Sir mere pass 24 24 volte ke 3 old panel h or tino ko 12volte kra rkha h or mere pass genius ka controller h 40am 12/24v ka pr mera jo duphr me tino panel 15 se 16 amp deta jo ki mujhe bahut kam lagta h kam se kam 30 se 35 amp to dena chahiye par 3 panel bttry pr jodne k bad 16 se 17 amp de rha h ab yeh btao me kru kya bhai 😢 uska amp kese badhega....
Dono per depend karti hai ki wo kitne Voltage or kitne Amp capacity ka hai. Ager inverter normal hai to solar charge controller per or ager solar inverter hai to us per depend karega.
Sir ji ,me 12 volt ke 200 watt ke panel , aur 24 volt ke 335 watt ke 2 panel isme se konsa panal kharidu, inverter 900 va ka hai, single batt hai,ar me smarten ka mppt charge controller lagana he to konsa panel lagau ,12 volt ki 24 volt,jisse batt bhi achi charge hogi aur ghar ka load bhi chal sake,12volt ke panal mono hai ,aur 24 volt ke panel poly hai
Sir ...hmaare 320 watt solar panel maximum voltage 36 volt approx deta h or maximum current 8 se 9 amp deta h ....but hmee to baterry k liye 24volts cheye hoti h ...to kya current ki value jyada hoati h kya ..kyuki power to 320 watt h ..agar voltage hmnee 24volt krdi or current same rha 8se 9amp. .to power to kum ho jayegi aise ... Pllzz comment
320watt panel ki voc 45 ke aas paas hoti Hai iska matlb ye nahi hai ki ye 24v me kaam nahi karega voc range inverter ke voltage ke hisab se match karwani hoti hai but inverter battery ko utne hi voltage se charge karega jitna usko chaiye isme china ki koi baat nahi hai.
@@ShriRamSolar kaam to krega sir 24 volt m ..solar charger. Controller use kr lenge ..kaam to krega ...meko ye btaao aap ..agar voltage hum 24volt le rhe h or current maximum hai 8amp approx ... to 24v × 8amp = 192watt hui power to ...phir 320watt power solar panel ne kaise di hmee... Ya current increase ho jata h ??
Production approx same hoga but halfcut ki efficieny jyada hai to todha behtar production wo dega and shadow ya kam sunlight me halfcut production jyada karega poly ke comparison me.
Ager aap ko 24v panel se 12v battery charge karni hai to aapko smarten mppt prime plus solar charge controller use karna chaiye or energy waste nahi hogi battery me store ho jati hai
1st Thing aap 370w ke panel iske saath use nahi kar sakte. 2nd @3650 ka Voc 57V se 75V hai 3rd isme aap 2500w tak ke panel laga sakte hai. 4rth aapko 165w ke 15 panel use karne honge 5th aapko panel ki 3(Series) 5(Parallel) me karne honge.
24v panel se 12v battery charge karne ke liye aapko smarten mppt solar charge controller lena hoga or panel se ager 8A aa raha hai to MPPt maximum charging usko dega.
Do bettre par do panel laga rakhe h 320v ke Charing nahi kar raha h dono panel ko parallel me lagaye h to bhi charge nahi ho rahe h kya kare taar battery 🔋 par lagane ke baad 6ampeyar dekha raha h to bhi charge nahi ho rahe h
Dono Panel 24v me hai to aapko Single battery wala Charge controller lena hoga jo 12v or 24v automatic support hai jisme 24v panel 12v ki battery per work karta hai me link de deta hu waha se buy kar sakte hai. Smarten mppt solar management unit 30 amps, 12-24V, controller bit.ly/2RAKn6G
@@ShriRamSolar sir Nexus ke ye dono390watt, 195 watt 12volt ke hey magar enke watt alag alag hey to ye Dono ek sath jod ke Hum battery our Ghar Ka Lod chala sakte hey kya
Sir 200Ah Battery 200w 2 Panel Parallel Me Hai To 16 Amp Current Hai Or 100Ah 2 Battery 200w 2Panel Series Me Hai To 8 Amp Current Hai Sir To Konsi Battery Fast Charge Hogi Series Meto Amp Kam aate Hai Na
Series me voltage jyada hote hai or parallel me current jyada hote hai lekin iska effect charging per nahi padega ager 24v se charging karenge to battery aaram se charge hogi isme Amp ka effect nahi padga.
