PNB Me Band Account Kaise Chalu Kare-How to Reopen Closed Account-Band Khata Kaise Chalu Kare

แชร์
ฝัง
  • เผยแพร่เมื่อ 14 ต.ค. 2024
  • PNB Me Band Account Kaise Chalu Kare-How to Reopen Closed Account-Band Khata Kaise Chalu Kare #PNB
    Aaj ki is video me aap sikhne wale hai :PNB Me Band Account Kaise Chalu Kare-How to Reopen Closed Account-Band Khata Kaise Chalu Kare "agar aap ka pnb (Punjab National Bank) ka account band ho jata hai to aap kis tarah se apna account chalu kare sakte hai aur account chalu karne ke liye aap ko kis kis ducument ki jarurat padti hai
    Video end tak dhekne ke baad aap ko kabhi bhi apne band khate ko chalu karne ke liye pareshan nahi hona padega.
    #PNB_Me_Band_Account_Kaise_Chalu_Kare #How_to_Reopen_Closed_Account
    #Band_Khata_Kaise_Chalu_Kare #PNB #band_bank_account_kaise_chalu_kare_mobile_se
    Ye Sab Simple Device Use Karta Hun Me Video Banane Ke Liye:-
    👉Samsung Galaxy M51 (Celestial Black, 6GB RAM, 128GB Storage)
    amzn.to/2IzWlJn
    👉 My Mic :- amzn.to/3518oXN
    👉 My Tripod :-amzn.to/36X7o9s\
    👉 My Fast Charger:- amzn.to/3lGcaMV
    👉 My Samsung Original Level U in-ear Bluetooth Headphones (Gold):-amzn.to/36OUieu
    👉 Digitek Ring Light:- amzn.to/3mClemj
    Watch Next;-
    👉 SBI Bank me Mobile Number Kaise Register Kare Bina Bank Jaye -
    • SBI Bank me Mobile Num...
    👉 SBI Bank Account Me Aadhar Card Kaise Link Kare Bina Bank Jaye-
    • SBI Bank Account Me Aa...
    👉 SBI ATM Pin Kaise Banaye-
    • SBI ATM Pin Kaise Bana... -
    👉 SBI ATM Pin Kaise Change Kare-
    • How To Change SBI ATM ...
    चैनल को सब्सक्राइब करें और वीडियो को शेयर और लाइक करे.
    Tags For Refrence:-
    PNB Me Band Account Kaise Chalu Kare,How to Reopen Closed Account,Band Khata Kaise Chalu Kare ,PNB,pnb ka band khata kaise chalu kare,punjab national bank me band khata kaise chalu kare,pnb band account kaise khole,pnb band account ko kaise chalu kare,sbi band account chalu kaise karen,pnb band account chalu kaise kare online,pnb band account kaise chalu kare,band account ko kaise chalu kare,how to open closed account in pnb,band account account ko chalu kaise kare online pnb,band khata chalu karne ke liye application,bina band jaye band khata kaise chalu kare,band bank account kaise chalu kare mobile se,pnb,Naman Guruji,mobile se band account kaise chalu kare
    Disclaimer- Some contents are used for educational purpose under fair use. Copyright Disclaimer Under Section 107 of the Copyright Act 1976, allowance is made for "fair use" for purposes such as criticism, comment, news reporting, teaching, scholarship, and research. Fair use is a use permitted by copyright statute that might otherwise be infringing. Non-profit, educational or personal use tips the balance in favor of fair use. All credit for copyright materiel used in video goes to respected owner.
    Plz Keep support 🙏
    Follow me in instagram :-
    #imnaman_rajput
    Subscribe TH-cam channel :-
    www.youtube.com /Naman Guruji
    Thanks For Watching #Namanguruji
    Jai Hind
    वन्दे मातरम् 🇮🇳

ความคิดเห็น • 407

  • @rajagoyal6745
    @rajagoyal6745 ปีที่แล้ว +52

    3:20 for time save....👍

  • @Jaspreetkaur95175
    @Jaspreetkaur95175 ปีที่แล้ว +4

    Thank you sir ..mera account reopen hogya...pan card nhi thaa ..apply krdiya receipt lga di....kaam hogya.. THANK YOU Sir apki vdo ki help se hogya

  • @KhushbuRai-k7p
    @KhushbuRai-k7p ปีที่แล้ว +2

    Sir mera pnb me account h vo band ho gya h to kya usko bina main branch jaye transhphor kra skte h

  • @deepakkumarcreations7742
    @deepakkumarcreations7742 หลายเดือนก่อน +1

    Mera account inoperative ho gaya thaa mene bank jakar required documents submit kiya aur deposit karake aaya but 2 din ho chuke hai abhi tak mera account active nenhin huya ..kitne din lagte hai active hone me ??

