Arjuna vs Karna Fight Scene l Mahabharat Scene | B R Chopra

แชร์
ฝัง
  • เผยแพร่เมื่อ 13 ธ.ค. 2024

ความคิดเห็น • 263

  • @trueindianankit5773
    @trueindianankit5773 2 หลายเดือนก่อน +60

    Br Chopra Mahabharat ke Shree Krushna ji ke pure dekho।
    Unki acting level alag hi he।
    Pura dekhoge toh pata chalega।

  • @CleverTricks
    @CleverTricks 2 หลายเดือนก่อน +69

    Lol nitish bhardwaj the one who played the role of Lord Krishna was perfect for the role same like how Saurabh Raj Jain was perfect for the role of Lord Krishna, the only thing old Mahabharat lacked was vfx, otherwise acting, dialogue delivery was far better than star plus Mahabharat, try to watch this Mahabharat first before commenting lol, all the actors did justice to their role in BR Chopra mahabharat

    • @ShivamINDIA-q7g
      @ShivamINDIA-q7g 2 หลายเดือนก่อน +7

      Old is gold 😂

    • @Anadi_Anant_Narayan
      @Anadi_Anant_Narayan 2 หลายเดือนก่อน +3

      Tum kitna bhi zabardasti kisi cheez ko support karlo puraana hone ke karan lekin baat ye sach hai ki jo impact aur jo feel sourabh ko dekh aati hai krishn ji ki vo Nitish bhardwaj ko dekh ke nhi aati! Non Hindus ko bhi Sourabh ko dekh vo bhagwan waali feeling aati hai toh samajh jao! Uske liye apne opinion thopne nhi pade kisi ko! Apne aap hi unhe feel aayi

    • @Anadi_Anant_Narayan
      @Anadi_Anant_Narayan 2 หลายเดือนก่อน

      Nitish bhardwaj mein Rang ko chhodh ke Shri krishn jaisa kuch bhi nhi tha! Na unki jaisi beauty khair vo toh kisi mein nhi ho sakti but still sourabh ke saath comparatively dekha jaaye toh na unki jaisi beauty na unki jaisi personality!

    • @CleverTricks
      @CleverTricks 2 หลายเดือนก่อน +2

      @@Anadi_Anant_Narayan Bhagwan Sri Krishna jaisa baat kisi me nahin hai, I was talking about acting, the way nitish bharadwaj acted and his dialogue delivery is pitch perfect aur yeh me jabardasti nahin bol raha hoon yeh sach hai, jab me bachha tha tab mujhe nitish bhardwaj as Lord Krishna pasand nahin tha but mujhe the one who played Lord Krishna in Shree Krishna pasand tha but jab bada hua to realise hua ki better acting and dialogue delivery nitish bhardwaj ka hai aur maine Sourabh Raj Jain ko galat nahin bola usne Bhai perfectly role play kiya hai Lord Krishna ka, both Nitish Bhardwaj and Sourab Raj Jain were perfect as Lord Krishna, both are different actor but they both did justice to their respective roles, but in old Mahabharat all the actors did justice to their role

    • @theinspiredmindYT
      @theinspiredmindYT 2 หลายเดือนก่อน +3

      @@Anadi_Anant_Narayan naye logo ko cringe aur overacting karne waale actors pasand h, Nitish Bhardwaj ko abhi bhi log exact sri krishna maante h log

  • @rajroushan4463
    @rajroushan4463 2 หลายเดือนก่อน +24

    B.r Chopra MAHABHARAT best hai👍

  • @EDUCATIONWIREew
    @EDUCATIONWIREew 2 หลายเดือนก่อน +19

    This is real mahabhart not for views only for spreading truth 🙏 that's why people said old is gold

