زندان کھل گیا ہے ، سکینہ وطن چلو سجاد کہہ کے گر پڑا ، چھوٹی سی قبر پر مظلوم ایسے گر پڑا ، تربت پہ بہن کی جیسے حسین تھا گرا ، اکبر کی لاش پر زندان کھل گیا ہے ، سکینہ وطن چلو سجاد کہہ کے گر پڑا ، چھوٹی سی قبر پر دیکھو نہیں رہی میرے ، ہاتھوں میں اب رسن جانے لگا ہے کافلہ ، اب لوٹ کر وطن لیکن تو بہن شام میں قیدی ہی رہ گئی کھا کر طماچے سوگئی زنداں کی خاک پر زندان کھل گیا ہے ، سکینہ وطن چلو سجاد کہہ کے گر پڑا ، چھوٹی سی قبر پر کرتا ہوں یاد رو کہ میں ، منظر وہ درد کا کانوں کے زخم پر جو طماچا تجھے لگا بابا کو تو سنا پہ صدا دیتی رہ گئی بابا سنا پہ روتے تھے ، تب تجھ کو دیکھ کر زندان کھل گیا ہے ، سکینہ وطن چلو سجاد کہہ کے گر پڑا ، چھوٹی سی قبر پر اماں کی طرح تجھ کو ، نہ مل پائی تھی ردا بابا کی طرح تجھ کو کفن بھی نہ مل سکا پتھر بھی کھائے شام میں ، تو نے میری طرح ناقے سے گر کے ہوگئی ، تیری بھی خم کمر زندان کھل گیا ہے ، سکینہ وطن چلو سجاد کہہ کے گر پڑا ، چھوٹی سی قبر پر میں لے کے تجھ کو شام سے ، واپس نہ جا سکا بابا کو کیا بتاوں میں ، اب جا کہ کربلا کرتے میں دفن کرکے ، بنائی تیری لحد عابد کو خوں رلائے گا ، یہ درد عمر بھر زندان کھل گیا ہے ، سکینہ وطن چلو سجاد کہہ کے گر پڑا ، چھوٹی سی قبر پر کربل میں چھن گئی تھی ، تیرے سر سے جو ردا واپس میں لا چکا ہوں ، اسے دیکھ تو ذرا سے پہ میں تیرے رکھتا ردا اپنے ہاتھ سے افسوس ہائے شام میں تو نہ رہی مگر زندان کھل گیا ہے ، سکینہ وطن چلو سجاد کہہ کے گر پڑا ، چھوٹی سی قبر پر
Zindan Khul Gaya Hai Sakina Watan Chalo. Sajjad Keh Ke Gir Para Choti Si Qabar Par. 1)Mazloom Aisay Gir Para Turbat Pe Behn Ki. Jaisay Hussain Tha Gira Akbar Ki Lash Par. 2)Dekho Nahi Rahi Mere Hathoon Mein Ab Rasan. Jane Laga Hai Qafila Ab Laut Kar Watan. Lekin Tu Behn Sham Mein Qaidi Hi Reh Gayi. Kha Kar Tamachay So Gayi Zindaa Ki Khak Par. Karta Hoon Yaad Ro Ke Main Manzar Woh Dard Ka. Kano Ke Zakhm Par Jo Tamacha Tujhe Laga. Baba Ko Tu Sina Pe Sada Deti Reh Gayi. Baba Sina Pe Rotay They Tab Tujh Ko Dekh Kar. Amma Ki Tarha Tujh Ko Na Mil Payi Thi Rida. Baba Ki Tarha Tujh Ko Kafan Bhi Na Mil Saka. Pathar Bhi Khaye Sham Mein Tu Ne Meri Tarha. Naqay Se Gir Ke Ho Gayi Teri Bhi Khum Kamar. Main Le Ke Tujh Ko Sham Se Wapis Na Ja Saka. Baba Ko Kya Bataon Main Ab Ja Ke Karbala. Kurtay Mein Dafan Kar Ke Banai Teri Lehad. Abid Ko Khoon Rulaye Ga Yeh Dard Umar Bhar. Karbal Mein Chin Gayi Thi Tere Sar Se Jo Rida. Wapis Main La Chuka Hoon Ossay Dekh Tu Zarra. Sar Par Main Tere Rakhta Rida Apne Hath Se. Afsoos Haye Sham Mein Tu Na Rahi Magar. Amma Ke Bain Sun Ke Nikalti Hai Jaan Meri. Kehti Hai Umar Bhar Na Woh Saye Mein Jaye Gi. Kaisay Uthaon Ujari Hoi Maa Ko Tu Bata. Teri Lehad Se Maa Ki Bhi Hatti Nahi Nazar. Woh Rukhsat-e-Hussain Pe Zainab Ka Imtehaan. Aisa Hi Aaj Phir Se Hai Zindan Ka Samaa. Sajjad Ho Raha Hai Juda Aisay Behan Se. Uthta Hai Ro Ke Qabar Se Girta Hai Qabar Par. Likhon :SAHAAB: Kis Tarha Mehshar Ka Marhala. Tha Gham Ki Inteha Pe Bhi Abid Ka Hosla. Zindah Behan Ki Qabar Se Uth Kar Chala Gaya. Ahwal-e-Gham Sunanay Ko Baba Ki Qabar Par.