  • @priya1912
    @priya1912 ปีที่แล้ว +38

    PNB me 24hr me kuch nhi hota 24 days lagte h 😂

  • @saurabhmahavar2860
    @saurabhmahavar2860 2 ปีที่แล้ว +3

    Sir 5 se 6 saal ho gaye hai khate lo kya who vapas active ho jayega ?

  • @mahendrasharma1716
    @mahendrasharma1716 2 ปีที่แล้ว +3

    Mera pnb me current account hai jo ki deactive hai us ko active karwane ke liye kya document lage ge

  • @Vishal-zs6bu
    @Vishal-zs6bu 3 ปีที่แล้ว +5

    PNB BANK 2 year se jyada time se koi len den nahi kara.
    Account band hai kya chalu ho sakta hai ...

  • @rajagoyal6745
    @rajagoyal6745 ปีที่แล้ว +2

    Bro meri mother ka account inactive ho gya tha mene uske liye application bhi de di lekin jab mai pnb ki branch mai tha tab site nahi aa rahi thi mene unko application form jama Kara Diya kya Bo account ko reactivate kar denge ya dobara branch mai jaana hoga

  • @vikasiraskar487
    @vikasiraskar487 2 ปีที่แล้ว +1

    PNB Account freez hone pe homebrach hi Jana pdega ya Kisi b location ya branch s KYC update ho jayega.....plz help

    • @nitishhhh8
      @nitishhhh8 ปีที่แล้ว +1

      Home branch jao

  • @ManisKumar-Nj-wealth
    @ManisKumar-Nj-wealth 2 ปีที่แล้ว +1

    Paise katega kya agr 5 sal se account bnd h or matra 500 rupye se kam h to

  • @nitishdutta3319
    @nitishdutta3319 9 หลายเดือนก่อน

    Bina adhar card se ho sakata h.yani pan card ke sath voter ya any document se ho sakata h.

  • @jyotipaswan146
    @jyotipaswan146 ปีที่แล้ว

    Bnd account chalu hone ke baad Kya hum apna 1000 daalne ke baad fir usi waqt nikal skte h ya nhi....

  • @nitinkumarraval7852
    @nitinkumarraval7852 ปีที่แล้ว +3

    Thank you sir

  • @israfeelhashmi3788
    @israfeelhashmi3788 2 ปีที่แล้ว +1

    Sir mera acaunt ka len den band kar diya gaya h account apdet karne ke liye hom branch jana pade ga

  • @vandanasharma9370
    @vandanasharma9370 ปีที่แล้ว +3

    Thanks for the information

  • @Ns-cp8jj
    @Ns-cp8jj 2 ปีที่แล้ว +1

    Sir ji maine pnb account 2018 m bnd krwa diya tha .lekin usme ab 09/2022 m itr se refund credit ho gya . Yeah kyu hua sirji jb account close krwa diya tha phir bhi aisa hua .

    • @S4Suru
      @S4Suru ปีที่แล้ว

      Same problem

  • @SatishKumar-fn6my
    @SatishKumar-fn6my 3 ปีที่แล้ว +4

    Sir online koi process hai to please hme bta digie brach mai jane tk ka time nhi milta or sunday ko bank band hota hai

    • @NamanGuruji
      @NamanGuruji  3 ปีที่แล้ว +3

      Nahi Bro Band account ko reopen karne ke liye aabhi tak online process nahi hai aap ko apni link branch me contact karna hoga tab he aap ka account reopen hoga .
      Keep subscribe 🙂

    • @niveshsharma8516
      @niveshsharma8516 2 ปีที่แล้ว

      @@NamanGuruji me apni home branch se door hu ni ja skta hu bank,post ni kr skta

  • @chandrabhansaini5584
    @chandrabhansaini5584 2 ปีที่แล้ว +2

    Sir maine 2015 m open Kiya tha uske baad ek bhi transaction nahi kiya to wo account reopen ho jayega kya

  • @Sqashi37
    @Sqashi37 3 ปีที่แล้ว +8

    Bro I'm 17 I have an account but it's closed can I open it without my parent(s)?

    • @kj.011
      @kj.011 2 ปีที่แล้ว

      Yes

    • @kj.011
      @kj.011 2 ปีที่แล้ว

      @kundan's lifego to bank explain your situation and fill the necessary forms

    • @AbhishekSharma-xl3mx
      @AbhishekSharma-xl3mx 2 ปีที่แล้ว

      Send your number

    • @Big_Jacket
      @Big_Jacket 7 หลายเดือนก่อน

      abh krwa le 19 ka ho gya abh toh

  • @hindroidgaming7309
    @hindroidgaming7309 2 ปีที่แล้ว +2

    Bhaiya abhi 4 din phle hee minor account open karwaya hu mai , aaj passbook le kar aya hu bank se. Ghar aake net banking try kr rha hu toh PNB app me bta rha h inactive. Bhaiya please give me a solution 🥺

  • @acp1069
    @acp1069 2 ปีที่แล้ว +1

    100 rupay jo transaction krna ha usa atm sa bhi nikl sakta ha?

