइटे Please
Raju bhai mere pass 2 dukan ahe uski market value 50Lack hai usse muze10000 monthly kirya ata ahe. Lekin time pe kiraya nhi milta zhik zhik rahti ahe, ky ye bhech ke lumsum kar ke swp karna sahi rahega😊plz explain😊
मेरा पोर्टफोलियो इस प्रकार है Sbi psu fund. ka sip Sbi long term equity fund sip Nippon india multi cap sip Sbi large and misal sip Quant flexible cap sip Quant else tax saver sip कृपया सुझाव दीजिये।
Raju bhai maine aap k through assetplus join kiya hai agar mere aggresive client ko 5000 ka sip karwana hai mene 1500 nippon small cap, 1500 sbi small cap , 1000 sbi contra aur ek 1000 hdfc multicap nippon multicap mae lagaya plz bataie thik hai j
Bhaiya ek sawal he mera me agar Bank se 20 lakh ki hom Lon leke 20 saal ke liye small cap me lamsum karu to kese rahe ga Me sahi kar raha hu kaya Jab market niche Jaye tab 🤔🤔🤔 Mere ko 20 lakh ka 28 lakh dena hoga 12 saal me
7 साल बाद रिटायर हो जाऊंगा 12000 की sip बताईए किसमें करें ,7साल बाद 2,3साल के लिए उसे छोड़ दूंगा और उसमें कुछ पैसा रिटायर होने पर इकठ्ठा डाल दूंगा उसी में फिर 8% वार्षिक के दर से S W P पेंशन लूंगा
Good morning Sar meri age 33 sal hai aur main rs 2000 per month sip SBI small direct plan mein December 2023 se start Kiya hai 18 sal ke li aur mujhe ek SIP aur karna hai 20 25 sal ke liye 1000 rupaye ki SIP 10% startup ke sath mere liye kaun sa fund best rahega Mera target hai ek karod rupay Dusra sawal Mera hai rs 2000 ki SIP SBI small cap direct plan mein December 2023 se start Kiya kya main har sal 2000 rupaye SIP amount ko badha sakta hun agar han to please review karke bataiye kitni wealth banegi 18 sal me
RAJU JI MAINA SIP KARI HA RECENTLY 3000 RS KI ,DO FUNDS MA , MA MONTH MA KABI MARZI SA 4 SA 5 BARI KABI 3000 RS, HAFTA BAAD 5000, FIR KABI 1000 , KABI 20,000 MATLAB ONE MONTH MA 6 TO 7 BAARI SIP MA DEPOSIT KR SKTA HU, PLZZZZ REPLY RAJU SIR, I WILL BE THANKFUL TO YOU, REGARDS VINOD !!!!! Plzzz REPLY SOON ???? ANXIOUSLY WAITING FOR UR RPLY
Why Quant small cap, axis Small Cap Fund, are investing in debt ???? Is it the sign of bear market coming soon??? Plzzz reply... Sir, u don't reply in my question
Raju Ji Namaste, Mera Age 34 age hai, Mera Target 15-20 year hai, main ek aggressive investor hoon, Mein Lumpsum Jab Karu Multicap mein Karu ya Small Cap mein ? Kaunsi Company ke kaun si scheme karu, Please Suggest 🙏
Raju sir, Hindi likhna bolna aplog jaisa Nehi ati. Ham bengali hai.fir vi kosis karta hu.vul ho to maf kor dijie. thora thora samajh sakta.apka video achcha lagta hai, lumsum investment ka sathik time bataye.
Create SIP Account Online- Nil life-time Charge for App & my Advice
www.assetplus.in/mfd/Starsips
In activation if facing any issue, you can contact me- Raju- 9929641265 wapp
Hera gya toh 😄epic
आपका explain करणेका तरीका बहोत बढिया हैं.आसानी समझाते हो,ओर समझनेमे दिक्कत नहीं होती.शुभकामना !
