इस दीपावली भूल से भी नई लक्ष्मी जी का विग्रह लाकर ना करेंगे गलती पुरानी कुबेर पोटली का क्या करें

แชร์
ฝัง
  • เผยแพร่เมื่อ 13 ม.ค. 2025

ความคิดเห็น • 40

  • @shwetalakhawat8101
    @shwetalakhawat8101 2 หลายเดือนก่อน +3

    Didi sachi me mene aapki btai hu potli bnai thi 2 sal phle or aapki bat sach h labh hota h🧿🥰🥰

    • @Shivashiva
      @Shivashiva  2 หลายเดือนก่อน +1

      Thank you so much agar meri vajah se aap logon Ko kshan Matra ka bhi Labh ho raha hai to main hamesha Ishwar ki kripa girungi

  • @Chandraprakash-to8uj
    @Chandraprakash-to8uj 2 หลายเดือนก่อน +1

    Radhe radhe di❤❤

  • @jyotimehta3213
    @jyotimehta3213 2 หลายเดือนก่อน

    Radhe Radhe ♥️🙏

  • @muditapandey300
    @muditapandey300 2 หลายเดือนก่อน

    Radhe radhe 🙏

  • @Taran_YT
    @Taran_YT 2 หลายเดือนก่อน

    Didi mare pass Shri Vishnu ji or Laxmi ji kiek sath photo nahi hai Ganesh ji or Lakshmi ji ki h toh kya aj diwali ki din laskte h apne bola Tha Laxmi ji Akele nhi Rakte???

  • @khushigupta5966
    @khushigupta5966 2 หลายเดือนก่อน

    Jai Mata Di

  • @nishtha7692
    @nishtha7692 2 หลายเดือนก่อน

    Didi dakshinavarti shankh aaj khrida h ...pls btaiye iski sthapana kis din ar kitne bje kare..

  • @Taran_YT
    @Taran_YT 2 หลายเดือนก่อน

    Ek poster le skte h diwali ke din kisme vishnu ji laxmi ji or gnesh ji ho ya fer sirf vishnu ji ki photo le aye

    • @Shivashiva
      @Shivashiva  2 หลายเดือนก่อน +1

      Haa ji

  • @radhekrishnafamily84
    @radhekrishnafamily84 2 หลายเดือนก่อน

    Radhe Radhe didi Hamare Yahan Lakshmi Ganesh Ek Chandi ke hain aur ek Pital ke vah Pital wali mandir Mein rakhe hain aur jo Chandi Wale Hain vah Hamari Tijori mein rakhen To Kya Ham Mitti ke La sakte hain aur aapka बहुत-बहुत dhanyvad yah batane ke liye Ki Lakshmi Ji ka Visarjan nahin kiya jata hai Radhe Radhe

  • @meghathakur6269
    @meghathakur6269 2 หลายเดือนก่อน

    Shreya j muje dono tarha ke shnkh chaiye lekin muje phchan ni h kya app muje laker dogi me me online pement kar dungi

  • @shwetalakhawat8101
    @shwetalakhawat8101 2 หลายเดือนก่อน

    Acha hua aapne video bnaya mujhe Jo confusion tha wo clear ho gye ..aapne to mere man ki bat Jan li😁

  • @archanapandey6788
    @archanapandey6788 2 หลายเดือนก่อน +2

    Radhe radhe didi didi dipawali par lakshami ma ki Aarti nahi karani chahiye

    • @vineetjanghu2246
      @vineetjanghu2246 2 หลายเดือนก่อน

      Aisa kutch nahi hota hai. Ye logon ki khud ki banayi hui baat hai. Ye kisi shastra me nahi likha hai.

  • @deepukumari7816
    @deepukumari7816 2 หลายเดือนก่อน

    Laxmi ji ki potali ..agar galti se hi khul jaye to ky wo kharab h ky
    Or Laxmi puja baad wale di hi ..
    Bacho ya kiske khul jaye to .. ky wo ashubh sanket h ...
    Please 🙏 bataiye

    • @Shivashiva
      @Shivashiva  2 หลายเดือนก่อน

      Nahi

    • @deepukumari7816
      @deepukumari7816 2 หลายเดือนก่อน

      @Shivashiva to us potali ko tijodi me rkh skte hai kya
      Please bataiye..🙏

  • @RudraTechnogamer
    @RudraTechnogamer 2 หลายเดือนก่อน

    Radhe Radhe sis, dipawali Pujan mein mantra jap kab karna chahie kyunki dip lagane ka samay to sham ko hi ho chalta hai Puja karte karte Hain diye lagane ka samay ho jata hai please bataiye

