Thumbnail dekhkar jisne bhi ye circuit banaya …wo pure ghar ki line me hi aag laga bhaithega 😎….kyoki thumbnail me MOV fuse ke pehle laga diya gaya hai ❓
@@AKVTechnical ajakal ka jamana short videos ka hai or kuch log to thumbnail dekhkar hi circuit banane lagte hai ❓agar 100 me se 2 logo ne bhi thumbnail dekhkar kar wo plug bana liya to uske sath bada hadsa bhi ho sakta hai❓mera suggestion yehi hai ki video upload karne se pehle sabhi chize acche se check kar le …
Brother, upka video meine dekha our ek bat batana chahta hun ki up jise BDR kahte hai ! Ushe BDR nohi kahte hai ? Isko MOV 7D511K ( METAL OXCIDE VARIESTER) Kaha jata hai ! Video banane se pahle upko savi parts ke sahi nam jankari jaruri hota hai ! Viewers ko ulta palta galat nam bata kor Confuse na kore to behtor hoga .
VDR voltage dependent ( dimmer नहीं ) resistor. अरे भाई बाहर से प्लग के अंदर आने वाले वायर को कोई सोल्डर करता है क्या ? उसके लिये स्क्रु दिये हुए है ? घरमे कोई आम आदमी सोल्डर करने वाला है ? ईसके लिये प्लग को ही मोडीफाय करना जरुरी है !
Guru hamara Jo fan hota hai vah ghadi ghadi kisi ka faning wiring jal jata hai power kam jyada aane mein to kya yah istemal ham friend ke switch mein dal sakte hain Jo ham diet friend ko dete Hain Na use jagah per isko dal sakte hain kya yah aap dusri bar kab banaya to bolna aap
Bro..ye kisi bhi equipment ko bachayega...sirf bulb ke liye nai hai ye...aap socket ke andar bhi laga sakte ho..ya kahin bhi bas connection samajhana hoga aapko
Bad presentation. Please attach the components list.
Thumbnail dekhkar jisne bhi ye circuit banaya …wo pure ghar ki line me hi aag laga bhaithega 😎….kyoki thumbnail me MOV fuse ke pehle laga diya gaya hai ❓
Bhai thumbnail jaise hi circuit to video mai bhi banaya hai ismai galati kaha pe ki isnai..
@@BBCBullshitpehle thumbnail dhyan se dekho usme MOV fuse ke pehle laga diya hai jabki use Fuse ke bad me lagna chahiye ❓
Video dekho thumbnail nahi
@@AKVTechnical ajakal ka jamana short videos ka hai or kuch log to thumbnail dekhkar hi circuit banane lagte hai ❓agar 100 me se 2 logo ne bhi thumbnail dekhkar kar wo plug bana liya to uske sath bada hadsa bhi ho sakta hai❓mera suggestion yehi hai ki video upload karne se pehle sabhi chize acche se check kar le …
Good upld keep it amazing sharing info
1 नंबर...
Led bal ya Siefel ka rahi stem chl jayega kaya
Nice sharing DIY projects pin 🍁
बहूत अच्छी जानकारी.धन्यवाद.
Nice video 👍🌹
Dada ata ki TV 32 inch LED smart chalega
Kya 6 ampere wala glass fuse Jo commonly her electric shop mein milta hai laga saktein hain?
Laga sakte hai
Kya isko ghar ki main line me mcb ke baad lga skte hai or ye kis size ka lena hoga
Nahi ye sirf chote upkaran ke liye hai pure Ghar ke liye nahi hai
muito bom abraço do brasil
Must voltag valo range, up to 440 capacity.
which company multi meter you are using?.is it sanwa 85 TR. could you Send me a photo of the m.meter.
Brother, upka video meine dekha our ek bat batana chahta hun ki up jise BDR kahte hai ! Ushe BDR nohi kahte hai ? Isko MOV 7D511K ( METAL OXCIDE VARIESTER) Kaha jata hai ! Video banane se pahle upko savi parts ke sahi nam jankari jaruri hota hai ! Viewers ko ulta palta galat nam bata kor Confuse na kore to behtor hoga .
Iska purana nam vdr hai abhi ise mov bolte hai
VDR voltage dimmer resistance. Yeh to woh nahin hai, yeh MOV hai.
Oooo9ooooo9o99oo9oooo9ooooo
@@shamimahmed4556 VDR stands for voltage dependent resistor.
@@AKVTechnicalanpadh
Sir, what is the value of fuse?
1 amp
Bhai jab TV ya bijli ke upkarn me jhatke se light aati hai toh wo bhi fuk jate hai toh Ye pf or fuse kya bachyega
Sahi baat hai, aur jis led driver se ye mob nikala gaya hai o bhi to jal jata hai. Koi fayda nahi hai.
VDR voltage dependent ( dimmer नहीं ) resistor. अरे भाई बाहर से प्लग के अंदर आने वाले वायर को कोई सोल्डर करता है क्या ? उसके लिये स्क्रु दिये हुए है ? घरमे कोई आम आदमी सोल्डर करने वाला है ? ईसके लिये प्लग को ही मोडीफाय करना जरुरी है !
Kam me Kala pila sab jayaj h
Bulb 💡 15 rupees ka or or vdr or fiuse or banwai 50 rupees.
Guru hamara Jo fan hota hai vah ghadi ghadi kisi ka faning wiring jal jata hai power kam jyada aane mein to kya yah istemal ham friend ke switch mein dal sakte hain Jo ham diet friend ko dete Hain Na use jagah per isko dal sakte hain kya yah aap dusri bar kab banaya to bolna aap
Bro..ye kisi bhi equipment ko bachayega...sirf bulb ke liye nai hai ye...aap socket ke andar bhi laga sakte ho..ya kahin bhi bas connection samajhana hoga aapko
Geyser अर्थ होवे तब ये ट्रिक सेफ्टी देगी या नही प्लीज ये वीडियो बनाने से बहोत लोग मरते बचेंगे प्लीज इस PCB ko अर्थ देके वीडियो बनाइए सर thanks
Geyser ke liye nahi hai
Kripaya led 9watt led ke siwaye aur kisi mein na lagayen. Wattage ko lekar mov value change hota hai.
Ye VDR nahi h MOV h