بہت خوبصورت ہے ہم بھی یو ایس سے استمبول astanbul گئے تھے مدینہ گئے پھر مکہ سے دوبارہ حج کر کے مدینہ آۓ تھے آپ سب صیح کہہ رہے ہیں بہت amazing ہے نماز کا باتھ روم سب کا انتظام ہے اوپر لاؤنج بھی ہے
MAA SHAA ALLAH MAA SHAA ALLAH bht bht mubarak ho apko Hajj Mubarak ki ALLAH PAK apka Hajj qubool kare aur apne pyare Habib Hazrat MOHAMMAD MUSTAFA(S.A.W.W) aur unke Lakht_e_Jigar Hazrat FATIMA(R.A) kai sadqay apki tamam duao aur ibadato ko apni BARGAH mein qubool ata farmaye aur apki tamam duao per KUN farma dy INN SHAA ALLAH AMEEN SUMA AMEEN apni khasosi duao mein mere papa shahid yousaf ko bhi yad rakhiye ga unki tabiyat nahi thk hain hum bht pareshan hain apki duao ki bht zarorat hain ALLAH PAK apko hamesha apne hifz_o_aman mein rakhy aur apke liye asaniya paida kare aur apko her sal Hajj aur Umrah ki sadat naseeb kare apke parents kai saath aur apko khair khairyat sy Hajj karwaaye aur wapas laye AMEEN SUMA AMEEN
جدہ سے مکہ جانے والی بلٹ ٹرین میں جو ٹریک بنایا گیا ہے اس میں ہماری کمپنی نے بھی کام کیا ہے بہت اچھا منصوبہ ہے لیکن تھوڑا مہنگا ہے تیز ترین آرام دہ سفر
Aslam o alkum bahi mashaallha very nice 👍❤❤❤❤❤❤ap ke video both Ache hote Hy bahi plz hamry ley be dua kary ky Allah humy be Umra karny ke sahdat bakhshy Ameen ❤❤❤❤❤
Assalamoalaikm! Allah AP ko esy shandar maoky bar bar nasib kary mery lye doa kar k ana Allah mjhy sehet k sath hak nasib kary farkhanda tabbsum Ali pur zilsh mozaffar garh,AP ko haj bhot moborak AP ne to ger bethy mjhy haj Kara dya sary moky dikha k jazak allah
Sir ubhe offer lage v...50 % discount on harmain railway... Tw agar hamare pass card na hu or hum airport pohch k counter se buy kre direct tw discount 50% milayga ?
While making vlogs, please focus on content rather than the superficial things. What is the frequency of trains between Jeddah to Makkah, Makkah to Madina and Madina to Jeddah? Can a pilgrim book a round trip ticket from Jeddah Airport to Makkah, stayal 2-3 days at Makkah, then Makkah to Madina, stayal of 2-3 days at Madina and finally Madina to Jeddah Airport? Cost? How to go to Harmain stn from Haram Sharif in Makkah and Madina etc.
@@TravelWithAdil yes... wildlenz walay abrar bhai ka vlog dekha tha.. us m unno ne breif kiya tha.. ap dekhen.. kitni ziada lights nazar aati hn.. hamary working hangers m bhi yehi tareeqa use krtay hn..
Ma Sha Allah Adil bhai buhat khoob vlogs zabardast per meree bhai hajj vlogs ki series ka eik rabat toot gaya tha.. hum aap ke hajj vlogs is tarah sey follow ker rahay they jaisey hum aap ke saath hoon or buhat kuch seekh rahey they.. aap ka aakhri vlog jamarat ka tha.. hum expect ker rahay they uss sey agey aap batayain gey ke tawaf e ziyarat kaisey hota hey, agley din phir jamarat pey kiya kerna hota hey, hajj ki pabindiyon sey banda kab azad ho jata hey..per uss ke baad aap ke Saudi administration ke saath hajj ke intizamat pey vlogs aye jo ke buhat shandar they lekin humain aisey laga ke aap ney humain hajj ke safar main beech main kaheen chorr diya… agar mumkin ho sakey tu kindly jo jo chezain reh gaye theen un per bhi eik vlog bana di jiye ga ta ke jo hajj ki kwahish rakhtey hain unhey completely pata ho ke kub kiya kerna hota hey. Jazakallah 🥰
