Isey kehte hain kahani.. Jo kuchh sikha de.. Asal zindagi mein bhi to aisa hi hota hai har rishta kitna sacha lagta hai chahe dadihal ho ya nanihal, pasand ho ya mohabbat, arrange marriage ho ya phir love marriage lekin haqeeqat mein kuchh waqt baad sab badal jata hai.. sab ke haathon tazleel jhelna apni zaat ko bilkul zero mehsoos karna khaas taur par uss insan ke haathon jisey sabse zyada chaha ho chahe wo maa baap hon dost hon ya shauhar/biwi.. hum rishton mein, rishtedaron mei, shadi mein mihabbat mein life partner mein romance mein hi khushi tasallli sukoon ki talaash karte haun aoni manzil ki talab rakhte hain par woh wahan hoti hi nahin.. Zindagi bhi yun hi hoti hai iss novel ki tarha shuru mein khushgawar lekin aagey badhte badhte naye rang samne aana aur aakhir mein zindagi talkh ho jana aur hamara khud ko badal daalna. Iss novel pe i truely believe ke ek drama create kiya jaa sakta hai ache kalakaron ke sath. Well done writer sahiba and reader sahiba❤️
❤❤ zabardast
Magar novel ki ending kuch khas nhi thi
Isey kehte hain kahani..
Jo kuchh sikha de..
Asal zindagi mein bhi to aisa hi hota hai har rishta kitna sacha lagta hai chahe dadihal ho ya nanihal, pasand ho ya mohabbat, arrange marriage ho ya phir love marriage lekin haqeeqat mein kuchh waqt baad sab badal jata hai.. sab ke haathon tazleel jhelna apni zaat ko bilkul zero mehsoos karna khaas taur par uss insan ke haathon jisey sabse zyada chaha ho chahe wo maa baap hon dost hon ya shauhar/biwi.. hum rishton mein, rishtedaron mei, shadi mein mihabbat mein life partner mein romance mein hi khushi tasallli sukoon ki talaash karte haun aoni manzil ki talab rakhte hain par woh wahan hoti hi nahin..
Zindagi bhi yun hi hoti hai iss novel ki tarha shuru mein khushgawar lekin aagey badhte badhte naye rang samne aana aur aakhir mein zindagi talkh ho jana aur hamara khud ko badal daalna. Iss novel pe i truely believe ke ek drama create kiya jaa sakta hai ache kalakaron ke sath. Well done writer sahiba and reader sahiba❤️
Bilkul or yehi reality ha