@rahulsahuofficial18 affidavit kissi or district court se ho skta hai mera gaon chatra hai lekin hun hazaribag me to yaha ke court se affidavit krwa skta hu ? Kyuki Mera block chatra me aata hai
Income certificate ka status initiated dekh raha hai 4 days kab tak process complete hoo jayega aur inniated dekhana kab band hoga please explain me 😢😢😢😢😢🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏
Affidivit nhi hai but self declaration form hai usme ward se sign karwa ke upload karenge to ho jayega kya Qki kcafe me sirf form bharne de ta hai self declaration ka aur 100 rupya leta hai tab to affidivit karwane nhi boltahai fir v ban ke aa jata hai kaise thoda explain kar digiye
Sir mukhiya sign bhi lagega ?
Affidavit kissi or district ke court se ho skta hai
No
@rahulsahuofficial18 affidavit kissi or district court se ho skta hai mera gaon chatra hai lekin hun hazaribag me to yaha ke court se affidavit krwa skta hu ?
Kyuki Mera block chatra me aata hai
Resistration me apna name,email denge ya parent ka
Income certificate ka status initiated dekh raha hai 4 days kab tak process complete hoo jayega aur inniated dekhana kab band hoga please explain me 😢😢😢😢😢🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏
Ek affidavit se 2 bar income certificate bna sakte hai kya plz reply kijiye jruri hai
Yes , but affidavit ka date end nahi hua ho
Thank you
Afit divit. 2023 ka hai wo chalega
Notary public wala affidavit chalega
Bhai form me kiska adhikari ka sign nahi lagega kya??
Nahi
Jhar sewa m ab income caste or residential bnane ka niyam khtm kr diya h kya
Nahi
Bro income certificate renewal kaise krte hai usko bataye or enclosure documents ky hai
Dekhiye is video ko - th-cam.com/video/A3_-YskkxUU/w-d-xo.html
Affidivit nhi hai but self declaration form hai usme ward se sign karwa ke upload karenge to ho jayega kya
Qki kcafe me sirf form bharne de ta hai self declaration ka aur 100 rupya leta hai tab to affidivit karwane nhi boltahai fir v ban ke aa jata hai kaise thoda explain kar digiye
Affidavit jaruri hai bhai
Bhai Affidivit rahega tabhi income certificate bana sakte hai
Salary slip me kya Dale agar naukri nhi krte to
Aadhar & pan card
@@rahulsahuofficial18 bhaiya kitne din lagbhag approval mil jata h aur download ka option aata h
Pahle ye bataye ki jharsewa I'd kaise milega?
Video aa gay hai jaakar dekhiye