Ji mujhe itna time nhi mil pata hai ki mai fm booster booster bna k sale kar sku isko bnana bahut easy hai 100 Rs se bhi kam lagat mai ye teyar ho jayega sir
Bhaiya may ya fm booster banauga, ya booster 3.7 volt ki lithium battery se chalegi, me isko rechargable type banana chahata hu, or a kitna Km dur ka Fm pakreta hai.
Bhaiya me west Bengal Murshidabad ka rahene Bala hu, mere ghar ke pas akashvani ka ak radio station hai, kbhi kbhi subha ko Kolkata ka private fm station aajata hai chatpe jakar Jo mere ghar se 200 km dur hai, isiko or achha karne ke liya mene three element yagi antenna banaya tha Karunakar ji ka video dakhkar, mene radio pe antenna jak bhi banaya hai, Jo mere kuch kam nahi aya, radio overload horaha hai, phir mene ak tar Bala ak almunium stick sath tar jorke bamboo se ground level se 25 feet ucha single antenna banaya, Jo kavi kavi kam karta hai, mere pas Santosh ka 5 band radio hai or XHdata d219 hai, or d109 tha Bo bahu overload hota tha isliye mene lotadiya, booster se a single tar Bala antenna se kam karega, please help kijiye.
❤
हमारे लिए इसी प्रकार एक बूस्टर बनाके दे सकते है क्या। कितना खर्चा आयेगा। हमारी मदद कर दीजिए।
Ji mujhe itna time nhi mil pata hai ki mai fm booster booster bna k sale kar sku isko bnana bahut easy hai 100 Rs se bhi kam lagat mai ye teyar ho jayega sir
Bhaiya may ya fm booster banauga, ya booster 3.7 volt ki lithium battery se chalegi, me isko rechargable type banana chahata hu, or a kitna Km dur ka Fm pakreta hai.
9 v battery par chalta h ye
@@positivethoughts9435 kitna dur ka Fm pakreta hai a booster
th-cam.com/video/KDinjyQjNRE/w-d-xo.htmlfeature=shared ye video dekhiye aap
Bhaiya me west Bengal Murshidabad ka rahene Bala hu, mere ghar ke pas akashvani ka ak radio station hai, kbhi kbhi subha ko Kolkata ka private fm station aajata hai chatpe jakar Jo mere ghar se 200 km dur hai, isiko or achha karne ke liya mene three element yagi antenna banaya tha Karunakar ji ka video dakhkar, mene radio pe antenna jak bhi banaya hai, Jo mere kuch kam nahi aya, radio overload horaha hai, phir mene ak tar Bala ak almunium stick sath tar jorke bamboo se ground level se 25 feet ucha single antenna banaya, Jo kavi kavi kam karta hai, mere pas Santosh ka 5 band radio hai or XHdata d219 hai, or d109 tha Bo bahu overload hota tha isliye mene lotadiya, booster se a single tar Bala antenna se kam karega, please help kijiye.
Krna to chahiye work aap booster bna kar testing kijiye
Mene a cercuit ghar pai banaya hain apka kuch contact ditails de ta ki main photo vej saku
Ji congratulations 👏
Aap testing kijiye uska or transistor kon sa use Kiya hai Apne
2N3904
App apka contact details digiye main pic bhejta hoo
2N3904,
Bhai contact nhi de skta Sara din call aayenge agar number pta chal gya sabko to