    • @pallavi.bharati
      @pallavi.bharati 2 หลายเดือนก่อน +1

      BR Chopra serial ko mein isliye poori tarah perfect nahi kehti, ha baad me Yudhishthir aur Nakul pe Karn haavi hua lekin dono pe peeche se vaar karke haavi hua aur Yudhishthir to Karn ko pehle adhmara kar diye the, bas ek vaar baaki tha jisse mar jata Karn lekin Yudhishthir rok diye khudko Arjun ki pratigya yaad karke tab jaise jane lage Karn peeche se hamla karta hai unke kavach par unke apman keliye aur Yudhishthir ko Uppandav aur Panchal aake bachate hai Karn ke reaction se..
      Nakul bhi Karn ko barabari ka takkar diye lekin Nakul ke ghoda aur sarthi ko maara Karn tabhi haavi ho paya varna haar raha tha unse bhi. Darasal BR Chopra hi Karn ko badha-chadhake dikhana shuru kiye tabhi baaki serials inhe follow kiye,
      ha BR Chopra ne Karn ko sirf Arjun ke mukaable kamzor dikhaya jabki Karn sabhi Pandavo ke mukable kamzor tha, yahan Karn ka Bheem se saamna bhi nahi dikhaye jahan Karn behosh hogaya tha Bheem ke vaaro se aur bhag gaya tha yuddh se.

    • @pallavi.bharati
      @pallavi.bharati 2 หลายเดือนก่อน

      Ek aur chiz galat dikhaye yahan, Karn nihatta nahi tha jab usey maara gaya, vo Arjun pe Brahmastra bhi chalaya tha tab reaction me Arjun maare, Krishn ki baat maan nahi maare

  • @RajuArora-om9or
    @RajuArora-om9or 2 หลายเดือนก่อน +23

    Star Plus valo ko thoda drama dikhana tha gardan me teer laga aur karn bat ki ek ghante tak pura parivar aa gaya rone 😂😂

    • @endlesssleep4101
      @endlesssleep4101 2 หลายเดือนก่อน +7

      Daily soap bna Diya Mahabharat ko ekta kapoor ne😂

    • @harikaraorao7514
      @harikaraorao7514 2 หลายเดือนก่อน +5

      ​@@endlesssleep4101ekta kapoor nahi Siddharth Kumar Tiwary

  • @TrumpThomas123
    @TrumpThomas123 2 หลายเดือนก่อน +17

    Dharm ki jeet ho Adharm ka Naash ho 🙏

  • @nanavdabas2379
    @nanavdabas2379 2 หลายเดือนก่อน +12

    Don't Judge
    Ek Episode Deakh Kar
    BR Chopra Ki Puri Mahabharat Dekho Tab Acting Kitni Ultimate Level Ki Hai Pta Chalega

  • @endlesssleep4101
    @endlesssleep4101 2 หลายเดือนก่อน +8

    Br chopra's Mahabharat is more authentic

  • @badal3761
    @badal3761 2 หลายเดือนก่อน +20

    B R Chopra Mahabharat reaction chaiye.
    Star plus wala jayda drama hai 😂😂

    • @rajroushan4463
      @rajroushan4463 2 หลายเดือนก่อน +1

      True

    • @Amirth1996
      @Amirth1996 2 หลายเดือนก่อน

      Star plus fake baratham trpp

  • @piyush8112
    @piyush8112 2 หลายเดือนก่อน +4

    BR Chopra's Mahabharat is the best Mahabharat show till date and 80% close to actual narration.

  • @piyush8112
    @piyush8112 2 หลายเดือนก่อน +6

    Before judging Nitish(who played Krishna) read Ved Vyas Mahabharat. He is the best Sri Krishna actor on indian television till date.

  • @AnkitKumar-yg8hu
    @AnkitKumar-yg8hu 2 หลายเดือนก่อน +13

    Bhai 5 min ki video me Krishna ko judge kr leye.... Br Chopra Mahabharat k Krishna aajtak k sbse best Krishna hai, baaki uske aadhe bhi nahi hain. Esa hai ki Mahabharata pdhna padta hai, ese judge krne k lia.Nitish Bhardwaj k Krishna ko judge kr rahe 5 min ki clip mae.😂😂😂

  • @rajroushan4463
    @rajroushan4463 2 หลายเดือนก่อน +10

    Yea ab tak ki bani best MAHABHARAT series hai

  • @Fabulicious.
    @Fabulicious. 2 หลายเดือนก่อน +2

    Abhi to in krishna ji ko dekha hi nhi aap ne.. Jab se ye mahabharat bani hai tab se nazar mein koi aur krishna ji aate hi nhi hain samne.. He actually did the justice with krishna ji's character... Aap ne ye mahabharat dekh li to lagega jaise jee liya us time mein 💯💯

  • @piyush8112
    @piyush8112 2 หลายเดือนก่อน +5

    Bring BR Chopra Mahabharat. Its CLASSIC and 80% accurate.

