MIR HASSAN 15 ramzan reciting his rare poetry ALI(a.s) kay khoon ne) at (LIAQAT ABAD) ..!
ฝัง
- เผยแพร่เมื่อ 1 ธ.ค. 2024
- MIR HASSAN MIR..! 15 RAMZAN AT LIAQAT ABAD..! MARKAZI IMAMBARGAH...!
ALI K KHOON NE BATIL PE JAB BHI WAAR KIYA..!
QALAM YA TAIGH NAHI KHUD PE AITBAAR KIYA..!
MashaAllah lajwab jeeo mir hasan ❤
Salaam ya Mola Hassan a.s ❤
Mashaallah maula salamat rakhe
MashAllah mir bhai jeyo
MashaAllah not a single dislike... ❤
Neither it deserve any dislike..
Jiyen Mir Bhai ❤
Bhut khoob geo mola slmyt rhkyn
Mashallah mir bhai Kashif Mirza thanks bhai
Mashallah 👍😊
Salamat rahein
geo
Masha Allah
Acha kalaam perha lekin public ki shore ki waja se samaj nehi araha
lryics mil jae ga is kalam ka
Murtaza Hasan 929
Ali ke qoon ney baatil pey jab bhi waar Kiya
Qalam ya teyg nahi qudd pey aetebaar Kiya
Sazaa mey isko nakeerain Ney shumaar Kiya
Hasan ki mad'ha mey jisney bhi iqtisaar Kiya
Ali sa Sher huwa Apni Sher par naazaa
Qalam ki nok se shabbar Ney jab shikaar kiya
Ye laash e marhab k antar bataayengey Kya Hai
Hasan ke baba Ney kis tarha do se chaar Kiya
Palak jhapaktey hi badbakht bangaya aurat
Hasan Ney lehja e Kun aisa iqtiyaar Kiya
Bagair e hubb e Husain o Hasan ke padhkey namaaz
Jabee ko sheikh Ney qudd Apni daagdaar kiya
Nabi Ney jaisey Kiya intezaar Hyder ka
Ali Ney waisey hi shabbar ka intezaar Kiya
Hasan Husain alag se Teri qabar lengey
Agar Ali ke fazaayal pey tuu Ney waar Kiya
Zamaaney bhar ka tabarra bhi kamm Hai uskey liye
Wo jisney laasha e shabbar pey pehla waar Kiya
Hasan ka jhoola bhi dey deta usko parr lekin
Husain ke liye fitrus Ney intezaar Kiya

Could some one please tell me the definition of "Tarahi kalam"?
Ek misra (line) diya jata hai . sb us misre pr sher kahte hain h usko tarahi qalaam kahte hain