आपका समजाने का तरिका बहुत ही EXCELLENT..... 1 No है 👌👌👌
Thanks
Maine top 7 small Cap mai 500 karke lagbhag 3500 ka sip Kara hai aur 1 mid cap hai Raju vaiya apke vedios dhekkar hi Maine suru Kiya hai sip 😊
राजू भाई आप funds के बारे में समझाते जबरदस्त हो your the best
Choona bhi bhut achhey sey lagata hai yeh raju
आपका belu टूथ ऑन हुआ या नहीं
@@dewkc6421चुना नही सही बताते है राजू
Raju bhai ne khud ki kamai se mfand me un ko jo anubhav mila hai aur bat kar neki ada se maza aata hai UN KI ALL BAT SAHI HAI
Rajubhai vidio banake kamane ki niyat se vidio nahi lagate SAHI ADMI HAI
Raju bhai u r a very simple and good person
First Viewer From The U.K🎉
I'm second one
आपका समझने का तरीका बेस्ट है सब कुछ समझ में आ जाता है
Apka video dekh kar bahut kuch sikhne ko milta hai
aap logo esi trah investment ke liye motivate kar te rahiye sir ji
Rajuji maine aap ka bahut sare video dekha hai lakin Maine one lac panch alag 2 invest kya hai Lumsum HDFC opportunity SBI contra HDFC large or quant infrastructure m aap thoda sa apne hisab salah de 🎉🎉🎉🎉🎉
Bhaut accha explain Kiya apne Raju Sir
Bhai, quant active fund lumpsum ke liye acha hai,, kiyo ke exit load nhi hai,,,
Very good demonstration
Pl keep it up.
Raju sir Jabardast informative solution diye Aapne thanks ❤
Apka hi vedio ka intezar kar raha tha sir ❤
tata life flexi growth fund के बारे में क्या ख्याल है
Raju Bhai aapk samjhane k style ka mai deewana hu SBI k alawe dusre fund me SIP kaise kru ek live demo dikha dijiye
Sir i alway follow yr advice & get lots of knowledge from yr video begginers will get courage &can go with m/f
Pl tell about regular n direct plan. Difference
Rajubhai, kya aap mutual fund return par kitna IT tax lagega jab avadhi 5 years aur >10 years samay ke liye invest kiya hai to iske uper ek video banake share kar sakte hai? Dhanyawad 👍
❤🎉Raju Singh ❤🎉Sat Shri Akal 🎉
Raju bhai ka vidio dekh ne se pahle 2020 2021 ki sal ne sundram small cap and l t hsbc infra ko ridim jar liya aab dukh hota hai LONG TERM ME ZOKO ROKO SAHI BAT SIR THANKYU
Hello sir naya naya m fund may invest karne ke liye Kya Karen unko kuchh knowledge Nahin Hai Kya
Sir kya sab funds me paisa single 3rd party application se lagana thik rahta ya multiple 3rd party application se
Good and Useful Information Raju bhai
Aditya birla sun life hybrid sip ka review bataiye
Very nice jankari
Raju dada contra funds kya hote hai vo bhi batao
Raju bhaiya..Ram Ram..Nippon aur SBI small cap mein toh Lump sum band hai...koi aur acha Small cap fund agar lump sum karna ho toh ..batayen
आपकी वीडियो सब देखता हूं
बहुत कुछ सीखने मिल रहा है
Union midcap and largcap . Union flexicap .Long term investment ke liye sahi hai
Kotak flexicap long term investment ke liye Sahi hai
राजू जी अगर new SIP करनी है तो NFO में डाले या पहले से चल रहे small cap, midcap ya largecap में करे। क्योंकि NFO 10 rupees से शुरु होता है ज्यादा NAV मिलेगी।
🙏Excellent bhaiya ji🙏
Doubt clear thank u raju bhaiya
Nippon small cap me 4700
Axis small cap me 4700
Tata small. Cap me 4700
Sbi small cap me 5000
Tata digital me 1200
Icici technical 1200
Marai tax saver me 500
Har ek month 250 increase karta hu
20 Sal ke pahle ek bhi rupe nhi nikalne or jab market Girega to top up bhi karna he
Share me 4 lakh laga he or 2 lakh profit
To kya 20 Sal bad Mera retirement ke liye 6-7 codod rupe ho payenge
Hello sir..
Apke video confidence peda karte hai... Very much intresting person you..
Please suggest me to invest 10lcas.. in mutual fund ..
I can wait 16 to 17 years..
Thanking you...
Bhai ji..mne ek or video pe comment Kiya tha ,,,,,mera question/advise h ki ek video aise bnaaye aap ,jisme sab kuch explain kre ,,,,agar app vagareh band ho jaye ,,,jaise bolte h company bhaag jaaye to mutual funds ka Paisa cdsl/nsdl se kaise wapis liya jayega???