    • @nitishhhh8
      @nitishhhh8 ปีที่แล้ว +1

      Hu kaise bhi upi se bhi

  • @deeparaj7422
    @deeparaj7422 6 หลายเดือนก่อน

    Mere a/c m kuchh paise the or kuchh time pehle bhi transaction hua h ab account band bta rha h or main branch bhi nhi ja sakti main bahar rehti hu to apne account ko kaise open karwaye...........??

  • @ashiyajahanalam6172
    @ashiyajahanalam6172 ปีที่แล้ว +4

    Video starts at 2.30 mnts thank you

  • @hindu_stani
    @hindu_stani ปีที่แล้ว

    bhai name change ke liye documents diye or account inoperative tha to chalu ho jayega

  • @DaughterOfMrSanjayYadav
    @DaughterOfMrSanjayYadav 2 ปีที่แล้ว +8

    Good

  • @reshmar4165
    @reshmar4165 3 ปีที่แล้ว +5

    Is it mandatory to visit home branch for this or any nearest branches??

    • @NamanGuruji
      @NamanGuruji  3 ปีที่แล้ว +1

      Home branch me jana hoga aap ko bro.
      Keep subscribe 🙂

    • @ankushpal6985
      @ankushpal6985 3 ปีที่แล้ว

      @@NamanGuruji bhai pnb mai ye tcrn number puri process ke baad kya krna padta hai

    • @JavaScriptCentric
      @JavaScriptCentric 2 ปีที่แล้ว

      @@NamanGuruji Instead of visting home branch , Can we send application and other documents if we shifted to other state.

    • @zeeshankhateeb1740
      @zeeshankhateeb1740 2 ปีที่แล้ว

      @@JavaScriptCentric hello? how did you unblock ?mine too same case.

    • @JavaScriptCentric
      @JavaScriptCentric 2 ปีที่แล้ว +1

      @@zeeshankhateeb1740 Send a mail to bank branch and mention your query.

  • @pannaofficial1994
    @pannaofficial1994 ปีที่แล้ว

    Thank you sir monday ko jaunga bank dekhte he kya hota he mera bhi band ho chuka he acc 😥🥺

  • @rakeshchander8623
    @rakeshchander8623 2 ปีที่แล้ว +3

    Bhai yeh likha aa rha h to aab kya karen your user id has been expired due to non usage for more than 180 days

  • @suryakantyadav4597
    @suryakantyadav4597 ปีที่แล้ว

    Bhai pahle 100 rupya jama karna hota hai KYC ke bad tab jakar start hoga, pahle 1000 rupaye jama karoge to mamla gadbad v ho sakta hai means agr tum 100 rupaye jama karte ho to 100 rupaye hi by default jama hoga aur 900 khatam v ho sakta hai to be aware only 100 rupees deposit with application

  • @tanmoybiswas6642
    @tanmoybiswas6642 3 ปีที่แล้ว +2

    Bhai agr account block rahe or kohi money transfer kare to kya bank mein ayega . Plz bataye

  • @akashkerketa2844
    @akashkerketa2844 3 ปีที่แล้ว +2

    Bhai PNB Bank ma saving account open ho gya par TCRN number received nhi ho par account successful ho gya

  • @pardeepnishad9200
    @pardeepnishad9200 ปีที่แล้ว +6

    Very good

  • @PriyanshPachauri-um1fo
    @PriyanshPachauri-um1fo ปีที่แล้ว

    Bhai mene apna account 10 sal pehle Lucknow me karaya tha ab mera transfer Agra ho gya h kya karu

  • @aartisharmaji4694
    @aartisharmaji4694 2 ปีที่แล้ว +5

    Sir Agar account mein balance hai or vo fir bhi band hai uske liye bhi Dena padta hai kya 1000₹ pls reply me sir

  • @Tuhinbiswas0124
    @Tuhinbiswas0124 3 ปีที่แล้ว +1

    Bhai agar mere ubi account band hogeya or usbakt kisine paisa vaga to account reopen Karna bat Bo paisa milega kiya????
    Please bhai reply me 🔥🔥🔥🔥🔥

    • @NamanGuruji
      @NamanGuruji  3 ปีที่แล้ว +1

      Bro sahi se batao aap ki problem kya hai .
      Keep subscribe 🙂

  • @birenmagar3276
    @birenmagar3276 3 ปีที่แล้ว +6

    Very helpful video thank you sir !!

    • @NamanGuruji
      @NamanGuruji  3 ปีที่แล้ว +2

      Keep subscribe Bro 👍

    • @luckysharma6869
      @luckysharma6869 2 ปีที่แล้ว

      @@NamanGuruji kitne din me khul jaega bhai??

