Bilkul sahi kaha ji aapne me bhi nursery jati hu to kisi na kisi podhe ki dali todkar lati hu fir klm bnakar lga deti hu sahi kaha ji aapne bahut mahange podhe dete hain nursery wale jo ki hamare bazat se bahar hain. Isliye sab kuch karna padta hai
Aapka video bahut Achcha lagta hai aapki Tarah main bhi apna Garden banana chahti hun❤❤ Video ka liya .Thanks you Aapka video Dekhkar main bhi gardening Sikh rahi hun aur gardening Karti hun.
Bilkul sahi kaha ji aapne me bhi nursery jati hu to kisi na kisi podhe ki dali todkar lati hu fir klm bnakar lga deti hu sahi kaha ji aapne bahut mahange podhe dete hain nursery wale jo ki hamare bazat se bahar hain. Isliye sab kuch karna padta hai
Aapka video bahut Achcha lagta hai aapki Tarah main bhi apna Garden banana chahti hun❤❤
Video ka liya .Thanks you
Aapka video Dekhkar main bhi gardening Sikh rahi hun aur gardening Karti hun.
Thank you 😊
Mam iss June month main bhindi ka podha lagaya hai wo boht bada ho gya hai or healthy bhi hai pr bhindi nahi ugg rahi hai kya kre jisse bhindi bhi uge