Allah ho aker.From long time i had dream .That iwas in the dark And some person came took me out from the dark .Was very bright door And when i came out.There were all bright And i found every kind alot of frouts .i was like through all that fear ,shack .I felt my hand were keep on my chest cross .I was holding the Quran .I red the Quran whole life,But starting with translation ,But still some verse ayet translation confutation, Alhumdollilah i reached to my dream. But alot peoples blocking me direct path Allah.
Very important , CONTERVERSAL topic, outstanding explanation logical interpreter of Quran and Deen, meraj un nabi (pbum) about seerat is the best n based facts, even better than late Mr shibli naumani book
Assalamualaikum warahmatullahi wabarakatuh, Alhumdulillah,jab koi musalman Quran ko padhta hai aur gour aur fiker karta hai to yaqinan wo hidayat ki taraf aahi jata hai, Jab hum Quran padhte hain aur khaas taur se makki suraton per gour aur fiker se padhte hain jaise surah hood( surah No.11) ayaat 25 se jo nooh عليه السلام apni qoum ko Allah ki taraf bula rahe the , To is ayat 25 se 99 tak padhne ke baad maloom hojayenga ke Ambiya-e-ikraam ko unki apni kafir qoumon ne jhutlaya to Allah ne un zalim qoumon per apna azaab nazil kiya aur saath mai ye bhi fermaya ke Humne Rasool ko aur jo uske saath imaan laye the bacha liya, In ayaton se maloom howa ke her Rasool ke saath imaan wali ita'at wali jamaat hoti hai jo bagair Allah ki kitaab nazil hove apne Rasool ki kaamil ita'at aur itteba karti thi jaise moosa عليه السلام ki qoum bani israyil ,Allah ki kitaab tauraat to firoun aur uska lashker pani mai doop ker marne baad hi nazil hovi the,jabtak bani israyil apne Rasool moosa عليه السلام ki ita'at karrahi thi, Iska matlab yahi hova ke rasool ki ita'at bagair Allah ki kitaab nazil hove bhi laazim aur ferz thi, Aur ye bhi maloom hova ke her Rasool ke saath imaan wali jamaat moujood rahti, Isi tarah se hamare Rasool mohammed صلى الله عليه وسلم ke saath aik imaan wali jamaat moujood rahi thi jise humsub sahaba-e-ikraam kahte hain, Hamare Nabi صلى الله عليه وسلم ki sahaba-e-ikraam ne kaise ita'at aur itteba ki thi ke inke zariye se her maidaan aur her jung mai Allah ne islami fatuhaat unke hathon se di thi, Aur Islam ko Makkah aur madina se door door tak Allah ne phaladiya inhi sahaba-e-ikraam ke zariye se aur inke jaisa imaan laane walon ke zariye se, Maloom hova ke Quran ki itteba ke saath saath rasool ki bhi itteba aur ita'at Qayamat ki subah tak ahle imaan ko karni hai, Janab pervez sahab Quran ki ayatain padhker iska terjuma aur tafsir bayan kar rahe hain to kya inki baaton ko arabi lafz hadees nahi kahte hain,arabi zabaan mai baat karne ko hadees kahte hain, To janab pervez sahab Quran ki ayaton ki tafsir apni baat gour o fiker ke saath kar rahe hain aur loog inki baat maan bhi rahe hain to aise Quran ki tafsir aur Quran ki ayaton ke maane wa mafhoom Allah ke rasool صلى الله عليه وسلم apne zabane mubarak se fermaye to ye sirf us wakt ki baat ya hadees thi jo sirf tariq ki kitaab bangayi, ab new islami ya Nizami hukumat Quran ko leker apni baat aur soonch wa fiker se islami hukumat qayem karegi nahi aur hergiz nahi karsakegi kyunke Allah ki madaad kabhi nahi melegi na ayegi, dikhiye jung-e- uhed ke mouqe per kuch musalmanon se galti aur Allah ke rasool ki nafermani karne ki wajeh se fateh zara shikast mai tabdil hogayi aur 70 sahaba shaheed hogaye, Quran mai surah 3 Ayat 128,is ayat ka terjuma padhne ke baad