  • @dhrubaghosh5742
    @dhrubaghosh5742 2 หลายเดือนก่อน +8

    Arjun ne Karan ko nahi maara balki Karan ko uske khud ke shraap ne maara. 😐

  • @sachinmaurya1440
    @sachinmaurya1440 2 หลายเดือนก่อน +16

    BR chopra ke mahabharat ka gita gyan leke aao

  • @piyush8112
    @piyush8112 2 หลายเดือนก่อน +5

    You guys judging the whole classic series based on 2 min clip? Watch full series then comment. This is the best Mahabharat show ever, no overacting, fake stories, 80% accurate to text and top notch performances.

  • @Indraneelsarkar127
    @Indraneelsarkar127 2 หลายเดือนก่อน +1

    Best Trio ever of Mahabharat: Nitish Bhardwaj Sir as Shree Krishna, Arjun Firoz Khan Sir as Arjun and Pankaj Dheer Sir as Karna❤️

  • @vegeta2065
    @vegeta2065 2 หลายเดือนก่อน +8

    Bhai ek scene dekh ke tumhe puri series ko judge kar liya wah vo bhi puri series ka end part ke 8-9 min 😂

  • @payalthakur1052
    @payalthakur1052 2 หลายเดือนก่อน +2

    My favourite actor hai nitish bhardwaj ap sabhi scene ko dekho apko to pata chalega inke bare me inse Acha krishna ji ka role kisi ne aj tk kiya hi nhi

  • @HariOm-nt3gd
    @HariOm-nt3gd 2 หลายเดือนก่อน +1

    भैया जी नमस्कार 🙏
    आप एक बहुत ही अच्छा कार्य कर रहे हैं
    इसके लिए आपको दिल से धन्यवाद।
    आप से गुजारिस हैं की br Chopra की महाभारत के पुरे सीरियल दिखाएं।
    और आप सभी लोग इंडिया आए कभी घूमने।
    तभी पाक और इंडिया के रिलेशन में सुधार और अच्छे हो सकते है।
    जय श्री राम।।

  • @rishabhparmar6566
    @rishabhparmar6566 2 หลายเดือนก่อน +7

    Please ye wali mahabharat par pura reaction do

  • @nishantsharma7515
    @nishantsharma7515 2 หลายเดือนก่อน +6

    Karna mein bhut power thi

    • @badal3761
      @badal3761 2 หลายเดือนก่อน +2

      Hn par Arjun se nhi 😂😂

    • @cricketclass3608
      @cricketclass3608 2 หลายเดือนก่อน +1

      H.... kyoki wo yekta Kapoor ka larka tha.....😂😂😂😂😂

  • @rajroushan4463
    @rajroushan4463 2 หลายเดือนก่อน +3

    B.r Chopra MAHABHARAT series par reaction kare.. believe me aapko bahut pasand aayegi ❤

  • @debarnobsfashion8066
    @debarnobsfashion8066 2 หลายเดือนก่อน +2

    Pehle scene me Kripacharya and Dhrishtadymna fight kar rahe the....aur dusre scene me jo safed cloth me the wo Yudhishthir the guys....aur jo black dress me the wo Duryodhan tha guys samjhe?...aur 3rd scene me Karn and Nakul ka yudh chal raha tha guys😊

  • @PK-rz3uy
    @PK-rz3uy 2 หลายเดือนก่อน

    हम सबने यही महाभारत देखी है और सबसे विचित्र बात तो यह है कि इसमें अर्जुन का किरदार निभाने वाले मुसलमान भाई हैं।😊🙏