  • @Sumitsinha4159
    @Sumitsinha4159 2 ปีที่แล้ว +5

    Nice information 🙏🏻🙏🏻🙏🏻

  • @pratibhabeck567
    @pratibhabeck567 ปีที่แล้ว +4

    Thank you so much bhaiya 😁

  • @dileepsingh5752
    @dileepsingh5752 3 ปีที่แล้ว +1

    Sir maine apna punjab national bank ka account bnd kra dia tha kya mai usi khate ko dubara chalu kra skta hu
    Kyuki mere usi account me paise bhej dia pfms pr show bhi ho rha amount under pressing me
    Plz btae sir

    • @NamanGuruji
      @NamanGuruji  3 ปีที่แล้ว +1

      Bro dobara vahi account open nahi hoga aap ko new account open karna hoga aur vo paise aap ke 7 days me me refund ho jaye ge ..
      Jis process se aap ne sent kiye hai paise .
      Keep subscribe 🙂

  • @newbusiness8164
    @newbusiness8164 3 ปีที่แล้ว +1

    Dada upi bolok hai bank un bolok dikha raha hai mene castomar center se bolok krya tha to kya karna hoga

    • @NamanGuruji
      @NamanGuruji  3 ปีที่แล้ว +1

      Bro pls sahi se type kar ke aap problem send karo ❤️

  • @songmaster376
    @songmaster376 2 ปีที่แล้ว

    Sir mene apna account activation karwa lia hi. Ak NEFT PAYMENT. PEHALE DAL GAYA HAI WO SHOW NAHI HO RAHA. KAYA WO MIL JAYA GA

  • @shivshankarsharma3550
    @shivshankarsharma3550 2 ปีที่แล้ว

    Mere khate ko lagbhag 6 year ho gye ab suru ho jayega Pnb m account

  • @shikhabholekibhakt
    @shikhabholekibhakt 3 ปีที่แล้ว +1

    Alredy pese jama h 5 hazar something fir bhi account bnd hogya h to kya reopen Hoga to pese mere save rhege muje milege

    • @NamanGuruji
      @NamanGuruji  3 ปีที่แล้ว +1

      Yes bro reopen ho Jaye ga aap video me bataye process ko follow kre and aapke paise safe rahe ge .
      Keep subscribe 🙂

  • @h.s261
    @h.s261 2 ปีที่แล้ว

    Hlo bro pnb mein 2012 mein acount open hou tha , 2017 mein khud humne bnd krva diya, ap uski statment nikl jaegi

  • @successwaywithraunak4214
    @successwaywithraunak4214 3 ปีที่แล้ว +1

    Mai paisaa Dalne aur nikalne k liye ATM machin ka use kr sakta hu please jaldi reply 🙏do sr

    • @NamanGuruji
      @NamanGuruji  3 ปีที่แล้ว +1

      Yes aap kar sakte hai jis atm me ye dono service available hai usme aap use kr sakte hai ।
      Keep subscribe ☺️

    • @successwaywithraunak4214
      @successwaywithraunak4214 3 ปีที่แล้ว +1

      Thnxx

    • @successwaywithraunak4214
      @successwaywithraunak4214 3 ปีที่แล้ว +1

      Sir pr account block rhega to ATM card kaam krega

    • @NamanGuruji
      @NamanGuruji  3 ปีที่แล้ว

      Sbi atm me deposit krne ke liye atm card ki jarurat nahi hogi shirf withdrawal krne ke liye atm card chahiye

    • @successwaywithraunak4214
      @successwaywithraunak4214 3 ปีที่แล้ว +1

      @@NamanGuruji ye Malum hai yahi to bolrha hu account block rhega to ATM se paisa withdraw ho jayega

  • @sakshipandey3739
    @sakshipandey3739 ปีที่แล้ว

    Sir home branch me jaa kr hi ye process hoga kya...kise aur pnb k branch se ni ho sakta kya.

  • @abrargazi6402
    @abrargazi6402 2 ปีที่แล้ว

    Kisi bhi branch mein kaam ho jayega n! Ya jahaan open kiye hai whin hoga?

  • @पीकेप्रजापति-भ2ट
    @पीकेप्रजापति-भ2ट ปีที่แล้ว

    Bhai 10 din pahle account khulavya lekin update nhi huaa iske liye kyc Ka form bharna hai kya

  • @user-Neha642
    @user-Neha642 2 ปีที่แล้ว

    Mera pnb me online khata nhi khul rha h isme bta rha h you have already customer I'd pan/ adhar the details provided to us kindly visit your nearest PNB branch to open an account ye problem h please solve kr dijiye

  • @haryanaxyz
    @haryanaxyz 2 ปีที่แล้ว

    Sir mera bank account school wala hai lekin account band ho gya toh fer se chal sakta hai ya nhi or atm and no se lenk kar sakte hai or apne nam par karva sakte hai na sir

