Maine 2 kw ka connection le rakha hein. AC bhi chalata hu, inverter battery bhi use karta hu. Motor pump, fridge,washing mc TV etc chalata hu load mainatin 1.5 kw ke under mein hi use karta hu
Sir very nice video. List to bahot achhi banaai. Magar ek list ak our banaaye jisme bijli ke jitne bhi upkaran hote he gharme vo kitne watts ke hote he.iron ..heater. Ac.sabhi.
Agar aap ne 1.5 ton ka ac chala rakha hein tau aap ko motor pump nahi chalana hein. Agar motor pump ka use karna hein tau 10 min ke liye ac band kar dijiye. Agar electricity bagh gai hain aur dubara bijali aati hein tab tak heavy load wale saman motor or ac nahi chalani hein jab tak battery,fridge etc charge nahi ho jaate.
Hamare Yahan Sar ji fridge hai do bulb Jalte Hain do pankhe hain Main To sardiyon Mein 6 mahine bad bulb hi Jalte Hain Fir Bhi 2 kilowatt Kahate Hain Tumhara Ghar Hai Mera Ek Kamra Hai Mera
Dekhiye 2hp me aapka 1492watt hota hai aur 1kw me 1000watt. Khet me motor chalane ke liye IAS connectionon hota hai aur use fixed charge nahi lagta hai sirf unit khapat me fark aayega.agar aapka connection ghar ka hai aur usse khet ke liye motor chalayenge to bill bahut jyada aayega.
@@DilipTechHelp Mera khet Jo hai wo ghar ke piche hai aur mera 1kw ka ghar me connection hai isiliye maine soch raha thi ki 2hp ka moter chala sakte hai kya
Sir mera 90 v hai.lekin mera deep freeze 230 v power supply bata rahe hai.isme me kitne ka v ka stabilizer lu jaldi reply kijiye please it's urgent from Arunachal Pradesh
1kw meter me 3000watt bijli use karne par excess demand charge lag jayega penalty me. 2kw AAP extra use karte hai to total 4kw ka penalty Bill me add ho jayega.
Agar aapke yahan bijali meter laga hua hai to aap direct pole per se starter mein line nahin le sakte hain pole per se pahle aapko bijali meter mein line Lena hoga bijali meter se fir aap start mein le ja sakte hain . Aaj ke date mein agriculture connection mein bijali meter nahin lagta hai fix ho gaya hai aisi sthiti mein aap Pol per se direct starter mein line le sakte hain aap local office mein pahle sampark kar lijiye theek rahega.
Bilkul chalage.. Lekin agar aap ka meter 3kw ka hai toh aap ko ek sath 4kw ka use nahi karna chahiye.. Kyunki agar bar bar aap bada load eksath chalayenge toh meter main save ho jata hai.. Toh aap ko fine par sakta hai.. Agar aap k ghar main 4000 watt load eksath chalta rehta hai toh aap ko 4kw watt meter lagana padega.. Ya aap bijli bivag main jake meter ka kw badane k liye bol sakte hai🙏
App sahi bol rhe hai.Aap kitna kw ka connection lenge ye isi bat pe depend karta hai ki aap kitna load ghar me use karte hai.isase koi matlab nahi hai ki kab kab chlate hai aur kab jalate hai.ghar me jitna v equipment hai uska watt ratting add kar lijiye utna kw ka connection le lijiye.isase bijli vibhag ko apna estimate banane me help milta hai
@@DilipTechHelpok sir, लेकिन 2000kw का कनेक्शन लिया तो बिल ज्यादा तो नहीं आयेगा बिजली विभाग से। मेरा 1000kw ka कनेक्शन हैं पर जब हम पूरे लाइट,और सभी उपक्रम चालू करके दिखा हैं तो 2300kw लिखा आता हैं मीटर में,तो
Fixed charge pe asar padta hai.man lijiye 1kw ka connection hai aur 2kw load use kar rhe hai aise me extra 1kw ka fixed charge lega aur utna hi penalty lagayega
Bhai Jo v electrical equipment aap ghar me rakhe hai uska kabhi na kabhi upyog jarur hota hai.aap sare electrical equipment ka wattage ko add kar lijiye aur kilowatt me convert kar agle dijiy me round off kar lo aur utna hi kw ka bijli connection aapko lena chahiye.
