Bhai tum log ya to padhe likhe na ho ya jaan bujh k murkh dikhaate ho khud ko. Mannual pdho gaadi ka. Reverse gear engage krne se pehle clutch ko 5 seconds dbaa k rkho fir lgaao. Gaadi me koi dikkt nahi h gear clutch mileage se related. Ab maruti aur hyundai s compare na krein. Punch me clutch gears me koi dikkt na h
Meri punch mei pairo mei garm air aati h ac k 2 point par agar 3 point kar deta hu ac ka to thandi hawa aati hai... Iska koi solution hai bhai ki 1or2 point par kyu garm hawa aati hai. Servc centr wale keh rhe h yeh sabhi gadi mei hai
Bhai tum log ya to padhe likhe na ho ya jaan bujh k murkh dikhaate ho khud ko. Mannual pdho gaadi ka. Reverse gear engage krne se pehle clutch ko 5 seconds dbaa k rkho fir lgaao.
Gaadi me koi dikkt nahi h gear clutch mileage se related. Ab maruti aur hyundai s compare na krein. Punch me clutch gears me koi dikkt na h
Acha
Bhai Maine tata punch creative like hai 15 June ko average 9/se 10
Jyada aggressively mat chalao starting mein, thode time bad khud set ho jaega
Bhai thandi hawa aati hai pero me agar tumhari garm aa rahi hai to kharab h kuch kmi hai
Okay
Meri punch mei pairo mei garm air aati h ac k 2 point par agar 3 point kar deta hu ac ka to thandi hawa aati hai... Iska koi solution hai bhai ki 1or2 point par kyu garm hawa aati hai. Servc centr wale keh rhe h yeh sabhi gadi mei hai
मैंने टाटा पंच base pure CNG बुक की है , ले लू या नही कैसी है परफॉर्मेंस......?
CNG ka nahi pata but Petrol ka theek thak hai iss range mein...