  • @ankitchaudhary7510
    @ankitchaudhary7510 2 ปีที่แล้ว +4

    pnb account closed by myself, can i reopen same account

  • @bantybala3094
    @bantybala3094 3 ปีที่แล้ว +7

    Aap har video per acche se samjhte ho thank you

    • @NamanGuruji
      @NamanGuruji  3 ปีที่แล้ว +1

      Keep subscribe ☺️👍
      Shared the video 👍

  • @AartiSingh-fb8hu
    @AartiSingh-fb8hu 2 ปีที่แล้ว

    Sir meri plm ye mera pass book A.TM card sb gum ho gya muje kuch bhi yaad nhi h 3,4 saal ho gye ..ab muje fr se ye account activate krvana pls hlp me sir kya Krna hoga

  • @aashuvlog2500
    @aashuvlog2500 2 ปีที่แล้ว

    Sir help me.
    Sir mere papa ji ka NRI account h PNB me joki band hogya h and ab hum usko kese open karwa sakte h ek baar to jakar aagate h unhone aadhar card and pan card ki carban copy li or ek application bhi li phir bhi account open nahi hua h ab hum kya kare kya koi mistake hoi h documents me

  • @amitaadivlogs8441
    @amitaadivlogs8441 2 ปีที่แล้ว

    Bhai bluetooth connect mic konsa hai aap ke pads

  • @swatimishra4626
    @swatimishra4626 ปีที่แล้ว

    Pichle pese wapis aayenge ki nhi ????

  • @geetamsingh3301
    @geetamsingh3301 3 ปีที่แล้ว +1

    Maine apna account application dekar close karwa diya tha ab vhi account mujhe open karwana hai ho jayega kya bhai

    • @NamanGuruji
      @NamanGuruji  3 ปีที่แล้ว +1

      Nahi jab aap ek baar apna account khud se application dekar close kar dete hai to us same account ko dobara open nahi kar sakte ho .
      Aap ko new account he open karna hoga .
      Keep subscribe 🙂

  • @younuskhan3595
    @younuskhan3595 ปีที่แล้ว +3

    Thank you bro.

  • @mr.niranjan2710
    @mr.niranjan2710 3 ปีที่แล้ว +1

    Sir Mera ac lock ho gya h..
    Mai branch gya tha unhone Bola fraud Ka mamla h head office se band h AC...
    Eska kya mtlb hua sir..
    Mera AC open hoga ya nhi

    • @NamanGuruji
      @NamanGuruji  3 ปีที่แล้ว +2

      Aap ke account bar bank ki taraf se hold laga diya gaya hai isme aapko head office se inquiry karni hogi tab he unlocked hoga .
      Keep subscribe 🙂

  • @hr_priya6513
    @hr_priya6513 3 ปีที่แล้ว +5

    Sir , I have received my refund in closed bank account , which was earlier closed by myself by submitting application . How can I take back my refund plz help

  • @navangural
    @navangural 2 ปีที่แล้ว +4

    Sir account reopen form fill krne ke baad fir account kbb chaalu hogga

  • @VIJAY_MEWARA
    @VIJAY_MEWARA 3 ปีที่แล้ว

    Net banking block kr rkhi hai use waps activate karna hai... ATM card bhi block hai.
    Kaise hoga bina bank gaye

  • @ShivaSingh-ek6zw
    @ShivaSingh-ek6zw 3 ปีที่แล้ว

    Sir mene Kush dino mhino phle apna PNB Bank me account ko band karaye tha
    Kya bah fir se reopon ho sakta hi
    Please reply kese hoga

  • @ajoymahata6638
    @ajoymahata6638 3 ปีที่แล้ว +6

    dada 5years ago no transaction
    plz help

  • @KapilKumar-tt3wv
    @KapilKumar-tt3wv 2 ปีที่แล้ว +2

    Sir humra joint account hai kaisa khulaiga Please btao..🙏🏻

    • @NamanGuruji
      @NamanGuruji  2 ปีที่แล้ว +2

      Bro same process follow kro aapka band account reopen ho jaye ga .
      Keep subscribe 🙂

  • @niteshyadavbihari889
    @niteshyadavbihari889 3 ปีที่แล้ว +2

    Sir sirf 1000 rupya dalane se band khata nahi khulega please reply

    • @NamanGuruji
      @NamanGuruji  3 ปีที่แล้ว +2

      Kyc form bharne ke baad 1000 deposite karne hai 100 rs withdrawal karne hai tab aap ka account re-start hoga transaction ke liye..
      Keep subscribe 🙂👍

    • @monuchauhan9273
      @monuchauhan9273 3 ปีที่แล้ว +2

      Sbi me aaisa नहीं hai

    • @monuchauhan9273
      @monuchauhan9273 3 ปีที่แล้ว +2

      और icici me भी नहीं

    • @NamanGuruji
      @NamanGuruji  3 ปีที่แล้ว +2

      Bro sbi me bhi same hai aur icic me process alag hai

  • @shalinibora191
    @shalinibora191 ปีที่แล้ว

    If not operated after 2018 can I start again

  • @riyaupadhyay5294
    @riyaupadhyay5294 ปีที่แล้ว

    Sir ky kisi bhi branch mai jakr kr skte hai

  • @ganeshsinghrajput8437
    @ganeshsinghrajput8437 3 ปีที่แล้ว +2

    Bhai mera account Rajasthan ka hai aur Main filhal Bahar rarha hun aur account block ho gaya hai PNB ka bhai kasai open hoga bhai...

