Me shriganganagar se hu...mere area se jab bhi koi bikaner jata tha to logbag chhotu motu ki dukan se rasgulla mangate thhey kyuki ye mere area me bahut famous thhey.....2012 me jab me MBA ke bad ek company me area manager bana or company ke kam se bikaner jana hua....to ghar se call aaya ki aate time chhotu motu se rasgulla le aana...tab inhone transparent panni me 3 kg rasgulla weight krke de diya or bychance uss time mere pass bag nhi tha or inhone mujhe carry bag bhi nhi diya...mangne pr inhone itna burra behaviour kiya mere sath ki uss din kasam khai aaj ke bad inki dukan pr per nhi rakhunga....mene ghar aakr ye bat apne friends ko batai to unme se kaiyo ne kaha ki wo bhi inke bad behaviour ka shikar ho chuke h...bikaner ke local log to inki dukan ki taraf dekhte bhi nahi...mithai kharidna to dur ki bat h...
Sir waha itni bhid kya Roz nasta krne dusre Shahar se aate hai or inki kachori subah 8 baje se pahle hi milti hai quality bhi sab achi hai baki aapke sath jo huwa wo galat hai
@@wasimkvlog sir inki quality pr koi doubt nhi h....bat h inke behaviour ki, inke behaviour ko Dekh kr essa lagta h jesse inhe customer ki jarurat hi nahi h..agar apko kessa lage ki apko koi 3 kg rasgulla transparent panni me tol de or carry bag bhi na de fir aap 350 km uss panni ko god me lekar bus me travel kre...these people are highly unprofessional....rahi bat bhid or rush ki to ek to inki dukan bahut purani h dusra railway station ke pass h...purane samay me market railway station ke pass hi develop hota tha....bikaner bahut purani city h or bikaner division me 5 district aate h...or bikaner division se jitni bhi long distance ki trains h wo bikaner se hi milti h, isliye anytime bikaner ke railway station pr rani bajar me 2-5k yatri logo ka rush rahta h....aap food blogger h thoda market survey kijiye local logo se ki local ke kite % log inki shop pr jate h....aap kabhi apne kisi person ko without camera bhejna aap ko real picture tab najar aayegi...dhanywad
😮😮 really bahut acha nasta milta hai yaha so yummy 😋
bahut bhid rahti hai bahut famous hai ye😋
i like chotu motu joshi breakfast real so yummy
So yummy
So yummy 😋
Yaha ghee me pudi Tali jati hai. Garma garam
Bilkul sahi sar
So yummy 😋😋
pure khana hai to aapko joshi hotel per hi milega deshi ghi ka breadfast i like it
bilkul sahi
Inka behaviour bhi kafi achcha hai😊