12-0-12 3amp smps banayen use for amplifier , aur haa is baar please ferrite core ko achhe se samjhhana sir bhale hi video lambi bane no problem sir , thanks
Flyback SMPS 120~150 watts Ferrite core size EE4215 In a single ferrite core SMPS, less power will be obtained in flyback switching and more power will be obtained in half bridge, push pull, full bridge switching on the same core thanks for watching have a nice day
Sir hamare yahan per kabhi-kabhi AC ke voltage kafi kam ho jaate Hain 50 volt Tak bhi ho jaate Hain aur kabhi-kabhi ekadam se 220, 255 Ho jaate Hain hamara inverter theek se charge nahin Ho pata hai to sir please ek Aisa stabilizer banaaiye Jo Keval aur Keval SMPS ke liye voltage ko boost aur ham SMPS se battery ko charge kar sake
Three wire universal smps module you can buy this module from your nearest electronic component shop you can also make it i will definitely tell you about it in the upcoming video thank you for watching this video have a nice day
Sir mai aap ka bahot pahle se hi subscribe hu mujhe ek aisa smps banana hai jisme mai 100 volt dc le saku aur uska ampere bhi tagda ho kya aisa kuchh smps ban sakta hai kripya kar ke bataye sir 🙏
Yas aap charger mein STR Laga sakte ho Output ko control karne ke liye feedback jarur lagaen charger ke output voltage test Karen usi ki bad mein hi battery ko charging per lagaen
Aapko SMPS ke output har 33 voltage chahie is video mein 12 volt ke liye is SMPS ko design Kiya hai iske liye primary mein 60turn lagaye Hain aur second train mein 8 turn Primary voltage 90 voltage liye hain aur output current 10 ampere liya hai total 120 wat hai aapki retirement 33 volt hai 120 /33 =3.63 amp wire size 23awg .57mm wire diameter 23 swg ke 5 wire parallel mein lagane honge Secondary winding turn 33v ×60/90=22turn Total output secondary 22 turn Iske liye aapko kuchh changing aur karna hoga Voltage feedback TL 431 se dete Hain TL 431 ki pin number 1 per positive side resistance 27k ohm ki lagani hogi tl431 pin 1 negative side resistance 2.2k ohm lagani hoge photocuplar PC 817 pin1 per positive resistance 1.5k ohm ki lagane honge Thanks for watching
@@totalcircuit no problem aap kaunse city se ho ye hi bata do. Agar aap Delhi se ho to problem solution mil sakta hai hopefully. Basics amplifier problem hai jo comment mein likh ke solve nhi ho sakti uske liye apka circuit dekhna zaruri hai
Very good and very nice sir yehi suply 35-0-35 10amper mein bna ker vedio upload karein shukrea thanks
Okay
Very nice very useful very good. Nice explanation
Resp Sir! Very Nice Sir. -- ChinnaRao Paderu Andhrapradesh
güzel çalışma. ama sekonder 8 değil de 3 sarım olmalıydı.
Good Explanation and clear.
Very good
very good❤❤❤❤
Useful video❤
12-0-12 3amp smps banayen use for amplifier , aur haa is baar please ferrite core ko achhe se samjhhana sir bhale hi video lambi bane no problem sir , thanks
Thanks okay
❤❤ very nice
Hi Sir, Could you please start Flyback transformers how to select and choose for making Transformers in the range of 120 Watt to 300 Watt
Flyback SMPS 120~150 watts
Ferrite core size EE4215
In a single ferrite core SMPS, less power will be obtained in flyback switching and more power will be obtained in half bridge, push pull, full bridge switching on the same core
thanks for watching have a nice day
good job
Nice ❤
Bhai ji
Ek smps 36..0..36 20amp me bhi banao
Okay thanks
Thankyou sir
Sir hamare yahan per kabhi-kabhi AC ke voltage kafi kam ho jaate Hain 50 volt Tak bhi ho jaate Hain aur kabhi-kabhi ekadam se 220, 255 Ho jaate Hain hamara inverter theek se charge nahin Ho pata hai to sir please ek Aisa stabilizer banaaiye Jo Keval aur Keval SMPS ke liye voltage ko boost aur ham SMPS se battery ko charge kar sake
Okay
❤❤❤❤🎉🎉🎉🎉
सोल्डरिंग आयरन के लिए 30 वाट की 220 वोल्ट की एसएमपीएस बनाकर दिखाएं ताकि आयरन सही तरह से काम करता रहे
सोल्डरिंग आयरन को AC 230 V AC वोल्टेज से ही चलाओ ठीक रहेगा को डीसी 230 वोल्टेज पर खतरनाक हो सकता है
Or sir subse important chez ye hai k transformer k turns kese calculate karte hain us par video banaye
Jaise samay milega vaise video banaunga please aap intezar kijiye thanks for watching have a nice day
Thank you so much sir
nice
Nice
5 wire ka module laga sakte he kya isme
Yes
🎉
Sir agr bari size ka transformer ho to us me primary or secondary turns kitne ayege kyo k har kisi k pas same transformer available nhi hota
Okay
Sir ji transformer me se voice kyu aate hai mene ek SMPS ko winding kiya voltage sahe aaye jab load diya to thode samay baad. Kharb hogya transistor
Flyback SMPS mein ferrite core air gap ka prayog Karen video mein Bata Rakha hai thanks
super power module Where can I buy it?