  • @adityagoyal1393
    @adityagoyal1393 2 หลายเดือนก่อน

    Radha Radha didi Lakshmi maha parahad Kaya hota hai

  • @AmanVerma-px6oy
    @AmanVerma-px6oy 2 หลายเดือนก่อน +3

    दीदी जी आप लोग सोनार है किया

  • @user-bq7qi8zr8k
    @user-bq7qi8zr8k 2 หลายเดือนก่อน +2

    Didi hamare yahan tou meri mummy 20 salon se har Diwali per naye Lakshmi Ganesh ji ke vigrah lati hai mitti ke aur 1 sal unki Puja hoti hai aur 1 sal bad vigrah hai khandit ho jaate Hain kyunki mitti ke hote Hain Tou aise Mein kya Karen

    • @Shivashiva
      @Shivashiva  2 หลายเดือนก่อน

      Meri to yahi raha hai parmanent vigrah le bhagwanon ka रोज-रोज visarjan nahin karte

  • @prashantpathak1749
    @prashantpathak1749 2 หลายเดือนก่อน +1

    Radhey Radhey
    Diwali pr Laxmi ji ki aarti nahi Krna chahiye kya ?

    • @Shivashiva
      @Shivashiva  2 หลายเดือนก่อน +3

      Aur roj karni chahie Jo ham Lakshmi Ji kuchh sthapit karte hain Mandir mein roj to Aarti hi karte Hain kisi Shastra mein Aisa Vidhan nahin likha hai pata nahin kaun hai

    • @prashantpathak1749
      @prashantpathak1749 2 หลายเดือนก่อน

      Thankyou

  • @NaveenKumar-hs3zp
    @NaveenKumar-hs3zp 2 หลายเดือนก่อน +1

    Sunday k din Amla k ped ki puja kar sakte hai?jal chada sakte hai?

    • @Shivashiva
      @Shivashiva  2 หลายเดือนก่อน +1

      Haa

  • @shinewithvarsha561
    @shinewithvarsha561 2 หลายเดือนก่อน

    Didi hmare yha Vishnu laxmi ji aur ganesh laxmi dono ke sath jude huye marbal dust ke vigrah h kya ye shi h ya nhi

    • @deepayadav4956
      @deepayadav4956 2 หลายเดือนก่อน

      😐 ase nahi karna chahiye , lekin ab age se nhi karna thik h

  • @madhulikasingh6415
    @madhulikasingh6415 2 หลายเดือนก่อน

    Didi hum log vishnu bhagwan ke vigrah ki pran prathistha ekdm saral tarike se diwali pe kaise kare agr humse 5 din wala n ho paega

    • @Shivashiva
      @Shivashiva  2 หลายเดือนก่อน

      Dekhiae ab to sambhav nahin hai kyunki prakratishtha ka process 5 din ka hota hai hamari TH-cam channel per Puri vidhi upload hai please use check Karen

  • @roshnikumari1487
    @roshnikumari1487 2 หลายเดือนก่อน +1

    Did mai bhut prsan hu marnai ka man kar hai😢😢 pati sai grailu hinsa kar shikar hu koi opay btay pati magla hai mara kundli nahi hai

    • @Shivashiva
      @Shivashiva  2 หลายเดือนก่อน +1

      Vastu check kar le apne ghar ka

    • @roshnikumari1487
      @roshnikumari1487 2 หลายเดือนก่อน +1

      @@Shivashiva mai kirayai pr rahi ti hu or har jagha pai hota hai koe asi opay bday please🙏🙏🙏 hap please kisi or kai sat bhi sbndh hai pati ka 😭😭😭😭

  • @user-bq7qi8zr8k
    @user-bq7qi8zr8k 2 หลายเดือนก่อน

    Didi aapane bataya ki Vishnu ji ki sthapna Karen lekin North India mein to jyadatar gharon mein jo Mandir hote Hain unmen aap dekhenge Ki Lakshmi aur Ganesh Ji Ki Jodi se Murti Rakhi hoti hai Aisa kyon hota hai

    • @Shivashiva
      @Shivashiva  2 หลายเดือนก่อน

      Theek hai Lakshmi Ji Ganesh ji to hote hi hai lekin Vishnu ji unke Pati Hain to aap unko sthapit Karen

  • @rituanmoll3772
    @rituanmoll3772 2 หลายเดือนก่อน

    all our lives we have see new Lakshmi Ganesh of clay to be bought and worshipped on Diwali. Shreya! how can you put such big statement of not bringing new idols? it is misinformation. you can say that in your family tradition it is not done but 90% of people in Lucknow also will buy new. pl be mindful. i like your content many times but do not agree to this one.

  • @deepayadav4956
    @deepayadav4956 2 หลายเดือนก่อน

    Radhe radhe ❤