Ye aapke inverter pe depend karta hai wo kitne panel support karta hai wese to aap 1kw tak ke solar panel laga sakte hai 335w ke 3 panel parallel me connect kar dijiye
Solar panel ko parallel me connect kare or sabse pahle inverter ko battery se phir battery ko retrofit se then solar panels ko retrofit se connect kare then retrofit ko mains se connect kare.
Bhi inverter mai 12v/24 ka support hona chahiya bass.. j to normal baat ho gyi... per muja ek bat btao bhi ki 12v 200watt panel ke amper 9.8 something hote ha usi parkar 24v 375watt ja 330watt k panel k amper kam kyu hote ha... bhi muja aap apna number digiya muja aapse information chahiya
@@ShriRamSolar main kaam ha amper ka hi to ha volt sa kya higa battery to amper sa charge hogi.. jada volt sa kya fajda ha.. kyu ki amper to12v, 180watt k 24v, 330watt k v same amper hote ha
@@ShriRamSolar ok.. per 24v panel k volt jada hote ha jada volt k kya fajda hota ha... battery charging mai j load chlane mai help karta ha... or amper k kya fadja hota ha
Sir mere pas 2 solar pannel hai 165 watt k 12 volt Or mujhe new 24 volt ka solar inverter or 2 pcs 150Ah ki solar battery leni hai To sir solar pannel kon sa kitna watt ka le or ki 1kilowatt watt solar pannel ho jai
12 वोल्ट इन्वेर्टर ओर 24 वोल्ट इन्वर्टर सबसे ज्यादा काम मे आता है आप सोलर इन्वर्टर लगा सकते है जो की हाइब्रिड होता है मतलब आप उसको की सोलर पैनेल के बिना भी लगा सकते है ओर सोलर के साथ भी लगा सकते है
160 ah ka soler panal kitne bolt ka hai 12ya24
12V
Kya hum smarten k charge controler ko 12v luminous nxg 1400 me connect kar sakte hai. 24 v panel support karne k liye
Yes
@@ShriRamSolar isse 24 v k solar panel support karega
Yes
@@ShriRamSolar thank u bro ye ek bada confusion tha
Kya mai 2 panel 12v 190w ke series me zodkar 24 v banake,24 v400w ke panel ke sath use kar sakte hai kya effect padega
Parallel me to koi effect nahi padega
microtek ke panel ongrid system me use karna hai mujhe aapke hisab se uski quality kaise hai ?
Acchi Quality hai.
@@ShriRamSolar ok sir thanks
Kya ham 390w or 24v vale 2 panal 12v inverter or 150ah ki parallel me lgi battery pr instol kr skte hai kya
Nahi
990w 12v solar ,mppt solar inverter,
Can I parallel add 24v solar within the mppt technique
Inverter ke voc se match karo
Sir mere pass 24 24 volte ke 3 old panel h or tino ko 12volte kra rkha h or mere pass genius ka controller h 40am 12/24v ka pr mera jo duphr me tino panel 15 se 16 amp deta jo ki mujhe bahut kam lagta h kam se kam 30 se 35 amp to dena chahiye par 3 panel bttry pr jodne k bad 16 se 17 amp de rha h ab yeh btao me kru kya bhai 😢 uska amp kese badhega....
160ah ka soler panal me kitne ah ka battery lagaye 150ah ka chalega
75 to 80 Ah sahi se charge ho jayega
Ongrid system me kitne volt ke panel lagte hai ?
