Bro is offline booking possible? I want to get a room today at ndls railway station but in online it's saying slot not available, please reply it's urgent.
Sir offline tickets me pnr to likha hota he nhi maine ticket me dekha tha or agar 2 hours ki first train duration hai uske baad 3 hours k baad next train hai to kya room mil jayega hum ik male or female hai or hume ik he room me rehna hai konsa room book krna chahiye or price kya rahega
Lekin mujhe ye conform karna tha ki maine 12 hours ke liye book kiya hai room morning 8.30 tak mai pahuch jaouga mujhe chek in 9am me chahiye aur night me meri train hai Ajmer ke liye 8 baje toh mujhe room booking me 20 to 80 dikha raha hai matlab raat ko 8 baje se subha 8 baje tak toh mai confise hu
Agar app ke time ke hisab se slot available nahin hai tho app ko nahin dikhaega... Koi agar us time slot me booking karliya hoga tho app ko nahin milega... Har jagha par limited beds and time slot hote hain...us hisab se bed allotment hoti hai...
Me wahi bol raha tha bhai 12hr or 24hr ke hisab se booking hoti hai.. agar slot available hai tho room milegi... Apney time ke hisab se hain milegi..ap morning me pahunchoge lekin ap ko raat se subha Tak ki slot mili hai....iska matlab app ko yeh booking nahin karna chahiye.... Agar ap ko 24hr ki room milega tho ap ke liye sahi rahega.... Raat 8 baje se agle din raat 8tak...
Timing Morning 8am to Evening 8pm (12hr) or today 8am to next day 8am (24hr) tak hi booking hoti hai..m app 12 baje ke liye booking karoge tho 8am se hi booking hoga and app yeh online book kar ste hai... website video ke andar hai
Mera ticket varanasi tk ka hai.. Lekin varanasi se sasaram tk bina ticket ke jaunga to sasaram me book krne ke liye kya hum varanasi to ke ticket ke based pe sasaram rukk skta hu🥲
Superb and very useful video.... I had a query and you already answered it.... Thank you😊🙏🏻
Thanks for watching...😊😊😊
Hey mei 2 passenger hu lekin mujha ek he dormatery show ho raha kaisa add kare aur
Bro is offline booking possible? I want to get a room today at ndls railway station but in online it's saying slot not available, please reply it's urgent.
Yes offline booking possible... If vacancy is there you will get a room by booking on the spot...
Jo ac launge hote hai..unme washroom bhi hota hai??? Ac launge me so skte hai..mtlb let skte hai??
LOUNGE agal hai retiring room/dormitory alag hai... Lounge bahut mehenga hota hai... Retiring AC rooms lounge ke hisab se sasta hota hai
Agar morning me 6,7 baje ki train ho to Night me book kar sakte hai kya
Yes you can do it
Bhai mai vaha pahuch gya rat. Me station par uske bad mujhe usi city me kahi aur Jana tha mai rat bhar ke liye le sakta hu kya
Han ruk sakte ho... Destination Station par agar rooms available hai tho ap booking kar sakte ho...
Sir offline tickets me pnr to likha hota he nhi maine ticket me dekha tha or agar 2 hours ki first train duration hai uske baad 3 hours k baad next train hai to kya room mil jayega hum ik male or female hai or hume ik he room me rehna hai konsa room book krna chahiye or price kya rahega
Agar booking kiya gaya hai tho pnr jarur hoga ticket me....
Han agar ap ke paas 2-3 ghante bhi samay hai ap booking kar sakte hain
@@AllAboutIndiaAap online ya offline ticket ki baat kr rhe hai ya offline room booking ki baat kr rhe hai i am confused
Chahe woh online ho ya fir offline app ke liye rules same hi hai
Dormitory book hone ke baad
Uska print out niklvana jruri h kya
Phone me pdf dikhane se kaam nhi chlega kya
as per rule printout mandatory hai... But agar print na ho tho pdf se kaam chal jayega
Jo PNR hai wo kaunsa train ka dena hain jis train se hum journey karke pouche ya jis me hum ruk ke journey karna chahte hain?? Please clear my doubt
Dono PNR se jkar sakte hain...depend karta hai vacancy par.. app dono PNR enter kar kar check kijiye
@@AllAboutIndia tickets katne k turant e booking hoga??