tafsir mai maloom hojega, Musalmano Quran Allah ka kalaam hai iske ahkaam per chalna samajhna koi asaan kaam nahi hai jabtak rasool صلى الله عليه وسلم apne amal aur qoul se na batade,isi qoul aur amal ko اسوة حسنه uswatun hasanah aur sunnat aur ahadees kahte hain aur isi ko bayanul Quran kahte hain jaise Allah ne fermaya surah qiyamah 75 ayatain 16 to 19, Jo koi musalman surah al Furqan 25 aur ayatain 27 to 31,ki itteba karte hove bachte hove,surah 3 ayatain 31 32 ki itteba apni mout tak karta rahega to kal akhirat ke din Allah ki magfirat aur rahmat ka inshallah mustaheq hoga, Aur musalmanon Allah ne humsubko apni ibadaat ke liye paida kiya hai aur ibadat ke liye Allah ne quran nazil kiya 23 sala Nabi Kareem صلى الله عليه وسلم ki zindagi mai se, thoda thoda karke kabhi kafiro ke bare mai,kabhi mushrik,kabhi ahle imaan,kabhi mard wa auraton ke bare mai kabhi Jannat wa jahannam wa airaaf,kabhi wirasat,kabhi sakratul mout,kabhi bachche ki paidayesh,kabhi nikah aur tallaq, Kabhi qataal maidane jung aur maale ganimat ke hisse ghoodhsawaron aur paidel chalne walon ke hisse,kabhi Allah ke asma wa sifaat wali ayatain,kabhi surah wa chand, aasman wa zameen, din wa raat ka ana jana,barish aur faslein,anginat ahkaam ko Nabi Kareem صلى الله عليه وسلم ki zindagi ko اسوة حسنه uswatun hasanah banaker aap ke qoul wa amal Quran ke saath saath qiyamat tak mahfooz kar diya, warna Quran ki manmani tafsir Nabi Kareem ko nazer andaz kerke koi aik insaan bhi karsakta hai, Her gumrahi ka jawaab Quran mai aur Nabi Kareem صلى الله عليه وسلم ki ahadees ya sunnaton mai moujood hai Qayamat tak jo sahih Bukhari,sahih Muslim,sahih jama-e-tirmizi, abu dawood,ibne Maja,sunan nisaayi aur mustanad Ahmed mai Alhumdulillah moujood hai,aur Allah ke rasool صلى الله عليه وسلم ne fermaya ke mai aap subke dermiyan mai do chizain choodh ke jaraha hoon kitabullah Quran aur meri sunnat, Allah subko sahih samajh de aur hidayat maangne walon ko hidayat ata kare ameen summa ameen Alhumdulillah, Allah hu Akbar,
Itna lamba comment ker diya k Quran parhtay han. Toh yeh samj nahi aya k Quran ma he Ap saw walay k baray ma b bht kuch hai. Or jitna janna zauri thee Ap saw k baray ma sab quran ma hai Hum 250-400 years bad likhi hui hadeeson ko kiuin parhain ?? Is saray arsay ma musalman kiya kertay thay jab yeh likha hua record tha he nahi. Saray Persian imamon nay kiya kiya khurafat likh ker Ap saw say mansoob ker deen or ap usay such samj k bethay han. Zara gor kerain ek hari hui qom jis ke arbon say nafrat uski apni tareekh ma jaga jaga likhi hai, usi k log uth uth ker hadeesain likh rahay han ....or Arabic ke dictionaries likh rahay han ta k sari ke sari Arabic he Persianze ho jaye. Kabi moqa milay toh is per b gor kerain or research kerain !! Quran ko ap kiya samjain gay jab dil ma apny firqa wariat walay khayal lay ker jatay han. .or phir usi ke taeed quran say dhoondhtay han !!
یہ لوگ صوم صلوۃ اور زکوۃ اور حج سے آذاد ہیں ، قرآن کا ترجمہ نہی مفہوم کیا ھے جو ایک انسان کا بنایا ہوا ھے ، انسے اچھے تو قادیانی ہیں جنھوں نے ترجمہ کیا ھے وہ ترجمہ بھی ملتا جلتا ھے آوروں کے ترجمہ سے ، بس تفسیر ( مفہوم) میں بہت بڑا فرق ھے ، جس کی وجہ سے وہ غیر مسلم قرار دیے گیے حالانکہ انکی مساجد بھی ہیں اور پانچ وقت کی نماز بھی پڑھتے ہیں ، پتہ نہیں انکو غیر مسلم کیوں قرار نہیں دیا گیا ، شاید انکی تعداد کم ھے پرویزی فرقہ کی |
Parvez sahb jis qom ney iqbal k is shair me tehreef krdi k ( Haqeeqat kharaafaat mein khogyi , Yeh ummat rawayaat mein khogyi ) Us qom se kya umeed ki jaasakti h?
