sandeep bha.. min aquarium hobby start kiyahun1.5 mahina huya hain . Mera aquarium ka size hey 2 feet X 1.6 feet usme milky koi carp, gold fish, albino rainbow shark, angel, black goldfish, subhankin hey..lekin 1.5 mahiney mein takriban 9 fish dead ho gaya hai.. aur jada dead hota hai jab mein water change karta hun. 50% water purana rakhta hun aur fresh water 2 din bahar rakhke change karta hun.
Hi thanks dear you have very informative and you cleared all the topic regarding the care of fishes and its very water very. Keep up the Good work. All the best.
Thank you Mr. Sandeep. Apke videos bahut help karte h fish beginner keepers ko. Me av 3 days pehle 5 fishes leke ayi and usme 1 shark, 2 gold fish, 1 milk fish h and 1 carp. Shark ne khana khana band kar diya tha and wo mar gaya. Ab 4 fishes bache h. Gold fish and carp khana khate h ab but milk fish 2 days se nai khaya h. Kya problem ho sakti h? Usko kaise khana khila sakte? Please bataiye.
Bowl chhotta hoga. Isliye aisa ho rha hai. Machhli ko khana jyada na dein. Please bowl me machhli na rakhein. Sab mar jati hain. Fighter fish ko chhorkar
Sandeep bhai mere tank ka water gandha hua hai mai us water ko parso 50% change karunga..! Par ek baat batoo jo pani maine pichle 3 dino se alag rakha hai us pani mai ANTI ICH N SALT USE KARKE TANK MAI DALU NAA? N kitna ANTI ICH USE KARNA HAI PLS BATOO BHAIE
Sir jo meri fish ha usske puchh (fins) par blooding or white white se kide type aagaye ha . Kya Sir mai yahi process sendha namak k sath kar sakta hu or medical aid Mix karke jaise aapne dikhaya plz reply 🙏
Sandeep roli je...apne mere ek question ka answer nhi diya tha....18 inch k fish bowl me filter or oxygen pump lagana possible hota hai ya nhi.....or koi hard fish k naam btaye ..... please..... from Delhi
Sandeep ji agar ek Aquariam me ek se jyada fishes hai choti aur badi to unko feed kaise karaya jaye rk saath sabhi fish nahi kha pati badi pehle khaleti hai choti nahi to ispar kich bataye
General aid ka chhota bottal ata he kya Or muze fresh water me rahane wali hard fish ke nam batao 1 mahine me mere 7 fish mr gayi or ab mere pass 2 moli or 2 swordtail he mene aapke video dekh ke unhe bachane ki bahot koshish ki malachit green use kiya uske pahale blue liq. Use karale dekha tha lekin fir bhi mr gaye rock salt ka bhi use kiya tha
bhaiya Mera aquarium ka Sahara machhali maar Jaraha aur unlogo logo Ko fungus bhi ho chuka hai aur Mera Sara pattharoko mein wash kiy hun sab kaisa Kala ho gaya hai mujhe kuch samajh nahi araha h Kiya kar jaye mujhe reply kar k help kijiye plz..
Bhaiya. Anti ich use karne k bad v mere planted bowl k pani me bohot chote chote white kire ghum rhe ha. Me use dekhne k bad fir see sab nikal k garam pani se dhoke use Kya.. plant ko v accha see dho Kar dala. pr 1 din me na Jane kaha see firse wo bohot chote white kire ane lage. Kya ye harmfool hai?
Mere 2 Feet ka naya tank he usme pani ke uparke Charo kone ke layer me jhag ban raha . . . ! To kya pani me fish dal sakte he kya Ya fir koi medicine dalni padegi kya . . .? Koi tablet. . ?
@@freedomaquarium koi problem nhi hogina usme . . .! Or kis vajah Se pani me jhag banta he . . ? Or Fish sickness ke liye koi tablet. . ? Anti-chlorine ke liye koi tablet he . . ?
Maine aquarium mai internal filter laga rakha hai... Fir bhi aquarium ka pani 10 din mai hi ganda dikhne lagta hai... Kya filter shi kam nhi kar rha ya koi or problem hai?