Sir kuch log meri trha kum smnjh rkhte hai to plz aaram se btaye Mere pas fridge coolerwashing masin submersbil tv pnkha hai or conction 1kw hai to m sub chij ek say to chla ni skta ye to smnjh m aa gyi bat pr kya me ek ek do do cjiz bhi krke nh8 chla skta Mtlub jub washing masin chl rhi hai to submersebil to chla skte hai 1kw me reply de jrur
Aee supply sir ke paas application de ke inspection fee jama karna hoga.uske bad site verification ke bad agar load 1kw Tak hua to as per rule aapka load reduction ho sakta hai
1 किलो वाट अंदर यनि 996 ke अंदर के उपकरण कितनी देर तक चलाए कितनी देर ना चलाये जो किलो वाट के अंदर रहे, या इतने उपकरण को कितना भी चलाओ महीने में 1 किलो वाट मे जोड़ा जाएगा!! समझाओ
Wahi mujhe bhi janna tha bhai voh toh bataya hi nhi inhone agr 1000 watt hai agr toh bs 1kw k hisaab se toh bs 1hour hi chala skte hai or 1000watt ka 1unit hota hai agr 1kw pura 30din chala le or 1000watt k cheez hai gharme tab toh 720000 watt ho ja rha hai 30din ka
Maine 2 kw ka connection le rakha hein. AC bhi chalata hu, inverter battery bhi use karta hu. Motor pump, fridge,washing mc TV etc chalata hu load mainatin 1.5 kw ke under mein hi use karta hu
Kitna cost aaya Bhai 2 kw ka solar panel lene mai
monthly bill kitna aata h bhai?
@@anshben2121 garmiyo mein 1500-1800 and sardiyo mein 450-550
Apke yha kitna rupya unit bill h@@umeshkumar-lc9qs
@@umeshkumar-lc9qs in summer 450-500
In Winter 300
ಅಧ್ಬುತ ಸಂಶೋಧನೆ. ನಿಮ್ಮ ಈ ಭ ಗೀರಥ ಪ್ರ ಯತ್ನ ಕ್ಕೆ ಧನ್ಯವಾದಗಳು.
क्या दिन भर वाटर मोटर और वाशिंग मशीन ही चलाते फिरोगे।
Bhai usse mtlb nhi hai aap 2 min ke liye hi chalao 1time me kitna load aa rha hai
Sir very nice video.
List to bahot achhi banaai.
Magar ek list ak our banaaye jisme bijli ke jitne bhi upkaran hote he gharme vo kitne watts ke hote he.iron ..heater. Ac.sabhi.
Agar aap ne 1.5 ton ka ac chala rakha hein tau aap ko motor pump nahi chalana hein. Agar motor pump ka use karna hein tau 10 min ke liye ac band kar dijiye. Agar electricity bagh gai hain aur dubara bijali aati hein tab tak heavy load wale saman motor or ac nahi chalani hein jab tak battery,fridge etc charge nahi ho jaate.
Pppppppppppp
😢
Q1
Water Motor is stop for 7 min. Motor hamesha tau nahi chlega.Jab motor ka use khatam hau jaye to fridge /washing mc/etc chala sakte hein.
Thanks bhai
Super super super ❤❤❤
हम अपने घरमे 6बल्ब 4फैन एक टीबी चलाते हैं तो 1किलोवाट से ज्यादा लोड हुआ या कम
1kw me 1000watt hota hai
Led bulb10watt ka hota hai
Tv 100watt ka hota hai
Fan-60watt ka hota hai
Aapka total 400watt hua.1kw se kam hua
Good ❤️🙏
In me se kuch equipment 2 ya 3 ghante chalte sirf woh bhi alternate day
Hamare Yahan Sar ji fridge hai do bulb Jalte Hain do pankhe hain Main To sardiyon Mein 6 mahine bad bulb hi Jalte Hain Fir Bhi 2 kilowatt Kahate Hain Tumhara Ghar Hai Mera Ek Kamra Hai Mera
YE JITNE SAMAN LAGE HAI WAH TO LOG EK SATH NAHI CHALATE HAI TO CALCULATION EK SATH KYIO KARTE HAIN.AAP BIJLI KA CHARGE READING KE AADHAR PER KARE .
