Nicely presented this video ,will bro how much speed gears ? Mileage top speed This bike explain ,What's your opinion this segment ,same the mahidra bikes , mantance very headhik bro ? Same feeling ? Reply please because plan this week buying this bike
Sir xl 100 bs6 2020 model hai usme problem ye hai lagta hai gaadi ko fuel nhi mil rha sabhi kuch nya lga ke chake liya Thorottel body o2 sensor ETS sensor aur fuel pump bhi 2 lga ke check kar liya or MIL LIGHT bhi nhi jal rhi start karne par lekin waire lga ke code chack kar rhe hai to 4 long aur 1 short code arha hai fuel pump ka code hai ye problem nhi sahi ho rhi hai kya wairing harness lgane se sahi ho jayegi sir btaye please sir
Sir aap sp125 bs 6 me new obd 2 waala ecm connection pr video nhi bnaai abhi tk.....jinhone sp bs 6 Li hai...unko bhi to ecm ka kuch solution milna cahiye......please aapse request hai ki ispr eak practical video bnaai ki bs 6 sp me obd 2 waala ecm or ecu kaise lgaai
BS 6 honda shine very big and manufacturing problem ECU and key lockset short circuit issues happening Ye problem ki vajase raat ko 1 baje ye gadi ne mujhe dhoka de diya jage pe khada gadi totally dead ECU short means it bike not safe for long time also long drive aapko kahi par bhi khada kar degi agar family sath me hogi to kya hoga
@@railfans5219 yes right but sp shine aur shine ye dono ka problem hai aur company warranty me replacement de rahi hai but 3 years tak uske baad ka kya har 6 month me new ECU kharab hoga wo time warranty expire hogi apne how it is possible for normal person isiliye best option bike becho aur 2019 2020 vali bs4 second hand bike pe me jaunga atleast aur 10 years aramse jayenge
@@MultiskillVlogs but sp bs 6 me inko obd 2 waala ecm lg jaai to wo best rhega ..kyuki usme ecm or ecu alag alag hai........Maine inke channel pr comment bhi Kiya ki obd 2 waala ecm connection bs 6 me lgaane pr video bnaai to inhone abtak bnaai hi nhi
@@railfans5219 Aapki baat sahi hai but wo warranty ke bad hi experiment karna hoga because uske liye bahut wire cutting karni hogi fir company warranty avoide kar deti hai company vale bus apna fault dhundte hai kahi wire damge cut milta hai uske bad estimate dete hai
@@UlfatAnsariVlogs tab to thik hee.. 💯 rupees ka petrol dal kar v chslasaktehee...ek suggetion d jiye na,mere pass N160 hee but mujhe ek 100cc lena hee.mera dukan hee.dukan or ghar ane jane k liye 70 avarage dene wali 💯 cc konsa a66a hoga.hero ko chorke...hero 55+detihee pata hee mujhe...2bike consider kiyahee ek shine 💯 dushra platina 💯.konsa a66a hoga long term k liye boliee vai...or milage 65-70 hoga to chalega...
Bhai is type ka engine mein bhale hi mileage bahut achha milta hai lekin ye 7 se 8 Tak hi tik payega kyunki isme honda company ne under square engine ka use kiya hai ye ek aisa engine hai jo bahut short life Tak hota hai example ke liye aap purana model Bajaj company ko hi dekhiye inka sabse pehla model 4 stroke champion, boxer, caliber 110, caliber 115, ct 100 aur platina in sabhi model mein bhi under square engine milta hai jiski mileage to bahut acchi thi lekin success nahi ho payi iski short life hone ke kaaran isliye Aaj ke time mein road pe kabhi bhi aur kahi bhi dekhne nahi milegi kyunki ab ye sab model lupt ho chuka hai (logo ne scrap kar diya) failure hone ke kaaran ye sab engine ki bikes chali nahi wahi agar hum splendor ki baat kare to iska ek aisa engine hai jo hero company ne ise square mein banai hai matlab iska square engine milta hai jo sabse jyada successful saabit Hui hai isliye Aaj ke time mein bhi purana se purana splendor model road pe chalte dikh jaata hai isse aap samajh gaye honge ki sabse jyada long life ya life time Tak square engine hi chal pata hai tabhi to splendor model ka itna achha resale value aaj bhi hai baaki bikes ke muqable iske alawa aur ek type ka engine bikes mein milta hai jise over square engine kahte hai aisi engine ke bikes bhi success nahi hai kyunki inme sirf achha pickup aur kam mileage milta hai jo racing ke liye hota hai jaise is type ka engine tvs company banata hai example ke liye tvs centra, tvs victor, tvs star, tvs star City ya tvs sport jo kabhi bhi successful saabit nahi ho payi kyunki iska engine bhi under square engine ki tarah short life hota hai under square thoda achha torque aur mileage milega aur over square mein pickup aur low mileage milta hai wahi square engine mein torque, pickup, mileage, performance achha milta hai aur low maintenance hone ke kaaran is type ke engine mein sabse jyada khoobi mani gayi hai jo splendor bike ko kaamyaab banata hai
First you stop misleading the viewers. Honda Shine 100 is not BS7. It is only BS6. No manufacturer in India has started producing BS7 Motorcycles. DO NOT MISLEAD THE VIEWERS WITH WRONG HEADINGS.