Ongrid me poly and mono dono type ke panel lag sakte hai but ongrid inverter ke VOC ke hisab se voltage ko set kiya jata hai
@@ShriRamSolar means kitne volt ke lagana chaiye ? 12v ya 24v
24V
@@ShriRamSolar thank sir
Kya traditional inverter pr lgne wale panels ki sankhiya sirf solar controller pr hi depend krti h..ya us inverter pr bhi
Dono per depend karti hai ki wo kitne Voltage or kitne Amp capacity ka hai.
Ager inverter normal hai to solar charge controller per or ager solar inverter hai to us per depend karega.
Thanks
Sir ji ,me 12 volt ke 200 watt ke panel , aur 24 volt ke 335 watt ke 2 panel isme se konsa panal kharidu, inverter 900 va ka hai, single batt hai,ar me smarten ka mppt charge controller lagana he to konsa panel lagau ,12 volt ki 24 volt,jisse batt bhi achi charge hogi aur ghar ka load bhi chal sake,12volt ke panal mono hai ,aur 24 volt ke panel poly hai
24v laga sakte ho
Sir,Konsa khridu .12 volt mono ki 24 volt poly,poly ka kam price me mil raha he
Please reply
24v poly
Thank you
Sir ...hmaare 320 watt solar panel maximum voltage 36 volt approx deta h or maximum current 8 se 9 amp deta h ....but hmee to baterry k liye 24volts cheye hoti h ...to kya current ki value jyada hoati h kya ..kyuki power to 320 watt h ..agar voltage hmnee 24volt krdi or current same rha 8se 9amp. .to power to kum ho jayegi aise ...
Pllzz comment
320watt panel ki voc 45 ke aas paas hoti
Hai iska matlb ye nahi hai ki ye 24v me kaam nahi karega voc range inverter ke voltage ke hisab se match karwani hoti hai but inverter battery ko utne hi voltage se charge karega jitna usko chaiye isme china ki koi baat nahi hai.
@@ShriRamSolar kaam to krega sir 24 volt m ..solar charger. Controller use kr lenge ..kaam to krega ...meko ye btaao aap ..agar voltage hum 24volt le rhe h or current maximum hai 8amp approx ...
to 24v × 8amp = 192watt hui power to ...phir 320watt power solar panel ne kaise di hmee...
Ya current increase ho jata h ??
Ye aapke solar panel ki quality pe depend karta hai is hisab se aapka panel voltage kam bana raha hai
Livguard solar inverter 1150VA 12V mein hum maximum kitne watt tak solar pannel laga skte hain please bataiye
Bhai half cut panel 1kw ke liye aaur polycrystiline ke panel 1kw ke liye toh kitne production hoga dono ka alag alag ?
Production approx same hoga but halfcut ki efficieny jyada hai to todha behtar production wo dega and shadow ya kam sunlight me halfcut production jyada karega poly ke comparison me.
@@ShriRamSolar thanks sir
SIR MERE PASS UTL GAMMA PLUS HAI 12 VOLT 165 WATT KE 4 PANEL HAI , TO KYA MAIN AUR 340 WATT KA 24 VOLT PANEL ADD KAR SAKTA HU
Nahi
Sir mujhe 330 watt k single panel ko single battery s conect krna h
Iss techniques s battrey to charge ho jaaygi baaki ki energy waste to.nhi hogi
Ager aap ko 24v panel se 12v battery charge karni hai to aapko smarten mppt prime plus solar charge controller use karna chaiye or energy waste nahi hogi battery me store ho jati hai
@@ShriRamSolar mujhe ek solar plate lgani h 330 watt ki , 2 battery walla sett lgwao
Ya single battrey sett 12-12watt k do panel lgwao
2battery ke liye 330w ka ek panel kaam karega or aap chahe to 12 12v ke do panel ki series banake bhi 24v me convert kar sakte hai.
