Sir kya mycorriza ko sowing se phele khet me dal kar upar se cultivater chala de to uska result pura milega ya fir wo niche mitti me dab jayegi Please reply
Sir jese ki app keh rahe he mycorrhiza dalne se 7 din phele or 7 din bad tak chemical ka upiyog nahi karna he Par esi situation to ati hi ni he ki chemical ka use na ho jese wheat me basal me bhi chemical fertilizers ka use hota he fir phele irrigation par bhi chemical fertilizers ka use fir dusre irrigation par urea or dusre khad ka priyog hota he Fir mycorrhiza ka kis tarike se upiyog kare please bataye
Jai Shree Ram
🙏🙏
❤❤❤
💚💚
🥰🥰🥰
Welcome
Reflector top syngenta per video bnao
Paddy me use hota hai rhizoctinia fungicide ko rokta hai
Okay
Sorry fungicide h fungus ko rokta hai
@@DrKarngodara ji ha
Gobhi me kab dale
Rate b dala kro bhai taki kisan ko dikkat na ho
Onion ka liya kasa rahaga
hame kiske sath micoraizaa ka upyog karna chahiye
Phulgobi me kb dalna chahiye
15 Din ke bad dalna chahiye
टमाटर में कब डालना चाहिए भाई
30 din baad se
Uddu farming details video
Sir kya mycorriza ko sowing se phele khet me dal kar upar se cultivater chala de to uska result pura milega ya fir wo niche mitti me dab jayegi
Please reply
Mycorrhiza kapas me kab dalna chahiye aur mycorrhiza dalne ke baad herbicide use kr sakte hai kya
Sowing se phale ya sath me
Kapas me 30/days
Sir jese ki app keh rahe he mycorrhiza dalne se 7 din phele or 7 din bad tak chemical ka upiyog nahi karna he
Par esi situation to ati hi ni he ki chemical ka use na ho jese wheat me basal me bhi chemical fertilizers ka use hota he fir phele irrigation par bhi chemical fertilizers ka use fir dusre irrigation par urea or dusre khad ka priyog hota he
Fir mycorrhiza ka kis tarike se upiyog kare please bataye
Uddu farming details video