Bcna and BCN two types of weagon in rake. I load around 10 rakes of sugar every month. And generate demand slip through fois. After freight paid then generate RR
Sar please ek bar video mein batana ki aap Jo register mein hisab likhate ho aur English mein jo likha hua hai vah computer se likhna padta hai aapko ya FIR chhapa hua aapko Lena padta hai jismein aapko pen se hisab likhna padta hai batana please
NYC VIDEO aapke sth mein kitne senior log hain or unse kbhi baat baat mein pucha hai aapne ki kitne time mein unka promotion huaand nye batch walon ka kitne time mein hoga waise suna toh hai commercial walo la jaldi ho jayega
Bhai mera jr clerk ratlam me e aur aiims rajkot me level 4 me hua hai mujhe kya join karna chaiye me bhopal division me biaora rajgarh ka rehne vala hu
Bhaiya Jo student CGA kae through technician post pae jate hai toh unki training toh 3 years ki hoti hai toh kya training kae poore hone taq railway uss candidate kae hostel aur mess bhi provide karti hai aur technician ki training kaha hoti hai ??
Sar aapane Jo yah paper dikhaye Hain jismein train ka sab hisab likhna padta hai sar yah bataiye ismein Jo yah sab kuchh English mein likha hua hai yah aapko computer se likhna padta hai ya FIR paper chhape hue aate Hain sar ham isliye poochh rahe Hain ki hamara English kamjor hai isliye poochh rahe hain
Mujhe samajh nhi ata itna padai karke govt job lete ho lkin amir insan millionnaire nhi ban pate ho na merecedes lamborghini lexus car le pate kya faida bhnchod , ye v to ek gulami hai naukri
Basic books....maths k lie SSC ka previous paper solve Karo... reasoning youtube se kar lo....GK k lie speedy aur Lucent ... science k lie 9th 10th ncert......bas...
Sir ek baat bataega ki cctc job ke liye computer coarse jaruri hai kya.sir jarur batana main cctc ki tayyari karunga ab to computer to mujhe aata bhi nahi
thankyou bhai aap jaise logo se hame realty pta chati hai jitna ham soche baithe hote hai toh bhram tut jata hai
Bcna and BCN two types of weagon in rake. I load around 10 rakes of sugar every month. And generate demand slip through fois. After freight paid then generate RR
Sir abhi jo ntpc vacancy aane vali he to use ke liye book list & study planing bataye
Sir kya apni marzi se post mil sakti hai jaise main chaun ki goods cleak ki post mil jaye to mil sakte hai
Aur sir duty kitne ghante ki hoti hai aur kitne shift hoti hai aur kis kis time
No
Goods ki working se related or video dalo bhai....mne bhi isi department me join kiya h...help ho jayegi bro
Use sayd load adjustment ko detection charge kahte h
Nhi Bhai sab padhoge
Sar please ek bar video mein batana ki aap Jo register mein hisab likhate ho aur English mein jo likha hua hai vah computer se likhna padta hai aapko ya FIR chhapa hua aapko Lena padta hai jismein aapko pen se hisab likhna padta hai batana please
Hi.
Sir,
रेलवे का लोडिंग अनलोडिंग का काम करने वालों को उनकी सैलरी डेली मिलती है क्या?
और कितनी मिलती है लोडिंग अनलोडिंग करने वालों की सैलरी बताईए?
Bhai mera bhi CCTC me cr se hua hai... Up Lekhpal me bhi hua hai kaun si job karu kuchh samajh nahi aa raha hai.. क्रपया मेरा मार्गदर्शन करें ।।
Lekhpal ka mujhe kuch malum nhi Bhai profile
Bhai Bina soche lekhpal join kijiye
Sir apne taiyari kaise ki ...iss pr bhi ek video bnao plaese 🙏
Okk bro
bhaiya roster night duty and weakend rest sunday rest. etc re related detailed video baniye
Jarur
आराम से rest भी मिल जाता है Duty hour में 😎👍
Bhaiya aap madical ka bta dijiye , chasma wale ho sakte h ki ni select
Haaa Bhai isme allowed hai
Very very good video😊 totally cleared what a goods clerk does .hatts off to you
Thanks bro
Bhai isme upar ki kamai hoti h @@RailwaymerijaanAbhinav
Bhaiya total Salary aur Inhand Salary kitna hota hai please btaye??? salary hi motivation deta hai
TC training ko after exam rahega bhaiya please boliye na kya exam rahega boliye na please
Training k baad exam bhi hota hai
Kya exam hota hai sir
Video banaya hu jaake dekho
❤❤❤❤❤
Bhiya DC me per loco kitna charge hota he? Jese per wagon 150 he.