    • @bijayalaxmisamantaray5
      @bijayalaxmisamantaray5 2 หลายเดือนก่อน

      He even changed his screen name to Arjun after the show🎉

  • @ashwanisehgal6955
    @ashwanisehgal6955 2 หลายเดือนก่อน

    Best & original story line by B.R.Chopra

  • @butaipalit3152
    @butaipalit3152 2 หลายเดือนก่อน

    Br Chopra ki Mahabharat main jo teero ki awaaz hai aur last main jo karan aur Arjun ki bech danush yudh dikhaya hai vo bohot acha hai sab ne apne apne charecter ko bohot achi tarah play kiya especially Firoz Khan as Arjun, Pankaj dheer as karan, Mukesh Khanna as Bheeshm Pitamah, Rupa Ganguly as Droupadi and Nitish Bhardwaj as Sri Krishna.

  • @vaishalig5674
    @vaishalig5674 2 หลายเดือนก่อน +2

    Agar apko feeling chahiye toh iss wale mahabharat ko starting se dekhiye charactors ke saath zyada connect ho payenge

  • @ajayhajipurap4070
    @ajayhajipurap4070 2 หลายเดือนก่อน

    This is real Mahabharat ❤

  • @piyush8112
    @piyush8112 2 หลายเดือนก่อน +2

    Same? Lol
    Karna was beheaded in Ved Vyas Mahabharat. Krishna had zero sympathy for him. And Pandavas didnt cry over his death the way shown in Star Plus😂

  • @ndstatus1689
    @ndstatus1689 หลายเดือนก่อน

    Played the role of Arjun in BR Chopra's Mahabharata. His name is Firoz Khan and even today his mother calls him Arjuna ❤❤

  • @PriyanshiandAryanVlogs
    @PriyanshiandAryanVlogs 2 หลายเดือนก่อน +2

    Aap log first BR Chopra wali Mahabharat complete dekhte tb aap ko jyada samjh aati,

  • @AmitBiswas-vg7nk
    @AmitBiswas-vg7nk 2 หลายเดือนก่อน

    Love you brother from India 🙏🏽❤🙏🏽🙏🏽🙏🏽🙏🏽🙏🏽💐

  • @EDUCATIONWIREew
    @EDUCATIONWIREew 2 หลายเดือนก่อน +1

    J reality hai old is gold

  • @rudranarayansahoo2044
    @rudranarayansahoo2044 2 หลายเดือนก่อน +8

    13:45 bhai usne apne poore zindagi main bas mahabharat ke 17th day main he ache tarike se fight ki thi(jis din woh mara) uske alawa har jagah se backoff kiya hai (karn ) apko br chopra ka drupad waala guru dakshina yudh aur draupadi swayamvar ke baad bhi laana chahiye phir pata chalega ..isme bhi chupai gyi hai karn ki negative side esa nhi ki sab kuch sach dikhya hai 60-70% reality dikhayi hai but baaki aaj ke mahabharato se kayi behtar dikhayi hai unme toh bilkul he nahi dikhayi including ur starplus waala

    • @bikunayak8230
      @bikunayak8230 2 หลายเดือนก่อน +1

      Ek jahil pan ki bi limit hoti hai 😂😂😂 isi br Chopra mahabharat mein jab virat yudh mein Sbko defeat kr Raha tha toh woh sach hai au ab karn kya power show of kya toh jhuth 😂😂😂