Exlent information
Wow 😲😳 nice 👍🙂 hai ok
Nicely presented this video ,will bro how much speed gears ? Mileage top speed This bike explain ,What's your opinion this segment ,same the mahidra bikes , mantance very headhik bro ? Same feeling ? Reply please because plan this week buying this bike
Thank you very much sir ji 🙏
Very nice information sir 👍
I am waiting for next imformation video😊😊
Aap gaya cheak kar lijiye
Very nice information
Sir xl 100 bs6 2020 model hai usme problem ye hai lagta hai gaadi ko fuel nhi mil rha sabhi kuch nya lga ke chake liya Thorottel body o2 sensor ETS sensor aur fuel pump bhi 2 lga ke check kar liya or MIL LIGHT bhi nhi jal rhi start karne par lekin waire lga ke code chack kar rhe hai to 4 long aur 1 short code arha hai fuel pump ka code hai ye problem nhi sahi ho rhi hai kya wairing harness lgane se sahi ho jayegi sir btaye please sir
Sir aap sp125 bs 6 me new obd 2 waala ecm connection pr video nhi bnaai abhi tk.....jinhone sp bs 6 Li hai...unko bhi to ecm ka kuch solution milna cahiye......please aapse request hai ki ispr eak practical video bnaai ki bs 6 sp me obd 2 waala ecm or ecu kaise lgaai
Supper bideo hai bhai 😂😂😂😂❤
Very nice informative ❤❤❤
Honda shine air section valve price....
में चेक करता हूं
Bahut achha vidio sir ji
Nice video
Rainy season me performance,?
Ek 100 cc bike Lena Hai. Konsa le?
Side indicator sound buzzer hai ya nahi
Informative!
New bs7 ke master ulfat bhai 💥
Thank you sir
Kya ye bike kharidna chahiye ya hf deluxe lena chahiye for long term use
Bhai is bike main carburettor nahi hai kitna petrol tonki main rakhna padega nahi to ye start nahi hogyi
Thanks you bhaiya
Bhai is video ka second part kab aayega
Ye genretion me koyibi bache nayi ayega Kam siknekeliye
Bs7 e20 honepe 150 mileage milega kiya
Sir Ek Video Synthetic Engine Oil Pe
Nice👍sir
Alfat bhai ap kaise har ak new bike ke bare jante hai app bike master
Bhai edar Karnataka me 89000 hai on road price bick a 🤨 aapka city me kitna hai comment Karo ? Agar 89 hoto lene chaiye ya nahi
Bhai hamare yaha to 86 hai
100 cc me no1 spendor plus se acchi bike market me nahi he hero no 1
Nice beautiful ❤️❤️❤️❤️
Thank you 😊🥰
Honda SP bs6 phase 2 kya problem hai uske upar video banaaiye
Ok
BS 6 honda shine very big and manufacturing problem ECU and key lockset short circuit issues happening
Ye problem ki vajase raat ko 1 baje ye gadi ne mujhe dhoka de diya jage pe khada gadi totally dead ECU short means it bike not safe for long time also long drive aapko kahi par bhi khada kar degi agar family sath me hogi to kya hoga
Company ko sp bs 6 me ecu problem ka kuch karna cahiye
@@railfans5219
yes right but sp shine aur shine ye dono ka problem hai aur company warranty me replacement de rahi hai but 3 years tak uske baad ka kya har 6 month me new ECU kharab hoga wo time warranty expire hogi apne how it is possible for normal person isiliye best option bike becho aur 2019 2020 vali bs4 second hand bike pe me jaunga atleast aur 10 years aramse jayenge
@@MultiskillVlogs but sp bs 6 me inko obd 2 waala ecm lg jaai to wo best rhega ..kyuki usme ecm or ecu alag alag hai........Maine inke channel pr comment bhi Kiya ki obd 2 waala ecm connection bs 6 me lgaane pr video bnaai to inhone abtak bnaai hi nhi
@@railfans5219
Aapki baat sahi hai but wo warranty ke bad hi experiment karna hoga because uske liye bahut wire cutting karni hogi fir company warranty avoide kar deti hai company vale bus apna fault dhundte hai kahi wire damge cut milta hai uske bad estimate dete hai
@@MultiskillVlogsye baat to sahi hai aapki
SP shine wiring ki detail bataiye face to virgin ka video banhaiya bhaiya
F. I. Kahan par hai bhai
Nice Boss
Thanks
Petrol pipe bahar hain. Petrol aasani se chori ho jeyega.