اچھا درس ہے اور اچھی باتیں ہیں جناب کی ۔۔۔ لیکن میں ایک بات جانتا ہوں میری عقل اور میرا شعور اور میرا ایمان اور میرے اعمال کا جواب دے میں خود ہوں میں روزِ محشر یہ نہیں کہہ سکتا کہ مجھے فلاں امام نے ایسا بتایا تھا ۔۔ آپ سب سے بھی گزارش ہے جو بات اچھی لگے اُسے عقل مانے دل مانے تب اپنائے جو نہ لگے مت پیروی کریں ۔ جیسا ان کا ہر سبق بہت اچھا لگا مجھے لیکن میرا دل ان کی نماز والی بات پر متفق نہیں ہوا ۔ میں کوشش کرتا ہوں نظام اپنی زندگی میں قاتم کروں لیکن نماز بھی پڑھتا رہوں ۔۔ اللہ ہمیں اپنی راہ کی طرف آنے میں آسانیاں پیدا کرے ۔۔ آمین
I have listened Allama sb dars over sallah..he never mentioned don't offer namaz...rather he said namaz must be part of that system of sallah. So kindly dobara sunnyeega, ghaurr sy. He never denied offering namaz ,just that he explained the concept of SALLAH QAIM KARRO.
Salam,mosoof to mukamal hadees ka inkar kar rahy hein,bilfarz waqti tor par inki baat maan li jaye to Quran e Majeed Hazrat Abu Bakr k zamana mai muratib kiya gaya,mosoof khud bhi gumrah thy aur logo ki bhi gumrahi ka sabab ban rahy hein Allah Hidayat dy!
Yahen pe to ap galat Hein..Quran ko Rasul Pak k zamany mein hi likha jata tha qirtaas pe...Rasul Pak kese itna important Kam chor skte thy..khud sochiye...hr surah ko unho ne khud likhwya hai..agr yaqeen nai ata to saudia k aam logo se Puch le..agr Allah ne paisa dia hai to wahan chale jae ..khud research kre .jese Mai ne ki hai kiy saaal..
Ya Allah prvez sb ki fikar aam kr dy.Ameen
Now i can understand what is obey allah and rasool... Thank u parwez sahab
Yahi mafhoom asal ha.Shukria Parwez Sb.
jazakallah baba gee zabardast
Mashaallah par vez sb ka bayan lajawab hai aap ko chahiye ki ghaur se sune
Bahotkhub babaji🇮🇳💙💜💖💐
JAZAK ALLAH
Perwez saab ❤️❤️❤️❤️❤️
what is rida shah meaning please.
Thanks
Allah ho aker.From long time i had dream .That iwas in the dark And some person came took me out from the dark .Was very bright door And when i came out.There were all bright And i found every kind alot of frouts .i was like through all that fear ,shack .I felt my hand were keep on my chest cross .I was holding the Quran .I red the Quran whole life,But starting with translation ,But still some verse ayet translation confutation, Alhumdollilah i reached to my dream. But alot peoples blocking me direct path Allah.
Allah ap ko ghareeq e Rahmat kre!Aameen!
what you mean by ghareeq e let me know please.
@@dskhan8447 سراسر ڈھانپ لے
Brilliant, crisp n clear concepts
Very important , CONTERVERSAL topic, outstanding explanation logical interpreter of Quran and Deen, meraj un nabi (pbum) about seerat is the best n based facts, even better than late Mr shibli naumani book
ماشاءاللہ
ہزاروں سال نرگس اپنی بے بسی پہ روتی ہے
بڑی مشکل سے چمن میں دیدہ ور پیدا
گمنام پرویز
PAKISTAN K ANDAR
ISLAMI QANOON NAFIZ
KIYA JAI.
THANKS
GreAT
That’s it!