भाई जी सुभ संध्या ये एंटी फंगस और भी लिक्विड दवा के अलावा कौन कौन सा मेडिसिन दे ताकि मेरी मछली बच सके सवस्थ रह सकें, क्योंकि इधर मेरी गोल्ड मछली आपस में लड़ कर पीठ पर लाल घाव बना ली है और डल से रह रही खाना खाती है।
Aap khana Dena band Karo or aquarium me thoda namak or blue medicine daal do sath me heater ho to wo on kar do 3 din me theek ho jayegi isi beech 24hours me 50% water change karte raho
Hi, Aap ki thodi help chahiye, meri florhorn ki eyes me fungus lag gaya tha or uski wajah se o mar gayi..main bhaut jaga h uski medicine dhundi, but aqueriam walo ki lack of knowledge ki wajah se mujhe right samay par davai nhi mili, plz aap koni iska solutions bata sakte hai kya...Jo mujhe aage Jake use ho sake
khada namak 2 rs kilo hai 50 rs main 400 gram tu kya gangajal mila kar de raha hai gareebo k himesh reshamiya😂😂😂😂 Kaato kaato logo ka chutiya kaato tum bus😂😂😂😂😂😂
Thank you bhiya for making such informational and awesome videos 😀👌 BY THE WAY LOVE FROM KOLKATA, LOVE YOUR VIDEOS
I am also from kolkata
@@debipriyabanerjee where do you stay exact place.
@@AQUATICMEDIA budge budge
I am also from kolkata
Aapka vedio bohut hi badia he bohut badia jaankari diaapne dhanyavaad
Bahut bariya bhai..aisa lagta hai 🐟 ke bare main information aapke rag-rag main basi hui hai..👌👌👌👌
Heheh
Sandeep bhaiya mai aap ka fan hogaya tujhe dekh te hi dil mai tantan Ho Gaya Main Tera Hai Re Jabra Hai Re Jabra fan Ho Gaya😊😊😊😊😊
thanks
sandeep bha.. min aquarium hobby start kiyahun1.5 mahina huya hain . Mera aquarium ka size hey 2 feet X 1.6 feet usme milky koi carp, gold fish, albino rainbow shark, angel, black goldfish, subhankin hey..lekin 1.5 mahiney mein takriban 9 fish dead ho gaya hai.. aur jada dead hota hai jab mein water change karta hun. 50% water purana rakhta hun aur fresh water 2 din bahar rakhke change karta hun.
Thanks Sandeep Bhai good information🏅👍🏻👍🏻
Welcome
Very nice video and information fish aquweriam
Sir ap Ka video is good
Thanks
apki video boht kam hi h bhaiya ye vali thanks to u meri fishes bhi ab thik ho gyi h 🙂
Thanks
Superb video bhaiya ji.. Mein kolkata ka reheta hu... Love to watch your video..
Very nice video brother
Thanks
Hi thanks dear you have very informative and you cleared all the topic regarding the care of fishes and its very water very. Keep up the Good work. All the best.
Nice video bhaiya 👌👌👌👌
You are very intelligent
Cattle Feed factory se 2 rs. Per kg jitna marzi le lo (rock salt) or jaha sa bricks milti hai unka pass se bhi mil jata hai
nice explanation...
Thanks 👍
Your videos are good try to make a e-commerce website to sell your stuff all over India.
ok
Sandeep bhai Betta fish ke treatment ke bare me vedeo Bana dijiye
Thank you Mr. Sandeep. Apke videos bahut help karte h fish beginner keepers ko. Me av 3 days pehle 5 fishes leke ayi and usme 1 shark, 2 gold fish, 1 milk fish h and 1 carp. Shark ne khana khana band kar diya tha and wo mar gaya. Ab 4 fishes bache h. Gold fish and carp khana khate h ab but milk fish 2 days se nai khaya h. Kya problem ho sakti h? Usko kaise khana khila sakte? Please bataiye.
Aapne fish ko kis cheez me rakha hai?? Aquarium or bowl??
@@shubhamarun6787 bowl
Bowl chhotta hoga. Isliye aisa ho rha hai. Machhli ko khana jyada na dein. Please bowl me machhli na rakhein. Sab mar jati hain. Fighter fish ko chhorkar
Good information bhai please muzhe water clear ke liye konsa product use karna chahiye ye bataiye
Ncf
Ncf powder kidhar milega online milta he
Sandeep bhai Aap ka information bahot useful hota hai
Planted aquarium ke upper ek video bano
ok
thanks bhai
Very helpful
Rock salt , its also available in villages . and I bought it from my village,UP
Bhai par unhone bola ye sendha namak nhi hai
Apna address de digiya please....
Bhot acha gyan apnay diya. 👌👌👌👌
rewa mp
1.5 feet aquarium ete ki saindhob salt deowa jabe. ebong Kato ta dite hobe.
Sir your great
Sandeep bhai uv light kitne dino me change karna he
Sandeep bhai mere tank ka water gandha hua hai mai us water ko parso 50% change karunga..! Par ek baat batoo jo pani maine pichle 3 dino se alag rakha hai us pani mai ANTI ICH N SALT USE KARKE TANK MAI DALU NAA? N kitna ANTI ICH USE KARNA HAI PLS BATOO BHAIE
Very nice video 😘
Very useful sir ji,
Very informative
Thanks
rock salt hm aquarium. me dal skte hai kya??
