Aapki sabhi video mujhe bahut achhi lagti hain. Usme sari jankariyan aapne achhe se batai hain....Per mere husband bahut busy rahte hain to main kya akele havan kr sakti hun navratri me?
Mein bahut din se ye hawan samagri banana chahti thi lekin iski sahi aur poori jankari nhi thi lekin meine apki vidhi try ki aur ab mein khud bana sakti hoon Thanks mam👌👌👌
Thnx aunty nice vedio ek sawaal navratra me roz hawan kare ya pehle navratra aur akhri navratra par krna chahiye ham roz jese agiyaari krte hai subah sham usme ye samagri daale roz? Plz bataiye
Radhe Radhe Aapko mera pranaam 🙏 mujhe aapka sabhi video bahut accha lagta hai or mai aapke hi videos se har kaam karti hu lekin kya hum roj havan kar sakte hai mai ekadashi ko vrat karti hu kya us din bhi havan kar sakti hu... Plz reply
1 pav til
50 grm jau
50 grm gehu
50 grm chawal
Desi gud 1 pav
Laung, phool wale
Panch meva - sukha naryal, chuhara,kaaju,chirongi,makhana
Guggal dhoop
Shahad
Nav grah jadi buti chandn churna
Desi shudh ghee 1 pav
Havan samagri ke sampoorn jankari aap ne logon ko samjhaya. Is liye mata ji aap ko bahut bahut dhanyavad.
कोटी प्रणाम माताजी बहोत हवन सामग्री बताये
जय सिताराम हरहर महादेव ओम नमःशिवाय
Khupach chhan mahity milaly tumhhi khupach sundar padhatine mahiti dili manapasun dhanayvad. 👌👌👍🙏🙏🙏🙏🙏khaki. Maharashtr.
Bahot achha..Jay mataji
जय माता दी
माताजी आप का vedio हवन सामग्री बहुत ही लाभदायक ओर उपयोगी है। बहुत सुंदर जय हो
Aapki saadgi aur nirmal vichar ne man chu liya. Apke swar se pavitrata ka bodh hota hai. Es adbhut gyan dene ke liye dhanyawaad. Aap ka kritagya 🙏
Dhanyavad Anti🙏🙏bhut dino se soch rhi thi ki ye trika aap hme btaye bhut bhut dhanyavad 🙏
धन्यवाद इतना समझा के बताने के लिए 🙏
Bahut bahut dhanyavad maa aap hamesh khush raho ❤️❤️🙏🙏
Aapane bahut acche se bataya havan samagri banane ka tarika
Jai bhavani thank you kaku. Love you from Pune❤❤❤
Aap ki jitni tarif ki jaye vo kam hi hai, mataji aap ka bahot bahot dhanya vaad....
Aapki sabhi video mujhe bahut achhi lagti hain. Usme sari jankariyan aapne achhe se batai hain....Per mere husband bahut busy rahte hain to main kya akele havan kr sakti hun navratri me?
@@artipatel8736 meri bhi same problem ha ,
@@subhadradutta35 fndgjxz
Shiva
Khup chan mahiti aahe Jai shri Laxmi Mata
Bhut acchi jankari di thank u didi
Maa ji morning main samay km hai to kya raat main havan kr skta hai ,Please reply
Thank you for showing this, I was looking for this here in US.
this video is really useful for me
हमें जानकर खुशी हुई :)
वाह वाह वाह आप की थियरी बहोत ही बढ़िया है
Didi ji aapko bahut bahut dhanyvad aapane bahut hi mahatvpurn Jankari Hamen Di Hai
mam mughe apki pooja vidhi bahut sahi or saral jise mai apna kar pooja ka poorn fal pau
Namaskar Aunty Ji....very nice... very clean n pure hawan samagri...👏👏👏👌👌
आपका धन्यवाद :)
Apki jrurat hqr puja me mughe pad hi jati. Thanks
बहुत ही बढ़िया जानकारी ! धन्यवाद !
बहुत अच्छा जय माता rani 🙏
Maasi maa parnam mai hamesa apke vidhi se hi apke vedio ko dekhkr hi hawan bana rahi hu achi khusbu ati hai thanku masi maa 😘😘😘😘🙏🙏🙏
Bahut acche se bataen Hain dhanyvad
So sweet of you aunty for replying so quickly.. But mujhe jaana tha dhup banate kaise hai.
धूपबत्ती किराना दुकान में मिलती है,आप वह से खरीद सकती है।
Radhe radhe😊😊
Hume batane ke liye bahut bahut dhanyvad ma jee
APKA KA HAR VIDEO ACHHA LAGTAHA HAI. AAPKO MERA PRANAM
Thank you so much aunty
I make today for satyanaran puja. Pujari ji is very happy. Thank you 🙏🙏🌺
Namaste can you list the ingredients in English pls.
Aap ka bhuhut bhuhut dhyanvaad.
Hawan ki pooja kab karne chahiye pl reply.
aunty Sachhi ap bhut hi Achhi hu... love u aunty as mammy.. dil kr rha h k apko mothers day K wish kru apke her video dekhne K bad
Neelam Sharma ooo
:')
Anti jee kya is hawan ki samgri ki bana kar phale se rakhekar bhi hawan kar sakte hai
bahut hi achje se bataya, dhanyawad
Aap ye batayein is havan samagri ka ghar mein kaise upyog karein
Bahut bahut dhanybad....jay mata di
सुंदर तरीके से बतलाया है । साधुवाद
बहुत अच्छी जानकारी
Didi aap bahut achchhi jankari deti hai .bahut bahut dhanywad aap ko .