100% Right ~
Salman Hyder Quranist Monotheist
Assalamualaikum warahmatullahi wabarakatuh,
Alhumdulillah,jab koi musalman Quran ko padhta hai aur gour aur fiker karta hai to yaqinan wo hidayat ki taraf aahi jata hai,
Jab hum Quran padhte hain aur khaas taur se makki suraton per gour aur fiker se padhte hain jaise surah hood( surah No.11) ayaat 25 se jo nooh عليه السلام apni qoum ko Allah ki taraf bula rahe the ,
To is ayat 25 se 99 tak padhne ke baad maloom hojayenga ke Ambiya-e-ikraam ko unki apni kafir qoumon ne jhutlaya to Allah ne un zalim qoumon per apna azaab nazil kiya aur saath mai ye bhi fermaya ke
Humne Rasool ko aur jo uske saath imaan laye the bacha liya,
In ayaton se maloom howa ke her Rasool ke saath imaan wali ita'at wali jamaat hoti hai jo bagair Allah ki kitaab nazil hove apne Rasool ki kaamil ita'at aur itteba karti thi jaise moosa عليه السلام ki qoum bani israyil ,Allah ki kitaab tauraat to firoun aur uska lashker pani mai doop ker marne baad hi nazil hovi the,jabtak bani israyil apne Rasool moosa عليه السلام ki ita'at karrahi thi,
Iska matlab yahi hova ke rasool ki ita'at bagair Allah ki kitaab nazil hove bhi laazim aur ferz thi,
Aur ye bhi maloom hova ke her Rasool ke saath imaan wali jamaat moujood rahti,
Isi tarah se hamare Rasool mohammed صلى الله عليه وسلم ke saath aik imaan wali jamaat moujood rahi thi jise humsub sahaba-e-ikraam kahte hain,
Hamare Nabi صلى الله عليه وسلم ki sahaba-e-ikraam ne kaise ita'at aur itteba ki thi ke inke zariye se her maidaan aur her jung mai Allah ne islami fatuhaat unke hathon se di thi,
Aur Islam ko Makkah aur madina se door door tak Allah ne phaladiya inhi sahaba-e-ikraam ke zariye se aur inke jaisa imaan laane walon ke zariye se,
Maloom hova ke Quran ki itteba ke saath saath rasool ki bhi itteba aur ita'at Qayamat ki subah tak ahle imaan ko karni hai,
Janab pervez sahab Quran ki ayatain padhker iska terjuma aur tafsir bayan kar rahe hain to kya inki baaton ko arabi lafz hadees nahi kahte hain,arabi zabaan mai baat karne ko hadees kahte hain,
To janab pervez sahab Quran ki ayaton ki tafsir apni baat gour o fiker ke saath kar rahe hain aur loog inki baat maan bhi rahe hain to aise Quran ki tafsir aur Quran ki ayaton ke maane wa mafhoom Allah ke rasool صلى الله عليه وسلم apne zabane mubarak se fermaye to ye sirf us wakt ki baat ya hadees thi jo sirf tariq ki kitaab bangayi, ab new islami ya Nizami hukumat Quran ko leker apni baat aur soonch wa fiker se islami hukumat qayem karegi nahi aur hergiz nahi karsakegi kyunke Allah ki madaad kabhi nahi melegi na ayegi, dikhiye jung-e- uhed ke mouqe per kuch musalmanon se galti aur Allah ke rasool ki nafermani karne ki wajeh se fateh zara shikast mai tabdil hogayi aur 70 sahaba shaheed hogaye, Quran mai surah 3
Ayat 128,is ayat ka terjuma padhne ke baad tafsir mai maloom hojega,
Musalmano Quran Allah ka kalaam hai iske ahkaam per chalna samajhna koi asaan kaam nahi hai jabtak rasool صلى الله عليه وسلم apne amal aur qoul se na batade,isi qoul aur amal ko اسوة حسنه uswatun hasanah aur sunnat aur ahadees kahte hain aur isi ko bayanul Quran kahte hain jaise Allah ne fermaya surah qiyamah 75 ayatain 16 to 19,
Jo koi musalman surah al Furqan 25 aur ayatain 27 to 31,ki itteba karte hove bachte hove,surah 3 ayatain 31 32 ki itteba apni mout tak karta rahega to kal akhirat ke din Allah ki magfirat aur rahmat ka inshallah mustaheq hoga,
