Sir dadajee ke nam se jmin hai aur usme papa ka name thik hai aur dadaji ke nam par koi dusara ka name hai ab papa ke nam par bansawali par chadane se sudhar ho jayega ya kaise sudhar karbaye please reply me sir,
Maine ye kiya hai mera payment deduct hua hai but mere documents ki status abhi bhi pending hai ye , ek Adhikari approve karega tab aap download kar payenge or jo download option app show kar rhe hai , wo aapka payment receipt hai
अरवल जिला समस्तीपुर नेवला गांव जो हम बहुत ही बरसों से नहीं गए हैं, वाह गांव में अभी सर्वे चल रहा है, नया वाला तो पता चला है कि मेरे दादाजी के नाम से चार बीघा जमीन थी, शर्मसपुर नेवला गांव में इसका खतियान कैसे निकले, हमको मदद कीजिए
Ye khatiyan sahi hai na aur yahi khatiyan ke liye 2000 ya 3000 lagta hai kya ya court se ya anchal se jo khatiyan nikalta hai same hai ya different hai
Bhai hamara parivar Delhi rahata hai or hamari zamin bada papa sambhalta hai Bihar mai hum apna survey ka liya Kon Kon sa papar lagega or kasa milega please help 🙏
Sir hum gaw se hu mera papa ka dada ghar banaye h 1948 me our 2023 me toot gaya h but us jamin ka kagaj nahi nahi rasid h our nahi kharij dakhil huaa h kya kare but uspe hum log gay bhais rakhate h our rahte bhi h charo taraf se dewal bhi h ghar bhi hai
Ek zamin ka 2 share tha or ek aadmi aapna share bech chuka tha pr khatiyan mai fir se woh aadmi ka naam aa gya jo aapna share bech chuka tha... Jo aadmi zamin bech chuka tha woh expire ho chuka h uska beta accept krne k liye ready h toh kya kiya jaiye ki uska share ab hat jaiye
bhai payment ke kitne din baad download hota hai digital signature wala khatihan copy,maine kal apply kiya paisa v cut gaya but abhi tak download me nhi aarha hai.
Kuchh karan se humare pardada ji vahan se ghar chhod kr bhag gye the dusri jagah pr to jamin par dusre logo ka kabja ho rakha hai Lekin ye pata hai ki jamin hai vaha pr humare dada ji ka
Ho gaya lekin download karne ke liye rupay payment kar diya hai payment successful ho gara lekin pending bata raha hai aur mujhe bahut jaruri hai aag lagne ke baad pura paper jal gaya aur dakhil kharij karwana hai
Sir hamara khatiyan ke bahut jarurat hai sir hame help kijiye jis jamin ka khatiyan chahiye wo jamin koi or kabja kiye huwe hai or hame khatiyan nhi mil paa rha
Sir pita ji ke naam se jamin hai tatha usme kuchh jameen ka bantwara ho chuka hai to baki bachi Hui jameen ka sarve kaise karen batwara wala jameen ka donon bhai sarve kara chuke hain aur baki bachi Hui jameen ka sarve kaise karen please help sar Please ek video banakar iska solution Karen
Bhai Mai bahut try karke haar gaya hu login id nhi banta Aap apna no dijiye aur please mera ek khatiyan nikal dijiye Aap jo paisa boliyega Hum aapke no pe bhej denge
Shukriya
Thanks
Helping video sir
Thanks
Sir dadajee ke nam se jmin hai aur usme papa ka name thik hai aur dadaji ke nam par koi dusara ka name hai ab papa ke nam par bansawali par chadane se sudhar ho jayega ya kaise sudhar karbaye please reply me sir,
Jo likha hai usi ko aadhar man kar bansawali bana lijiye ya agar kewala ya khatiyan hai to karmchari se contact kar sudhar karwa lijiye
Reply me
भाई मैं वैशाली जिला के महनार प्रखंड के शाहपुर गाँव से देख रहा हू.
