Baby Latching Problem। लैक्टेशन एक्सपर्ट से जानें नवजात माँ का दूध नहीं खींच पाता तो क्या करें?
ฝัง
- เผยแพร่เมื่อ 8 ก.พ. 2025
- #sehatnamawithrajinder #doctor #baby #babycare #newborn #latching #breastfeeding
नवजात अगर माँ का दूध नहीं लैच कर पा रहा तो इसके पीछे के कारण और समाधान बता रहीं हैं इस वीडीओ में Lactation Consultant Rama Mahajan. रमा महाजन पिछले 40 सालों से भी ज़्यादा समय से पहली बार माँ बनी महिलाओं को Breastfeeding के टिप्स दे रहीं हैं.
ये भी देखें--Breastfeeding positions & latching।माँ सही तरीके से दूध पिलाये तभी शिशु का पेट भरेगा,सही तरीका जानें-- • Breastfeeding position...
ये भी देखें--Breastfeeding Problems। दूध पिलाने के दौरान दर्द, गाँठ बनना, पस पड़ जाने का कारण और इलाज।
• Breastfeeding Problems...
Rama Mahajan is a highly experienced, compassionate and dedicated Lactation Counsellor having an experience of over 40 years in counselling mothers and their families for feeding new-borns. She took immense interest in creating awareness for breastfeeding in Rural and Urban areas as a part of PGIMER. Rama Mahajan has also been a part of service training program for WHO, UNICEF and Ministry of Family Health and Welfare Government of India.
Follow us on Facebook, Instagram & Twitter:-
/ sehatnamawit. .
/ sehatnamawi. .
/ sehatnamawithrk
आपको ये वीडीओ पसंद आया तो चैनल को सब्सक्राइब ज़रूर करें. आप अपनी राय या सवाल sehatnamawithrajinder@gmail.com पर मेल कर सकतें हैं.
meri delivery abhi 24 dec ko hui hai meri baby girl hai .. mera milk produce ho rha tha but meri right breast mein milk jama hone ki vjh se mere surgery hui hai or mera milk medicines se rok diya hai taki mera jakham bhar jaye ..meri baby completely formula milk par hai .. main usko fir se breast feed krana chati hun . please aap sab mere liye pray karein ki sab thk ho jaye or meri beti fir se mera milk peene lage
Mam milk jama hone ke kya symptoms hotte hai aapko kya symptoms the
Aap grm kpde se ya grm pani se sek kre breast ko... aur fir kisi electrical breast milk expresser se milk express kre .. fur jb wo Gant thik ho jaye (2din bhi lg jate h puri thik hone me)... srso k tel se breast ko massage kre din me 2 bar..... milk production bhi accha ho jaega
Koi hospital nhi pilaata c-section Mai… Bche ko nursery m le jate h or maa ko anaesthesia ka asar khatam hone k liye chhod dete hain or Bche ko formula milk de dete h…. Baad m mothers ko problem aati h breastfeeding mai
Sahi hai same mere sath yahi Hua hai
Mere sath bhi same hua
Absolutely right 👍
Same mere sath bhi aisa hi hai mere 1month ke twins baby hai
101% right...
Isi wajah se bechara mera baby mera breast feed nhi karna chah raha hai....bahut dukh lagta hai baby mera milk nhi P raha😢
Mere delivery hone ke bad hi achanak se 10 din bad dudh nhi tha ek dam se hi mera dudh Kam ho gya essi vajah mere bachee ka pet nhi bhar pata tha fir mughe mere friend ne bataya ki tu ye mamicon capsule and mamicon syrup le esi se 8-9 din mai dudh ana chalu ho gya aur achi bat hai ki ye dawa ayurvedic hai maine esse Flipkart se mangwaya tha❤🎉😊
Formula milk good h kya.. agar kuch problem h to kya formula milk de sakte h kya plzzzzzzz bataye😢😢😢
Mera baby 1 month ka ho chuka hai breastfeeding ki itni koshish krti hu but vo le nhi rha i m very tensed.. please help me
Breastfeeding is important. My wife has got milk lumps due to no education on this topic.. pls educate this..
