Musalmano Ke Gharon Me Jb Bachcha Paida Hota H To Uske Ek Kaan Me Azaan Aur Doosre Kaan Me Iqaamat Kahi Jati H Aur Jb Inteqal Ho Jata H Tb Namaz Janazah Padh Li Jati H Ab Qbr Pr Azaan Dena Kis Hadees Se Sabit H Ba Sanad Hadees Ka Hawala Pesh Karen.
Waaah kya baat kahi ha ek hades me ye bhe to ha jab tak murde ke pass say log 40 kadam dur nhi hote tab tak fariste nhi ate ha to jab azaan dega to waha fariste aaynge aap say accha to mere waha ke hafiz ha
Konse sahaba jamat mein gaye the ye to bolo filmy sahab!!! Konse sahaba chicken khaye the bolo Kya sahaba nahi kare so amal na jaiz hi hota hai kya??? Hum par ilm sikhna isiliye farz rakha gaya hai
@@manzoorrazanaviwala9988 pagal jamat mai ilm deen sikhne ke liye jate hai ..farmane mustafa hai ilm din sikhne mulke shaam bhi jana pade to jau..islye sirf ilm deen sikhne jate hai
@@inamdararif7865 mujhe maloom hai tum log azaan se itna Chedte ho .. Azan qabar par dene se shaitaan bagta nahi hai kya .. Azan ho ya darood ho kabhi bhi padhao sawab hi hai.. Is mein gair islami kya hai.. Agar tumehein nahi dena hai to mat do Nahi to dalil do ke azaan nahi de sakte Shaitaan ke JAISA fitna mat karo
Molana agar itna uncha amal hai ye to nabi sallallahu alaihi wasallam ne aur sahaba ne kaise ye amal chor diya Aur agar kiya hai to kaise hadess paesh kardijie
sajda karne se dil ko sukun milta hai aur allah tala khush hote hai ...to kiya aap iska ye matlab nikalenge ke sajde se alla khush hota hai to chalo qbar par bhi sajda karo ...ye darama baazi band kijye
Hazrat sayyedna Umar ibn khattab rz ne ye kabristaan me rukne ko kaha to fir adan dene ko bhi to kahe sakte the lekin unho ne nahi kaha kiun ki hamare nabi ne nahi kaha aur hmare nabi ki Hadis Mubarak hai ke agar koi deen me kami peshi o ziyadati karta hai to vah hammese nahi fir ye nae nae tarike kiu jo hamare na nabipaak s se aur na sahaba se milti hai
Assalamu alaikum rera sawal hai k kya masjid me mawazzan k alawa koi dusra azan dena chaye to kya de sakta hai ya nahi iss baat se shariyat me kya hukum hai
Azan se saitan bhagta hai wo baat to sahi hai molana sahab Lekin qabar me sawal jawab ke liye saitan nahi fariste aayenge to kya aap azan padwakar faristo ko bhaga rahe hai 😥
aap bol rahe hai ke aaxan dene se bahut si mushkil aasan hojati hai ye baat bikul sahi hai to aap iska matalab nikale ke qabar par bhi aazan di ja sakti
Bahut khub kya jawab hai ye hadis may hai ye hadis may hai bs ye koi jawab nhi hai konsi hadis may hai aur konsi hadis no. Hai wo kon btayega wo bhi bta de hazrat jissey hmalogo ki islah ho ske aur aapki baat may wazan ho sirf hadis bolne say nhi hota agar aisa hai to fir eid may aur janaze ki namaz azan q nhi fi jati wo bhi bta dey lekin hadis no. Ke sath sirf hadis bolkar nhi
@@juber2khan786 are jahil me biddat aur shirk se rok raha hu me apni koi baat nahi manwana chahta aur Puri baat kerna hai to apna whatsup number de mujhe
Yeh hadees Umar bin aas r.a se hai.. umar faruq r.a se nhi..muslim sharif ki hadees hai.. pura context hi alag kr diya..yeh hadees fitting kr rhe hai..jab mayat ke liye actual hadeese hai toh fitting q kr rhe hai..? Allah hidayat de hum sbko..
Mahe ek paka suni hu par Mahe kaheta hu ke bhai pahele logo ko azan ka matlabh samjaho qabar par nato koi namaz ke liye bulaya jata hai nato kameyabi ki tarf to azan kese
zindagi azan se namaz tak ki hai.. paida hone par azaan maut par namaz... baat kharabi ki nahin hai baat nai chizen ijaad karne ki hain... namaz me do sajdo ki jagah teen sajde karie, sajda hi to hai burai kya hai 4 karie 5 karie... bat rasool ke hukm se aage badhne ki hai.. rasool aur uske sahaba ne nahin kia to hamari kya auqaat hai... qabr par azan agar koi khair ka kaam hota to mere nabi iska hukm zarur dete... Allah hidayay de!!!