बहुत बहुत धन्यवाद।
Sir khatiyan ke liye pement katai huy 15 day ho chuka hai abhi tak download ka nahi ho raha hai
Digital signature vala hai
Kab tak ho sakta hai
अधिकारी से डिजिटल हस्ताक्षर होने पर ही डाउनलोड होगा।
Kitna Din lagega lagbhag
@@shivamsingh3841 koi limit nhi hai officer ka mamnani chalta hai
बहुत अच्छे समझा दिया आपने
Thanks
Pay krne k baad v av tk pending hai.payment success show ho raha hai but application status pending hai to download kyse kare
@@kaushalkishore4040 अंचल अधिकारी से डिजिटल हस्ताक्षर होने पर ही डाउनलोड होगा।
Sir Mera Help Kar dijiye please 46 bighaa jamin harap liya hai khatiyan nikalna hai please reply me
Online bataye gaye process se ya lija abhilekh office se khatiyan nikale
Jiska paper unke hi name se survey hoga
Sir jo district register krne samay kaha ka dale gaw ka ya jha rhte present m
Kahin ka bhi de sakte hai
khatiyan with digitally signature verify hone k baad online download karna ha kya ya ghar par ayega address to proper nahi diya ha please rply
Download Karna hoga
Very good
Thanks
Bhai jan Ham Purnia jila se parkhad dhamdaha vill. Nirpur se
Thanks
Thank u sir..mai Bihar se hu😊
Most welcome
Online apply kiye 20 din ho gya abhi tak nahi hai kya kre aaye ga ki nahi please batao
अंचल अधिकारी से डिजिटल हस्ताक्षर होने पर ही डाउनलोड होता है। जल्दी है तो जिला अभिलेख कार्यलय से निकाल सकते हैं।
Original dastavej jo net pe dala gaya ak bhi sahi nahi hain or pata Phata hua hain Sara dastavej padhna bhi muskil hain sir bataye please sir
Jila abhilekh office se nikal lijiye hand se likh kar Diya jayega
Sir signature digital signature wala valid hai without digital wala
Ji han
Achha koun rahega please sir @@kalamcreator
Maine ye kiya hai mera payment deduct hua hai but mere documents ki status abhi bhi pending hai ye , ek Adhikari approve karega tab aap download kar payenge or jo download option app show kar rhe hai , wo aapka payment receipt hai
Kab download kr payenge
@@dinanathjha8814 abhi tak to approve hi nai hua adhikari k taraf se
2 bar payment kr diye 2month ho gya abhi tk pending aa rha h
@@UttamKUMAR-gj8se अंचल अधिकारी से डिजिटल हस्ताक्षर के बाद ही डाउनलोड होगा ।
भाई डिजिटल सिग्नेचर एक महीने से पेंडिंग में पड़ा हुआ है
अधिकारी का मनमानी है।
Sir
Mere pardada ke naam ka jamin khatiyan se pta chala hai
Ishko hasil karne ka kya tarika hona chahiye?
@@nikc07 isme agar nhi hai to jila abhilekh office se nikal lijiye khata khesra number se form bhar ke
Kaise malum hoga ke kaun se page download karna hai .
Agar malgujari ka rashid hai to usme jamabandi no. aur khata number hai .
Mauja waise Show hota hai
Very good
Thanks
Samastipur district Anchal tajpur me mouza moulana chak nhi aa rha hai q
Kuchh jagah ka data abhi tak online update nhi huwa hai jila abhilekh office se nikal lijiye
अरवल जिला समस्तीपुर नेवला गांव जो हम बहुत ही बरसों से नहीं गए हैं, वाह गांव में अभी सर्वे चल रहा है, नया वाला तो पता चला है कि मेरे दादाजी के नाम से चार बीघा जमीन थी, शर्मसपुर नेवला गांव में इसका खतियान कैसे निकले, हमको मदद कीजिए
बताएं गए तरीके आनलाइन अगर नहीं दिखाई देता है तो जिला अभिलेख कार्यलय से निकाल सकते हैं।
Link de do sir googal se nahi ho raha hai @@kalamcreator