Aur musalmanon Allah ne humsubko apni ibadaat ke liye paida kiya hai aur ibadat ke liye Allah ne quran nazil kiya 23 sala Nabi Kareem صلى الله عليه وسلم ki zindagi mai se, thoda thoda karke kabhi kafiro ke bare mai,kabhi mushrik,kabhi ahle imaan,kabhi mard wa auraton ke bare mai kabhi Jannat wa jahannam wa airaaf,kabhi wirasat,kabhi sakratul mout,kabhi bachche ki paidayesh,kabhi nikah aur tallaq,
Kabhi qataal maidane jung aur maale ganimat ke hisse ghoodhsawaron aur paidel chalne walon ke hisse,kabhi Allah ke asma wa sifaat wali ayatain,kabhi surah wa chand, aasman wa zameen, din wa raat ka ana jana,barish aur faslein,anginat ahkaam ko Nabi Kareem صلى الله عليه وسلم ki zindagi ko اسوة حسنه uswatun hasanah banaker aap ke qoul wa amal Quran ke saath saath qiyamat tak mahfooz kar diya, warna Quran ki manmani tafsir Nabi Kareem ko nazer andaz kerke koi aik insaan bhi karsakta hai,
Her gumrahi ka jawaab Quran mai aur Nabi Kareem صلى الله عليه وسلم ki ahadees ya sunnaton mai moujood hai Qayamat tak jo sahih Bukhari,sahih Muslim,sahih jama-e-tirmizi, abu dawood,ibne Maja,sunan nisaayi aur mustanad Ahmed mai Alhumdulillah moujood hai,aur Allah ke rasool صلى الله عليه وسلم ne fermaya ke mai aap subke dermiyan mai do chizain choodh ke jaraha hoon kitabullah Quran aur meri sunnat, Allah subko sahih samajh de aur hidayat maangne walon ko hidayat ata kare ameen summa ameen Alhumdulillah, Allah hu Akbar,
Itna lamba comment ker diya k Quran parhtay han.
Toh yeh samj nahi aya k Quran ma he Ap saw walay k baray ma b bht kuch hai.
Or jitna janna zauri thee Ap saw k baray ma sab quran ma hai
Hum 250-400 years bad likhi hui hadeeson ko kiuin parhain ?? Is saray arsay ma musalman kiya kertay thay jab yeh likha hua record tha he nahi.
Saray Persian imamon nay kiya kiya khurafat likh ker Ap saw say mansoob ker deen or ap usay such samj k bethay han.
Zara gor kerain ek hari hui qom jis ke arbon say nafrat uski apni tareekh ma jaga jaga likhi hai, usi k log uth uth ker hadeesain likh rahay han ....or Arabic ke dictionaries likh rahay han ta k sari ke sari Arabic he Persianze ho jaye.
Kabi moqa milay toh is per b gor kerain or research kerain !!
Quran ko ap kiya samjain gay jab dil ma apny firqa wariat walay khayal lay ker jatay han. .or phir usi ke taeed quran say dhoondhtay han !!
یہ لوگ صوم صلوۃ اور زکوۃ اور حج سے آذاد ہیں ، قرآن کا ترجمہ نہی مفہوم کیا ھے جو ایک انسان کا بنایا ہوا ھے ، انسے اچھے تو قادیانی ہیں جنھوں نے ترجمہ کیا ھے وہ ترجمہ بھی ملتا جلتا ھے آوروں کے ترجمہ سے ، بس تفسیر ( مفہوم) میں بہت بڑا فرق ھے ، جس کی وجہ سے وہ غیر مسلم قرار دیے گیے حالانکہ انکی مساجد بھی ہیں اور پانچ وقت کی نماز بھی پڑھتے ہیں ، پتہ نہیں انکو غیر مسلم کیوں قرار نہیں دیا گیا ، شاید انکی تعداد کم ھے پرویزی فرقہ کی |
Good good
سارے نبی اللّٰہ س ت کے احکام ہی بتانے آئے تھے اور خود بھی اس پر عمل کرنے کے پابند تھے
Is mozu ki koi detail ho to share kere .
Jisme ache se khulasa ho.
Ya is mozu pe koi document post kere
Mujhe mil nahi reha h
kia bat ha pervaiz sahib ke
Allan ur Rasuk ki it's at ka mafhoom samej aya.Shokria parwez sahib
Parvez sahb jis qom ney iqbal k is shair me tehreef krdi k ( Haqeeqat kharaafaat mein khogyi , Yeh ummat rawayaat mein khogyi ) Us qom se kya umeed ki jaasakti h?
❤❤
Scholar of the century
" Fitna of the Century "
Allah him sub ko is Pervaizi Fitna sey mehfooz rakhey, Ameen
Fitna kese hain ye,zara explain karen gen?