Loco ka shunting charge lagta hai 15440 per hour
NVC JSA level 2 1900 pay grade kolar Karnataka aur cctc cr/er me se kaun si best rhegi bhai rahne vala up ka hu
Level 3 me aajao bhai
Hello brother ek sawal hai aap se ki jb training pr jana hota hai 3 months ke liye to waha bhar jane ka time mil ta hai
Haaa bhai bilkul milta hai khub Masti kar sakte hain
Apka in hand sallary kitana hai bhaiya😊😊😊
Will make video on it stay tuned
@@RailwaymerijaanAbhinavha tt post ka bhi
NYC VIDEO aapke sth mein kitne senior log hain or unse kbhi baat baat mein pucha hai aapne ki kitne time mein unka promotion huaand nye batch walon ka kitne time mein hoga waise suna toh hai commercial walo la jaldi ho jayega
Bataunga
Nice vlog sir ...
Thanks brother
Thanks bhai ❤
Welcome bro
Bhiaya NTPC me General Awareness ke liye konsi book pde
Lucent speedy
Bhai commercial mai COAL TRACER konsa post hota hai aur kya work hota hai inka
Nhi suna hu bhai
@@RailwaymerijaanAbhinav Goods shed mai to nhi hoti hai na esi koi post
Nhi
Level 3 job m post kaun si sahi rahegi ki padai ko bharpur time mil jaye..pressure na ho..
Goods
Prioroty kise de brother Parcel 1st or 2nd goods sahi rahega? Parcel ki job sahi h?
❤❤
Thanks brother for watching
Bhai mera jr clerk ratlam me e aur aiims rajkot me level 4 me hua hai mujhe kya join karna chaiye me bhopal division me biaora rajgarh ka rehne vala hu
AIIMS me transfer policy nahi hai
TMS software me kitne module hote h?
Chief commercial cum ticket supervisor post me kilometre allowunce miltahe??
TTE me milta hai
Bahut jald mai bhi aa raha hun bhai ❤
Congratulations
Sr mera December m interview hai plz thoda bata dijiye ky ky question puchte h
Interview thori na hota hai bhai
Sr but drm sr bol rhe the
Konsi duniya me hai bhai tu 😅
@@mohitvlogs6699 rally nhi hota h bro
Bro CCTC banne keliye kya karna padta hai . Or Exam Qualification kya raheta hai please bataye . mereko vi Railway mein job karni hai 😊
Rrb ntpc ki bharti aati h
@@RailwaymerijaanAbhinavsir vacancy kb niklti hai Pta ni chalta notification ka
Koi website hai kya jisme Hume actual m ptaa chl ske
Best book for clear railway exam?
Sir cctc post ke liye typing text kya de na hota hai....?
Nhi
Sir..FOIS kayse check karta hai online...goods train kaha par hai
Loads on run me jaakar bhai
@@RailwaymerijaanAbhinav Hum Eastern Railway Howrah division ka Dankuni station ka check karna chate hey
To kya process hai
Loads on run me jao Bhai query me jaake ....waha se samjh aayega
Bhai shunting charge detection charge and dc ye sab kya manual calculation krna padta h kya ???
Haaa Bhai
Compassionate ground appointment kae through cctc baan sakte hai kya
Haaa bhai
Bhaiya Jo student CGA kae through technician post pae jate hai toh unki training toh 3 years ki hoti hai toh kya training kae poore hone taq railway uss candidate kae hostel aur mess bhi provide karti hai aur technician ki training kaha hoti hai ??
Kaun se station pr posted ho sir? mai raipur se hu
Belpahar
Srcctc or scctc ke work me kya difrenss h fir ?
