Sialkot 12 Rabi Ul Awal 2022

แชร์
ฝัง
  • เผยแพร่เมื่อ 16 ธ.ค. 2024

ความคิดเห็น • 14

  • @qaisartufail4341
    @qaisartufail4341 2 ปีที่แล้ว +1

    Very good vlog, amazing SIALKOT, extraordinary people, excellent talent

    • @AMSVlogs
      @AMSVlogs  2 ปีที่แล้ว

      Thank you for your appreciation ♥️

  • @ShahzadTechnicals
    @ShahzadTechnicals 2 ปีที่แล้ว +1

    Brother very nice vlog from start to End.
    Captured and told everything very well.
    Loved it. Thank you.
    May Allah always bless you Ameen ❤️😍🎉

    • @AMSVlogs
      @AMSVlogs  2 ปีที่แล้ว

      Ameen thank u brother ♥️

  • @UthOye2021
    @UthOye2021 2 ปีที่แล้ว +1

    NYC bro
    Copyright strike ki info hy ma video lagta ho to ajati ha strike back py asy he naat lagi hoti ha

    • @AMSVlogs
      @AMSVlogs  2 ปีที่แล้ว +1

      Ap copyright strike ki baat kar rahe ha ya copyright claim ki?
      Agar copyright strike ha to 3 strikes within 90 days ane par channel delete ho jata ha aur agr 1/2 ai ha to channel par koi bhi kisi ki chiz na upload karo to vo automatic 90 days baad hat jae gi.
      Agar copyright claim ki baat kar rahe ho to vo mujhe bhi a gai ha jis ma video affect nahi hoti bss ad revenue claim karne wale ko chala jata ha, but i don't care ku k mane apne subscribers ko raw experience dena ha.
      Agar ap ko copyright claim ka masla a raha ha to ap copyright claim wale parts cut kar de.
      TH-cam pa search kar k video parts cut karne ka tarika sikh le.

    • @UthOye2021
      @UthOye2021 2 ปีที่แล้ว +1

      @@AMSVlogs thankyou bro you sort out copyright claims aty hy ma dar gya k mera channel na del ho jaye

    • @UthOye2021
      @UthOye2021 2 ปีที่แล้ว +1

      @@AMSVlogs thanks for supporting

    • @AMSVlogs
      @AMSVlogs  2 ปีที่แล้ว

      @@UthOye2021 my pleasure ♥️

    • @UthOye2021
      @UthOye2021 2 ปีที่แล้ว +1

      @@AMSVlogs ❤👈😍

  • @almasramzan3149
    @almasramzan3149 2 ปีที่แล้ว

    Hmare nabi ne apni zindgi mai hameesha Peer ka roza rkha. Pochne per btaya k Aap (S.A.W) Peer ko paida hoe is lie roza rkhte the. Oor koi mahina ya saal nai btaya vilaadat ka. So Eid wale din to roza rkhna haram hota h. Agr ye eid ka din hota to Aap (S.A.W) roza na rkhte oor shaba bhi ye roza rkha krte. na ke eid-milad-un-nabi manate. Oor jo confirm hai wo Aap (s.a.w) ki wafat ka din 12 rabiul-awal h jis din madina mai ek Qiyamat ki si brba ho gai thi mere nabi k gahr wale oor shaba har koi ro rha tha. Oor khush tha to sirf iblees.
    So fazool mai behas krne ka koi faida nai agr baat krni h kisi ne to daleel se kre.
    Allah sab ko Hidayat atta frmaa oor musalmanoo ko bidaat ko chor kr Allah oor os k rasool ki itaaet krne ki tofeeq atta frma. Ameen!
    Please Apna Emaan bach len kisi k lie nai to apne lie hi saii.

    • @AMSVlogs
      @AMSVlogs  2 ปีที่แล้ว

      Salam brother, apki pehli baat bilkul theek ha Ap(saw) peer ka roza rakha karte the aur jb pocha geya k ku rakhte ha to ap(saw) ne kaha k ma is din peda hua tha aur isi din mujh pa pehli wahi nazil hoi thi.
      Aur second baat ma ap ko us hadees ka number dene ki zarorat ha jis ap ne wafat ka zikr kia ha jo k (Muhammad Ali Mirza) ne boht ache se ahadees aur facts k sath dikha dia ha so kindly ap mere share kiye hue link par click kar k ik bar bina skip kiye vo ahadees aur month ka table dekh le. Shukria! th-cam.com/video/g3XY6jklwz0/w-d-xo.html
      And i also don't believe in all of these activities but I'm just showing how people are celebrating. (Like news coverage)