Lagatar clane se yah farmola set hota hai naki AEK AEK karake
1 kw connection me 3 kV ka stabilizer laga sakte hai
दुकान में 1 वॉट लाइट कनेक्शन में डी फ्रिज चला सकते हैं क्या
चला सकते है आराम से
thank u
1 kw se kya 2hp moter khet me chala sakte hai please reply
Dekhiye 2hp me aapka 1492watt hota hai aur 1kw me 1000watt. Khet me motor chalane ke liye IAS connectionon hota hai aur use fixed charge nahi lagta hai sirf unit khapat me fark aayega.agar aapka connection ghar ka hai aur usse khet ke liye motor chalayenge to bill bahut jyada aayega.
Khet me 2hp motor chalane ke liye 2kw ka connection lena padega
@@DilipTechHelp Mera khet Jo hai wo ghar ke piche hai aur mera 1kw ka ghar me connection hai isiliye maine soch raha thi ki 2hp ka moter chala sakte hai kya
@@DilipTechHelp lekin bhai mere Sara equipment ek hi baar thodi use karna hota hai bari bari v to use kar sakte hai 😅
Agar inverter lagaye to kitne watt add hoga
Sir mera 90 v hai.lekin mera deep freeze 230 v power supply bata rahe hai.isme me kitne ka v ka stabilizer lu jaldi reply kijiye please it's urgent from Arunachal Pradesh
Sorry bhai mujhe proper jankari nahi hai
किसी भी घर में ना इक्विपमेंट एक साथ नहीं चलता है
हा जरूरी नहीं की सारा इक्विपमेंट एक साथ चले।
1kwh me 10 minutes ke liye 5kwh use kar sakte hai
Kar sakte hai
Maine suna hai maximum dimand charge bhi lag jata hai ?
@@DilipTechHelp reply please
Sir फ्रिज बंद करके दूसरा instrument चला सकते hai
चला सकते है
Sir 2kv mai kya kya chal skta hai
Dokilowatmainkitnakharchaega।।बताएं
3 led bulb or ek fane hai bill kitna aana chahiye
Sir,Mai 1500w ka cooking heater on ki to mera extension board jal Gaya to hm extension board kaise use kr sakte hai
Kya mitar 500 gram kilowhat ke hote hai.. please bataye 🙏
Sir ji 1 k.m meter hai kya hum 3000 k.w watt chala sakta hai plz reply
1kw meter me 3000watt bijli use karne par excess demand charge lag jayega penalty me. 2kw AAP extra use karte hai to total 4kw ka penalty Bill me add ho jayega.
1.5hp ka motar chala sakte hai gharelu meter pe
Pani ghar me upyog karna hai to chla sakte hai.
भईया हमरे पास एग्रीकल्चर id है 1 hp मोटर सिंगल फेज किया हम पोल से डायरेक्ट स्टार्टर मै लाइट ले सकते हैं
Agar aapke yahan bijali meter laga hua hai to aap direct pole per se starter mein line nahin le sakte hain pole per se pahle aapko bijali meter mein line Lena hoga bijali meter se fir aap start mein le ja sakte hain . Aaj ke date mein agriculture connection mein bijali meter nahin lagta hai fix ho gaya hai aisi sthiti mein aap Pol per se direct starter mein line le sakte hain aap local office mein pahle sampark kar lijiye theek rahega.
😊😊😊😊😊
सर जरूरी तो नही है सब एक साथ चलेगा वाटर पम्प तो अधिक से अधिक 5 मिनट चलता है, वाशिंग भी 10 मिनट चलती है, दिन मे लाइट जलती नही है तो लोड कैसे हुई
Ac 1.5 watt mai Kitna hoga .
