Aluminium hata ke copper lagane se koi dikat toh nahi ayegi ac main mere pas bhi same modal hai or lg company lagane se mana kar rahi hai copper condenser
ap log kitne acche hai LG ke. al k jagha cu ka condensor lagane k baat ki.. udhar samsung wale log nadia district mei noobs hai. mera 23k rip ho gaya un logo k waja se. bolene ka tha cu ka bhi option hai. 2 times change kiya gas leakage k karan, 3rd time jab ho raha tha tab local ek bande ne thik karke gaya 2 years ho gaya abhi bhi mast chal raha ha. nadia district k samsung k service bekar ha confirmed.
Sir mera ac new he 20days old jo 12march ko install kiya tha tb wo ac water drain acche se kr rha tha but ab warer drain nhi ho rha h bilkul bhi esa kyu ho rha h ....samadhan btaiye
Alluminium pipe welding critical. kitne din chalegi pata nahi firse leak hoga. ya leak ho chuka hoga. Cooling effect not proper compresser kharab ho sakta hai. Change the condenser coil with copper coil
भाई साहब आपकी आवाज बहुत अच्छी है
How much time its takes ...kitta time lagta hai coil change karneko
iska gas dubara lik hoga kyu ki jab comp chalega to candensor & dis charging ki pipe me vibration hoga hoga & pipe phatega gas like hoga
Grill temperature kitna ana chahiye agar ambient temperature 30°ho. Samay kitna lagna chahiye?
Ehsan bhai dual inverter me copar candansar dal sakte hai
Lg outdoor unit alluminium condenser leak to hoga na.
Aluminium hata ke copper lagane se koi dikat toh nahi ayegi ac main mere pas bhi same modal hai or lg company lagane se mana kar rahi hai copper condenser
Is ka price kya hai condenser coil ka
Bahi javab bhi dey deyta
6k-7k hota hai different jagha par alag alag price hai bhaiya isi se jada nehi hoga
2.8k - 3k tak ajata hei
800 main aluminium aur copper 1.8k
2800 rupees
R 410 gas dalne ki vedio banao .safeti our saei jankariya
Sir ka muskan hai😊😊
Har dikkat LG ac me kiu hota he ?
ubend pinch ho gya hai. ye leakage ka karan banega aur compressor pe load badhaye ga.
Nice work
ap log kitne acche hai LG ke. al k jagha cu ka condensor lagane k baat ki.. udhar samsung wale log nadia district mei noobs hai. mera 23k rip ho gaya un logo k waja se. bolene ka tha cu ka bhi option hai. 2 times change kiya gas leakage k karan, 3rd time jab ho raha tha tab local ek bande ne thik karke gaya 2 years ho gaya abhi bhi mast chal raha ha. nadia district k samsung k service bekar ha confirmed.
Apni Nadia zilla theke?
Are Bhai complete coil Lani thi na
Price bhi bataya kijiye approx me jisse koi thag na sake
Sar aap kahan se ho
Kya ac ke sath steblizer lgana jaruri hai...?
Stabilizer zarury ha isliye Kay over voltage sa bacha saka
Metro cities me stabilizer ki jarurat nhi padti gaaon me ya Jahan light ka fluctuations rahta hai vhan stabilizer ki jarurat hoti hai
R410 mey R 32 dal sakte ha
Nahi
ha bhai... petrol gaddi me diesel dal sakte hai
Compressor aur Capillary change karna padega
nahi bro
r410 ka pressure thoda kam hota hai to compressor bhi us hisab se hota hai.
Sir mera ac new he 20days old jo 12march ko install kiya tha tb wo ac water drain acche se kr rha tha but ab warer drain nhi ho rha h bilkul bhi esa kyu ho rha h ....samadhan btaiye
Cooling properly ho Raha he kya
@@Vijaybhoir141 ha
temperature 16 par kro... fir krega water drain.. aur ac ko cool mode par chlao..
Bhai ap kon se company me kam kar te he plz bataye ap ka vedio mujhe bohat achha lag ta he me bhi ek tecnician hu
LG
Thanks you Bhai mujhe bhi ap ke jesa kam kar na he me LG company me eckeliye mujhe kya karna padega
Lg suru se dual inverter deta h kya
nahi deta tha........ yeh 5 sal purani ac hai........
Nangaa ho gaya?
cost for copper condensor ?
Naya ac aa jaye utna
4500+gass charge and leber mila kr 7000 hota h
Badhiya
Serial number:706
2017 MODEL AC
Bhai r32 ka back pressure 180 hain kya kru cooling jaldi nhi kr raha
Bhai gas थोड़ी kam kar do
Back pressure 110 - 120 k bich rakkho
@@DevendraSingh-pt1qr ok bro thanks
@@GurdeepSingh-mp1ne ish k baad bhi koi dikkat ho toh batana
Fir se gas ura ke vaccum karke gas daliye
Eshan sir price kitna hae yeska
40000₹
@@EhsanExperimentac ka nahi coil ka puche hai wo
Mera alluminium ka condenser hai 2 leak pe welding hai but 2 saal se mast chal Raha hai 😂😂
Alluminium pipe welding critical. kitne din chalegi pata nahi firse leak hoga. ya leak ho chuka hoga. Cooling effect not proper compresser kharab ho sakta hai.
Change the condenser coil with copper coil
@@jaymulnivasi77 Mai to khud refrigeration se hun muje pata hai,,😂😂
left hander hn janab 😂
Godrej ka AC kaisa rahata hai
भाई इसका दाम कितना है
5000
yeh harwakt lg ka Ac hi kharap hote hai😂
Inverter AC
Hame adha kam aata hai
Inverter ac 10 saal purana 😂😂😂
Inverter ac 10 saal purana mere pass b hai … tab ye koi- koi he leta tha 👍🏻
😅😅😅😅😅😅
Haan toh bhai 2014 mein aate the inverter ac
Lg ka koi product use karne jesa nhi hai
Bhai price v btaya karo yaar
Ehsan bhai apka mobile number kya hai
Number send kro bhai