Zindan Khul Gaya Hai Sakina Watan Chalo Sajjad Keh Ke Gir Para Choti Si Qabar Par Mazloom Aisa Gir Para Turbat Pe Behan Ki Jaisa Hussain Tha Gira Akbar Ki Lash Par Dekho Nahi Rahi Mere Hathoon Mein Ab Rasan Jane Laga Hai Qafila Ab Laut Kar Watan Lekin Tu Behan Sham Mein Qaidi He Reh Gayi Kha Kar Tamachay So Gayi Zindaan Ki Khak Par Karta Hoon Yaad Ro Ke Main Manzar Woh Dard Ka Kano Ke Zakhm Par Jo Tamacha Tujhe Laga Baba Ko Tu Sina Pe Sada Deti Reh Gayi Baba Sina Pe Rotay They Tab Tujh Ko Dekh Kar Amma Ki Tarha Tujh Ko Na Mil Payi Thi Rida Baba Ki Tarha Tujh Ko Kafan Bhi Na Mil Saka Pathar Bhi Khaye Sham Mein Tu Ne Meri Tarha Naqay Se Gir Ke Ho Gayi Teri Bhi Khum Kamar Main Le Ke Tujh Ko Sham Se Wapis Na Ja Saka Baba Ko Kya Bataon Main Ab Ja Ke Karbala Kurtay Mein Dafan Kar Ke Banai Teri Lehad Abid Ko Khoon Rulaye Ga Yeh Dard Umar Bhar Karbal Mein Chin Gayi Thi Tere Sar Se Jo Rida Wapis Main La Chuka Hoon Ossay Dekh Tu Zarra Sar Par Main Tere Rakhta Rida Apne Hath Se Afsoos Haye Sham Mein Tu Na Rahi Magar Amma Ke Bain Sun Ke Nikalti Hai Jaan Meri Kehti Hai Umar Bhar Na Woh Saye Mein Jaye Gi Kaisay Uthaon Ujari Hoi Maa Ko Tu Bata Teri Lehad Se Maa Ki Bhi Hatti Nahi Nazar Woh Rukhsat e Hussain Pe Zainab Ka Imtehaan Aisa He Aaj Phir Se Hai Zindan Ka Samaa Sajjad Ho Raha Hai Juda Aisay Behan Se Uthta Hai Ro Ke Qabar Se Girta Hai Qabar Par Likhon Shahab Kis Tarha Mehshar Ka Marhala Tha Gham Ki Inteha Pe Bhi Abid Ka Hosla Zindah Behan Ki Qabar Se Uth Kar Chala Gaya Ahwal e Gham Sunanay Ko Baba Ki Qabar Par
Hey mere shazadi 😭😭😭😭😭💔
Hayy bebe sakena
how deep u can go 😢😢😢 with this zikr musibat ahlebait 😢😢😢😢
زندان کھل گیا ہے ، سکینہ وطن چلو
سجاد کہہ کے گر پڑا ، چھوٹی سی قبر پر
مظلوم ایسے گر پڑا ، تربت پہ بہن کی
جیسے حسین تھا گرا ، اکبر کی لاش پر
زندان کھل گیا ہے ، سکینہ وطن چلو
سجاد کہہ کے گر پڑا ، چھوٹی سی قبر پر
دیکھو نہیں رہی میرے ، ہاتھوں میں اب رسن
جانے لگا ہے کافلہ ، اب لوٹ کر وطن
لیکن تو بہن شام میں
قیدی ہی رہ گئی
کھا کر طماچے سوگئی
زنداں کی خاک پر
زندان کھل گیا ہے ، سکینہ وطن چلو
سجاد کہہ کے گر پڑا ، چھوٹی سی قبر پر
کرتا ہوں یاد رو کہ میں ، منظر وہ درد کا
کانوں کے زخم پر جو طماچا تجھے لگا