Sir hamko ye btao ki 25 sal k liye index ya active mutual funds return jada dega kon sa sahi rhega
Sir Contra fund ke baree me kuch bateye
Sbi Smallcap - 2500/-
Hdfc Smallcap - 2500/-
Tata Smallcap - 5000/-
Sbi Technology Fund - 2500
Hdfc Defence Fund - 5000/-
Sbi Multicap- 5000/- per month
PPF - 12500/
Investment time 20 Years
High risk
Tgt 10 Cr for Early Retirment, Kya Possible Hoga ( I am a Software Engineer and my Inhand Salary 65000/- per month)
Nippon small cap lumsom amount lata nahi sir
Lumsum nahi hoga .ap ek trick Karo .sip edit kar ka jitna dalna chataha utna amount select kariya .sip amount kat Jana ka bad fir sa sip edit kar ghata dijiya .
Sip edit kar ka ap kabhi bhi bhada ghata sakta ha .
@@surajbees91itna tam jham kon karta Han
Aur kya mutual fund may invest karne se kya paisa sirf surakshit rahata Hai koi tarah Kabhi Nahin hota Hai ek Bar iske bare mein video banaen Raju bhaiya
I think gold also a component in multi cap funds
Sir, किसी किसी Fund मे SIP या Lumsup नहीं होता है। क्यों जैसे लिखा होता है। New investment have been stopped for this fund. You can explore new fuds from the peer Comparison section.
सर इस पर एक video बनाइटे Please
Raju sir, SWP ka option apps me kahi bhi nahi mila
Raju bhaiya aap hum sakbo direct plan aur regular plan kaise pata lagai ki kaun sa plan hai aur kaun se plan mein zyaada returns ke chances haih
Small cap me future ke liye invest Kaisa rahega raju bhai lagbhag 10 year k liye
Hi sir
Can you review Nippon India nifty 500 equal weight index fund direct growth.
This is new
Raju sir
Mutual fund ke return par tax calculation kaise hota hai.
Raju bhai muje 10000 sip karni hi 2 small cap fund bataye 15 sal ke liye 5000,5000 do sip karni he
Sir long term k liye kaun sa sahi h
रेगुलर से डायरेक्ट मे स्विच करने का क्या उपाय है, क्या यूनिट का नुकसान है?
Raju bhaiya
asset plus app me expense ratio other app like grow se jyada bata raha he.....
Raju sir, tax k bar me long term bataye Mery 7 Sal ki sip he
Excellent vedio with learning
सर जो हमने फ्लेक्सी कप में कर रखा है क्या हम उसको उसको मल्टीकैप में कर सकते हैं
Raju bhai mere pass 2 dukan ahe uski market value 50Lack hai usse muze10000 monthly kirya ata ahe. Lekin time pe kiraya nhi milta zhik zhik rahti ahe, ky ye bhech ke lumsum kar ke swp karna sahi rahega😊plz explain😊
Call tomorrow n explain in details
Nippon ki website se invest karna
Nice video 👍🏻👍🏻👍🏻
Abhi market high hai kya ham one time kar sakte hai please reply Raju Bhai🙏🏼
10 sal ke liye karna hai to KR sakte hai
Hdfc multicap kaisa hai maine sip start kiya hai
Sur lum sum kab karna chaiya
Bhaai main 10 saal ko nipon india multi cap 3 laakh karna chata hun main 60 saal ka hun btaiye plz.sahi fund he
Sir aapne kha h asset plus app se sip kro pr grow or asset plus app me nav different h plz tell me role of nav
Maine MF regular se direct main kar diya hai kaisa rahega..? Please answer per month paisa dena hai to bichmain koi rahe uska kya fayda..?