    • @bikunayak8230
      @bikunayak8230 2 หลายเดือนก่อน

      Ek hypocrisy bi limit hoti hai 😂😂😂

    • @bikunayak8230
      @bikunayak8230 2 หลายเดือนก่อน

      Kon he log kaha se ajate hai 😂😂😂

    • @rudranarayansahoo2044
      @rudranarayansahoo2044 2 หลายเดือนก่อน +1

      @@bikunayak8230 abe gadhe jo sach hai woh sach hai bheem aur abhimanyu se bhi haarahua ye karn ko arjun nihatta marega ? yehi din dekhne ke liye itna samrthya kamaya thaa kya arjuna ne ? ye le reference
      Can you please tell me where it is written Arjun killed unarmed Karna?
      "Sanjaya said, "Vasudeva was stationed on his chariot. He said, 'O Radheya! It is fortunate that you remember dharma. Quite often, when they are immersed in hardships, inferior ones censure destiny, but not their evil deeds. O Karna! When you, Suyodhana, Duhshasana and Shakuni Soubala brought Droupadi to the assembly hall in a single garment, did dharma not show itself to you? When, in the assembly hall, Yudhishthira, who was not skilled. at dice, was defeated by Shakuni, who was skilled at dice, where did dharma go then? O Karna! During her season, Krishna 798 was under Duhshasana's subjugation in the assembly hall and you laughed at her. Where did dharma go then? O Karna! Resorting to the king of Gandhara and coveting the kingdom, you challenged the Pandavas. 799 Where did dharma go then?" When Vasudeva addressed Radheya in this way, Pandava Dhananjaya remembered all this and was overcome by great rage. Energetic flames of anger seemed to issue out from all the pores on his body and it was extraordinary. "On seeing this, Karna again invoked brahmastra against Dhananjaya. He showered down arrows and tried to extricate his chariot. Pandava countered those weapons with his own weapons. Kounteya then released another weapon, beloved of the fire god, towards Karna. It blazed fiercely. Karna pacified the fire through a varuna weapon. He covered all the directions with clouds and it was as dark as a rainy day. Pandaveya was not frightened. While Radheya looked on, the valiant one used the vayavya weapon and dispelled all the clouds. The supreme one's standard had the marks of an elephant's housing. It was decorated with gold, pearls, jewels and diamonds. It had been crafted by excellent artisans over a long period of time. It was expensive and beautiful in form. It always inspired your soldiers and terrified and frightened the enemy. It was renowned in the world and blazed like the sun. and the moon. Kiriti used a razor-sharp arrow that was gold-tufted and pointed. With that, he brought down the handsome and blazing standard of the great-souled maharatha, Adhiratha's son. O venerable one! When that stan- dard was uprooted, fame, dharma, victory and everything that was dear to the hearts of the Kurus also fell down. Great sounds of lamentation arose.
      "To ensure Karna's death, Pandava took out an anjalika arrow. It was like the great Indra's vajra, or like a rod that was made out of fire. It blazed in its rays, like the one with one thousand rays, 800 It was capable of penetrat-
      to withstand as predatory beasts. It was like the pinaka and Narayana's chakra. It was fearful and destructive of liv- ing beings. He invoked mantras and affixed that supreme and great weapon to Gandiva. He loudly said, 'I am
      grasping this great weapon, which is in the form of an arrow. It is extremely difficult to withstand and is capable of destroying the body. If I have tormented myself through austerities and have satisfied my seniors, if I have listened
      ing the inner organs and smearing itself with blood and flesh. It was extremely expensive and was like the fire and the sun. It could destroy men, horses and elephants and was three cubits long, with six tufts. 801 It travelled straight and possessed a great force. In its energy, it was like the vajra of the one with one thousand eyes. It was as difficult to what my well-wishers have told me, through that truth, let this arrow slay my armoured enemy, Karna, and bring me victory. Having said this, for the sake of Karna's death, Dhananjaya released that terrible arrow. It was as fierce as rites performed by Atharvan and Angiras. It blazed and was impossible to be endured in a battle, even by Death itself. Kiriti cheerfully said, 'Let this arrow bring me victory.' Wishing to slay Karna, bring about his end and convey him to Yama, he released the arrow, which was as radiant as the sun and the moon. Cheerfully, so that he could be conveyed towards victory, the one with the diadem and the garland shot the arrow. It was as radiant as the sun and the moon. He harboured feelings of enmity and wished to slay his enemy. That weapon, blazing like the sun, was shot. Like the sun, it lit up the earth with its radiance. The head of the commander of the army was severed. Like the sun, with a red disc, it seemed to set. The body of the one who performed generous deeds was
      always reared in happiness. Like a person who is reluctant to leave a house filled with great riches, the head parted from the body with great difficulty. Without the armour, the body was mangled by arrows and lost its life. Karna's body was severed and fell down."
      Karna Vadh Parva- Chapter 1217(67)