Will make video on it.
Bhaiya cctc ka job location chote station me hota hay na jaisw akalatara
Har jagah pe hota hai bhai
Mujhe bhi akt me chahiye
@@pankajmahant7805 kha se Ho yrr
@@abhayrajmahilange2972 baloda
Sar aapane Jo yah paper dikhaye Hain jismein train ka sab hisab likhna padta hai sar yah bataiye ismein Jo yah sab kuchh English mein likha hua hai yah aapko computer se likhna padta hai ya FIR paper chhape hue aate Hain sar ham isliye poochh rahe Hain ki hamara English kamjor hai isliye poochh rahe hain
Don't worry bhai..... English ka jyada use nhi padta
Ar hindi ka use kitna h @@RailwaymerijaanAbhinav
Bhaiya, aapke bach me se kisi ko bhi TTE/TC mila h kya??
Nhi Bhai....kisi ko nhi
Isme kitna shift me duty hota hai bhai
3 shift
Sir loco pilot k liye ITI hum private college se kar sakte hah ya nhi sirji plzz reply
Bilkul ma'am
@@RailwaymerijaanAbhinav 😇😊
Bhaiya... Postal Assistant aur CCTC me konse job ache h... dono ghr se durr h... baki... CGL k liye preparation krne h... to konsi job opt kru??
Cctc hai ya sr.cctc
@@rohitchandravanshi6566 cctc
Bhiya cctc ke TC ke post me surgery allowed hai kya
Haaa
Tte ka liya kya korna padega please boliye
Rrb ntpc ka exam Dena hoga bhai
Suno hai log goods cleark mai extra income (2number) ka paisa bhi kma lete hai
Malaidar post h
Private me ho to kuchh nahi hota
Job lagi nhi corruption ka pahele plan banane lage ..wah re indian youth
Tum jasa bhikari k liye nahi hai ye@@Akhandbharat8877
Hmm online parcel booking ka subidha bhi hai 😂
Hlo bhai
Hi
Bhaiya syllabus batao please
Maths reasoning gk
Night duty allowance kitna milta hai
154 rupiya per 6 hours
Cctc me sabse achha konsa post hai
Is par vedio banaye
Bhai me checking me hu, lekin goods lena chahta hu. ???
Goods ke fayede or nuksaan bataye
Aaram hai Bhai goods me
Thora sallary ka loss hoga
@@RailwaymerijaanAbhinav lekin mene suna h goods me TTE se jada kamai hoti h, per rack par kuch milta h esa kuch hota h?
Goods and uts m kon achha h
Goods
Kya new cctc ko karmyogi mishan ki training krni hai please reply
Kar sakte ho...abhi Tak mandatory nhi h
@@RailwaymerijaanAbhinav
Panel ke kitne din bad joining ho jati hai 31 March ko panal aaya tha
Mera toh ek mahine me ho Gaya tha bhai
Bhai ye senior cctc ka btaya h aap ne ya cctc ka.
Same kaam h Bhai
Sir ap ne konse saal main apply Kiya tha aur kab ap select hue railway❤ main
2023
Stress full hai thoda
Nhi bhai
Overtime allowance milta h kya Goods clerk ko. Agar duty 8 hr se jayada perform kare.
No
Bhai apka upar ki kamai kitna hai
Ha isi ke liye to exam diya h tumne 😂😂😂😂😂...lekin itna sach nhi nhi bolna tha
Mujhe samajh nhi ata itna padai karke govt job lete ho lkin amir insan millionnaire nhi ban pate ho na merecedes lamborghini lexus car le pate kya faida bhnchod , ye v to ek gulami hai naukri
Need more video regarding cctc
Stay tuned... suggest some topics
TTE ke bare me full vedio banao bro... Like Overtime , duty roaster etc
चेन्नई जोन तो साला हमको ज्वाइनिंग ही नही दे रहा लेवल 3 का।ट्रेनिंग तो कछुआ के रफ्तार से चल रहा हैं।
Have patience brother
@@RailwaymerijaanAbhinav हां सर और कोई चारा भी नहीं हैं।
Bhaiya railway ki taiyari ke liye book name bataye 🙏🙏
Basic books....maths k lie SSC ka previous paper solve Karo... reasoning youtube se kar lo....GK k lie speedy aur Lucent ... science k lie 9th 10th ncert......bas...