Custodion qa hai
Iska ditels please
मेरा पोर्टफोलियो इस प्रकार है
Sbi psu fund. ka sip
Sbi long term equity fund sip
Nippon india multi cap sip
Sbi large and misal sip
Quant flexible cap sip
Quant else tax saver sip
कृपया सुझाव दीजिये।
Lumpsum m best kya h
60000 per month swp se nikalenge to tex Dena nahi parega kya
Namaskar Sir Ham Ajit Kumar Patna se
Lumsum kei bari mi btwo sir g
Raju bhai maine aap k through assetplus join kiya hai agar mere aggresive client ko 5000 ka sip karwana hai mene 1500 nippon small cap, 1500 sbi small cap , 1000 sbi contra aur ek 1000 hdfc multicap nippon multicap mae lagaya plz bataie thik hai j
Sir mai small cup me invest kr rha hu achha rhega ki khrab
Is samay lamsam kisme kare
Bhaiya ek sawal he mera
me agar Bank se
20 lakh ki hom Lon leke
20 saal ke liye
small cap me
lamsum karu to kese rahe ga
Me sahi kar raha hu kaya
Jab market niche Jaye tab 🤔🤔🤔
Mere ko 20 lakh ka 28 lakh dena hoga 12 saal me
Never invest in equity with loans. It should always be your surplus money. Don't make this mistake
Sir please best small cap fund recommend kra,, jisma bina darrya sip kra,, plz sir help
Sir
Tata ethical fund kaisa h
7 साल बाद रिटायर हो जाऊंगा 12000 की sip बताईए किसमें करें ,7साल बाद 2,3साल के लिए उसे छोड़ दूंगा और उसमें कुछ पैसा रिटायर होने पर इकठ्ठा डाल दूंगा उसी में फिर 8% वार्षिक के दर से S W P पेंशन लूंगा
Good morning Sar meri age 33 sal hai aur main rs 2000 per month sip SBI small direct plan mein December 2023 se start Kiya hai 18 sal ke li aur mujhe ek SIP aur karna hai 20 25 sal ke liye 1000 rupaye ki SIP 10% startup ke sath mere liye kaun sa fund best rahega Mera target hai ek karod rupay
Dusra sawal Mera hai rs 2000 ki SIP SBI small cap direct plan mein December 2023 se start Kiya kya main har sal 2000 rupaye SIP amount ko badha sakta hun agar han to please review karke bataiye kitni wealth banegi 18 sal me
Sar ji mutual fund new Kitna tax lagta hai share market mein Kitna tax lagta hai aapka bahut bada fan hun
Best mutual fund for ev stock
RAJU JI MAINA SIP KARI HA RECENTLY 3000 RS KI ,DO FUNDS MA , MA MONTH MA KABI MARZI SA 4 SA 5 BARI KABI 3000 RS, HAFTA BAAD 5000, FIR KABI 1000 , KABI 20,000 MATLAB ONE MONTH MA 6 TO 7 BAARI SIP MA DEPOSIT KR SKTA HU, PLZZZZ REPLY RAJU SIR, I WILL BE THANKFUL TO YOU, REGARDS VINOD !!!!!
Plzzz REPLY SOON ???? ANXIOUSLY WAITING FOR UR RPLY
Good evening sir ji
Raju Sir, SIP jis fund me chalu hai thik usi fund se SWP lene ke liye kya SIP stop karna parega or kya SIP & SWP ek saath chal sakta hai
Why Quant small cap, axis Small Cap Fund, are investing in debt ???? Is it the sign of bear market coming soon??? Plzzz reply... Sir, u don't reply in my question
Sir
Kya hum sbi bank se kisi bhi M.F investment kr skte h kya
Nipon. Hdfc. Icici. Other...
Raju bhai agr phone kho jaye to koi or paise apne a/c m redeem kr skta h kya?
Raju Ji Namaste, Mera Age 34 age hai, Mera Target 15-20 year hai, main ek aggressive investor hoon, Mein Lumpsum Jab Karu Multicap mein Karu ya Small Cap mein ? Kaunsi Company ke kaun si scheme karu, Please Suggest 🙏
What is your opinions about Kotak small cap fund
Review details please
*Agar koi fund me swp le rhe toh kya usko cancel karke fund amount redeem kar sakte hai*❓❓
Raju ji Mai 2019 me retire ho gaya hun 40 lakh kin funds me invest karu Taki Moghe 5 Sal bad fix lncomemile meri koi pension nahi hai Mahendra singh
SIP ka naya niyam kab tak a jaega sar
Lumsum karana hai toh konase me jaye
#Raju ji
Flexi cap में इंवेस्ट कर रहे हैं, क्या small cap या mid cap भी लेना जरुरी है क्या???
Difference between xirr and cagr return?
Sir aap ke starsip me expense ratio Jada show hota hai
Humko SIP3000 25 year investment karna hai par Mera mobile chori ho gaya to mai kay Karung jo aap app me kahte hai
15 years me 50 lakh rupe chahiyye
Kitna amount aua kis funds me karen
Portfolio main kitne sip hone chahiye
Sir asset plus se reedim kaise hoga please sir bataiye
Raju sir, Hindi likhna bolna aplog jaisa Nehi ati. Ham bengali hai.fir vi kosis karta hu.vul ho to maf kor dijie. thora thora samajh sakta.apka video achcha lagta hai, lumsum investment ka sathik time bataye.
Namaste Raju bhai, why "investing in mutual funds when low pe of nifty 50" doesn't beat regular consistent SIP?