Very nice! Septic tanks are very interesting. There are so many different varieties. Just completed mine. After this video, feel free to take a look. Thanks for sharing.
Hamare ghar k bahar septic tank k ai pipe k andhar billi ka 2 bacha ghus gaya hye kayse nikal paungi mye 😢😢😢 Isliye myne ye video surch kia k pipe ka direction pata chale but I have no idea how can I help them 😭😭😭😭
Sir ji mera safty tank two chember wala hai or mistri us me outlet pipe or inlate pipe ka canection kiya hai thik hai please suggest me Your faithfuly Mukesh Singh
Mai bhut presan hu tiolet ko chalu nhi kiya hai kyoki mera input niche ho gya hai aur output upper baki tiles v lga diya hai kya problem hogi tyrant bta de
Bhai mere Ghar ko bane 3 years ho gaye hai lekin abhi tak output se Pani bahar Nahi aata hai.tank ki gahrai 8 ft.hai.kya output se Pani kuchh salo ke bad nikalta hai .ya kahi lekage hai
Mere pass ghar me under ground water sum nahi hai nal on hotay hi motor on hojana chahiye kaisa karay aur tank full hotay hi motor off hojana chahiye kaisa karay
Thekedar mar Gaya hamara or, safety tank ka input output abhi pata nahi chal raha...abhi pcc, or Ghar bhi ban gaya bhaiya...abhi THODA thoda Pani farsh k upar aa raha he....
Bhhiya tank ke bich (2)vale part mai ak new toilet ka pipe add krvaya tha kuch din bad out put se sari gandi chij bahar aane lagi nali mai muje lga ki tank full ho gya hai phir maine tank ki achhi trh safayi krvaya.kuch din shi chala lekin phir gandi chij nali mai aa rhi hai .kya karan hai aur kaise shi ho skta hai?
Full Support
Very nice! Septic tanks are very interesting. There are so many different varieties. Just completed mine.
After this video, feel free to take a look.
Thanks for sharing.
Very good video.thank you.
Good
Slab & dhakkan position se pura karo
Bahut badiya bhai...👌👌👌👌👌
Dost 1 video "Septic tank ko kya dusari hagah shift kar sakte hai" k upar banaye
Super👍
great man
بہت اچھی وڈیو ہے۔ کنویں کی لمبائی چوڑائی کیا ہے؟
Must video
Hamare ghar k bahar septic tank k ai pipe k andhar billi ka 2 bacha ghus gaya hye kayse nikal paungi mye
😢😢😢 Isliye myne ye video surch kia k pipe ka direction pata chale but I have no idea how can I help them 😭😭😭😭
Jab septic tank to first time use krte hai tab usme kya paani bharna padta h.....
Toh kitna paani bharna chahiye
Nice ji
शौचालय टैंक का पानी सोखता से धरती के नीचे जाने से क्या नीचे का पानी खराब नहीं होगा?
Deepak sing
Hanji
Gas pipe ko dusra sandas ka pipe jod sakte hekya sir
Bahot aacha sarge jo bache bala katna down par rakhaha
20 logo ke liye itna bada safety tank banana hai Bata dena please answer
Very good brother
सर सोखता में पाइप के द्वारा पानी नीचे जाता है। उस पाइप की लंबाई कितनी होनी चाहिए।
Safety tank ke upar me room bna sakte hai kya
Nhi
Bhut acha sir
Can u put kitchen waste water in this same septik tank or separate soak pit is required for kitchen pipe?
Very nice
Out side tabk ko khulla chhodna ya uske upar plate dhadkna h
hi
Bhai aap input ke age bend kion nhi lagte hai please reply
Nice
Nice sir
Sir letring tank me jo air pipe legate hai kaise lagate hai aur kyo legate hai
Sir ji mera safty tank two chember wala hai or mistri us me outlet pipe or inlate pipe ka canection kiya hai thik hai please suggest me
Your faithfuly Mukesh Singh
K. H. RATHOD
Mai bhut presan hu tiolet ko chalu nhi kiya hai kyoki mera input niche ho gya hai aur output upper baki tiles v lga diya hai kya problem hogi tyrant bta de
पहले चेंबर में सुराख एकदम नीचे देने से सारी गंदगी दूसरे चेंबर में भी चली जायेगी. क्या ये सुराख, जमीन से थोड़ा ऊपर नही दे सकते?
Nhi ji
@@mrplumberandelectrician कारण बताइये, प्लीज.
Jo toilat surakh say hokar 2 nomber chamber may jati hai to usmay kiday lag jate hai 3 nomber chamber may pani hi jata hai
Très instructif comme vidéo.
isme कोई liquid dalna padata hai kya shuru me
Bhai mere Ghar ko bane 3 years ho gaye hai lekin abhi tak output se Pani bahar Nahi aata hai.tank ki gahrai 8 ft.hai.kya output se Pani kuchh salo ke bad nikalta hai .ya kahi lekage hai
Leakage hay
Yes
2 kumood ka pipe one kumood pipe ki sath jor ke ekhee input por dal sakte hey ki nehin
Sir air pipe ko dusra sandas ka pipe jod sakte hekya
Mere pass ghar me under ground water sum nahi hai
nal on hotay hi motor on hojana chahiye kaisa karay aur tank full hotay hi motor off hojana chahiye kaisa karay
Thenx sir
Tisre chamber ko bhi pani se full krke chalu krna h kya..?