Patna District ka upload nhi hua hai kya? patna me sirf Barh ka dikha rha hai
Agar show nahi ho Raha hai to jila abhilekh office se nikal lijiye
Patna me abhilekh office kaha hai@@kalamcreator
@@Rahulkumar-q2w6d DM office ke bagal me
Online khatiyan updated nahi hai Bihar Saran block marhora village mubarkpur ka
Thana number 73 parsa
Yes sbhi jagah ka data abhi tak online update nhi huwa hai
Ye khatiyan sahi hai na aur yahi khatiyan ke liye 2000 ya 3000 lagta hai kya ya court se ya anchal se jo khatiyan nikalta hai same hai ya different hai
Same to but digital Signature ke bad hi legal use me Kam aayega
Haa digital signature hi jayega but ye online aur jo sb anchal ya jaha se bhi paisa dekr निकलवाता है उसमे क्या फर्क है
@@sobanalifaridi1583 dono same hai office me hand se likha milta hai
Kuch zila ka naam nahi hai list me jaise Begusarai, Munger, Khagaria. Aise me kya karen
Kuchh jagah ka data abhi tak online update nhi huwa hai jila abhilekh office se nikal lijiye
Bhai hamara parivar Delhi rahata hai or hamari zamin bada papa sambhalta hai Bihar mai hum apna survey ka liya Kon Kon sa papar lagega or kasa milega please help 🙏
Jamin ka kewala ya khatiyan aur bansawali
Link par click kar complete information dekhen 👇
th-cam.com/video/X-KL8O_yGJ4/w-d-xo.html
Sir hum gaw se hu mera papa ka dada ghar banaye h 1948 me our 2023 me toot gaya h but us jamin ka kagaj nahi nahi rasid h our nahi kharij dakhil huaa h kya kare but uspe hum log gay bhais rakhate h our rahte bhi h charo taraf se dewal bhi h ghar bhi hai
Ho sakta hai aapke purwaj ka ho local Amin se contact kar khata khesra number pata kar Khatiyan nikalen
Pata chal jayega kis ki Jamin hai
Thank you sir @@kalamcreator
@@pintukushwahaofficialkumar7919 most welcome
As/w Mere district kame aa East Champaran aa rha hai lekin Anchal Harsidhi nahi aa rha hai kya kren...?
W/s kuchh jagah ka data abhi tak upload nhi huwa hai aise dobara check kar lijiye
Banka jila ho raha kiya bhai
Process karke dekhen
Jamabandi me rayyat ka naam me aur peeta ke naam me thora sa galti he....sudhar kaise hoga ?
Online parimarjan ke update karayen
Bhojpur Bihiya me kateya moja 149 ka nhi hai 😢😢😢to
Kuchh jagah ka data abhi tak upload nhi huwa hai
Sar ham faullow Kiya lekin distick aur anchal opasan me nahi likhata nahi h
Heavy traffic ke Karan problem ho Raha hai isliye laptop me try kijye
Ek zamin ka 2 share tha or ek aadmi aapna share bech chuka tha pr khatiyan mai fir se woh aadmi ka naam aa gya jo aapna share bech chuka tha... Jo aadmi zamin bech chuka tha woh expire ho chuka h uska beta accept krne k liye ready h toh kya kiya jaiye ki uska share ab hat jaiye
Unse likhit le lijiye affidavit bana ke better rahega
@@kalamcreator 1000 ka stamp pr yeh sara baat likhwa kr sign krwa le unka beta se toh kaam ho jaiyega..‽
@@riyanshkashyap5181 sure hoga
Khatiyan se khet ka rasid nikal jayega kya
Nhi rasid ke liye jamabandi check kijiye ki dakhil kharij huwa hai ki nahi
@@kalamcreator to phir khet ka rasid kaise nikale kuch pata nahi hai or Na hi kuch kagaj hai khali khatiyan hai
Sir payment karne ke bad jo download ka option dikha raha hai toh wo toh payment receipt download hota hai please reply...
