Electricity down hoti h jyada 3 phase me and light bill March 2024 k bill me single phase ka fix charge Rs127 h and 3 phase ka fix charge 395 hein so 3 phase costly hein.
3 phase lgwne se bijli k bill m kitna antar ata h log btate h 3 phase wle meter m 3 phase running m rhte h to unit zyda ata h or fix charge b zyda hota h iska?
3 phase me voltage phase to phase 300 aata hai uske neutral ko hatake uske jagah grounding wire use karen to kya problem ho sakti hai hyuman saftey aur technical problem?
@@VishalPaswan-uy9xk sir mai smart nahi ban Raha... mai puchh raha hu ki koi problem ho sakti hai kya...mujhe kisi tarah voltage badhani hai na ki electric bill bachani hai...Mera already agri connection hai ...aap jante Hain phase to phase voltage 370 se Kam hote hi voltage protector panel ki trip hone lagti hai jiske wajah se electric supply grid se hote hue bhi hame dg chalani par jati hai
Sir please meri help kar dijye me smart meter lagwaya hai or daily ka 11rs ka arrear cut raha hai 4 month se bat karney pe bolata hai ki connection charage cut raha hai jab khatam hojayga to band ho jayga jab ki mera meter ka load unit daily cut ho raha hai us pe upr se 11rs ka arrear cut raha hai new meter installed karwyge hai sir please help me
Hello, Thanks for your information, I am running 2 1.5ton ac in summer and some time facing voltage flutuation then which connection should I have to get? Currently I have single phase connection.
Ac k liye single phase Use ho sakta hai 2 Ac 1.5 ton k or ek Submersible pump 1.5 hp ki hai or ek Refrigerator hai toh Single phase main chal skta hai na koi dikkat toh nahi hai na
Koi dikkat nehi.. Par electric office ja kar load badhana padega 4kw..Aur main taar(supply taar from pole) 10mm ka lagana padega.. Aaj(22/7/24) hi lagakar gaya hai hamare ghar ma..
Mera machine ko 3phase 5kv ki jarurat hai technician kehta hai me use single phase me convert kardunga aur ac drive lagadunga aap ka machine smooth chalega ye sahi hai ya Galt hai?
Electricity duty ₹388 lag kar aai hai 5kw LMV1, Supply type 10 PVVNL connection mei. Total unit 1163 thi. Kya aap bata sakte hein electricity duty kya hoti hai?
This is an incomplete question. However if you wanted to ask how many Amperes your connection is drawing from the line then you can calculate very easily if you the load supply of your house.
Thank you sir
🎉good
Congratulations for silver 🥈 play button ✅
Electricity down hoti h jyada 3 phase me and light bill March 2024 k bill me single phase ka fix charge Rs127 h and 3 phase ka fix charge 395 hein so 3 phase costly hein.
3 phase ko single phase mein convert kra sakte haiii
Kilowatt k bare me ek video banaye, ye kaise pata kare ki kitne kilowaat ki jarurat hai
Very good information.
Ghar me 3 ac 1.5 ton ke chalaye aur 3 freze h aur 3 tv h to konsa conection le aur kitna kw ka le load
Smart mitar me upar me bill aur niche me bls hota hai esko kaise pata karenge kripya visar se samjhane ka krpa kare.
3 phase lgwne se bijli k bill m kitna antar ata h log btate h 3 phase wle meter m 3 phase running m rhte h to unit zyda ata h or fix charge b zyda hota h iska?
3 phase Fixed charge 3×70=210 Rs jyada ayega
Jabardast ❤
Tq
Secure company ke smart meter per full video banaiye please.
❤🎉nice
Kitne load per three phase Lena chahiye?
Yahi question Mera bhi hai
6000
Three phase m register amount kitna hoga
Khet par 3 phase connection hai spray pump charge kar sakate hai kya
3 phase me voltage phase to phase 300 aata hai uske neutral ko hatake uske jagah grounding wire use karen to kya problem ho sakti hai hyuman saftey aur technical problem?
Smart mt baniye
@@VishalPaswan-uy9xk sir mai smart nahi ban Raha... mai puchh raha hu ki koi problem ho sakti hai kya...mujhe kisi tarah voltage badhani hai na ki electric bill bachani hai...Mera already agri connection hai ...aap jante Hain phase to phase voltage 370 se Kam hote hi voltage protector panel ki trip hone lagti hai jiske wajah se electric supply grid se hote hue bhi hame dg chalani par jati hai
@@abhisheksingh-fu5gzvoltage tum nahi increase kar sakte ho.
aur phase to phase 415v hona chahi, agar nahi aa rahi hai to complaint karo.