@@ShriRamSolar 24 watt ka jo panel h uss s battrey or kya kya chl skta h
Or 12 watt walay do panel s kya kya chl.skta h
Inverter ki capacity ke according chalega
Bhai 3kw panel me konsa charger lagaye 24 v me
Vmp 41.7 hai to ye panel 24v ka hai ya 48v
24V
Shine 3650 charg controller par 370 W 24 volt k 6 panel icruze 36 volt inverter 3 battery par kaise lagay
1st Thing aap 370w ke panel iske saath use nahi kar sakte.
2nd @3650 ka Voc 57V se 75V hai
3rd isme aap 2500w tak ke panel laga sakte hai.
4rth aapko 165w ke 15 panel use karne honge
5th aapko panel ki 3(Series) 5(Parallel) me karne honge.
12 volt salar inverter pe 24 volt solar panel se mppt kese join kore
Smarten Prime+ use kijiye
amzn.to/3MUbKRR
Ek baat puchhni h ki 24v panel yadi 8 amp deta h to 12v battery charging k liye solar controller kitne amp supply krega 8 ya 16... thanks
24v panel se 12v battery charge karne ke liye aapko smarten mppt solar charge controller lena hoga or panel se ager 8A aa raha hai to MPPt maximum charging usko dega.
Thanks
Do bettre par do panel laga rakhe h 320v ke Charing nahi kar raha h dono panel ko parallel me lagaye h to bhi charge nahi ho rahe h kya kare taar battery 🔋 par lagane ke baad 6ampeyar dekha raha h to bhi charge nahi ho rahe h
सर ३९०watt और १९५watt एक साथ जोडकर एक बैटरि २००ah और घर का लोड चला सकते क्या plz reply me
Dono Panel 24v me hai to aapko Single battery wala Charge controller lena hoga jo 12v or 24v automatic support hai jisme 24v panel 12v ki battery per work karta hai me link de deta hu waha se buy kar sakte hai.
Smarten mppt solar management unit 30 amps, 12-24V, controller
bit.ly/2RAKn6G
@@ShriRamSolar sir Nexus ke ye dono390watt, 195 watt 12volt ke hey magar enke watt alag alag hey to ye Dono ek sath jod ke Hum battery our Ghar Ka Lod chala sakte hey kya
390W 12v nahi ho sakta
@@ShriRamSolar Nexus Ka hey sir
To phir dono ko parallel me connect kar dijiye
Yah batao 1 kilo watt pe 12v ke hi pannel ka use hoga
Parellel me connection hoga
Sir 200Ah Battery 200w 2 Panel Parallel Me Hai To 16 Amp Current Hai
Or 100Ah 2 Battery 200w 2Panel
Series Me Hai To 8 Amp Current Hai
Sir To Konsi Battery Fast Charge Hogi
Series Meto Amp Kam aate Hai Na
Series me voltage jyada hote hai or parallel me current jyada hote hai lekin iska effect charging per nahi padega ager 24v se charging karenge to battery aaram se charge hogi isme Amp ka effect nahi padga.
sir.aap ye btaye hmare pass 200 ah ki 2 battery h mtlb 24 volt system h to usme 24 volt solar panel kitne watt ka lgane padega maximum aur minimum
Ye aapke inverter pe depend karta hai wo kitne panel support karta hai wese to aap 1kw tak ke solar panel laga sakte hai 335w ke 3 panel parallel me connect kar dijiye
A trick : watch series at flixzone. Been using it for watching loads of movies recently.
@Alan Jesse yea, I've been using Flixzone for years myself =)
Sir ek video( luminous cruze 2kva ,luminous 150ah ka two battery, luminous 325w ka two panels and luminous retrofit 2420 ka wiring). Kaise kare
Solar panel ko parallel me connect kare or sabse pahle inverter ko battery se phir battery ko retrofit se then solar panels ko retrofit se connect kare then retrofit ko mains se connect kare.
