17:40 wale question ka pura concept hi galat hai aapka Is hisaab se s to aap kah rahe ho ki agar kisi righ angle triangle ka hypotenuse mil jaye to uska area nikal sakte hai.... But kya ek hypotenuse se ek hi type ka trangle ban sakta hai kya ???????????????
Brother shi kiya h vo Thodi aap reasearch kr lo apko clear ho jaega yha pr isosceles trapezium bola h to jo triangle bnega vo isosceles right angle triangle bnega fir vha se vo hight ho jaegi. Aur maine apna personal contact number de rakha h . Mere se calculation mistake ho skti h pr concept nhi okay keep watching. Thankyou
wow
Sir ek request hai please all advance formula ka ek video banado ❤
last wala question 🔥
Sir Mensuration ki Combination of Shapes pe ek Video banaiye please
Series se related questions bhi kra dijiye pls
Telegram channel??
Sir advance ka jada shorts video lao
17:40 wale question ka pura concept hi galat hai aapka
Is hisaab se s to aap kah rahe ho ki agar kisi righ angle triangle ka hypotenuse mil jaye to uska area nikal sakte hai....
But kya ek hypotenuse se ek hi type ka trangle ban sakta hai kya ???????????????
Brother shi kiya h vo
Thodi aap reasearch kr lo apko clear ho jaega yha pr isosceles trapezium bola h to jo triangle bnega vo isosceles right angle triangle bnega fir vha se vo hight ho jaegi.
Aur maine apna personal contact number de rakha h .
Mere se calculation mistake ho skti h pr concept nhi okay keep watching. Thankyou
Yeh bat concept btate time bolni bhi hoti h
Sirf isosceles right angle triangle ka altitude hi circumradius hogi
In 60 classes ke bharose hi Jana hai mains dene