Odisa mai aap vej sakte hai kya vai?
Apne ek video me water change karte samay anti ich use kie the,Abhi bol rahe hain kai anti ich use na kare
Thanku sir
Sir jo meri fish ha usske puchh (fins) par blooding or white white se kide type aagaye ha . Kya Sir mai yahi process sendha namak k sath kar sakta hu or medical aid Mix karke jaise aapne dikhaya plz reply 🙏
Bhaiya ky tiger barb fish ko dry shrimp (Sukha jhinga) kila sakte hai vo dry shrimp kayege ky
Yes
@@freedomaquarium tq bahiya
Bhaiya male fish and female fish ka ek video baniye please and egg dene wala condition bhi agar possible ho toh
Bhaiya ji ko ji betta fish ke Bowl me anti clorine dal sakte hai
Nice information bro!👌🏻
thanks brother
Bislari water me dal sakte he ye madisen
Yes
Love you brother really love you brother really love you brother really love you brother really
Sandeep bhai aap aqurium ke raja ho
Vai kya regular wise use kar sakte hain ki mera fish kabhi seek na ho isiliye?
Rid all kis liye use krte hai bro
30% water change karne ke time pe anti ich and anti chlorine eksath use kar sakte hain?
Tetra ke liye konsa food acha hai ?
Please reply
Tetra bits
Sandeep roli je...apne mere ek question ka answer nhi diya tha....18 inch k fish bowl me filter or oxygen pump lagana possible hota hai ya nhi.....or koi hard fish k naam btaye ..... please..... from Delhi
Use sponge filter. Wo laga sakte hain
@@shubhamarun6787 is that really work for fish bowl...
Yes. But sponge filter dhire dhire pani saaf karta hai.
@@shubhamarun6787 ok ji....thank you very much.
Tinfoilbarb fishku rakhibaku hele kaumedicine pakai baku haba kahibe sir.au kemitijaniba tinfoilbarb fishko bimarhuahe. Bimarhele kaumedicine pakaiba.
I am from Haryana
Nice video bhai next video
Tinfoilbarb se konsa medicine use karega batao
Sandip Bhai zebra danio fry ka gharelu khana Bata do jara..4-5 din ke Hain wo..Kya dun unko khane k liye..
Fhis food. Pees ke khilao
@@freedomaquarium Bhai mere pe "TOKYU" gulabi rang ka packet hai chote-chote daane Wala machliyon ka wohi dun na..?
Sandeep ji agar ek Aquariam me ek se jyada fishes hai choti aur badi to unko feed kaise karaya jaye rk saath sabhi fish nahi kha pati badi pehle khaleti hai choti nahi to ispar kich bataye
Please send reply i know lots of people r questioning but reply
General aid ka chhota bottal ata he kya
Or muze fresh water me rahane wali hard fish ke nam batao 1 mahine me mere 7 fish mr gayi or ab mere pass 2 moli or 2 swordtail he mene aapke video dekh ke unhe bachane ki bahot koshish ki malachit green use kiya uske pahale blue liq. Use karale dekha tha lekin fir bhi mr gaye rock salt ka bhi use kiya tha
Mera brands goldfish ka finrod problem hua hai..kya karegnge??
Agar ham new aquream banae to 24 house felter chalane k bad kon se fish Dal sakte he place tell me five name
Best silecon ka naam btay please
Mast
tank ki pani me kya antichlorine milana parega sir.Please tell🙏🙏🙏
bhaiya Mera aquarium ka Sahara machhali maar Jaraha aur unlogo logo Ko fungus bhi ho chuka hai aur Mera Sara pattharoko mein wash kiy hun sab kaisa Kala ho gaya hai mujhe kuch samajh nahi araha h Kiya kar jaye mujhe reply kar k help kijiye plz..
Pani change karnea bad kon ci
medicine used karea ghea
Tnx for this infoooo
Sandeep bhai Mari New shark feed nhi kha rhi h m kya kru plz video bnao
सरजी, मछलीघर के पानीमे ऐमोनीया बन गया है तो कैसे पता चलेगा, ओर ऐमोनीया मछलीघर के पानीमे कैसे खत्म कर सकते हे. जवाब का इन्तजार रहेगा.
Bhai plz Batao ki betta fish ke bowl me anti chlorine Dalna chailye?. Filter nhi hai
Bhai betta fish Ko Kya aur din me kitne baar kitna food dalna chahiye?
Bhaiya. Anti ich use karne k bad v mere planted bowl k pani me bohot chote chote white kire ghum rhe ha. Me use dekhne k bad fir see sab nikal k garam pani se dhoke use Kya.. plant ko v accha see dho Kar dala. pr 1 din me na Jane kaha see firse wo bohot chote white kire ane lage. Kya ye harmfool hai?