Fast comment 😊
Thank you
Battery capacity kitna dia Gaya hai iss bike mein?
Tz4
still better than Splendor +
super
Thank you
Is bike ka fuel injector tanky k bahar hee?na undar hee?
Bahar
@@UlfatAnsariVlogs tab to thik hee.. 💯 rupees ka petrol dal kar v chslasaktehee...ek suggetion d jiye na,mere pass N160 hee but mujhe ek 100cc lena hee.mera dukan hee.dukan or ghar ane jane k liye 70 avarage dene wali 💯 cc konsa a66a hoga.hero ko chorke...hero 55+detihee pata hee mujhe...2bike consider kiyahee ek shine 💯 dushra platina 💯.konsa a66a hoga long term k liye boliee vai...or milage 65-70 hoga to chalega...
Bhai megnet or head bhi khol kar dikha dete Bhai pura engine khol kar dikhao
Agence me mil jaye ga hub bu
❤❤❤❤❤
👍👍
Bs6 OBD2 shine kab launch ho rahi hai bhai
Bahut jald
Isme tool kit kaha hai
Bhai is type ka engine mein bhale hi mileage bahut achha milta hai lekin ye 7 se 8 Tak hi tik payega kyunki isme honda company ne under square engine ka use kiya hai ye ek aisa engine hai jo bahut short life Tak hota hai example ke liye aap purana model Bajaj company ko hi dekhiye inka sabse pehla model 4 stroke champion, boxer, caliber 110, caliber 115, ct 100 aur platina in sabhi model mein bhi under square engine milta hai jiski mileage to bahut acchi thi lekin success nahi ho payi iski short life hone ke kaaran isliye Aaj ke time mein road pe kabhi bhi aur kahi bhi dekhne nahi milegi kyunki ab ye sab model lupt ho chuka hai (logo ne scrap kar diya) failure hone ke kaaran ye sab engine ki bikes chali nahi wahi agar hum splendor ki baat kare to iska ek aisa engine hai jo hero company ne ise square mein banai hai matlab iska square engine milta hai jo sabse jyada successful saabit Hui hai isliye Aaj ke time mein bhi purana se purana splendor model road pe chalte dikh jaata hai isse aap samajh gaye honge ki sabse jyada long life ya life time Tak square engine hi chal pata hai tabhi to splendor model ka itna achha resale value aaj bhi hai baaki bikes ke muqable iske alawa aur ek type ka engine bikes mein milta hai jise over square engine kahte hai aisi engine ke bikes bhi success nahi hai kyunki inme sirf achha pickup aur kam mileage milta hai jo racing ke liye hota hai jaise is type ka engine tvs company banata hai example ke liye tvs centra, tvs victor, tvs star, tvs star City ya tvs sport jo kabhi bhi successful saabit nahi ho payi kyunki iska engine bhi under square engine ki tarah short life hota hai under square thoda achha torque aur mileage milega aur over square mein pickup aur low mileage milta hai wahi square engine mein torque, pickup, mileage, performance achha milta hai aur low maintenance hone ke kaaran is type ke engine mein sabse jyada khoobi mani gayi hai jo splendor bike ko kaamyaab banata hai
First you stop misleading the viewers. Honda Shine 100 is not BS7. It is only BS6. No manufacturer in India has started producing BS7 Motorcycles. DO NOT MISLEAD THE VIEWERS WITH WRONG HEADINGS.
Assalamualaikum Bhai aap ka no. Dediye Hume ACG KIT chahiye
Acceleration set kase kre
E20 ka kya matalab hai bhai
भाई मेरे पास शाईन है नई गाडी है
बहुत गरम होती है क्या करे प्लीज बतादे मुझे
Haa bhai maine v kharida hai.iska engine bahut jaldi heat ho jata hai.
Isme rr yunit aur self Riley hai
Yes
Cb 125 company discontinue karega ,125 cc me sirf sp 125 bechega
Aisa nahi hai
Mujhe Aisa lagta hai kyu ki cb125 stock nahi aaraha..
Wese me mobile field me hu soch Raha hu field change karke auto mobile me shift karu
Reserve kaha hai bhai
Isame self Diya hai na
Yes
Itna ad aata hai dimag kharab ho jata hai 😐😐
Hub bush kho gaya to kya kare
Ek no gaddi hai 85 ka milege deti hai
Acceleration bhut jada hai
साफ साफ कहो गाडी 2कोडी की है
Flop bike 👎
Bakwas.
कूल मिला कर पैसा बर्बाद मेरा
Aisa kese
Hf deluxe lakh darja Achi hai....
Good ❤❤❤❤ सर आपके मोबाइल नंबर सेंड