BAHUT BAHUT DHANYABAAD MATAJI JANKARI DENE KE LIYE
आपका धन्यवाद :)
Mahila ko hawan karna hai to hawan me ghee kaise dala jaiga
MAHESH SHAW ex😚😎😍😍😍
Asan Zindagi dj
Well explained. Thank you mam
very nice aur parivarik jivn pr video den
I started to study hindi but still cannot understand anything. But I like the sound of hindi language. Dhanyavaad
...
@vansh Sharma 66
Mein bahut din se ye hawan samagri banana chahti thi lekin iski sahi aur poori jankari nhi thi lekin meine apki vidhi try ki aur ab mein khud bana sakti hoon
Thanks mam👌👌👌
🙏🙏🙏🙏 पंडित ज🥀धन्यवाद जी 7:45
Bahut SUNDAR jai ho
I like ur all the videos n thanks to share this important information about ur tradition.
आप का बहुत बहुत धनयवाद।
Lakshmi pujan ke liye bhi use kr sakte kya bataye plz
ji ha
Aapka bhot bhot dhnyvad maa bhot achi or puri hvan samngree
Very well explained 🙏
Mujhe apki baaten bohot achi lagi aur isliye mai apse aur bhi kuch janna chahti hu Kya ap meri madat karengi asaan zindagi thank you.
facebook.com/asanzindagi1/
बताने के लिए धन्यवाद 🙏
Seta koti dhanyavad🙏mata ji 🙏🚩🌹🇮🇳
बहुत अच्छी जानकारी दी आप को मेरी तरफ से चरण स्पर्श माता जी
Bahut badhiya
thank you for explaining in so simple way...jai mataa jai bhavani
Safed pushpo se krna ho toh konsa le
Jai Mata Di auntiji apki saari video hi mere liya bohut helpfull he
आपका स्वागत है।
jai mata di . guru ma ye havan samgree nauratri me leg sakta h plz reply
ji haa
Thnx aunty nice vedio ek sawaal navratra me roz hawan kare ya pehle navratra aur akhri navratra par krna chahiye ham roz jese agiyaari krte hai subah sham usme ye samagri daale roz? Plz bataiye
havan smapn ke din krte h astmi ya nvmi pr
ap daily bhi havan kar skte h
@@AsanZindagi ok
Pradam mataji mujhe ye batiye ki भैस का घी use kr sakte h kya
ji nhi
Dhanyawad majhi ❤
Good👍👍👍👍
Bhut sunder vidhi
Bhut achi jankari
जय माता दी,🌷🌷🌷
Maa can you please give the list in description in English
very nice sharing di pranam
Namskar mam, Kripa hawan krne ki vidhi niyam b btaye..
aap ye videos dekhe
th-cam.com/video/DX1WVuHVXNM/w-d-xo.html
th-cam.com/video/nvtgAPiCrPg/w-d-xo.html
@@AsanZindagi dhanyavaad mam🙂🙏
बडी दीदी
बहुत बहुत धन्यवाद
Charan sparsh....😘👍
Luxmi hawan samagri mai kya dalta hai
यही सामग्री रहती है।
vy useful video.thanku aunty🙏🙏
Guruma ji ktta huaa punchmewa samgri me mix kr skte h
dikhai samgri hi use kare
Kya havan kabhi bhi kisi bhi din kisi bhi suryodaya k samey kar sakte h...
Radhe Radhe Aapko mera pranaam 🙏 mujhe aapka sabhi video bahut accha lagta hai or mai aapke hi videos se har kaam karti hu lekin kya hum roj havan kar sakte hai mai ekadashi ko vrat karti hu kya us din bhi havan kar sakti hu... Plz reply
ekadasi ko havan kar skte hai,daily hawan na kare
Thank you mam....Om Namah Shivay...
अति उत्तम जानकारी
Pranam auntiji ,shivjee ke Trayodashi vrat ke havan ki vidhi bataye plz!!Kya mahilaye bhi havan kar sakati hai??
jb udyapan ho to havan kar skte h
mahilaye ghee nhi dalti
Thank you aunty ji achhi janakari ke liye ....😇🙏apko dil se pranam...🙏
Mata ji es hawan ko ghar me daily puja me jala sakte h kya
Jo mixture dala hai aapne use kya kahte hain
माता जी प्रणाम
Very nice, thanks
Jai Mata di bahut bahut thanks
Thanks ji 🙏🙏🙏🙏🙏
Aunty ji vishnu ji ke jawan mei chawal daallna h ya nahi
Bruhspti wrt k udyapn m Kon si widhi se hawan kare please reply dejie mam
brihaspati ke mantro se hvn kare,om shree brihasptye namah mantra se hvn kare..
Dhanyabad mataji ,apke dwara haban samagri banane ki vidhi hum jan paye
क्या विष्णु जी के हवन में जौ डाल सकते हैं?
ji haa
@@AsanZindagi thank you aunty
चावल नहीं डालना पर
Dhanyavad Aunty ji🙏
Diwali haven bataye 🙏
Kya ham tulsi ki sukhi lakadi ka prayog havan ke liye use kar sakte hain please reply me
ji nhi
good morning,
for shree hari vishnu ke haven samagri bhi same banayi jati hai
सुप्रभात,जी हां,ऐसी ही हवन सामग्री बनाई जाती है।
धन्यवाद् विप्राजा
Congratulations for 1 milon
aunty..isme khand, chandan ka burada, agar,tagar aadi bhi mila sakte hai.
जी हां,मिला सकते है।
अति सुंदर 🙏🙏🙏
Jai Shri Krishna 🌹🌿🌹🌿🌹