वाटर मोटर व frige एक साथ तो chalayenge nahi
Sir ya sab chalana sa kitna Tak ka bill ajayaga
1KW ka load 1h use karne par 1unit bijli khapat hoga.
Water motor TV washing machine. Yah koi 24 hour thodi chalte Hain😂😂😂
4000watt use karege per hour to nahi chalega kya
Bilkul chalage.. Lekin agar aap ka meter 3kw ka hai toh aap ko ek sath 4kw ka use nahi karna chahiye.. Kyunki agar bar bar aap bada load eksath chalayenge toh meter main save ho jata hai.. Toh aap ko fine par sakta hai.. Agar aap k ghar main 4000 watt load eksath chalta rehta hai toh aap ko 4kw watt meter lagana padega.. Ya aap bijli bivag main jake meter ka kw badane k liye bol sakte hai🙏
Sir mere Ghar ek choti shop hai jisme bulb jla sakte hai Mera 1kgwhai
Nhi, darshan kariye bulb ka.
Use kariye
Computer chala skte hu kya
Aaram se chala sakte hai
Thankyou sir
Isme se bahut si cheeze hamesha chalegi nahi ....kuch to kabhi kabhi chalegi .....aur sabhi cheeze ek sath nahi chalegi
App sahi bol rhe hai.Aap kitna kw ka connection lenge ye isi bat pe depend karta hai ki aap kitna load ghar me use karte hai.isase koi matlab nahi hai ki kab kab chlate hai aur kab jalate hai.ghar me jitna v equipment hai uska watt ratting add kar lijiye utna kw ka connection le lijiye.isase bijli vibhag ko apna estimate banane me help milta hai
@@DilipTechHelpok sir, लेकिन 2000kw का कनेक्शन लिया तो बिल ज्यादा तो नहीं आयेगा बिजली विभाग से। मेरा 1000kw ka कनेक्शन हैं पर जब हम पूरे लाइट,और सभी उपक्रम चालू करके दिखा हैं तो 2300kw लिखा आता हैं मीटर में,तो
How many equipments can run in 6 ke load
24 ghante thodi na chalega🤣
To pore din pani ki motor hi chalate firenge
AC vaste kitany kilo wat ka kanection chaia
Video hai channel pe aap dekh sakte hai
Kya koi ye sab 24 ghante chalye ga
3 star ac kitne kilo watt ka hota h
AGAR MERE GHAR KA LOAD 1KW SE JYADA HAI TO BILL PE KUCH EFFECT PARTA HAI KYA
Fixed charge pe asar padta hai.man lijiye 1kw ka connection hai aur 2kw load use kar rhe hai aise me extra 1kw ka fixed charge lega aur utna hi penalty lagayega
Sar 1hp ka samr khet mai chala sakte hai
Ha 1hp ka motor chala sakte hai khet me.
Kitane samay chalane par unit banegi ghar me rakhe rahne se kya hota hai dukan me to hajaaron wate r ke electrick samman rakhe rahte hai
Bhai Jo v electrical equipment aap ghar me rakhe hai uska kabhi na kabhi upyog jarur hota hai.aap sare electrical equipment ka wattage ko add kar lijiye aur kilowatt me convert kar agle dijiy me round off kar lo aur utna hi kw ka bijli connection aapko lena chahiye.
Kitne unit hone chahiye ye btao
कहां पर पोस्टिंग है अभी
Nawada District me
Inverters kinta unit leta hai yah to bataya hi nhi inverter to har ghar me hota hai
Sir kuch log meri trha kum smnjh rkhte hai to plz aaram se btaye
Mere pas fridge coolerwashing masin submersbil tv pnkha hai or conction 1kw hai to m sub chij ek say to chla ni skta ye to smnjh m aa gyi bat pr kya me ek ek do do cjiz bhi krke nh8 chla skta
Mtlub jub washing masin chl rhi hai to submersebil to chla skte hai 1kw me reply de jrur
Bill me dekhiye fine maara hoga to pta chl jaayega aap kitne demand kiye the aur kitne use hua hain
Abhi aap nawada ke kon sa pss mai hain
623 watt me bijli bill Kitna ayega
Karib 4 rupee ayega.. Kyuki 1 unit ka 1000 watt hota hai.. 1 unit ka agar 6 rupiya hai toh 623 watt ka lagvag 4 rupiya hoga.