1-2 bad login kar download kijiyega agar payment kar diye hai to
10 Bar try kiye hai sir nahi hota hai payment receipt hota hai please reply..
Same problem bro@@j.m.c2502
Court se kitne din m mil jayega nakal wala or iske liye kon sa proof chahiye
Koi proved nhi chahiye form bharke Dena hai
Patna ka nahi aa raha hai
Kuchh jagah ka data abhi tak upload nhi huwa hai
8 din ho gaya payment successful hone ke baad abhi status pending bta Raha hai kya kare
Wait kijiye rasid genrate nhi hone refund aayega
Sir mere munger district ka naam nai aa raha to kese hoga
Kuchh jagah ka data abhi tak online update nhi huwa hai jila abhilekh office se nikal lijiye
Garmjruaa खास का khatiyan v nikal jaye ga ky
All
Hindi me rhega na
@@sona5426 yes
Nalanda district me silao to ata hi nhi
@@sona5426 dobara check kar lijiye kisi mauja ka nhi bhi hai
Sir रैयात् का नाम बिहार सरकार बता रहा है लेकिन मेरे पास लगन रसीद है क्या ये जमींन सरकार ले लेगी
रसीद किसके नाम से है।
Sar homko app khagaria ka khatiyan moja dhodharaha ka video banay
Heavy traffic ke Karan problem ho Raha hai laptop me try kijye
Muzaffarpur mushari ka abhi data not found de raha hai
Heavy traffic ke Karan problem ho Raha hai
सर पूर्वज द्वारा कुछ जमीन बेच दिया गया है जो उसके घर वालो को नही पता है फिर क्या करे
Jamin ka motetion kijye khud jamin ghat jayega
@@kalamcreator ye kaise hoga
@@Bhojpuriya1237 केवाला के साथ कर्मचारी साहब से सम्पर्क करें।
औरंगाबाद जिले में गोह अंचल का नही बता रहा है
Kuchh jagah ka data abhi tak upload nhi huwa hai jila abhilekh office se nikal lijiye
Mil raha hai bhai, download nahi ho raha hai na open ho raha hai😮😮😮
@@ranjeetsonuk heavy traffic ke Karan problem ho Raha hai rat 12 baje rat ya laptop me try kijyega
Bahut sunder bataye sir
🙏
Sir Mera khata khesra hai
But kewala nahi hai aur nahi koye record hai kaise pata kare
Khata khesra se Jamin ka paper nikalye
Link daal dijiye video me plz ❤
Direct link se open nhi hoga bataye gaye process se login karna hoga
bhai payment ke kitne din baad download hota hai digital signature wala khatihan copy,maine kal apply kiya paisa v cut gaya but abhi tak download me nhi aarha hai.
Approximate 1 weeks
Thankyou sir
Most welcome
Bhai 15 roz ho gya hai payment kiye huye leki nahi ho rha hai
अंचल अधिकारी से डिजिटल हस्ताक्षर होने पर ही डाउनलोड होगा।
Hmara payment ho gya but download kr rhe hain to . Invoice download ho ja rha hai
अंचल अधिकारी से डिजिटल हस्ताक्षर होने पर ही डाउनलोड होता है।
Sir mai patna se hu
Sir mere dada ji ke name se jamin hai pr mere pass koi bhi land paper nahi to iske liye kya kren pls help kare sir please
Khata khesra number se khatiyan nikalye
Kuchh bhi pata nahi sir
Jb angrej jane lage the country chhod kr tab humare yahan 12 bigha -2 sabhi log ko divide kr ke diya tha
Kuchh karan se humare pardada ji vahan se ghar chhod kr bhag gye the dusri jagah pr to jamin par dusre logo ka kabja ho rakha hai
Lekin ye pata hai ki jamin hai vaha pr humare dada ji ka
Pls kuchh solution batao sir please
@@rufftarmukesh4905 local Amin ko location bata kar khata khesra number len
New registration nahi ho raha hai.block and district.dalne ka option de raha hai lekin select nahi ho raha hai
Website bahut slow work karta hai bad me try kijyega
Ho gaya lekin download karne ke liye rupay payment kar diya hai payment successful ho gara lekin pending bata raha hai aur mujhe bahut jaruri hai aag lagne ke baad pura paper jal gaya aur dakhil kharij karwana hai
@@DesuGaming0044 अंचल अधिकारी से डिजिटल हस्ताक्षर होने पर ही डाउनलोड होगा। अगर ज्यादा जरूरी है तो जिला अभिलेख कार्यलय से निकाल सकते हैं।
@@kalamcreator 2 baje rat ko kiya tha koi time hoga na
कोई लिमिट नहीं है। अधिकारी मनमानी करते हैं।
भाई डाॕकोमेन्ट टाईपस नही खुल रहा है क्या करें ?