Kya ham salt ko dal sakte h kya
Jenral hed kitna pani ma kitna dena he?
Thank you bro
Ye wala treatment tigershark par bi kar sKte hai
sir esk price kay ha
And gulzar very very cute
sir, anti chlorine k kitne samay bad anti bacteria dalna hai? [ls help me
Mere 2 Feet ka naya tank he usme pani ke uparke Charo kone ke layer me jhag ban raha . . . !
To kya pani me fish dal sakte he kya
Ya fir koi medicine dalni padegi kya . . .?
Koi tablet. . ?
Dal sakte ho
@@freedomaquarium koi problem nhi hogina usme . . .!
Or kis vajah Se pani me jhag banta he . . ?
Or
Fish sickness ke liye koi tablet. . ?
Anti-chlorine ke liye koi tablet he . . ?
Bhiy kissing gorami ki size kitni bari minimum hoti hai
Ye namak kaha se milega or kiss nam se
Halo cir im new at fishkeeping is it necessary to cure all of the fish if 1 sick is sick.and how many times should i apply medicine in a week
Hey man u have lots of question for fish keeping so you can subscribe only for fish nature channel for good answer I was try it . its good
Poster jo lagtahe aquariums pe wo aap koriar karsaktehe ky
Yes
Agar hum pani 2,3 din alag se storage kare tho chlorine khatam hota hai kay aur ise pani se phir aquarium ka pani change kiya tho chalega
Rid all anti fungus use after aquarium water change yes or no
No
@@freedomaquarium thanks you
Fitkari (Allum) use kar sakte hai..? Tank me..!
No
Sir Oscar fish kuch kha nhi rhi,
Maine aquarium mai internal filter laga rakha hai... Fir bhi aquarium ka pani 10 din mai hi ganda dikhne lagta hai... Kya filter shi kam nhi kar rha ya koi or problem hai?
Shop kab khologe bhaiya ..?
Jyoti school ke piche new bas stand ke pas rewa mp
Sandeep bhai mujhe builder ko saaf karne ka tarika to batao
Online me Rid all me nam par nakali mil rahi he asli kaise phchane ap agr Amazon ka link de dete to acha hota bhai
भाई जी सुभ संध्या ये एंटी फंगस और भी लिक्विड दवा के अलावा कौन कौन सा मेडिसिन दे ताकि मेरी मछली बच सके सवस्थ रह सकें, क्योंकि इधर मेरी गोल्ड मछली आपस में लड़ कर पीठ पर लाल घाव बना ली है और डल से रह रही खाना खाती है।
Aap khana Dena band Karo or aquarium me thoda namak or blue medicine daal do sath me heater ho to wo on kar do 3 din me theek ho jayegi isi beech 24hours me 50% water change karte raho
@@freedomaquarium heater kitne der chala doo kyoki abhi pack rakha hai thund mai lagate hai ji
@@freedomaquarium lights filter aur oxygen chalate rehte hai 2-3 hour.rotation basis per
@@freedomaquarium aur ye namak apne bola wah to iodine hai bagair iodine rock namak kaha se le patna mai?
@@advocatelawyersgroup4362 dari wala namak naam se milega
Apki shop kaha hai
Tank ka pani change krne ke 3rd day p pani wale chote keede ho gy the aisa kyu aur kya kare
Bhai led light kis company ka use karna chaiye ....aur price kitna hoga ??
Roxin
Bhai aquarium ka pani kitne din m chng krskta hai
Rock salt kidar le lu kya naam he ?
Hi,
Aap ki thodi help chahiye, meri florhorn ki eyes me fungus lag gaya tha or uski wajah se o mar gayi..main bhaut jaga h uski medicine dhundi, but aqueriam walo ki lack of knowledge ki wajah se mujhe right samay par davai nhi mili, plz aap koni iska solutions bata sakte hai kya...Jo mujhe aage Jake use ho sake
khada namak 2 rs kilo hai 50 rs main 400 gram tu kya gangajal mila kar de raha hai gareebo k himesh reshamiya😂😂😂😂
Kaato kaato logo ka chutiya kaato tum bus😂😂😂😂😂😂
रोक solt चहिये..how mutch price is this?
Bahi maara aquarium 4feet Ka ma one week Ka baad pani es Ka change karta hu 50 person ma water change Karna Ka baad kon se medicine da loo ya nai
Bhai aquarium me light 24 ghante tak jala sakte hai, ya Night me band karna jaruri hota hai please reply bro...
tum raat ko light off krke sotey ho na?
Dear sir meri fish ko red sport hogaye hai to kon si medicin dalni chahiye