Mera baby 2 month ka h mam or birth se hi formula milk pe h ..muje milk km aata h or uska pet ni bhrta ..kya kru jisse formula milk band krk apne milk se hi uska pet bhr jaye
Devaiya aati he shayed eske liy mene bs doctor ko bat krte suna aap doctor se bat krke dekho
Mam mare nipple bahar nahi aa rahe the isliye maine sciring or pump ka istemal kiya tha isliye mere nipple crack ho gaye hai, ab mai nipple shield ka use kr rahi hu, plzz kuch advise dijiye na
Same problem h
Mera bhi same case h.. Mera or ek problem h, flat nipple.. To baby nipple ko pakad hi nahi pa raha hai. Or milk bhi km hi ban rha h. Baby mere milk ko peena hi nahi chahta h... सिरिंज method se nipple pull krke try krti hu.. Pr kuch hi second M nipple wapas se flat ho jata h... Please help me... 😢😢
Same problem
Inke ak video me massages btai h unhone jisse ripple flat nhi rhenge... aur breastmassage aur grm pani ka sek kre... bccha jitna aur jis time suck krega usi time nipples shi ho jaenge
Mam please ek baat jrur btaye ki jb baby hota hai to kya jo ma khati hai jaise mera baby 1month ka ho gaya hai abhi jaise khana kati hun to bolte hai sabji nahi kani sir dal khao usme roti ko bego kar khana hai agar aise hi roti kha lete hai to baby ke pet me gumti hai baby ko pain hota hai please yeh baat jarur btaye mam
Mujhe c section k bbad aaya ni tha we gave bottle.. Ab 1 month ho gya and he never take milk from brest ..please help.. sab bolte rone do jb bhukh lgi to fr brest se feed lega bottle na do
Bt jinko dudh hota hi nhi h 5 to 6 spoon hi hota h bs
Mam mera beby 2 month ka hone wala hai aur o mera दूध nhi pi pata hai aur hota bhi nahi hai kya karu
Mera one month ka baby hai feeding to acchi khasi leta hai for one hour every two hours but weight gain zyada nahi hua. Weight was 2.9 kg at birth n 3.2 kg at a month old. Mujhe milk powder top up karne bola hai alternate with brestfeed. Aisa kyu hua as susu potty bhi baccha kar raha hai roz.
1st month baby ka weight km hota h .. dheere dheere badhta h...next month me aapko change dikhega
1 ghantay me mother ka doodh ata hi ni h to kese pilaye?
Kbhi kbhi 2,3 din bad doodh ata h tb tk baby ko kya pilaye?
Formula milk but katori chamach se bottle se nhi.. mere baby ne bhi 3 din katori chamach se piya tha ab breastfeeding pr hai puri trah
Mere delivery hone ke bad hi achanak se 10 din bad dudh nhi tha ek dam se hi mera dudh Kam ho gya essi vajah mere bachee ka pet nhi bhar pata tha fir mughe mere friend ne bataya ki tu ye mamicon capsule and mamicon syrup le esi se 8-9 din mai dudh ana chalu ho gya aur achi bat hai ki ye dawa ayurvedic hai maine esse Flipkart se mangwaya tha❤🎉😊
Ap pipri khaye uhseh dhudh badh jayega
Bataeye mam mai kya kru jab nippal me sujan ho bacha ko dudh nahi pila pati hu
Mera bhi baby mera milk feed nhi krta one month hone wala h main bhi presn hu 😢
Mera baby girl 3 December ko hua hai 1 month complete ho Gaya hai 2 month start ho gya hai mere bacche ka pet bharta nahi hai Janam se hi bahot problem hota hai me pilati to hu lekin mere bacche ka pet bharta nahi hai to botal ka dudh pilati hu me kya kya kau mam kuch samajh nahi AA Raha hai Mera thoda sa dudh nahi aata hai aache se me baar baar apna dudh pilati hu lekin mere bacche ka pet bharta nahi hai pet na bharne ke wajah se roti raheti hai
Mere delivery hone ke bad hi achanak se 10 din bad dudh nhi tha ek dam se hi mera dudh Kam ho gya essi vajah mere bachee ka pet nhi bhar pata tha fir mughe mere friend ne bataya ki tu ye mamicon capsule and mamicon syrup le esi se 8-9 din mai dudh ana chalu ho gya aur achi bat hai ki ye dawa ayurvedic hai maine esse Flipkart se mangwaya tha😊
Sabu Dana kheer can try
Bilkul sahi kh rhi h mam...aad pass Wale ek dum muh me bottle thoos dety h bcche k or bccha breastfeed nhi kr pata
ye upar ka doodh kya hai???