@@TravelWithAdil Jazakallah brother, agley saal tak zindagi ka kiya bharosa, Allah toufeeq dey hum sub ko, meeree arz ye thi ke aap apney agley vlog main zubani hi zara bata di jiye ga ke pehley din jamarat ke baad kia kia activity hoti hey.. shayed ye hissa aap ke agley vlog ke 5-7 mins ley ley ga, darkhwasat hi hey brother , Jazakallah 🥰
بہترین وڈیو ھے ❤❤❤❤❤
*سبحان الله وبحمده سبحان الله العظیم أستغفر الله الذي لا إله إلا هو الحي القيوم وأتوب إليه* 🌿
*الحَمْدُ ِلله رب العالمین*
الله تعالٰی کا جتنا شکر ادا کریں۔ بہت کم ہے۔ الله نے ہمیں حضرت محمد ﷺ کی امت میں پیدا فرمایا۔
درودشریف پڑھیں۔ اور شئیر کردیں جزاکم اللّہ خیر🩷🩷🩷
بہترین ویڈیو عادل بھاٸ
(اللَّهمَّ زِدْ هذا البيتَ تشريفًا، وتعظيمًا، وتكريمًا، ومَهابةً، وزِدْ مَن شرَّفه وكرَّمه ممَّن حجَّه أو اعتَمَره تشريفًا، وتكريمًا، وتعظيمًا، وبِرًّا)
بہت خوبصورت ہے ہم بھی یو ایس سے استمبول astanbul گئے تھے مدینہ گئے پھر مکہ سے دوبارہ حج کر کے مدینہ آۓ تھے آپ سب صیح کہہ رہے ہیں بہت amazing ہے نماز کا باتھ روم سب کا انتظام ہے اوپر لاؤنج بھی ہے
Buhat shandar built up kia gia he Arbion ne dil khol kar kharcha kia he nia khob sorat and brilliant
MAA SHAA ALLAH MAA SHAA ALLAH bht bht mubarak ho apko Hajj Mubarak ki ALLAH PAK apka Hajj qubool kare aur apne pyare Habib Hazrat MOHAMMAD MUSTAFA(S.A.W.W) aur unke Lakht_e_Jigar Hazrat FATIMA(R.A) kai sadqay apki tamam duao aur ibadato ko apni BARGAH mein qubool ata farmaye aur apki tamam duao per KUN farma dy INN SHAA ALLAH AMEEN SUMA AMEEN apni khasosi duao mein mere papa shahid yousaf ko bhi yad rakhiye ga unki tabiyat nahi thk hain hum bht pareshan hain apki duao ki bht zarorat hain ALLAH PAK apko hamesha apne hifz_o_aman mein rakhy aur apke liye asaniya paida kare aur apko her sal Hajj aur Umrah ki sadat naseeb kare apke parents kai saath aur apko khair khairyat sy Hajj karwaaye aur wapas laye AMEEN SUMA AMEEN
جدہ سے مکہ جانے والی بلٹ ٹرین میں جو ٹریک بنایا گیا ہے اس میں ہماری کمپنی نے بھی کام کیا ہے بہت اچھا منصوبہ ہے لیکن تھوڑا مہنگا ہے تیز ترین آرام دہ سفر
MasaAllah very interesting vlog.YA SALAM.
(اللَّهُمَّ أنْتَ السَّلامُ وَمِنْكَ السَّلامُ، حَيِّنا رَبَّنا بالسَّلامِ)
Aslam o alkum bahi mashaallha very nice 👍❤❤❤❤❤❤ap ke video both Ache hote Hy bahi plz hamry ley be dua kary ky Allah humy be Umra karny ke sahdat bakhshy Ameen ❤❤❤❤❤
واقعی بہت دلچسپ ویڈیو تھی
Mashallah bhut zbrdst station hai..
Allah Pak hum sub KO bhi Apne Ghar bulae bohut Dil karta he.
ماشاءاللہ بہت خوب
Zabardast video
Masahallah Taran.
Aslam O Alaikum,
MaShaa ALLAH ❤
Assalamoalaikm! Allah AP ko esy shandar maoky bar bar nasib kary mery lye doa kar k ana Allah mjhy sehet k sath hak nasib kary farkhanda tabbsum Ali pur zilsh mozaffar garh,AP ko haj bhot moborak AP ne to ger bethy mjhy haj Kara dya sary moky dikha k jazak allah
Zabardast and informative
Bohot zabardast❤😊MASHA ALLSH
माशा अल्लाह ❤
शोएब 🇮🇳 इंडिया
May Allah Accept your Hajj❤❤
What about the old person is there a wheel chair track?
As salamualikum, Nice video.
Mashallah
Good video❤❤❤❤❤❤
MASHAALLAH 🌹🌹🌹
Mashallah buht acha lag ticket kittn ka hai
Medina s Riyadh tarian jati ha
Mashallah mashallah
Zabardast ❤🎉
Adil Bhaya,
Ye fast train ka sysytem kis country ne banaya he ?
Makkah se madina ki train ka bataen
Application p to tickets mehngi arhi hain, apny kese krwai hai booking sasti? Please reply
Great 👍
Salam bhai .I hope fine iam your greatest fan I want to meet you bhai.
