Agar 1 1/2" size ka pipe agar us jagah aaya hua hai jahan aapko zaroorat hai to phir pressure me itna zyada fark nahi padenga agar 1 1/2 size ka pipe wahan nahi aaya hai to phir aapko tank se Lana honga
@@rehankhanamt Agar tank se toilet ka height 20 ft he aur direct tank se 2 inch pipe Metropole flush ke inlet me jata he to phir bi pressure pump lagana hoga?
3L 6L dual flow ko kaise open kare... ek video poora start se open karke, valve khol ke, clean karke, wapas close karne ka bana ke daal do, please. Jisko jahan bhi issue hoga wo dekh ke theek kar lega.
AAP usko clock wise ghuma kar bhi start kar sakte hai agar nahi hota hai to Jahan par jaguar ka Jahan materials milta hai wahan contact kijiye aapki problem solve ho jayengi
Jaquar dual flush valve actually i m facing problem flush valve slightly leakage in toilet 🚽 i'll register a complaint service men loose this flush valve but flush valve dual system like 3 litters and 6 litters system not working properly too much water wastage
Sir. Tanky se 32mm cpvc line aa rahi hai. To mujhe flush valve 32mm lena hai ya 40mm ? normal or dual flush me kya faraq hai or kon sa better hai?
32 mm hi lena honga nahi to pressure nahi aayenga
Kya aap dual flow wala ki user manual share kar shakte ho?? Mujhe zaruraat hain
Sir is same model ka आउटर 3 नो patrs मिल सकता ह क्या स्टील पॉलिश वाले न्यू
flush vs concealed cistern water tank konsa aacha hai bhai
Dono hi acche hai
Sir, sirf ground floor wale ghar pr install kr sakte hai kya ya alag se koi pressure pump lagana padega ?
Haa sir zaroor kar sakte hai koi pressure pump use karna honga sirf tank se flash tak 1 1/2" size ka pipe use karna honga
Sir 10 feet hight tank pr kon sa divator or flush valve use kri company name and model name please reply
Bina Cistern ke direct water tank k sath laga sakte h kya
Sir push wall ke liye kitne inch line Hona chahiye
Tank se push valve tak 1 1/2" ki line ka hona zaroori hai
Push wall aache jada hote hai kya concil tank wale
sir!
ye dual push wale me jyada problem aane ke chances hai kya single push wale se?
jaquar 40mm me ho dono to!
Flush karnese water der see stop hota hai...toh change karna hoga flush ya repair see hoga?
Repair ho jata hai
@@rehankhanamt jaldi button bahar nahi atta...der lagta hai...
Spring looz Ho Gaya hai
@@rehankhanamt kitna kharcha ayega repair?
500-1000
Thank you for this video.
kya yah 1inch k pipe mein kaam karega.
Nahi sir yeh 1" me kaam nahi karenga .
1" size ka bhi Market me available hota hai
Bhai flush wall ya concealer tank kya lagwate konsa best hai
Flash wall
Kya inlate pipe me dairect tank se dena hoga
Ji bhai 1 1/2" pipe ka pressure pipe Dena honga Aisa zruri nhi hai ke direct tank se hi de
@@rehankhanamt Agar dairect tank se nahi dein to kya pressur me kuch dikkat ho sakta h
Agar 1 1/2" size ka pipe agar us jagah aaya hua hai jahan aapko zaroorat hai to phir pressure me itna zyada fark nahi padenga agar 1 1/2 size ka pipe wahan nahi aaya hai to phir aapko tank se Lana honga
@@rehankhanamt
Agar tank se toilet ka height 20 ft he aur direct tank se 2 inch pipe Metropole flush ke inlet me jata he to phir bi pressure pump lagana hoga?
Sir esme esppnner size repair karne ke liye
Sir hamare jaguar ke flush wall me push Karne per Pani nhi ata sir kya Uske repair ke parts mil jate hai ?
Haa full repair hota hai
L key type push button hai ki nhi
32mm ya 40 mm kisme jada pressure hota hai
Flush ko push krne k baad daba kr hi rakhna padta hai toh pani ane lgta hai toh ese thik kaise kare
Jaguar ka metropole brass ka body pe docol name likha ata he ki Jaguar likha Aata he ye Janna he muje
Jaguar hi aata hai
Please tell me box spanner size.
Jaguar metropole ko simple flush wal me convert kaise kare
3L 6L dual flow ko kaise open kare... ek video poora start se open karke, valve khol ke, clean karke, wapas close karne ka bana ke daal do, please. Jisko jahan bhi issue hoga wo dekh ke theek kar lega.
