bhai mere kv mein written mein 151 marks the aur interview IIT BOMBAY mein tha. interview bhi bahot shandaar hua tha. saadhe 17 minutes ka interview wo bhi ekdam fluent English mein. har sawaal ka sahi jawaab diya maine. demo teaching bhi badhiya hui, aur mereko bhai interview mein bas 34 point something marks chahiye the out of 60 aur utne bhi nahin diye. pata nahin kyun mera naam final list mein nahin tha. ya to koi dhandhli ki ya phir koi clerical mistake hui . bahot roya tha bhai. halanki maine Bpsc tre 1 crack kiya tha around 5000 rank thi aur apne hone district mein ghar se 22 km door posted tha. phir bhi daily sochta tha ki yaar kya life jee raha hun, aur khud ki qismat ko Kosta tha ki itna hardwork itna struggle karne par bhi kuch nahin ho raha life ka. bahot pareshan rehta tha. but bhai dekho kv se bhi achi job lag gayi. so, bhai bas lage raho, you never know that when that one day will change your life. farsh se arsh par. bas upar waale se dua karo, aur hardwork karte raho. baaki mai to hun hi bhai aaplogon kk help karne. i will always be there for all of you to guide to achieve your dreams. 🥰 love yoh all.
bhai bataya to maine aapko, ki Delhi mein aur KVS mein Bihar ki tarah 6 to 8 ki koi vecancy nahin Hoti. yahan per 6 to 10 ki post hoti hai jiske lie Bed waale eligible hote hn naaki Deled
KVS नहीं हो पाया था क्या भाई..आपका
मैं भी KVS में 1.0321 से रह गया था..😢

@@TuitionMate Love you Bhai
Mashallah🥰🥰
thanks mamma 🥰🥰
Our these shining students are very lucky to have a teacher like you😊😊😀😀
thanks 🥰🥰🥰
Well done 👏 👏👏
Thank you! 😃🥰
👏👌
😊
TuitionMate kya Bihar ki tarah dssb or kvs me 6 to 8 ke liye deled vale vailed h kindly reply. Deled ctet p2 bsc hon h Mera qualifications