Three wire universal smps module you can buy this module from your nearest electronic component shop you can also make it i will definitely tell you about it in the upcoming video thank you for watching this video have a nice day
Where to buy this module. Please share link.
transformer ki calculation kese ki ???
Aane Wale video ke andar jarur bataunga iske liye aapko intezar Karna hoga
Sir mai aap ka bahot pahle se hi subscribe hu mujhe ek aisa smps banana hai jisme mai 100 volt dc le saku aur uska ampere bhi tagda ho kya aisa kuchh smps ban sakta hai kripya kar ke bataye sir 🙏
Output mein 100 voltage DC current Kitna hoga SMPS Watt ke anusar hi design ki jaati hai
@@totalcircuit 20 ampere ya usse jyada sir aap hi bataye ki ye possible hai ki nhi
SIR PLEASE VIVO VOOC CHARGE PAR STR LAGANA SIKHAIYE
Yas aap charger mein STR Laga sakte ho
Output ko control karne ke liye feedback jarur lagaen charger ke output voltage test Karen usi ki bad mein hi battery ko charging per lagaen
@@totalcircuit sir isme to alag alag volt nikalti he 5v 2amp, 9v 1.5amp,11v 3amp
Isme kese str lagega please ek video banaiye
This lacture is not folayman so please make circuit proper
78, 😮
Sander circuit k diode ka number kia hai?
Sunbber circuit diode FR107 , UF4007. Donon mein koi bhi Laga sakte ho
thanks for watching
@@totalcircuit nice it works
Sir ji eske frequency kitne hai
25 khz
25000 hz
@@totalcircuit winding ese formula se sir ji
Load लगाने से voltage drop हो रही है जो के नहीं होनी चाहिये।
Aapko feedback lagana hoga
भाई मुझे 33v का smps बनाना है वो मैं कैसे बना सकता हूं
Aapko SMPS ke output har 33 voltage chahie is video mein 12 volt ke liye is SMPS ko design Kiya hai iske liye primary mein 60turn lagaye Hain aur second train mein 8 turn Primary voltage 90 voltage liye hain aur output current 10 ampere liya hai total 120 wat hai aapki retirement 33 volt hai 120 /33 =3.63 amp wire size 23awg .57mm wire diameter
23 swg ke 5 wire parallel mein lagane honge
Secondary winding turn 33v ×60/90=22turn
Total output secondary 22 turn
Iske liye aapko kuchh changing aur karna hoga
Voltage feedback TL 431 se dete Hain TL 431 ki pin number 1 per positive side resistance 27k ohm ki lagani hogi tl431 pin 1 negative side resistance 2.2k ohm lagani hoge photocuplar PC 817 pin1 per positive resistance 1.5k ohm ki lagane honge
Thanks for watching
Thank you sir , लेकिन मुझे - 33- 0- + 33 votl की जरूरत है मेरे पास ATX power supply का ट्रांसफार्मर है ।
Sir ese SMPS ko 12 0 12 karne ke liya kiya karna hoga
±12v and -12v out lene ke liye output dual winding karni hogi diode dual lagani hogi dual winding ka center point 0v hoga
@@totalcircuit sir aap ek video bano 100 watt +- dual supply ka video
Sir aapnna contact number dijiye transformer ke cor aur bobin ke liye
SMPS core transformer mein sel nahin karta
Sir aap kaha se ho aur apna contact number dijiye please kuch technical support ki zarurat hai
Main aapko number nahin de Sakta aap comment ke madhyam se hi batao main aapki kuchh madad kar sakta hun
@@totalcircuit no problem aap kaunse city se ho ye hi bata do. Agar aap Delhi se ho to problem solution mil sakta hai hopefully. Basics amplifier problem hai jo comment mein likh ke solve nhi ho sakti uske liye apka circuit dekhna zaruri hai
Nice