Bhai ji flash push butan band kerna ke bad bhi pani aa reha hai pani band nahi ho reha hai
spering change kijiye
8 ft height mein water ka presure rahega
22 g Push wall press krte pani proper niklta hai ,, lakin press krte hi push button bahr ko nikl pdta hai ik dmm ,,, kya problem hui hai
Spring problem
Repair ho skta hai ?
Or kaise koi idea
Water prasir pani ka jyda Hona Cahiye problam to all time all time Not flash tank water full quqley
Flush Wall ko tank se, pipe kon lani lani hai ground floor pe 2bath room sacend flour pe 1bathroom hai
Upvc astm 1.1/2" size ka
Sir jaquare ke naam ki jagah docol ku aarha h isme baki diverter m to jaquare hi naam likha aata h
Jaquar ma vaccum hota ha ya nhi
Flush krne k baad pani complete band nhi hota thoda thoda pani ate hi rehta hai toh kya kare
Uska spring check kijiye
Scaling ...Ka kya karein
Pahle se bani hui toilet me ye fit ho jati hai? Aur overhead tank se kitne niche isko lagane se aachcha kaam karte hai?
No sir yeh wallhung sit ke liye use Kiya jata hai
Bhai pani bahot kam aa raha hai,matlab push valva turant bahar aa jaata hai to kya kare.
1:30 jo log is parts ko lagatey hai matrpol ke outlet me.
Mujhe 100% sure hai ke bo log building plumber nahi hai.
Box me ek woashar tha usse kya
Karte he
Kit woashar hota hai
Sir mujhe pani nhi chalu ho rha hai kya karna parega
Anti clock voice usko round ghumana honga usme setting di hui hoti hai
Nice👌
ise shuru krne k liye koi jaguar walo ko bulana pdta h kya koi key hoti hai kya
AAP bhi kar sakte hai direction Ko fallow karke flash ke upar likha hota hai agar nahi hota hai to kisi technician Ko bulana padenga
@@rehankhanamt naal fitting wale ko bulaya wo ba jaguar ki pin hoti h wo unko pta hoti h wo hi start kr skte..
AAP usko clock wise ghuma kar bhi start kar sakte hai agar nahi hota hai to Jahan par jaguar ka Jahan materials milta hai wahan contact kijiye aapki problem solve ho jayengi
@@rehankhanamt thank u
push krne ke baad yeh bahar hi nhi aa rha hai. pani ana bnd hi ni ho rha kya kre ab?
Aapko iska spring change karna honga iska spring kharab ho gaya hai
Falashe vale prlbm h slove krnah
Kya problem hai
रिंच कितने नम्बर का लगता है
Jaguar ka flush valve repair video bhejo
Ok bhai
Iss me inlate pipe kitne ka dain
1 1/2" size
Jaquar flash valve me DOCOL Likha kyu rahate hain.
Jaquar. Me jaquar likha nhi hota hai?
Ok
Push karne ke bad vapas nahi aata to kya karen
Spring change karwa lo
Pani kam aaraha h kaise use karna h
Usko AAP clock voice ghumaye pressure badh jayenga
Likhorahahe Kay kare
Spendle ya ring change karna honga
Flush valve opening nahi ho raha hai
Clock voice round kijiye
Round end hone tak
Jaquar dual flush valve actually i m facing problem flush valve slightly leakage in toilet 🚽 i'll register a complaint service men loose this flush valve but flush valve dual system like 3 litters and 6 litters system not working properly too much water wastage
flash valve ka spering change kijiye problem solve ho jayengi
@@rehankhanamt actually phle sahi work kar rha tha but service centre wala usse Loos kr ke gya but dual flush wala system khtm ho gya
AAP ka work shop nobre do.
Metro pol me Pani nahi AA rehab he
Usko anti clock voice ghumao problem solve ho jayegi
Lik huwa to pindal chenj karana padata he
press kar raha huin lekin pani jyada nahi aa raha .bahot kam pani aa raha hai
AAP clock voice ghauma kar pressure badha sakte hai
Not work,
Ok 1 -2 din wait kijiye video banaduna
Lagane ke bad Falak se nahin ho raha
Usko anti clock voice ghumao falash hona start ho jayenga
Brass ka matlab pital ka hota hai
खराब होने के बात दुरस्ती होते ❓का
Repair ho jata hai
Jaguar nahi, Jaquar hai.
Aapka number mil saktha hain?
Flash dabav to daba ka dawai rahata Hai Bharat Nahin Aata
Spering change kardo
pani nh aa raha