Aye Mere Khuda || DAR-UL-ILM || AlauddinPatti || Azamgarh
ฝัง
- เผยแพร่เมื่อ 7 ก.พ. 2025
- Aye Mere Khuda Aye Mere Khuda
Aye Mere Khuda Aye Mere Khuda
Tu azeem tar he mere khuda
mere sab qasoor muaaf kar
He muaaf karna teri ada
mere sab qasor muaf kar
Jo khatain bhol se hogain
Jo gunah jan ke kar liye
Aye mere khuda aye mere khuda
Jo khatain bhol se hogain
Jo gunah jan ke kar liye
Nahi kuch bhi tujh se chupa hua
Mere sab qasor muaf kar
He muaaf karna teri ada
mere sab qasor muaf kar
Aye mere khuda aye mere khuda
Huin lakh muj se baghawaten
Rahi phir bhi teri inayaten
Aye mere khuda aye mere khuda
Huin lakh muj se baghawaten
Rahi phir bhi teri inayaten
Usi darguzar ka he waasta
Mere sab qasoor muaf kar
He muaaf karna teri ada
mere sab qasor muaf kar
Aye mere khuda aye mere khuda
Tera qurb muj ko naseeb he
Ke tu shahrag ke qareeb he
Aye mere khuda aye mere khuda
Tera qurb muj ko naseeb he
Ke tu shahrag ke qareeb he
Meri dharkano ki he lteja
Mere sab qasoor muaf kar
He muaaf karna teri ada
mere sab qasor muaf kar
Aye mere khuda aye mere khuda
Mera bal baal gunah me
Muje lele apni panaah me
Aye mere khuda aye mere khuda
Mera bal baal gunah me
Muje lele apni panaah me
Batufail-e sayyedul anbiya
Mere sab qasoor muaf kar
He muaaf karna teri ada
mere sab qasor muaf kar
Aye mere khuda aye mere khuda
Tu azeem tar he mere khuda
mere sab qasoor muaaf kar
He muaaf karna teri ada
mere sab qasor muaf kar