بابا کو تو سنا پہ صدا دیتی رہ گئی
بابا سنا پہ روتے تھے ، تب تجھ کو دیکھ کر
زندان کھل گیا ہے ، سکینہ وطن چلو
سجاد کہہ کے گر پڑا ، چھوٹی سی قبر پر
اماں کی طرح تجھ کو ، نہ مل پائی تھی ردا
بابا کی طرح تجھ کو کفن بھی نہ مل سکا
پتھر بھی کھائے شام میں ، تو نے میری طرح
ناقے سے گر کے ہوگئی ، تیری بھی خم کمر
زندان کھل گیا ہے ، سکینہ وطن چلو
سجاد کہہ کے گر پڑا ، چھوٹی سی قبر پر
میں لے کے تجھ کو شام سے ، واپس نہ جا سکا
بابا کو کیا بتاوں میں ، اب جا کہ کربلا
کرتے میں دفن کرکے ، بنائی تیری لحد
عابد کو خوں رلائے گا ، یہ درد عمر بھر
زندان کھل گیا ہے ، سکینہ وطن چلو
سجاد کہہ کے گر پڑا ، چھوٹی سی قبر پر
کربل میں چھن گئی تھی ، تیرے سر سے جو ردا
واپس میں لا چکا ہوں ، اسے دیکھ تو ذرا
سے پہ میں تیرے رکھتا ردا اپنے ہاتھ سے
افسوس ہائے شام میں تو نہ رہی مگر
زندان کھل گیا ہے ، سکینہ وطن چلو
سجاد کہہ کے گر پڑا ، چھوٹی سی قبر پر
سلامت رہیں ❤️
Zindan Khul Gaya Hai Sakina Watan Chalo.
Sajjad Keh Ke Gir Para Choti Si Qabar Par.
1)Mazloom Aisay Gir Para
Turbat Pe Behn Ki.
Jaisay Hussain Tha Gira Akbar Ki Lash Par.
2)Dekho Nahi Rahi Mere Hathoon Mein Ab Rasan.
Jane Laga Hai Qafila
Ab Laut Kar Watan.
Lekin Tu Behn Sham Mein
Qaidi Hi Reh Gayi.
Kha Kar Tamachay So Gayi
Zindaa Ki Khak Par.
Karta Hoon Yaad Ro Ke Main Manzar Woh Dard Ka.
Kano Ke Zakhm Par Jo Tamacha Tujhe Laga.
Baba Ko Tu Sina Pe Sada Deti Reh Gayi.
Baba Sina Pe Rotay They
Tab Tujh Ko Dekh Kar.
Amma Ki Tarha Tujh Ko Na Mil Payi Thi Rida.
Baba Ki Tarha Tujh Ko Kafan Bhi Na Mil Saka.
Pathar Bhi Khaye Sham Mein
Tu Ne Meri Tarha.
Naqay Se Gir Ke Ho Gayi Teri Bhi Khum Kamar.
Main Le Ke Tujh Ko Sham Se
Wapis Na Ja Saka.
Baba Ko Kya Bataon Main Ab Ja Ke Karbala.
Kurtay Mein Dafan Kar Ke Banai Teri Lehad.
Abid Ko Khoon Rulaye Ga Yeh Dard Umar Bhar.
Karbal Mein Chin Gayi Thi Tere Sar Se Jo Rida.
Wapis Main La Chuka Hoon Ossay Dekh Tu Zarra.
Sar Par Main Tere Rakhta Rida Apne Hath Se.
Afsoos Haye Sham Mein Tu Na Rahi Magar.
Amma Ke Bain Sun Ke Nikalti Hai Jaan Meri.
Kehti Hai Umar Bhar Na Woh Saye Mein Jaye Gi.
Kaisay Uthaon Ujari Hoi Maa Ko Tu Bata.
Teri Lehad Se Maa Ki Bhi Hatti Nahi Nazar.
Woh Rukhsat-e-Hussain Pe Zainab Ka Imtehaan.