اس میں کوئی شک نہیں۔
Ap ka MATLAB samjey nahi.please Zara tafseel .
great
بہت کم مسلمان ہیں جو اصل میں اسلامی نظام قائم کرنے کی کوشش کرتے رہے ہیں یا کر رہے ہیں ۔۔۔۔یہ بھی قرآنی نظام کے حامی ہیں
Right
thanx
SIRF TUM HI HO \ ZABARDAST
Kiya zaberdast fiqra h.Parwez sahi k barey m.
Qur'an ka sahi ilam zaberdast pesh karney ka ,Parwez sahib
Dear Admin, Please share the date / Month / Year of this recording along with the refered essay/article by G.A Pervaiz sb in this video.
Make a perfect sense, pervaiz saheb you were ahead of time, deep thinker, still majority of people will not understand you!
th-cam.com/video/o7egpwym16c/w-d-xo.html
اچھا درس ہے اور اچھی باتیں ہیں جناب کی ۔۔۔
لیکن میں ایک بات جانتا ہوں میری عقل اور میرا شعور اور میرا ایمان اور میرے اعمال کا جواب دے میں خود ہوں
میں روزِ محشر یہ نہیں کہہ سکتا کہ مجھے فلاں امام نے ایسا بتایا تھا ۔۔ آپ سب سے بھی گزارش ہے جو بات اچھی لگے اُسے عقل مانے دل مانے تب اپنائے جو نہ لگے مت پیروی کریں ۔
جیسا ان کا ہر سبق بہت اچھا لگا مجھے لیکن میرا دل ان کی نماز والی بات پر متفق نہیں ہوا ۔ میں کوشش کرتا ہوں نظام اپنی زندگی میں قاتم کروں لیکن نماز بھی پڑھتا رہوں ۔۔
اللہ ہمیں اپنی راہ کی طرف آنے میں آسانیاں پیدا کرے ۔۔ آمین
Very good explanation, same here brother.
I have listened Allama sb dars over sallah..he never mentioned don't offer namaz...rather he said namaz must be part of that system of sallah.
So kindly dobara sunnyeega, ghaurr sy.
He never denied offering namaz ,just that he explained the concept of SALLAH QAIM KARRO.
Namaz vi jaroori hai salat qayem karne k liye
Ye khud namaz parhta tha
intehai fezul tafsser ki hai........... koi aqlmand tasleem nhin kar sakta
heero hin
بلکل سچ کھا پرویز صاحب نے .
سنت کی آینئ حیثیت ۔۔۔مودودی رح
Ghcj
Aap ka ilm aadhoora h
Any logic behind this?
Ya awain app ny bass chawwal maree BUGHZ main...so tell me logically if u have , no bullshit
Nabi key taleemat Allah key fazal sey mafooz he plz logo ko shak mey mt dalo
Allah ne sirf quran ko mehfooz krne ka.kaha tha
Salam,mosoof to mukamal hadees ka inkar kar rahy hein,bilfarz waqti tor par inki baat maan li jaye to Quran e Majeed Hazrat Abu Bakr k zamana mai muratib kiya gaya,mosoof khud bhi gumrah thy aur logo ki bhi gumrahi ka sabab ban rahy hein Allah Hidayat dy!
Yahen pe to ap galat Hein..Quran ko Rasul Pak k zamany mein hi likha jata tha qirtaas pe...Rasul Pak kese itna important Kam chor skte thy..khud sochiye...hr surah ko unho ne khud likhwya hai..agr yaqeen nai ata to saudia k aam logo se Puch le..agr Allah ne paisa dia hai to wahan chale jae ..khud research kre .jese Mai ne ki hai kiy saaal..
@@sadafali377 Salam ,mai ne muratibb krny aur kitabi shakal deny ki baat ki hai likhny ki nahi!
@@Justajooaqlodanish mein ne bhi wohi bat ki hai.. likhna, muratib krna, ek kitab ki shakal Dena...ye sb Rasul Pak k zamany mein ho Chuka tha
Salam,ap pehly confirm kar lein k kitabi shakal kab di gae aur baqaaida muratibb kab kiya gaya!
Salam,ap ye check kar lein k Quran Majeed k nukty,zer zabr peash,ruku aur paro ki taqsim kab ki gae hai!
Galat mafhoom bayan kr raha hai
JAZAK ALLAH