  • @Anmol_Singhaniya
    @Anmol_Singhaniya 2 หลายเดือนก่อน +10

    10:42 Satisfaction😂

    • @tappu-qv1oe
      @tappu-qv1oe 2 หลายเดือนก่อน

      Reservation in India , I like it …. 🤣🤣🤣

  • @samuelgeorge3823
    @samuelgeorge3823 2 หลายเดือนก่อน

    FInally you are the seeing the Best Content Version of Mahabharat....its the original one with true factual story

  • @Amitkumar....681
    @Amitkumar....681 2 หลายเดือนก่อน +2

    Jay mahabhrat ❤❤❤ jay sri krishna ❤

  • @ndstatus1689
    @ndstatus1689 หลายเดือนก่อน

    Mahabharat Ke Hisab Se Yahi Sahi Hai
    Arjuna Ne Krishna Ji Ke Kahne par ( Anjali Astra) Nam Ka Tir chalaya Tha Jis Se Karna Ka Sar Dhad se Alag ho gaya tha 👍👍

  • @AmarsinghDeora-d5f
    @AmarsinghDeora-d5f 2 หลายเดือนก่อน +1

    Jai Shree Krishna

  • @MohitJain-or2ov
    @MohitJain-or2ov 2 หลายเดือนก่อน +1

    BR Chopra ki Krishna ji Sab se Best Hai

    • @MohitJain-or2ov
      @MohitJain-or2ov 2 หลายเดือนก่อน

      Nitish Bhardwaj 🙏🚩🙏 Jai Shree Krishna

  • @r1man481
    @r1man481 2 หลายเดือนก่อน +1

    Jay Shri Krishna Yadav❤❤

  • @godisone1420
    @godisone1420 2 หลายเดือนก่อน +6

    Rana ji B.R chopra ki mahabharat ka abhimanyu vadh par reaction do

  • @RajaSardar-d4p
    @RajaSardar-d4p 11 วันที่ผ่านมา

    Old is gold br Chopra mahabharat pura dekho

  • @ilverma55
    @ilverma55 2 หลายเดือนก่อน

    What a greate episode yar 53 crore peoples watch this episode at the time of live telecast

  • @Ex-MuslimEra_supporter
    @Ex-MuslimEra_supporter 2 หลายเดือนก่อน +1

    5:21
    This Arjun Actor is a Muslim (Pathan) in real life... 😊! Most loved Muslim across the country...

  • @zsnegi940
    @zsnegi940 2 หลายเดือนก่อน +2

    Karn ka sar alag ho gaya tha.. Aap yeh Wali Mahabharat dekhoge to Shri Krishna ji ke role mein yeh bhi utna hi janche he jaise star plus wale mein woh wale. Aap dekhoge tab Pata chalega.

  • @Gamers-tu7oe
    @Gamers-tu7oe 2 หลายเดือนก่อน

    BR Chopra’s Mahabharat is awesome, each character played perfectly, There no comparison between BR Chopda vs star plus Mahabharat star cast.
    Btw dialogue could not be the same because the original scripture is written in Sanskrit 😅😅😅

  • @Rishab1234-l2u
    @Rishab1234-l2u 2 หลายเดือนก่อน +1

    No doubt saurab Raj Jain star plus wale chaa gye
    But yaha isme BR Chopra wali me.bhi Krishna ji jisne play kiya wo bahut jayada badiya play kiya hai
    Aur ye baat m tash me aake nhi bol Raha
    He is literally amazing as Krishna
    Thoda sa change hai dono Mahabharata me krishnji ke character me
    Star plus wali me Krishnji jayada respective dikhaye hai Yuduster aur Bheem. Ki taraf se
    But yaha BR Chopra me Krishnji chotte bhai ki tarah hai Bheem aur Yuduster ke liye

    • @ashishpratap5975
      @ashishpratap5975 2 หลายเดือนก่อน

      यही सही है

  • @bhawananagori9862
    @bhawananagori9862 2 หลายเดือนก่อน +1

    Saurabh raaj jain in star plus mahabharat is best as shree krishna❤❤❤no one can replace him

  • @Priti_Therokar
    @Priti_Therokar 2 หลายเดือนก่อน +2

    Aap ne dekha he nahi hai B R Chopra ke Krishna ka role.....