    • @NamanGuruji
      @NamanGuruji  3 ปีที่แล้ว +2

      Bro jo process maine video me bataya hai use aap follow karo lekin aap ko apni link branch se he krna hoga .
      Keep subscribe 🙂

    • @ganeshsinghrajput8437
      @ganeshsinghrajput8437 3 ปีที่แล้ว +1

      Bhai mai bengalore ho or branch office Rajasthan hai bhai khasi karo bhai reply karo bhai Sare transition ruk Gaye bhai Bangalore se scan kar kar bhejne se ho jaega kya bhai KYC.

  • @1971kishankumar
    @1971kishankumar 3 ปีที่แล้ว +1

    भाइ मेराखाता pnb मे है लेकीन ओ बन्दहोगया है मै दुबै मे रहताहु अब उस्को मे दुबै से क्यासे खुल्वासक्ता हु क्या मेरा अकाउन्ड फ्रीर से चालू होजायका ईश के लीय मदत गरे हमारी

    • @NamanGuruji
      @NamanGuruji  3 ปีที่แล้ว

      Aap ko account reopen krne ke liye apni link branch me jana hoga tab he aapka account reopen kiya jayege.
      Keep subscribe 🙂

    • @syedahmad7933
      @syedahmad7933 3 ปีที่แล้ว

      Bhai yah se account mein aapko Paisa jama karna padega aur aapka account chalu ho jaega use aap ATM card ki madad se nikal sakte hain

  • @pradeeptidke7138
    @pradeeptidke7138 2 ปีที่แล้ว

    Sir mere dost ne pement dala hai lekin sho nahi ho rha hai kya karu mera account Blok dikha rha hai

  • @KhojStudio
    @KhojStudio 3 ปีที่แล้ว +1

    Bank me paise hain khata band hua hai,,, kya wo paise mil jayenge🥺🥺🥺

    • @NamanGuruji
      @NamanGuruji  3 ปีที่แล้ว +1

      Bhai aap tension na lo agar aapka khata band hai to aap maine jaise video me bataya hai aap kyc form vaha se download kar lo aur fill kar lo aur bank me jama kar do 24 hours me aap ka account reopen ho jaye ga ..
      Aur tab aap ke paise bhi mil Jaye ge ..
      Thanks 😊
      Keep subscribe and shared the video 👍

    • @KhojStudio
      @KhojStudio 3 ปีที่แล้ว

      Thank you so much bhai ji,,, wo sab kar liya hai ,,, forum sab kuch bhar liya hai,,, aj hi,,, application dene ko bola unhone,,, baki apne I'd proof ,,,baki kal pta lagega,,, unhone death ghoshit kr diya tha🥺

  • @jkrajketar2922
    @jkrajketar2922 2 ปีที่แล้ว +1

    Sar Mera PAN card nahin hai to aur koi upay hai Bank chalu karne ke liye Punjab National Bank

    • @NamanGuruji
      @NamanGuruji  2 ปีที่แล้ว +1

      aadhar card se reopen ho jaye ga .
      video me bataye process ko follow kare.

  • @Islami-Akhlaqi-Tarbiyat
    @Islami-Akhlaqi-Tarbiyat 2 ปีที่แล้ว +1

    Aur Bhai Join FD Account Kaise Active Hoga

  • @fackoffgamer6534
    @fackoffgamer6534 3 ปีที่แล้ว

    Sir bol raha ho ki mera account chalu hone ke bad Mera 10000 rupees account me duk jaega ...
    Mera school se is 10000 bheja hai account chalu nahai ta isliya account me is paisa nahai dhuka na

  • @mohdrihanansari4936
    @mohdrihanansari4936 3 ปีที่แล้ว +4

    make one video how to reopen online pnb account without bank visit

    • @NamanGuruji
      @NamanGuruji  3 ปีที่แล้ว +1

      Keep subscribe bhai next video uploaded soon

  • @vipinchaudhary9209
    @vipinchaudhary9209 3 ปีที่แล้ว +1

    Bhai ji mere account ko 5. 6 sal ho gaye band huye wo dubara khul sakta hai

    • @NamanGuruji
      @NamanGuruji  3 ปีที่แล้ว +1

      Aap bank me jakar confirm karo ki aap ka account permanently band to nahi huva hai agar permanently Band huva to aap use dobara chalu nahi kar sakte ho aur agar shirf hold huva to aap Bank me jana vaha ja kar kyc form fill krna and 1000 rs Deposit karna aur 100 withdrawal krna 24 hours baad aap ka ac account reopen.ho Jaye ga
      Keep subscribe 🙂