Shaitaan bhaag jayega azan se...Jab azaab ke farishtey aayenge to kaise bhagaoge janab..aur Marne ke baad shaitah ka kya role hota hai ye bhi bata do ummat ko ..maut ke waqt shaitan aata hai ye to suna hai .magar kya qabar me bhi aayega shaitan .
ALLAH Hame sirk aur biddat amal se bachaye..(Aameen) ❤❤❤
Musalmano Ke Gharon Me Jb Bachcha Paida Hota H To Uske Ek Kaan Me Azaan Aur Doosre Kaan Me Iqaamat Kahi Jati H Aur Jb Inteqal Ho Jata H Tb Namaz Janazah Padh Li Jati H Ab Qbr Pr Azaan Dena Kis Hadees Se Sabit H Ba Sanad Hadees Ka Hawala Pesh Karen.
Ye mantaq pesh karskty hen hadees nahi in ki jamaat mantiq pay to amal my I hy
Tumhari Ashraf Ali thanvi ki behudi hadees paish karu kya 😂
Ye batakul uloom ya beda fark e daarain me kikha hai
Kisi hadees me nahi hai
Q k y sahab badi aasani se beda gark karte hai
Allah hame ish tarah ki biddat se bachaye
اليوم اكملت و اتممت عليكم نعمتي و رضيت لكمل اسلام دينا ... یاد رکھے
Allah Hum Sabko Qabar par Azan Dene Ki Taufeeq Ata Farma
اللہ تعالیٰ نبی کریم صلی اللہ علیہ وسلم کی سنت پر عمل کرنے کی توفیق عطا فرمائے آمین۔ افسوس ایک اور بدعت مسلط کر دی ہے امت پر۔
Ameen
ماشاءاللہ تحریک لبیک یارسول اللہ پاکستان🇵🇰
Masha Allah ❤❤❤❤
Ramzan ke bad namaj bhi padh Lena to munh dekho sukun milega
SubahanAllah subahanAllah
ALLAH HME BIDDAT SE BACHAO
Kuran sareef me kis pare me likha h ki janaje ke bad aajan dena chahiye...
कहीं नहीं ये इनके घर का दीन है
aap ne bahut si baat apni tarf se boli hai unka hadees se koi talooq nhi
Allah aise sikr se bachai pure ummat ko
Masha Allah kya Baat hai Hazrath Sayyed aminul Qadri Sahab
100000%100000 Sahi hai
Biddati hai.
Biddaton ko hoze kouser se bhagaa diyaa jayega or pine nahi diyaa jayega.
Masaallah
ماشاءاللہ
Allah aap ko salamt rkhe ameen
Waaah kya baat kahi ha ek hades me ye bhe to ha jab tak murde ke pass say log 40 kadam dur nhi hote tab tak fariste nhi ate ha to jab azaan dega to waha fariste aaynge aap say accha to mere waha ke hafiz ha
कोनसे सहाबा ने या नबी ने क़बर पर अज़ान दी है ये तो बताइये अमीनुल क़ादरी साहब
Konse sahaba jamat mein gaye the ye to bolo filmy sahab!!!
Konse sahaba chicken khaye the bolo
Kya sahaba nahi kare so amal na jaiz hi hota hai kya???
Hum par ilm sikhna isiliye farz rakha gaya hai
@@manzoorrazanaviwala9988 pagal ajan bani hai dawat ke liye ...itana hi pyar hai to qbrstan mai audio lagao na ajaan ki sab murdo ko fayada honga
@@manzoorrazanaviwala9988 pagal jamat mai ilm deen sikhne ke liye jate hai ..farmane mustafa hai ilm din sikhne mulke shaam bhi jana pade to jau..islye sirf ilm deen sikhne jate hai
@@inamdararif7865 mujhe maloom hai tum log azaan se itna Chedte ho ..
Azan qabar par dene se shaitaan bagta nahi hai kya ..
Azan ho ya darood ho kabhi bhi padhao sawab hi hai..
Is mein gair islami kya hai..
