@@khanzadaofficial5010 Toyota ka 5w50.. fully synthetic oil... best for all cars... because shell Zic aur Caltex maximum 5w40 grade banate hain.. sirf toyota k oil main 5w50 grade available ha.. aur 5w50 sabse best grade ha... you can google it how grade works
Bhai 14 average????? Meri 8 se zyada nai derahi... 2 cuore hain.. aik cdi wali aik point wali... aik ki 8 ha aik ki 8.5... service bht dafa krwachuka hn carburetor ki
Bhai phir aap zulfiqar say carburetor krwaen or 23 Nov auto show hai cuore ka mian plaza Johar town 2 bjy wahan AA jaen. InShaAllah behtar Kam ho jaey ga
@cuorefanclub i am from Karachi... bhai Karachi main jo log cuore main Mira ka 2012 wala engine swap krte hain wo bhi 15 average claim krte hain to phr aap cuore k original engine main 18 ka claim kaise kr rahe ho... i have 2 auto cuore aik manual ko khud auto krwaya ha aur aik original auto ha... meri gari main plugs red nikalte hain... silencer main kacha dhuwan bhi nai hota. . Engine missing bhi nai krta.. tappet bhi set hain 8 10 per... further thermostat switch laga k fan bhi auto krdia ha... tab jakar 8 derahi ha... warna 7 deti theeee
Bhai 11 tu Karachi waly member auto Mai lay rhy Hain. Aap apny wheel check krwaen kahen wo jam tu nahi. Ya petrol k nam per hawa tu nahi dal rhy. 8 tu civic bhi nahi krti. Wo bhi 11 average day deti hai. Ye tu 847 cc hai. Breaks bearings. Check krwaen. Might barishon ki waja say jab pani khara ho jata hai tu aap ki gari k tyre jam hon ya breaks.
@@cuorefanclub bhai auto ki average hi bata raha hn.. all 4 wheel bearings changed.. break booster and cylinder changed... Further mere pass Honda civic 2004 prosmatic ha uski average 5 thee... tuning s 6 hue thee us se zyada nai thee.. phr khud research krke dobara tuning new Electrician se krwae to 8.2 hogai average... ab khud research krke NGK ke double tip Iridium plugs lagae hain to average aur behter hogai ha.... aik do din main check krke bataonga.. mere khayal s 9 plus hogai ha...lekin cuore ne sir ka dard kia hua ha...Kisi tarha cuore 11 ki average dede bus... ab hydrogen kit lagana reh gaye ha cuore main
meri cuore dieseling karti hai jab thori ziada chala k bund karo toh zor zor se jhatke marti hai. Carb, distributor sab kuch change kar k dekh liya masla solve nahi ho raha.
@@cuorefanclub I am from Karachi Sir. Back mar rahi hai, par iska solution carb se hoga, ya distributor se? mechanic ko samjh hi nahi aarhi. CDI laga k check kiya tha, but issue solve nahi hua toh nikalwa diya.
@@HamzahHassanMBA Mere pass 2002 cultus thee usme ye issue agaya tha... carburetor service se bhi khatam nai hua... lekin ye masla carburetor ka hi ha...Aap gulshan block 5 main Farhan carburettor wale ko dikhao, ya jubilee per Mehmood carburettor ya Liaquatabad dak khana per Madina carburetor ya Tariq road per liberty signal k pass Rehman carburetor..
@@EbadAli-m6h is se zyada nai degi.. mere pass 2 cuore hain aik 8 aur aik 8.5... ye Punjab main log pata nai kaise 18 20 claim krte hain.. sab jhoot lagta ha muje.
@@cuorefanclub mere vaccum ke 2 pipes bhi nahi lagay we, jab lagata hun to gari unstable ho jati hai (chowk or power jet ke uper wala). abhi recently engine bhi complete overhaul karaya hai.
@@EbadAli-m6h Bhai wo standard hai. Osy sedha T Mai lagna hai sub ki. Koi mistake kr rhy hon gen. Aap mujhe Facebook per DM krna I will guide you don't worry. Agar kharab average ki waja dhoodho gy nikal aye gi
❤
Engine oil kon sa best hota hay cuore ka liya? Reply please
@@khanzadaofficial5010 Toyota ka 5w50.. fully synthetic oil... best for all cars... because shell Zic aur Caltex maximum 5w40 grade banate hain.. sirf toyota k oil main 5w50 grade available ha.. aur 5w50 sabse best grade ha... you can google it how grade works
Bhai ye cuore hai 20-50 use kren. Zic ka best hai
Charges for complete carb service ?