    • @vipinchaudhary9209
      @vipinchaudhary9209 3 ปีที่แล้ว

      @@NamanGuruji dhanyawad bhai ji 🙏

  • @pankajkumar-vh7no
    @pankajkumar-vh7no 3 ปีที่แล้ว +1

    Sir dusre distt me agr khata khula ho jisse 6 saal se jyada time ho gya ho or vo bnd ho gya ho to use apni near by branch me. Kaise transfer kkya ja skta hai.ya fir dobara new khata khol skte h bina dusri distt ja kar

    • @viru.kanpur
      @viru.kanpur ปีที่แล้ว

      Home branch me jakar account ki kyc karao.fir transfer ki application do

  • @geniusmind5499
    @geniusmind5499 3 ปีที่แล้ว +3

    Sir phle ka amount bhi return aa jata hai ky, please reply 🙏🙏🙏

    • @NamanGuruji
      @NamanGuruji  3 ปีที่แล้ว +1

      Ji aap kw account me jo paise depo hoge vo aa Jaye ge after kyc

    • @geniusmind5499
      @geniusmind5499 3 ปีที่แล้ว +1

      Okay sir, thank you 🙏🙏

  • @Islami-Akhlaqi-Tarbiyat
    @Islami-Akhlaqi-Tarbiyat 3 ปีที่แล้ว +1

    Bhai Meri Mosi Ki PNB Bank Me Fd He Aur Kafi Time Se Unhone Account Se Len Den Nhi Hua To Wo Band Ho Gya He To Fd ka Pesa kese nikale pls bhai koi jankari ho to de

    • @NamanGuruji
      @NamanGuruji  3 ปีที่แล้ว +1

      Bhai aap ko sabse pehle bank me ja kar kyc form fill karna aaj aap ko us par video mil Jaye ge ki kis tarah se kyc form fill karna aap vaha se download kar lena uske baad uske sath aadhar card lagana aur bank me submit kar dena aur vaha par kam se kam 500 rs deposit karna uske 24 hours baad aap apni fd breck kar ke paise nikal sakte ho ..
      Thanks
      Keep subscribe 🙂👍

    • @Islami-Akhlaqi-Tarbiyat
      @Islami-Akhlaqi-Tarbiyat 3 ปีที่แล้ว +1

      Acha Bhai Bahut Shukriya Apka Chakkar Kya He Bahut Purani Fd Aur Khata Ho Chuka He Unka Is Liye Janna Tha

    • @NamanGuruji
      @NamanGuruji  3 ปีที่แล้ว +2

      Keep share the video and subscribe Bro 🙂👍

  • @shaguftashahnaz4912
    @shaguftashahnaz4912 2 ปีที่แล้ว

    Sir mere husband k account block krdiya gya h Or wo abroad me hn to kya unke jagah pe mai unblock krwa skti hu branch me jakr

    • @santoshkharwar3279
      @santoshkharwar3279 2 ปีที่แล้ว

      Sar aap log sarkari log h modi ji suna h free me dhan rasi bhej rahe h

  • @pritisinghrathore3863
    @pritisinghrathore3863 2 ปีที่แล้ว

    Ager paise hain bank me to bhi dena pdega kya

  • @basuminivlog
    @basuminivlog 2 ปีที่แล้ว +1

    Sir mna 3 din pehla account open kia pnb ma but abi mera account inactive show kr raha ha pnb m passbook app ma mera account minor account ha muja koi solution btao

    • @trading486
      @trading486 2 ปีที่แล้ว +1

      Same problem apka kaise thik hua

    • @basuminivlog
      @basuminivlog 2 ปีที่แล้ว

      @@trading486 15-20 days wait karo khud he theek ho jayaga

  • @prakashpage4802
    @prakashpage4802 3 ปีที่แล้ว +1

    Bhaiya Mera pnb account bnd hogya or glti se usme paise transfer hogye Kya kru

    • @NamanGuruji
      @NamanGuruji  3 ปีที่แล้ว +1

      Bro aap bank visit kari agar aap ka account permanently closed nahi huva hai to aap bank me jakar kyc form fill karo uske baad 24 hours baad ac me 1000 rs deposit karo and next day 100 rs withdrawal karo aap ka account reopen ho Jaye ga .
      Keep subscribe 🙂

  • @moosajatt5911pbx1
    @moosajatt5911pbx1 3 ปีที่แล้ว +1

    Bhai fake link se sare paise kt gye or account bnd ho gya kya open ho skta h kyq vo hi account

    • @NamanGuruji
      @NamanGuruji  3 ปีที่แล้ว +1

      Bro agar ek baar account khud se band kar dete hai to aap us account ko dobara reopen nahi kr sakte ho .
      Keep subscribe

  • @bortasort1214
    @bortasort1214 3 ปีที่แล้ว +2

    paisa hai mere account per lekin rejected ho gaya hai please solution me

  • @abhishekpawar3992
    @abhishekpawar3992 2 ปีที่แล้ว

    Bol toh aisa rha tha jaise ki online activate krwa dengaa bank toh hum bhi chale jaayenge bhai .....