Agar tumehein nahi dena hai to mat do
Nahi to dalil do ke azaan nahi de sakte
Shaitaan ke JAISA fitna mat karo
@@manzoorrazanaviwala9988 Are achi baat hai na shaitan baghta beshak tum dunya mai bhi batao na sabko ajaan ki ahmiyat namaj ki ahmiyat
Aj kal log padhe like jahil h
Hazrat Qabar mein Shaitan aata hai kya? Aor hadees ka hawala dein ke qabar pe azan do
Ameen
Molana sb! Eid or Janaza ki azan kab dain gay?????????????????
bhot jild mushrik ki mit mari jati dlel kesi dy rha hy
Eid ki namaz farz nhi h 👍
Allah hame aysi bidatto se bachaye
Murda qbr me jaata h to shaitan behkata h plzzz aap hadees k alfaaz screeen per shaaya kren
allah ham tamam musalmano sahi baat kahne ki taoufiq de aamin
Wahshat ya dahshat
Hadis ka naam aur number hai
Nabi ke Salam par kaun log ataraz karte hai saf saf bata do take hame bhi maloom pade o kaun se log hai
jo kaam ham ko nabi ne nahi bataya usko kiyoñ kareñ
ماشاء اللہ بہت خوبصورت بیان ضرور سنیں
subhanallah
Molana agar itna uncha amal hai ye to nabi sallallahu alaihi wasallam ne aur sahaba ne kaise ye amal chor diya
Aur agar kiya hai to kaise hadess paesh kardijie
वाह हज़रत सीधे सीधे ये कह दो की कब्र पर अजान बिद्दत है
bidat h
Ahle biddat wal jamaat ka kaam hi hai biddat karnaa.
Sunnat se ese kuchh lenaa denaa nahi hai kionki Ahle biddat wal jamaat hai.
aapki. bat. dourust. sahi hay
Shatan aab qabar ke ander bhi bahkane laga...us ka mamla sirf dunya Tak hai marne bad aamal band...
Ye bata do ki hadis kaun sa hai
Allah bacaye Ase mulla se
Es man ya Kahan ha k kabar pa Azan do?
Kis sahabi ne qabar par azan di yeh bata sidha sidha baat ko ghumane me Bahot expert hai tu
Ye kis hadice shareef mai likha hai
Ol ye kis kitab mai likha hai
Kis ahadees me likha h. Ki janaje ke bad aajan dena chahiye.....plase sabit kijiye
Hadees no. Ka hawala v do moulvi sahab
😂😂😂 itni saari dalil sahaba ko q nhi malum padi
or unhone azan ka naam q nhi liye zikar ka kaam q liye 🤔
Azzan ke allawa our kaya achi baat Hai Jo ham karsakte hain shaitan sey hifazat key liye or camel ko ziba Karne key time limit main
Masha.allh
Subhan allah mashallah bahut khub
Mashallah Mashallah
Masha Allah Subhan Allah Subhan Allah
Mufti tareeq Masood is right
sajda karne se dil ko sukun milta hai aur allah tala khush hote hai ...to kiya aap iska ye matlab nikalenge ke sajde se alla khush hota hai to chalo qbar par bhi sajda karo ...ye darama baazi band kijye
Hazrat sayyedna Umar ibn khattab rz ne ye kabristaan me rukne ko kaha to fir adan dene ko bhi to kahe sakte the lekin unho ne nahi kaha kiun ki hamare nabi ne nahi kaha aur hmare nabi ki Hadis Mubarak hai ke agar koi deen me kami peshi o ziyadati karta hai to vah hammese nahi fir ye nae nae tarike kiu jo hamare na nabipaak s se aur na sahaba se milti hai
سر جی جو حدیث پاک آ پ نے بیان کی وہ حضرت عمرو بن العاص کی نہ کہ عمر ابنِ خطاب کی اور اس میں کہیں نہیں ہے کہ اذان دو
Hazrt hadeesh ka naam or zild btaye mujhe kisi ko btana h
hazrat jab aap ko jo maloomat na ho usko bayan na kare to achha
Kha se aate hai aise log
Shubhanallaha masaallaha Allahahu Akber
Kha se kha jodrhe ho aap kis bat ke molvi ho aap
Bidaat
Kis hadtih se sabit hai
Assalamu alaikum rera sawal hai k kya masjid me mawazzan k alawa koi dusra azan dena chaye to kya de sakta hai ya nahi iss baat se shariyat me kya hukum hai
Azan se saitan bhagta hai wo baat to sahi hai molana sahab
Lekin qabar me sawal jawab ke liye saitan nahi fariste aayenge to kya aap azan padwakar faristo ko bhaga rahe hai 😥
aap bol rahe hai ke aaxan dene se bahut si mushkil aasan hojati hai ye baat bikul sahi hai to aap iska matalab nikale ke qabar par bhi aazan di ja sakti
آپ نے آذان سابت نہیں کیا
Mana to namaz ka bhi nahi hai to hazrat do rakat namaz bhi padh liya karo
Bhai hadees number bhi de diya kro.