मेरा बेबी सिर्फ 3 month ka h bhir bhi milk kam aa raha h kya karu
Madam mera baby 1.5 kg ka feeding nahi kar pa raha dr bole weight increase nahi hoga
Mere delivery hone ke bad hi achanak se 10 din bad dudh nhi tha ek dam se hi mera dudh Kam ho gya essi vajah mere bachee ka pet nhi bhar pata tha fir mughe mere friend ne bataya ki tu ye mamicon capsule and mamicon syrup le esi se 8-9 din mai dudh ana chalu ho gya aur achi bat hai ki ye dawa ayurvedic hai maine esse Flipkart se mangwaya tha❤
mera baby 25 days ka hai din me shi feed krta hai but raat ko nippal sahi se nhi pakdta aage aage se pakdta hai vo shi se nhi pitta phir sauta nhi jldi plz solution btao
Mera baby 3 days ka h mere breast m pain h
Mem mera baby 2 month ka he dudh bhi aara he but baby lach nhi kar raha he bottle se to mera hi dudh pi leta he vo low birth weight baby he
Mere delivery hone ke bad hi achanak se 10 din bad dudh nhi tha ek dam se hi mera dudh Kam ho gya essi vajah mere bachee ka pet nhi bhar pata tha fir mughe mere friend ne bataya ki tu ye mamicon capsule and mamicon syrup le esi se 8-9 din mai dudh ana chalu ho gya aur achi bat hai ki ye dawa ayurvedic hai maine esse Flipkart se mangwaya tha❤🎉😊
I had same issue that my baby now become 3 months old due to c section delivery I was not able to feed my baby so he forgot to latch my breast that’s why he got only formula milk by feeder so baby didn’t latch but now he started to latch but now my brest not producing milk, what should I do. Please help me
Aap baby ko Khali breast pr lgate rhiye, thoda tjoda keke hi milk produce hoga, diet b tbi asar kregi jb aap baby ko breast latch krwaoge😊
Mere be milk kam a raha he mem jis se mere bete ka pet nhi bharata
Madam, mai tongue tie mere nipples sore ho gaye h. Mai breast feed karana chahti hu, kaise karu. 2 baar k baad itne sore ho jate h ki phir latch nahi karwa pati.
You can use nipple shield its very useful
Mam breast feeding k time bacha so jata h kya kre ki vo pura feed le ske pls help
Aisa hi hota h ... thodi thodi der me usse jga kar pilao
Mera Bacha bhi 15 days hai feed ke time pe so Jata hai .. Pura feed nhi le paa rha
Mera babu doodh tanta hi nhi jitna samne rhta h peta h or fir rota h
Mam mere brest se dudha nikalata lekin o pakada nhi raha hai kya karu bahut pareshan hu mai 2 month ka ho Gaya
Same problem
Mera 2 month ka baby hai he is not latching
12 days ho gaya hamara bacha ojon ghat raha he or dud nehi le rahahe or ma ka dud thoda thoda aaraha he
Kiya ham docktor ko dekha na chahiye ya nehi
apko doctor se consult krna chahiye @@SagenMarndi-qf6fr
Mam merababy 1 month ka ho gya c section tha starting mai formula milk diya bottle se mera baby latch nahi karta hai karta starting mai kisi ne help nahi ki baby ko latch karane ki use bottle feeding diya plz mam help kese Karu breastfeed milk hota hai mujhe baby latch nahi karta
Mere Sath bhi yahi ho raha hai
Same here
Kosis karte rho continue wo latch krega jab use bhuk jada lagi ho tab jada kosis kro
Mere bhi dudh aa raha h par beby pita nahi h
Mere sath bhi yhi hua yesb hospital ki galeti h
Mam mera dudh hi nhi increase hi nhi ho rha .mene 1.5 month nhi pilaya kyuki baby under weight tha isliye feed karane ka mana kiya tha or sab kuch kha liya pi liya but increase hi nhi ho rha please man help me
Meri delivery 25 dev 2024 ko hui h 6 din mera milk aya hospital se discharge hone ke baad se milk km ho gaya mera baby v formula milk le rha h
Mai kafi paresan hu kya kru ki breastmilk ane lge or mera baby feed kre
Have lots of water and 2 coconut water everyday😊