Depends
my coure is almost delivering average of 14 how to improve it more ? please guide
Solution is in this video carburetor service wheel jam issue resolve
Zulfiqar carburetor Full Service ki kitni fees leta hai
5000 say 5500
Bhai 14 average????? Meri 8 se zyada nai derahi... 2 cuore hain.. aik cdi wali aik point wali... aik ki 8 ha aik ki 8.5... service bht dafa krwachuka hn carburetor ki
Bhai phir aap zulfiqar say carburetor krwaen or 23 Nov auto show hai cuore ka mian plaza Johar town 2 bjy wahan AA jaen. InShaAllah behtar Kam ho jaey ga
@cuorefanclub i am from Karachi... bhai Karachi main jo log cuore main Mira ka 2012 wala engine swap krte hain wo bhi 15 average claim krte hain to phr aap cuore k original engine main 18 ka claim kaise kr rahe ho... i have 2 auto cuore aik manual ko khud auto krwaya ha aur aik original auto ha... meri gari main plugs red nikalte hain... silencer main kacha dhuwan bhi nai hota. . Engine missing bhi nai krta.. tappet bhi set hain 8 10 per... further thermostat switch laga k fan bhi auto krdia ha... tab jakar 8 derahi ha... warna 7 deti theeee
Bhai 11 tu Karachi waly member auto Mai lay rhy Hain. Aap apny wheel check krwaen kahen wo jam tu nahi. Ya petrol k nam per hawa tu nahi dal rhy. 8 tu civic bhi nahi krti. Wo bhi 11 average day deti hai. Ye tu 847 cc hai. Breaks bearings. Check krwaen. Might barishon ki waja say jab pani khara ho jata hai tu aap ki gari k tyre jam hon ya breaks.
@@cuorefanclub bhai auto ki average hi bata raha hn.. all 4 wheel bearings changed.. break booster and cylinder changed... Further mere pass Honda civic 2004 prosmatic ha uski average 5 thee... tuning s 6 hue thee us se zyada nai thee.. phr khud research krke dobara tuning new Electrician se krwae to 8.2 hogai average... ab khud research krke NGK ke double tip Iridium plugs lagae hain to average aur behter hogai ha.... aik do din main check krke bataonga.. mere khayal s 9 plus hogai ha...lekin cuore ne sir ka dard kia hua ha...Kisi tarha cuore 11 ki average dede bus... ab hydrogen kit lagana reh gaye ha cuore main
@@hamzamoon417 Bhai iss Mai plug 6 number lagao. Generator ki pully check kro watts bhi
meri cuore dieseling karti hai jab thori ziada chala k bund karo toh zor zor se jhatke marti hai. Carb, distributor sab kuch change kar k dekh liya masla solve nahi ho raha.
Back mar rhi hai. Aap Imran k pass lay jaen Kam InShaAllah ho jaey ga
@@cuorefanclub I am from Karachi Sir. Back mar rahi hai, par iska solution carb se hoga, ya distributor se? mechanic ko samjh hi nahi aarhi. CDI laga k check kiya tha, but issue solve nahi hua toh nikalwa diya.
@@HamzahHassanMBA Carburator service
same issue bhai kindly lahore sa outer logo ka liya solution btain bhai
@@HamzahHassanMBA Mere pass 2002 cultus thee usme ye issue agaya tha... carburetor service se bhi khatam nai hua... lekin ye masla carburetor ka hi ha...Aap gulshan block 5 main Farhan carburettor wale ko dikhao, ya jubilee per Mehmood carburettor ya Liaquatabad dak khana per Madina carburetor ya Tariq road per liberty signal k pass Rehman carburetor..
bhai meri cuore 10 avg deti hai mushkil se
@@EbadAli-m6h is se zyada nai degi.. mere pass 2 cuore hain aik 8 aur aik 8.5... ye Punjab main log pata nai kaise 18 20 claim krte hain.. sab jhoot lagta ha muje.
Jab Mai nay ya car buy ki thi tab 4 km/l average nikli thi.
Aap gari ka proper kam krwaen InShaAllah achi average nikly gi. Might Karachi Mai Zang jaldi lagta hai. Tu wheel breaks jam ho jati hon.