Tq sir🙏🙏
Welcome
Sir ek baat bataega ki cctc job ke liye computer coarse jaruri hai kya.sir jarur batana main cctc ki tayyari karunga ab to computer to mujhe aata bhi nahi
Nhi jaruri h
Meri bhi training shiru hone Wali Hai bhai
Congratulations bro✌️
Bhai thoda guide Kar do nha abhi 12th pass kiya hu exam ka kuch nhi pata
Railway me Typist wala kam chodke sab Gadha Majduri wale kam hote hai ..
Aisa nhi j
Night duty allowance milta hai
Haaa bhai
Chief reservation supervisor kya hota hai
4:41
CRS hota hai Bhai chief reservation supervisor
Iske bare me kuch batayege
Agar booking clerk ho....aur 4200 me pahuch Gaye ho toh CRS bak sakte ho
CRS...ko commercial apprentice bhi bolte hai na
selection kese hua
RRb ntpc
Bhai kitne hours ki duty hoti hai?
Bhaiya hmko goods mila hai
Sab bol rhe hain ki works risky aur hardly hai ..
Aap clear karo
Nhi Bhai Aisa kuch nhi h bas kaam acche se Sikh jao
Mila hai mtlb aap choice karte ho ya wo Jo dete hai
pese case Lena padega kya 1 caror
Online kat jaata hai
Sir mujhe tc Banna hai please help me sir
Vacancy aayegi iss year k end me
@@RailwaymerijaanAbhinav thanks sir
Swr me to abi tk traning bi start nhi hui h
Kya reason ho sakta h
Training institute Khali nii hoga bhai
Video Speed 2x, no need to speed up 😂
Bore ho jaaye bhai normal speed pe
Sir aapse baat karni thi . reply me
Bolie
Tc ki duty timing kitni hoti h????
TC ka pata kar k bataunga
Sir cctc kon se group me ata h
C
Aapne ye kam ko kyun prefer kiya
Mujhe interest tha Bhai goods theory me
Mtlb ab tc nhi bn sakte h kya
Ban sakte Hain bhai
Bhai tte ,, rrb ntpc deke bnts h kya
Haaa bhau
Sir kitna months ka training hota hai😊
2 months
All cctc post salary slip
Okk will try to arrange
@@RailwaymerijaanAbhinavpahla payment aaya training ke baad ya nhi
Currently I am working in this income tax department..... I wanna talk to you how can I talk to you ...
Ljkura h
Haa
Pdne ka time mil jata hai kya goods mein
Haaa Bhai kaafi free time rehta hai
Mira English tho da kam hai
Goods clerk ko kuch extra allowance banta hain kya??
Nhi bhai
@@RailwaymerijaanAbhinav Ticket checking staff ko kya koi target milta hain, ki, itna minimum ek month me collection karna hi padhega?? Please 🙏
Yaa fir kisibhi section me target deta hain kya??
@@himadribarman2878taki keval apne bare nhi socho railway ke bare me bhi sochna h
Target hota hai bhai
Bhai kya apna no de sakte hai kya
Haaa Bhai insta pe message karo
Which division?
Bsp
Brother kya aage chal kar Post change ho skti h kya
Bilkul hogi....mere channel par saare videos dekho sab bataya hu
Jab cctc me itni saari post ke kaam include hai to job karne waale ko paagal jaisa lagne lagta hoga ..... sahi kaha naa mene
Hlo sir pls aap ka no. Mil sakta hai kya ?😅
Sure bhai
Bhaiya aap 12th pass hokar cctc bane the na
Haaa Mera 12th wala exam hi nikla tha
@@RailwaymerijaanAbhinav thankx bhaiya mai ve tiyari kr rha hu 🙂
@@RailwaymerijaanAbhinavbhai 12th me 50% hona jaruri hai kya
sir aapka duty location ?
Belpahar
Vacncay kab yaagi bhai ralway ki ab
2024
bro apna number vajiye
mere bhi cctc goods cleark
final posting mili he
200 my like 😇