Subhanallah Mashaallah
1000000% sahi hai
Ahle biddat wal jamaat waale hain jise houje kouser se bhagaa diyaa jayega.
Biddati...
Hadish ke sath ye bata dete to achha hota
Hadis ka hawala pesh Karen kon si Hadis me he kabron par azan Dena
Kitne logon ko ull u banaoge azan ki hadees kaha he
Bahut khub kya jawab hai ye hadis may hai ye hadis may hai bs ye koi jawab nhi hai konsi hadis may hai aur konsi hadis no. Hai wo kon btayega wo bhi bta de hazrat jissey hmalogo ki islah ho ske aur aapki baat may wazan ho sirf hadis bolne say nhi hota agar aisa hai to fir eid may aur janaze ki namaz azan q nhi fi jati wo bhi bta dey lekin hadis no. Ke sath sirf hadis bolkar nhi
Sharam karo biddatiyo allah se daro aur rahe haq pe aajao
Tum matega to tu mat ajan dene dena kyo ki tu bada mulla he 24 no.
@@juber2khan786 are jahil me biddat aur shirk se rok raha hu me apni koi baat nahi manwana chahta aur Puri baat kerna hai to apna whatsup number de mujhe
To kon he kisi ko rokne bala
Hazrat Umar raziallah ki Ahadees nahi hoti... Hazrat Umar raziallah ki Wasiyat ho sakti hai...
حضرت اس سے یہ کہاں ثابت ہوا قبر پر آذان دینا
Moulana hadis ka hawal do
Mashallha
Hadees se sabit nahi hai yw
Mitti dene ka bad ek unt ko jiba karke usko Taksim karne me jitna wakt lagta hai ye hadees hai pr ajan dena ye widat sirk hai tu sabit nhi kar sakta
SubhanAllah
Are chacha to qabar pe pdhne ka hukm thodi diya h kuchh bhi kuchh bhi
Azan badhna galat h
Baccha hone ke waqt bhi washat hoti hai hai tab bhi azaan diya karo
Humbistri ke waqt bhi shiatan aata hai us waqt bhi azaan diya karo🤣🤣🤣
Hadees number to de do
Bai hadees ka rafrans kod karo jis mn kabar pi azan de ho Thanks.jawab do intizar ha
Sahaba ko pata nai thi yeh bate jo sayyad sahab ne batayee.... Unhone ne kyu nai di??
Umar nahi amar bin Saad sahabi ne kaha hai sahih bukhari pado.
Yeh hadees Umar bin aas r.a se hai.. umar faruq r.a se nhi..muslim sharif ki hadees hai.. pura context hi alag kr diya..yeh hadees fitting kr rhe hai..jab mayat ke liye actual hadeese hai toh fitting q kr rhe hai..? Allah hidayat de hum sbko..
Mahe ek paka suni hu par Mahe kaheta hu ke bhai pahele logo ko azan ka matlabh samjaho qabar par nato koi namaz ke liye bulaya jata hai nato kameyabi ki tarf to azan kese
Subhan Allah
Ha ji
Mashallah
To de
Aapke kisi mishal se yah shabit nahi hota hai ki qabro par azan di jaaey
Ameenul qadri Kam aqal hai
Magar umar razi allahutala ne ye nahi kha azaan pate
Mashaallah subhanallah
Chor Kabhi Nahin Kahta Hai Ki Main Chor hun yah To Bata kisi shabi ne ye Kam Kiya tha
good question
zindagi azan se namaz tak ki hai.. paida hone par azaan maut par namaz...
baat kharabi ki nahin hai baat nai chizen ijaad karne ki hain...
namaz me do sajdo ki jagah teen sajde karie, sajda hi to hai burai kya hai 4 karie 5 karie...
bat rasool ke hukm se aage badhne ki hai.. rasool aur uske sahaba ne nahin kia to hamari kya auqaat hai...
qabr par azan agar koi khair ka kaam hota to mere nabi iska hukm zarur dete...
Allah hidayay de!!!
Ye koi pakki Daleel nhi h...