Bhai ma colar ka liya gla kata ho 3×3 ka 1.5 zada ho Gata ha colar 16 ke jga 17.5 ka ho jata ha koi shi farmula batao Bhai gisa colar fix aye Thank you 👍
3×3 sab me nahi katna hai Maan lijiye kisi ki naap ki aur gala 14 napa to us ka 14 ko 5 se ÷ kardo aur jitna bhi aaye us se 1 soot kam karke rakhdo Jaise 14÷ 5 = 2.8 bana to aap ko 2.7 rakhna hai Yani ढाई इंच 2 सूत चौड़ाई× लम्बाई Ese hi 15 ÷5 = 3 bana hai lekin 2.9 yani 3 inch me 1 soot kam rakhho Yese hi sab ka Magerment nikal kar rakhho kabhi gala bada nahi hoga colar se Ab aap ka laga bada ho gaya is me kandi me 2 no taraf pair pair daba do aur 1/2 inch usi me arjest kar do Baki kisi ka color 15 hai to us ki ben patti niche ki us ke thoke alag se ho te hai 1 inch ek taraf ek inch ek taraf To ben patti yani 15 color ki patti 17 rahti hai talpat ke liye kaaj botton ke liye extra esa nahi karna colar chhota kar do
Thankyou bhaiya ji apke btane se meri masin ki jhanjh nekal ke ger gai thi apka video dekhke bna li
Thankyou so much bhaiya
Bhai ma colar ka liya gla kata ho 3×3 ka 1.5 zada ho Gata ha colar 16 ke jga 17.5 ka ho jata ha koi shi farmula batao Bhai gisa colar fix aye Thank you 👍
3×3 sab me nahi katna hai
Maan lijiye kisi ki naap ki aur gala 14 napa to us ka 14 ko 5 se ÷ kardo aur jitna bhi aaye us se 1 soot kam karke rakhdo
Jaise 14÷ 5 = 2.8 bana to aap ko 2.7 rakhna hai
Yani ढाई इंच 2 सूत चौड़ाई× लम्बाई
Ese hi 15 ÷5 = 3 bana hai lekin 2.9 yani 3 inch me 1 soot kam rakhho
Yese hi sab ka Magerment nikal kar rakhho kabhi gala bada nahi hoga colar se
Ab aap ka laga bada ho gaya is me kandi me 2 no taraf pair pair daba do aur 1/2 inch usi me arjest kar do
Baki kisi ka color 15 hai to us ki ben patti niche ki us ke thoke alag se ho te hai 1 inch ek taraf ek inch ek taraf
To ben patti yani 15 color ki patti 17 rahti hai talpat ke liye kaaj botton ke liye extra esa nahi karna colar chhota kar do
Shukriya bhai aga sa asye hi akho ga ❤️
Mujhe ek machine mein came ki pach kharab hoi hi os jaga konse jagah ka pach lagyga
Sir meri umbrella machines h or uska tention taar uper jakar ruk jata h neeche nahi ata h kaise thik karein
Jhanj ko thoda bahar nikal kar bandhe aur tension taar thoda tight kariye sahi chalne lage ga
Thanks sir
Thank you