Sir hamara khatiyan ke bahut jarurat hai sir hame help kijiye jis jamin ka khatiyan chahiye wo jamin koi or kabja kiye huwe hai or hame khatiyan nhi mil paa rha
Kuchh jagah ka data abhi tak upload nhi huwa hai video me bataye gaye process se agar nhi mil Raha hai to direct jila abhilekh office se nikale
Digital Copy of desired land Record not found Likh k aa rha h sir
@@Teachashokraj heavy traffic ke karan problem ho raha hai
Sir pita ji ke naam se jamin hai tatha usme kuchh jameen ka bantwara ho chuka hai to baki bachi Hui jameen ka sarve kaise karen batwara wala jameen ka donon bhai sarve kara chuke hain aur baki bachi Hui jameen ka sarve kaise karen please help sar
Please ek video banakar iska solution Karen
Jo jamin abhi pita ke name se hai bansawali bana kar survey ho jayega
@@kalamcreator lekin sabhi ka kagaj ek hi hai jo batwara hua hai vah bhi aur Jo nahin bantwara hua vah bhi to kya kare
@@murariprasad7383 jis Rasid AAP log ke name se katta hai unko chhor ke baki hai bansawali bana kar survey karwaye
Ham log ke naam se koi rasid nahin karta hai baki sabhi jameen ka rasid ek hi naam se karta hai
Sir please reply
मेरे दादा जी 1984 में जमीन खरीदे लेकिन ओ मोटाटिन nhi kiye hai तो क्या करे अब ओ death bhi kar gaye h
Kewala hai to bansawali banakar pita ke name karwaye ho jayega
Sar ham khagaria se h anchal khagaria h moja dhodharaha h khatina chaya
Bataye gaye process ko follow kijiye
Sar download kar Lene per bhi ho ja raha hai but kya hai ki voice invoice download ho raha hai but paper download nahin Ho pa Raha
1-2 me documents available hoga
Sir khatiyan number kaise chadhwaye please ❤
Khata number Dale
👍
Thanks
Id nhi ban raha hai sara prakriya hone ke jila ka option nhi aa raha hai
Heavy traffic ke Karan problem ho Raha hai 12 baje rat ya laptop me try kijyega
District or unchal option nahi aaraha h
Heavy traffic ke Karan problem ho Raha hai laptop me try kijye
सभी बारे के बाद pdf ko dekhte h to error occurred दिखता है
Abhi sabhi jagah ka pdf me error problem aa raha hai ham bhi check kiye bad me try kijyega
Sir download nhi ho raha payment bhi ho Gaya kaise ho ga please sir time bhut kam hai
भुगतान के बाद अंचल अधिकारी का डिजिटल हस्ताक्षर होने के बाद डाउनलोड के लिए मिलेगा।
Download ho gaya
Download ho gya bhai
Sir hamara new usar login nahi ho raha hai dictric and anchal
Jawab dijiga jarur
Re try
Ham gaya se hai मेरा khatiyan nahi aa raha hai error लिखता है
Abhi sabhi ka jagah ka PDF error Show hota hai ham bhi try kiye the
Payment kar diya hai maine but pending dikha raha hai
अंचल अधिकारी से डिजिटल हस्ताक्षर होने पर ही डाउनलोड होता है।
Khatiyan ki bhasa bataiy taki usko translate kar sake खतियान की भाषा समझ में नहीं आ रही है
कैथी हिंदी हमें भी नहीं आती है। किसी बुजुर्ग मुन्सी से समझ सकते हैं।
Yeh bhasa Google translate me milega ki nahi
@@RAJANKUMARSADA-z5g try kijyega
OTP dalne ke bad jila
Ka nam nahi khul Raha hai iska up
Heavy traffic ke karan problem hota hai rat 12 baje ya laptop me try kijiyega
Sir mai apna anchal open kar rha hu to usme mera village nhi show kar rha hai 😢😢😢😢😢
Kuchh jagah ka data abhi tak upload nhi huwa hai mera bhi mauja nhi hai
Jila abhilekh office se nikal lijiye
@@kalamcreator kya kya document leke Jana parega aur kitna paisa???