Ac 1.5 tan ka h to
Sir geaser chla sakta hai 1 killowatt mei
Ek Ghar me ek connection connection pr 2 metre kaise lgaye
kitna. bill. ayega. 1. kg. watt. me
02.02.24 ko video upload kiya gya hai jarur dekhiye isi se related hai
Mera 2kilo watt ka hai sir 1kilowatt karna hai kaise hoga
Aee supply sir ke paas application de ke inspection fee jama karna hoga.uske bad site verification ke bad agar load 1kw Tak hua to as per rule aapka load reduction ho sakta hai
Destini Manor
एक बार में सभी इक्यूपेंट नहीं चले तो?
एक साथ सभी इक्विमेंट नही चला के लोड को कम रखा जा सकता है
Mujhe pata he par dekhana yaha yeheki kese explain kartes ho
Yazmin Islands
App ka Ratting Eqipment measerment Galat hi
2hp single motor me kitna kWh mitter lagega
1hp=746 watt hota hai
2hp=1492watt hota hai
Aise me aapko 2KW ka bijli connection le lijiye
Bari Bari se chalaye to
Bari bari se chala sakte hai
@@DilipTechHelp tik bhaiya
Ek sath n chala kar baari baari se chalaya jaye toh
Kaise v ek ghante me 1000watt ke niche hona chahie
Average to btaya niii
Borer Oval
1 किलो वाट अंदर यनि 996 ke अंदर के उपकरण कितनी देर तक चलाए कितनी देर ना चलाये जो किलो वाट के अंदर रहे, या इतने उपकरण को कितना भी चलाओ महीने में 1 किलो वाट मे जोड़ा जाएगा!! समझाओ
Ek sath n chala kar bari bari se chalaya jaye to
U really
यदि आपकी सर्विस वायर 1 k v की है और उसमे 1 k v से ज्यादा का करंट दौड़ाओगे तो वह वायर गर्म होकर ब्लास्ट हो जायेगी ।
Ha wahi to bol raha total 1 kwatt per hour se kam jalana chahie ..jis samay us se badha us samay fine lag jaega
Kitne ghante chala sakte hai 😂😂 ye to bataya hi nahi
Wahi mujhe bhi janna tha bhai voh toh bataya hi nhi inhone agr 1000 watt hai agr toh bs 1kw k hisaab se toh bs 1hour hi chala skte hai or 1000watt ka 1unit hota hai agr 1kw pura 30din chala le or 1000watt k cheez hai gharme tab toh 720000 watt ho ja rha hai 30din ka
Kwh hota he bro... Means 1 unit per hour
@@CHAKRWATGAMING 1kw ke connection pe 100watt ke 10 bulb 1 ghanta chalane per 1 unit bijli kharch hogi.
Matlab 1000 watt ka load de skate hain.
Meter ka load capacity hai.. Agar 1 kw meter par app 1000 watt ka ac puray mahina chala woge.. Kuch problem nahi hoga bas aap ka bill jyada ayega.. 🙏
Aap 24 ghanta continue chala sakte hai.. Lekin load ata time 1000 watt se jyada nahi hona chahiye kyuki meter sirf 1 kw ka hai🙏🙏
Ac Kaha h bay
😂😂
यह वीडियो बनाने वाले भी बेवकूफ होते हैं साड़ी चीजो एक साथ नहीं चला करती यह सारी चीजों का एक साथ लोड बता रहे हैं
Ye bewkuf bana rahe aplik ko kitna minute chalega moter so hisab
Aap sab se pahle darj bhar ke bare me jaankari rakh lijiye tab video banaye ga
Jo data Bta rhe ho wo practically possible nhi hota hai practically aapka data galat ho jayega
Lod kasebadana hoga
Play Store se suvidha app download kar lijiye.usme load badhane ka option hai
1 kw se kya 2hp moter khet me chala sakte hai please reply
Hi
Brother electric meter me KW CU kya hota hai?
😊😊😊😊