Guru ji mechanical engineering me top branch konsi ha production vs automobile vs cad vs maintenance Inme konse branch se kru top branch konsa ha inem. Sbse jayada jarurat kiss ki ha
Sir muje 4 year ka experience hai QC Department ka or muje aabhi lag raha hain ki maintanace me further aacha hain QC se muje maintenance me jana chahiye ya fir qc ko continue karna chahiye as Diploma mechanical engineer....muje kya karna chahiye plz suggest me
Dhekhiye Mam Jahan Tak mera experience hai mere hisab se Maintenance Department girls ke liye thoda jyada challenging hota hai.kyon ki yaha kai aise kaam aate hai jaha girls ko uncomfortable ho sakta h , jaise ki High pe work , Machine inspection during maintenance, manage people, etc..
@@KnowledgeBoosting ok thanks sir.. kya ap bta sakte hai ki btech electrical me girls ke liye best department konsa rhega.. kyoki mujhe use se related certification course karna hai..but koi idea nahi hai job role ka please help me
Please sir production engineer ke liye bhi top 10 skill ki video banaye
Guru ji mechanical engineering me top branch konsi ha production vs automobile vs cad vs maintenance
Inme konse branch se kru top branch konsa ha inem. Sbse jayada jarurat kiss ki ha
Sir Maine electrical se diploma 2014 sir mein maintenance mein Meri salary 15000 hai sir kuchh aage badhane ka yahan koi kuchh Nahin batata 🙏🙏🙏
Helo dada job location kothai
Plz replay
Jan kari dene ki thanks sir
Sir muje 4 year ka experience hai QC Department ka or muje aabhi lag raha hain ki maintanace me further aacha hain QC se muje maintenance me jana chahiye ya fir qc ko continue karna chahiye as Diploma mechanical engineer....muje kya karna chahiye plz suggest me
excellent ❤
Sar Maine diploma mechanical se mechanical mechanical wali bande electronic mein job kar sakte sar Bata
Sir please make a video on Maintenance trainee
Aap aur badiya se badiya informative wala new video banaye sir
Sir, diploma in mech valo ke liye SID me maintenance achha rhega ya rolling mill sms me hydraulic department
DIM (Mechatronics) 👌👌👌👍😎
Sar Maine diploma mechanical
Ye sab pehle se hi mere resume likha hua hai .
Sir girls ke liye maintenance department me job profile sahi hai ya nhi? Please suggest me
Dhekhiye Mam Jahan Tak mera experience hai mere hisab se Maintenance Department girls ke liye thoda jyada challenging hota hai.kyon ki yaha kai aise kaam aate hai jaha girls ko uncomfortable ho sakta h , jaise ki High pe work , Machine inspection during maintenance, manage people, etc..
@@KnowledgeBoosting ok thanks sir.. kya ap bta sakte hai ki btech electrical me girls ke liye best department konsa rhega.. kyoki mujhe use se related certification course karna hai..but koi idea nahi hai job role ka please help me
@@anunama409Quality mai milega
Yes beta
Yes beta
Faltu ka gyan