Han hosakta hai bas availability honi chahiye....
Source or Destination station select kar ke dekhiye
@@JourneywithMandira han hosakta hai...depending on the availability
Brother please help meri train morning me 8.30 am pahuche gi aur room book kiy hai 2000 to 8000 dikha raha hai mujhe subah se saam tak ke liye chahiye
Han app ko 12hr or 24hr ke hisab se milegi room
Wo toh thik hai
Lekin mujhe ye conform karna tha ki maine 12 hours ke liye book kiya hai room morning 8.30 tak mai pahuch jaouga mujhe chek in 9am me chahiye aur night me meri train hai Ajmer ke liye 8 baje toh mujhe room booking me 20 to 80 dikha raha hai matlab raat ko 8 baje se subha 8 baje tak toh mai confise hu
Agar app ke time ke hisab se slot available nahin hai tho app ko nahin dikhaega... Koi agar us time slot me booking karliya hoga tho app ko nahin milega... Har jagha par limited beds and time slot hote hain...us hisab se bed allotment hoti hai...
Me wahi bol raha tha bhai 12hr or 24hr ke hisab se booking hoti hai.. agar slot available hai tho room milegi... Apney time ke hisab se hain milegi..ap morning me pahunchoge lekin ap ko raat se subha Tak ki slot mili hai....iska matlab app ko yeh booking nahin karna chahiye.... Agar ap ko 24hr ki room milega tho ap ke liye sahi rahega.... Raat 8 baje se agle din raat 8tak...
Agar mujhe subh 12 bje room chahiye ho tb kese book kre?
Timing Morning 8am to Evening 8pm (12hr) or today 8am to next day 8am (24hr) tak hi booking hoti hai..m app 12 baje ke liye booking karoge tho 8am se hi booking hoga and app yeh online book kar ste hai... website video ke andar hai
Bhai kya mai retiring room me samaan rkh kr exam dene jaa skta hun??
Yes you can it’s totally safe… mene bahut bar esha kiya hai
Bhai slot is not available aarha..
@@Adjdhhayuisldldkd iska matlab room pura packed hai
On the spot cash payment se book ho jaega?
Agar apke paas ticket hai thn app counter me book karsakte hain otherwise Not possible... But try karsakte hain...
Sir,
Ypr railway station pr book nhi ho rha...
Kya offline book hoga kya ?
Agar room or bed available honge tho app ka booking hojaega
Sir agar me boarding station se retiring room book na karke destination station (jaha Jana h)vaha room book karna chahe to kya ye possible h ???
Han possible hai... Booking ke time room available hone chahiye bas
i can't booking puri retiring room can anyone help me
I think there is no room service availeble in puri...
Mera ticket varanasi tk ka hai.. Lekin varanasi se sasaram tk bina ticket ke jaunga to sasaram me book krne ke liye kya hum varanasi to ke ticket ke based pe sasaram rukk skta hu🥲
Jis station me room hai usi station ki ticket chahiye
Brother.reting room.onliny.cancel.kiya.refarnd.paisa.ni.aya
contact team irctc
How far in advance can the room be booked?
Last time I booked before 35days. But it depends upon the room availability, you have to check the website for the availability regularly.
भैया हमारा रूम रात 8:00 बजे से बुक है हम रात 11:00 बजे पहुंचेंगे तो हमें रूम मिल जाएगा
Han miljayega... No issue
2000 to 20000 or 8000 to 8000 time samjha neni
Today 8am to Tomorrow Morning 8am (24hr)
8am Morning to 8pm Night (12hr) or
8pm Night to 8am Morning (12hr)
Bhaiya mera pnr hai lekin mera friend us station ke pass rhta hai to vo ruk skta hai kya mere sath mere retiring room me
It depends on the station staff... Officially yeh mumkin nahin hai.... Jitney log travel kar rahe hain us pnr re utne hi log ruk sakte hain
Available to rhte nhi kya matlab
Bhai always yeh full rehete hin bade bade station par... Chote stations me ap ko bad milneki chances jada hoti hai