Sir please meri help kar dijye me smart meter lagwaya hai or daily ka 11rs ka arrear cut raha hai 4 month se bat karney pe bolata hai ki connection charage cut raha hai jab khatam hojayga to band ho jayga jab ki mera meter ka load unit daily cut ho raha hai us pe upr se 11rs ka arrear cut raha hai new meter installed karwyge hai sir please help me
Report kariye jaker bijli office me jb tk report nhi kroge band nhi hoga
Electric pole demand ke liye kyavkare
LMV -4 per video banaye
mujhe 20 KW load chahiye for commerial purpose. 3 phase connection me ho jaega ya aur kuch alag type k connection lena hoga ?
7kw k upar kitna bhi load le lo
3 phase supply Leni hogi
सिंगल फेज लाईट घेण्यासाठी पाच खांब लागत आहेत तर खांब चा खर्च mscb कडे असतो का मिटर घेणारा कडे
अगर 3 फेज कनेक्शन लेते है तोह मिनिमम कितने kw का कनेक्शन मिलेगा?
5 kW
@@ZarooriBaatein par ghar ka load 1 kw ho toh
सिंगल फेज में ac कूलर geaser चला सकते ह
Return path me current kahan ghayab hojata hai
1.5 t का 3ac चलाने के लिए single fase में कितने kw का एनर्जी मीटर लगवाये
Hello, Thanks for your information, I am running 2 1.5ton ac in summer and some time facing voltage flutuation then which connection should I have to get?
Currently I have single phase connection.
2 phase
Commercial and industrial in dono mai kiska reading amount jyada hai.pl reply
Ac k liye single phase Use ho sakta hai 2 Ac 1.5 ton k or ek Submersible pump 1.5 hp ki hai or ek Refrigerator hai toh Single phase main chal skta hai na koi dikkat toh nahi hai na
Koi dikkat nehi.. Par electric office ja kar load badhana padega 4kw..Aur main taar(supply taar from pole) 10mm ka lagana padega.. Aaj(22/7/24) hi lagakar gaya hai hamare ghar ma..
Mera machine ko 3phase 5kv ki jarurat hai technician kehta hai me use single phase me convert kardunga aur ac drive lagadunga aap ka machine smooth chalega ye sahi hai ya Galt hai?
Galat hai. Sab jugad tarika hota hai.
Humesha 3 pH ke liye 3 pH use karein.
Electricity duty ₹388 lag kar aai hai 5kw LMV1, Supply type 10 PVVNL connection mei. Total unit 1163 thi. Kya aap bata sakte hein electricity duty kya hoti hai?
Energy charge ka 6% charge jo lgta hai whi electricity duty hota hai
Fixed charge + energy charge ke 5%
Jis din ghar pe tubewel power ati hai cooler fridge sab jal jata hai....bahut bar ho chuka hai....means har taraf se marne ki koshish ki ja rhi hai..
Commercial connection mein bhi same hai
sir online payment kitne samay me update hota hai
Bhai mene ghar ka 3 phase connection liya h. Commercial ka bill ayega kya ya ghar wala??
Ghar ka residential
Kitna kharcha aya he Bhai ?
single phase connection chhaiye, khet par ghar banaya he fan or light ke liye, par bijli vibhag vale mana kar rahe he to kya karun me
Solar laga ke chalao. Battery ka kharcha aayega.
Mujhe 10hp ki motor se chakki lagani hai aur single phase light se hi chalani hai par 10hp me single phase ki motor nhi aati kya karen
Lgwaya bhai apne
Bihar sugam smart meter app ka video banaiye
How many Amperes does 240 Volts give ?
This is an incomplete question.
However if you wanted to ask how many Amperes your connection is drawing from the line then you can calculate very easily if you the load supply of your house.
Sir mera fixed charge daily 150₹ kat Raha 15kw ka connection hai three phase meter
Fixed charge ka rate badh gaya hai 1st. April se.
मेरा न्यूट्रल पोल पर से नही जोड़ा हुआ है। कैसे जोड़ें
Office se jodwana hoga
Aavaj kaisiii hai😢😢😢😢😢😢
2 phase nahi hota hai kya
Nahi
pl improve your voice/sound. inaudible.
New electricity meter lagane me kitna cost padta hai??
Hamare ghar me lagane aaya hai, Rs 500 bol raha hai
Free of cost
मेरे हर महीने बिल में कैपेसिटर चार्ज लग रहा है, इससे कैसे बचे।
Capacitor laga sakte hai.
दूसरा अगर घर का लोड 1 kw है या कम है तोह बिल कितने kw का आएगा
As per reading
Number do baat karni he