Aisa Hi Aaj Phir Se Hai Zindan Ka Samaa.
Sajjad Ho Raha Hai Juda Aisay Behan Se.
Uthta Hai Ro Ke Qabar Se
Girta Hai Qabar Par.
Likhon :SAHAAB: Kis Tarha Mehshar Ka Marhala.
Tha Gham Ki Inteha Pe Bhi Abid Ka Hosla.
Zindah Behan Ki Qabar Se Uth Kar Chala Gaya.
Ahwal-e-Gham Sunanay Ko Baba Ki Qabar Par.
جزاک اللہ
Jaza kalllah ♥️♥️
ma Sha Allah ❤️
Mashallah. This noha made me cry so much.
😢
Hai meri Bibi Sakina as 😭
mashallah
Hai MERI Bibi sakina as
kacho zafar❤
Ya Husain ❤😢
Hy hy mery mazloom
Masha Allah ❤️
Salam ho ap par Nayyar bhai
Mashaallah 😢 mola salamat rskhe
Mola kush rakey apko
Mashallah mola salamat rkhy iltimase Dua
Al E Mohammad ky Sabbar per qurban
Mola pursa qabool karain amin
Mashallah 😭😭😭
جزاكَ اللّٰه
Uffff hayeee sakinaaa
Mashallah ustad
Hayyy 😢😢
😢😢😢
Jazakallah
😪😭😭😭😭💔💔💔
Jio mashalla
Hai hai Al amaan
😭😭😭😭
💔💔
❤❤❤❤
😭😭😭😭😭😭
😢😢😢😢😢
😢😢😢😢
Sajjad Kah K Gir Pade Kindy Correct this line
Zindan Khul Gaya Hai Sakina Watan Chalo
Sajjad Keh Ke Gir Para Choti Si Qabar Par
Mazloom Aisa Gir Para Turbat Pe Behan Ki
Jaisa Hussain Tha Gira Akbar Ki Lash Par
Dekho Nahi Rahi Mere Hathoon Mein Ab Rasan
Jane Laga Hai Qafila Ab Laut Kar Watan
Lekin Tu Behan Sham Mein Qaidi He Reh Gayi
Kha Kar Tamachay So Gayi Zindaan Ki Khak Par
Karta Hoon Yaad Ro Ke Main Manzar Woh Dard Ka
Kano Ke Zakhm Par Jo Tamacha Tujhe Laga
Baba Ko Tu Sina Pe Sada Deti Reh Gayi
Baba Sina Pe Rotay They Tab Tujh Ko Dekh Kar
Amma Ki Tarha Tujh Ko Na Mil Payi Thi Rida
Baba Ki Tarha Tujh Ko Kafan Bhi Na Mil Saka
Pathar Bhi Khaye Sham Mein Tu Ne Meri Tarha
Naqay Se Gir Ke Ho Gayi Teri Bhi Khum Kamar
Main Le Ke Tujh Ko Sham Se Wapis Na Ja Saka
Baba Ko Kya Bataon Main Ab Ja Ke Karbala
Kurtay Mein Dafan Kar Ke Banai Teri Lehad
Abid Ko Khoon Rulaye Ga Yeh Dard Umar Bhar
Karbal Mein Chin Gayi Thi Tere Sar Se Jo Rida
Wapis Main La Chuka Hoon Ossay Dekh Tu Zarra
Sar Par Main Tere Rakhta Rida Apne Hath Se
Afsoos Haye Sham Mein Tu Na Rahi Magar
Amma Ke Bain Sun Ke Nikalti Hai Jaan Meri
Kehti Hai Umar Bhar Na Woh Saye Mein Jaye Gi
Kaisay Uthaon Ujari Hoi Maa Ko Tu Bata
Teri Lehad Se Maa Ki Bhi Hatti Nahi Nazar
Woh Rukhsat e Hussain Pe Zainab Ka Imtehaan
Aisa He Aaj Phir Se Hai Zindan Ka Samaa
Sajjad Ho Raha Hai Juda Aisay Behan Se
Uthta Hai Ro Ke Qabar Se Girta Hai Qabar Par
Likhon Shahab Kis Tarha Mehshar Ka Marhala
Tha Gham Ki Inteha Pe Bhi Abid Ka Hosla
Zindah Behan Ki Qabar Se Uth Kar Chala Gaya
Ahwal e Gham Sunanay Ko Baba Ki Qabar Par