  • @Abhaykumaroffical13
    @Abhaykumaroffical13 3 ปีที่แล้ว

    Video kyc me reject ho gye uske baad kya kre plz solution

  • @GulamYoutuber786
    @GulamYoutuber786 15 วันที่ผ่านมา

    Nice🎉🎉🎉

  • @Psx_photo_editor
    @Psx_photo_editor 3 ปีที่แล้ว +2

    pnb se adhar card se unlink krna hai.. aue bnd krna hai...kese hoga?

    • @NamanGuruji
      @NamanGuruji  3 ปีที่แล้ว +1

      Account band karne ke liye aapko link branch me ek application deni hogi tab aap ka account band hoga

    • @Psx_photo_editor
      @Psx_photo_editor 3 ปีที่แล้ว +1

      @@NamanGuruji thanks bro...for reply😇

  • @chandanthakur1154
    @chandanthakur1154 3 ปีที่แล้ว +2

    Sir ji maximum kitne saal tak band pada hua Account ko active karwa sakte hain, PNB me?

    • @NamanGuruji
      @NamanGuruji  3 ปีที่แล้ว +2

      Bro aap yaha par bank me ja kar confirm karo ki aap ka account permanently band to nahu huva hai normaly permanently closed 2 se 3 years me hota hai agar aap account open karne ke baad bilkul bhi transaction nahi karte ho to .
      Keep subscribe 🙂 and shared the video 👍

  • @subhaparnaloveabhi8883
    @subhaparnaloveabhi8883 3 ปีที่แล้ว +1

    Online download kar sakte hai kyc form,pls bataye

    • @NamanGuruji
      @NamanGuruji  3 ปีที่แล้ว +1

      Yes discription me link hai vaha se aap download kr sakte ho .
      Keep subscribe 🙂

  • @arbazali4752
    @arbazali4752 3 ปีที่แล้ว +1

    Sir mera pnb m 6 sal purana khata band h chalu ho jayga ya nhi

    • @NamanGuruji
      @NamanGuruji  3 ปีที่แล้ว +1

      Aap bank jal kar confirm karo ki aap ka account permanently band to nahi huva hai agar permanently band ho gaya hoga to dobara se chalu nahi hoga aur agar shirf hold huva to kyc form kill krna and 100 rs deposit karna aap ka re open ho jaye ga ..
      Thanks
      Keep subscribe 🙂

  • @biswabhusanbariklipu2798
    @biswabhusanbariklipu2798 3 ปีที่แล้ว

    Sir mora panjab national bank re account nahii kintu adhar re dekhoauchi panjab national bank achi kn karibi sir
    Mora kalia yojana paesa sethiki jauchi kn karibiii

  • @foodienator957
    @foodienator957 3 ปีที่แล้ว +2

    Sir mera account active nhi ho rha h kyuki passbook me surname nhi h but addhar card me surname h iska koi soultion h

    • @NamanGuruji
      @NamanGuruji  3 ปีที่แล้ว +1

      Bro iska solution ye hai aap is account ko permanently band kardo application de kar and new account open karlo apne new aadhar card se .
      Aap ko new account par koi dikt nahi hogi bhai
      Keep subscribe 🙂
      Shared the video 👍

  • @JitendraKumar-pk1jh
    @JitendraKumar-pk1jh 3 ปีที่แล้ว +7

    BHAI 10 SAL HO GYA HE BAND HUE KHUL JAYEGA

    • @NamanGuruji
      @NamanGuruji  3 ปีที่แล้ว +6

      Aap bank jakar confirm karo aap ka account permanently closed to nahi huva hai aur agar ho gaya hoga to aap reopen nahi kr sakte hai aur agar account par hold huva to aap video me bataye process ko follow kare aap ka account reopen ho jaye ga .
      Keep subscribe 🙂

    • @mit2763
      @mit2763 3 ปีที่แล้ว

      @@NamanGuruji bhai kya online se pata chal jaaega ke mera acount parmanently band ho gya h plz btorply

  • @shazisiddiqui7433
    @shazisiddiqui7433 ปีที่แล้ว

    Jabse video start Hui hai se yahi bola band khate ko kaise chalu hai band khate ko kaise chalu Karen bhai to sidha point per kyon nahin a raha hai

  • @goutamkajal
    @goutamkajal 2 ปีที่แล้ว

    Sir Mera UPI Froude ho gya tha isliye Maine Apne khate ko seal Karwa diya hai but mujhe unseal Karwana hai iske liye kya kare sir plz reply me sir 🙏🙏

  • @DeepakSohal-x5i
    @DeepakSohal-x5i ปีที่แล้ว

    Bhai Mera khata 5 saal pehle ka hai mugje account nr nahi pata hai wo kaise pata kare