Ji haa
@@mrplumberandelectrician tnq so much bhai
Last chamber kaa..divider..inlet se..kitnaa inch niche..kataa huaa..hai??or outlet se kitne upper rakanaa hai ..sir??
Hello bro aap kaise hai
Chheda ek tank see dusre air tisre me kha kitna chhodna hai
Main wall minimum 9" ka hona Chahiye
Bhai apne to septic tank ke ander output ke pipe me bend to dia hiii nahi hai
Palease reply and explain
Soak pit and septic tank e bich main kitne distance ki difference hona chahiye?
Singal chamber septick tank conection kaei banae
आउट पुट ज़मीन में गड़ गया h तो अब क्या करें
Bathroom or kitchen kese set karte hai
Septik tenk me get paplip dalkar dikhaye
ਉਹ ਭਰਾਵਾਂ ਜj ਹਿੰਦੀ ਨਹੀਂ ਹੁੰਦੀ ਤਾਂ ਪੰਜਾਬੀ ਬੋਲla
🤣
गैस पाइप कहां पर लगाते है
Outlet overflow ka height badal sake the hai kya , bina tank ki height badya
Nasir.khan
You should install a master pit beside septictank
Thekedar mar Gaya hamara or, safety tank ka input output abhi pata nahi chal raha...abhi pcc, or Ghar bhi ban gaya bhaiya...abhi THODA thoda Pani farsh k upar aa raha he....
Chembar ka koe dikat to nahin na hogi
Sir ...if there is toilet trench without gas pipe ....is say koi problem toh nahi hogi
1 Tenk me ear gas kaise nikale
Gas nikal na jaruri h ya nahi
Seftic tank k upar sheet Bana sakte hi kya???.
Bhhiya tank ke bich (2)vale part mai ak new toilet ka pipe add krvaya tha kuch din bad out put se sari gandi chij bahar aane lagi nali mai muje lga ki tank full ho gya hai phir maine tank ki achhi trh safayi krvaya.kuch din shi chala lekin phir gandi chij nali mai aa rhi hai .kya karan hai aur kaise shi ho skta hai?
Bhai output paip k andar lbo lagke or lbo me 2fit ka laga k tank me dalna sahi h ya Galt h... batao
Argus safety tank banvaya do khane ka to Kaise Banega khana Upar chhode ya Niche
Hi,
I am planning to do this GI pipe earthing near my plastic water tank,
Will it be safe for us in future?
Please reply
Thisre chamber ki surak outlet pipe se niche rhega ya uper ya uske level me
Upar
Iska pura jankari chiye o
Aur bathroom ka pipe kahame lagega???
Bhaiya septic tank kya 2-3 fut pe ho saakta hein kya?
Sir mera toilet and safety tank ki duri 30 feet hai to hame pipe ka dhal (slope) kitna rakhna chahiye ?
Phelay tank se dusray tank se nichay rasta nahi hay.
Septic tank niche mashala pinishing Kiya
shok pit kyu banaya plz btaye
Hlo bhai mere tank ka inlet 3 inche aur outlet 6 inche pr h but thisre chamber ka surak 13 inche pr h to koi problem hogi kya bhai... PLZ REPLY
Nhi koi dikat nhi hogi
@@mrplumberandelectrician tnq so much bhsi aur tino chamber ko pani se full krkr chalu krna h
ye tanki saff kase hogi
सर जी शौचालय में समस्या बदबू की बहुत आती है उसके लिए गैस पाइप कहां पर लगाया जाता है
Gac ka पाईप कहां लगाएं
starting me use kaise Kare
Septic tank me kitna chamber hona chahiye
Single chamber septic tank hota he kya
दो गाळे वाला सेफ्टी टॅंक है हमरा
Kya dosto dosto
Masala legane k liye seqathahe,,, aap,,??
Gas pipe kaha se nikale plz sir
👍🇵🇰
Septic tank ka bahut smell aa raha hai kya kru kuch samz nhi aa raha
Outlet se pani nikal raha hai ??..agar nehi nikal raha hai to wahi problem hai..kitne block ka tank hai?
Sir ye jo tank me aap surag diye h ye kyo diya jata h?
Sir soakpit 20 miter dur bna sakte hai
Water tank ban sakta hai to septic tank kiyo nhi
गैस निकलने वाली पाइप कहा लगाएं
Input or output mein kya Antar hai
I/p & o/p relation inrespect of hieght should be described elaborately.
Sir what is the minimum distance in between septic tank and soak-pit ?
Please reply
50ft
puri jankari de
Hii
Bhaiya mere septic tank me 3rd chember ( output) me niche bottem me surakh diya he ...abhi chalu nhi kiya he kya kre surakh kitna upper kre
Please drawing banke digho.
Gas pipe kha lgaye plz reply sir
Video bani hai dekhe
SirJo Aap ne surak Diya hai uske sambandh me Batayen.
Next video
Well ke bare kush nhi btaya. How deep well..........???????
Jaldi btao yar ghar ban rha hai
Cefti teg sate pan sokh de sakte hai kiya jaga kam hai
Ji