Hmari b sear ho gai
Bhai is ki booking Jeddah airport say ho jati hai? Ya pehlay say booking karni parti hai
آپ کے ویلاگ ہمیں واپس ہی نہی آنے دے رہے ہیں لگتا ہے دل وہی رہ گیا
Adil bhai mobile charge karne wala system hai ya nahi bullet train me
Brother plz tell me how to book tickets i m in makkah rn nd want to go to jiddah
مکہ والا بہت خوبصورت ہے
Thanks
Is train ka tickit kese lena phare ga
Sir ubhe offer lage v...50 % discount on harmain railway... Tw agar hamare pass card na hu or hum airport pohch k counter se buy kre direct tw discount 50% milayga ?
nice
Excellent
R u from Karachi?
Makkah to madina rent kiya hy
ticket kaise book krte hain online ya on station
Bro, are cameras allowed in Makkah Madina? Are you shooting with phone or action cam?
Assalamualakoum bhai
Price kya ha per head ki ??
Nice brother…
Ticket price. Makkah to Jeddah
How to do booking?
Why have u left job in saudia?
While making vlogs, please focus on content rather than the superficial things. What is the frequency of trains between Jeddah to Makkah, Makkah to Madina and Madina to Jeddah?
Can a pilgrim book a round trip ticket from Jeddah Airport to Makkah, stayal 2-3 days at Makkah, then Makkah to Madina, stayal of 2-3 days at Madina and finally Madina to Jeddah Airport? Cost? How to go to Harmain stn from Haram Sharif in Makkah and Madina etc.
👌🏻👌🏻👌🏻
And Makkah to madinah what price
❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤
Ticket kaha se leni hai
ماشااللہ
Luggage allow hay?
I think.. ye lights electrical nai hn.. sunlight h...
Really??
@@TravelWithAdil yes... wildlenz walay abrar bhai ka vlog dekha tha.. us m unno ne breif kiya tha.. ap dekhen.. kitni ziada lights nazar aati hn.. hamary working hangers m bhi yehi tareeqa use krtay hn..
👍
Kon kon free umrah krna chahta hy
Please mujhe bula lo umra per
Agar yah aap logon ne jhooth bola hai to bahut bura Kiya Hai Allah aapko dekhega
@@lifestylenaziajakhro7655 esy logon ko nahi bheja jata
Allah muje bhi yh saadat naseeb farmaye aamin
Mj b krna h
❤❤
بھائی پاک سے مکمل عمرہ کا کتنا خرچہ ایا اپ کا ۔
Jo Hajj Waha k king shah Salman krate Hain Muslim mulkon k ghareeb logo ko us ki application dene ka Kya tareeqa he?
Ma Sha Allah Adil bhai buhat khoob vlogs zabardast per meree bhai hajj vlogs ki series ka eik rabat toot gaya tha.. hum aap ke hajj vlogs is tarah sey follow ker rahay they jaisey hum aap ke saath hoon or buhat kuch seekh rahey they.. aap ka aakhri vlog jamarat ka tha.. hum expect ker rahay they uss sey agey aap batayain gey ke tawaf e ziyarat kaisey hota hey, agley din phir jamarat pey kiya kerna hota hey, hajj ki pabindiyon sey banda kab azad ho jata hey..per uss ke baad aap ke Saudi administration ke saath hajj ke intizamat pey vlogs aye jo ke buhat shandar they lekin humain aisey laga ke aap ney humain hajj ke safar main beech main kaheen chorr diya… agar mumkin ho sakey tu kindly jo jo chezain reh gaye theen un per bhi eik vlog bana di jiye ga ta ke jo hajj ki kwahish rakhtey hain unhey completely pata ho ke kub kiya kerna hota hey. Jazakallah 🥰
Bht Shukriya meray Aziz. Hajj vlogs complete ho gaey. Next year IA Hajj say pehly is pr detail video bnaon ga
@@TravelWithAdil Jazakallah brother, agley saal tak zindagi ka kiya bharosa, Allah toufeeq dey hum sub ko, meeree arz ye thi ke aap apney agley vlog main zubani hi zara bata di jiye ga ke pehley din jamarat ke baad kia kia activity hoti hey.. shayed ye hissa aap ke agley vlog ke 5-7 mins ley ley ga, darkhwasat hi hey brother , Jazakallah 🥰
Bullet nahi metro hai
plz guide kr den
Ticket kaise liya hai apne
Online
کیا ہم ہینڈ کیری ساتھ لے حرم جا سکتے ہیں؟؟
It us amazing
No sound and so smooth we used this amazing train in 2024 hajj
Aapne abhi tak filisteen par koi vdo nhi banai😂😂
MashaAllah
Mashallah