Please reply me sir
@@BabuSarkari-l2z kuchh nhi khata khesra number chahiye
Bihar aadhar card+ rasid ho to sath le jayen
@@BabuSarkari-l2z shayad 800-1000 +-
Sir registration karte waqt galat email id dal deye hai
Isko sudhar kaise kare
Koi dikkat nhi hai
Sudhar nhi hoga new account Bana skte hai
Air isse hamari id pe koi gadbadi to nhi hoga na
Sir account delete karne ka koi option hai ke nahi
Select wala open ho hi nahi Raha hai ye aap purana video Dale hai kya ?
Nhi Bhai current ka hai
Site ka serbsr bhut khrab hai kuchh nh nikal rha hai.koy aur process hai to btao
Aise hi open hoga agar isme nhi ho rha hai to direct jila abhilekh office se nikal lijiye
Kalam Bhai mera jameen 60 sal se mere kabje mein hai Magar kagaj nahin hai kya Karen
Paper nikalye
Mere village ka nhi show kr raha Kai kese milega
Kuchh jagah ka data abhi tak upload nhi huwa hai jila abhilekh office se nikal lijiye
@@kalamcreator unha bhi nhi bata raha hai
Jamui
Khaira
Bhandra
Thana no. 111 hai agr ho sake to chek kr ke bata dijiye
Sir cadastral servy khatiyan hai
Ye RS ya CS bhi nikal sakte hai
server work nahi kar raha hai........... esliye eski bato par dhyan n de....... Please
Heavy traffic ke Karan problem ho Raha hai off time me try kijyega
Katihar Bihar
Thanks
Very good sir
Thanks
Ye kab ka khatihan hai
@@kalamcreatorHello sir
Bihar sarkar jamin ka paper kaise milega please help me
Online nhi nikal pa rahe hai to registry office ya lija abhilekh office se nikal lijiye
login nahin Ho pa Raha Hai kya Karen help me
Pahle register kijye
Jharkhand me khatiyan kaise niklega???
Sir mera download nahi ho raha hai havy load Bata Raha hai
12 baje rat ke baad try kijyega
Daily try kar rhe hai, kaam hi nhi horha hai.
Mere mauja ka nahi aata h option aur na hi halka to mai kaise khatiyan download karpaunga
Please help me
@@deepakkumar-ik9xj kuchh jagah ka data abhi tak upload nhi huwa hai jila abhilekh office se nikal lijiye
Waha kuchh bhi nahi h sir sab phata huwa h
Aap office me form bhar ke diye the?
@@kalamcreator sab kuchh karke baithe h sir
Siwan se hu
Ok
यह करने पर भी लोगीन होने पर options पर जाने के बाद नही खुलता है
Kuchh jagah ka data abhi tak upload nhi huwa hai
Mere pass rasid Hai...jamin ka khatiyan or paper kaise nikale
Isi se kam ho jayega
Anchal show nhi kr rha hai mere gaun ka
Kuchh jagah ka data abhi tak upload nhi huwa hai jila abhilekh office se nikal lijiye
Mai bahoot parishan hu nahi hoparaha jo v aap bata rahe hai
Heavy traffic ke Karan problem ho Raha hai laptop me try kijye
Nitish Kumar ki tarah website bhi paltu hi😊😊😊😊
😊
Mera paege no 96 h dslta hu to dalta nagi h kya kru
Dobara try kijye
Payment kar diya lekin map download nhi huaa dear
अंचल अधिकारी से डिजिटल हस्ताक्षर होने पर ही डाउनलोड होता है।
@@kalamcreator matlab kuch samay ke baad hoga
Jab tak digital Signature ho Jaye
Isme me to district hi nhi show ho rha h hamra aab kya kare hm
Bodara dekhiye ho sakta hai
Khatiyan ka sare column padh ke uske bare me samjhaye.
Ok
Bhai Mai bahut try karke haar gaya hu login id nhi banta Aap apna no dijiye aur please mera ek khatiyan nikal dijiye Aap jo paisa boliyega Hum aapke no pe bhej denge
Bhai Rupaye ki pat nhi hai
Server problem ke Karan kabhi dikkat hota hai bad me try kijyega
Ye to khatiyan hua kewala kya hota hai usko kaise download kare aur naksha kaise nikale
Jis Jamin ka khatiyan hai kewal ki jarurat nhi
@@kalamcreator thankyou sir ayse hi margdarshan karte rahiye 🙏