@@ShriRamSolar Thank you sir
@@ShriRamSolar sir kis room ka pahle se wiring ho chuki hai ab inverter se srif ek fan and ek bulb (aur v bulb hai ek hi)ka connection kaise kare
Uske liye ek video me dalunga inverter connection kese kare jaldi hi
@@ShriRamSolar jaroor sir but thoda jldi sir plz
Bhi inverter mai 12v/24 ka support hona chahiya bass.. j to normal baat ho gyi... per muja ek bat btao bhi ki 12v 200watt panel ke amper 9.8 something hote ha usi parkar 24v 375watt ja 330watt k panel k amper kam kyu hote ha... bhi muja aap apna number digiya muja aapse information chahiya
Kyu ki Usme Voltage jyada hota hai
@@ShriRamSolar main kaam ha amper ka hi to ha volt sa kya higa battery to amper sa charge hogi.. jada volt sa kya fajda ha.. kyu ki amper to12v, 180watt k 24v, 330watt k v same amper hote ha
Current ka Volume jyada nahi ho sakta uski ek limit hai isliye Amp. Jyada nahi rakhe jate.
@@ShriRamSolar ok.. per 24v panel k volt jada hote ha jada volt k kya fajda hota ha... battery charging mai j load chlane mai help karta ha... or amper k kya fadja hota ha
12 +12 ki 2 solar panel hai isko 24 volt kaise banae please sir jaldi se video dalna
Series me connect karo ho jayega
75wat or 240wat off gird me conincing ho jaye ga
Parallel me ho jayega.
12 v ki 2 battery sirf charge he karne k leye pure din me kitne pannel chaheye
Kitne Ah ki hai?
@@ShriRamSolar 150 ah
300w minimum
@@ShriRamSolar 2 battery ko
Ager series me hai to 800w or parallel me hai 600W
Please bta digiyega ok
Sir mere pas 2 solar pannel hai 165 watt k 12 volt
Or mujhe new 24 volt ka solar inverter or 2 pcs 150Ah ki solar battery leni hai
To sir solar pannel kon sa kitna watt ka le or ki 1kilowatt watt solar pannel ho jai
380watt ke 2 panel
380 watt k solar panel 24 volt k hote hai sir
Magar solar pannel 12 v or 24 sath me lagai to problm bhe to hoge sir
Voltage or ampere drop krega ?
Aap koshis karo ek hi size ke solar panel lagaye nahi to kahi na kahi voltage or amp me problem to aayegi.
12volt solar 1kw
24 volt inverter per suitable rahega
Charging delay to nhi hogi
Nahi
Sir kaise pata kare ki panal kaine volte ka h
Voc check kariye
Sir solar panal 400watt ka ek panal h iske liye solar inverter konsa sahi rahega
24V
@@ShriRamSolar sir mere pass Eastman 1400va 12v ka solar inverter h to isme me is panal ko kaise chala sakta hu
Please sir reply
Sir हमारे घरों में कौन सा इनवर्टर उपयोग में आता है और इनवर्टर कितने वोल्ट का होता है सर जी 🙏 बताना जरूर
12 वोल्ट इन्वेर्टर ओर 24 वोल्ट इन्वर्टर सबसे ज्यादा काम मे आता है आप सोलर इन्वर्टर लगा सकते है जो की हाइब्रिड होता है मतलब आप उसको की सोलर पैनेल के बिना भी लगा सकते है ओर सोलर के साथ भी लगा सकते है
bit.ly/3nv6tow
सर अपना नंबर दीजिये कुछ पूछना है
Aap comments me puch sakte hai
Mera pass 315 wt
Agar 24 volt ka inverter hai mere pass tu main 12 volt + 24 volt solar panel kaise laga sakti hu please muje batahao?
Bkwas....Kam ki bt krte to accha hota
Are pgl diffent bta