Hogaya Kaabay mai roshan Noor e Hyder hogaya - Farzad

แชร์
ฝัง
  • เผยแพร่เมื่อ 28 ส.ค. 2024
  • Manqabat: Hogaya Kaabay mai roshan Noor e Hyder hogaya - Farzad
    Hogaya kaabay mein roshan noor e haider hogaya
    Budkada hota tha joh, allah ka ghar hogaya
    Ghar ka malik agaya kaaba khushi say khill utha
    Muskaraya iss qadar deewar may dar hogaya
    Mudatou say joh butou ki zulmatou mein tha ghira
    Noor e yazda dekh kar kaaba munawar hogaya
    Nafs kay badlay khuda nay apni marzi baich dee
    Istarhan hijrat ki shab souda barabar hogaya
    Uss mujusaam phool ko samjhay gi dunya kia bhala
    Iski khushboo paye jisnay woh qalandar hogaya
    Malik e kosar ka beta aaj bhi maujood hai
    Aur abtar kehnay waala khud hee abtar hogaya
    Soorma lay kar alam jatay rahay atay rahay
    Aamad e haider hoi aur fatha khaibar hogaya
    Aagaya mola mera mushkil khushayi kay leay
    Uskay ajanay say har ek maarka sir hogaya
    Majlis e shabbir main tapka joh ankho(n) say meri
    Ashk woh rutbay mein kosar kay barabar hogaya
    Daagh e matam ki zia pheli joh meri qabr main
    Ek charaghaa(n) saa meri marqad kay andar hogaya

ความคิดเห็น • 7

  • @sarwarali5097
    @sarwarali5097 2 ปีที่แล้ว +1

    Sada salamat rho bai

  • @syedazaidi8692
    @syedazaidi8692 2 ปีที่แล้ว

    Subananallah mola salamt rakhye

  • @nooryrizvi1722
    @nooryrizvi1722 2 ปีที่แล้ว

    Jiyo Bhai sada Khush raho aabad raho maula ki aman Mai salamatiyaa hon

  • @artspacehf
    @artspacehf 2 ปีที่แล้ว

    subhanAllah

  • @erumfatima7574
    @erumfatima7574 2 ปีที่แล้ว

    Farzad.bhai.please.or ziada.nohey.or.manqabat.lod.kega.ma.muntazer.hoo

  • @navedsaiyed8924
    @navedsaiyed8924 2 ปีที่แล้ว

    Subhanallah subhanallah🖤

  • @aimanraza2658
    @aimanraza2658 2 ปีที่แล้ว

    Hogaya kaabay mein roshan noor e haider hogaya
    Budkada hota tha joh, allah ka ghar hogaya
    Ghar ka malik agaya kaaba khushi say khill utha
    Muskaraya iss qadar deewar may dar hogaya
    Mudato(n) say joh buto(n) ki zulmato(n) mein tha ghira
    Noor e yazda(n) dekh kar kaaba munawar hogaya