  • @TeamXOfficial123
    @TeamXOfficial123 2 หลายเดือนก่อน +1

    Arjun ❤❤

  • @raghvendraparihar3451
    @raghvendraparihar3451 2 หลายเดือนก่อน

    B.r.chopra super riyal Mahabharat

  • @deepubanna1821
    @deepubanna1821 2 หลายเดือนก่อน +4

    Shi se dekhoge pura tbhi pta chlega kya change h result to same hi aayega aap result. Dekh rhe ho , br chopra m bhut alg h pura dekho star plus frji h puri , br chopra dekhoge tb pta chlega changes result dekhne se pta nhi chlta kuch result dono me same hi hoga smjhe

  • @kaushalbhatt4217
    @kaushalbhatt4217 2 หลายเดือนก่อน

    Br chopra jesi mahabharat koi nahi bana sakta

  • @shwetachoudhary801
    @shwetachoudhary801 2 หลายเดือนก่อน

    Time ke hisab se upgrade ki gayi hai 😊😊😊🇮🇳🇮🇳🇮🇳

  • @vaishalig5674
    @vaishalig5674 2 หลายเดือนก่อน +1

    Yeh 1980s - 90s main banaya gaya hai toh vfx utna accha nai hai but story telling acchi dikhaya hai agar aap starting se dekhoge toh pata chalega

  • @EDUCATIONWIREew
    @EDUCATIONWIREew 2 หลายเดือนก่อน +3

    Puri dekho tabb ek ek moment har cheej proper smaj aye gi

  • @himanisharma364
    @himanisharma364 2 หลายเดือนก่อน

    Real mahabharat

  • @priyankatainguriya6887
    @priyankatainguriya6887 2 หลายเดือนก่อน +4

    Please 🙏 siya ke ram serial par react Karo

  • @पपुपरजापती-ढ7ल
    @पपुपरजापती-ढ7ल 2 วันที่ผ่านมา

    बिहार चोपड़ा की मां भारती सही है क्योंकि मैं 88 और डायलॉग वाले भी आपके धर्म रहमान राजा लेकिन उसके बाद में हमारे जो ग्रंथ है उसमें भी मैं बहुत सारा पढ़ा हुआ है यह सही कथा है

  • @tiaraa0008
    @tiaraa0008 2 หลายเดือนก่อน +2

    You just watched one clip and judged the entire show🌚 Pakistan me Old movies nahi banti thi kya, agar aapne uss time ki movies dekhi hoti to aap abhi camera quality, vfx and dialogue delievery judge nhi kar rhe hote, balki story par focus kar rhe hote..
    You should understand that Old Mahabharat and Ramayan bohot pehle bane the, unki bhale low camera quality and vfx ho but wo uss time par jo available tha uske according accha tha..
    And isse pehle Ramayan aur Mahabharat kisine nhi banayi thi to characters ka costume, dialogue delievery sabkuch new tha, sabkuch unhone khud create kiya hai apni imagination and book reference se..isliye ye shows aaj bhi best maane jaate hai
    Agar aap new Mahabharat makers se puchoge wo bhi yahi bolenge ki wo bhi Old Ramayan and Mahabharat se hi inspired the

  • @kamlameena7808
    @kamlameena7808 2 หลายเดือนก่อน +2

    Karna ❤❤

  • @Ajaya20111975
    @Ajaya20111975 2 หลายเดือนก่อน

    Raaneeti film dekho, Ajaya devgan as Karna,Nana Patekar as Srikrisna & Ranbeer Kapoor as Arjun & Manoj baajpayee as duryodhan

  • @piyush8112
    @piyush8112 2 หลายเดือนก่อน +1

    Woh pehle Yuddhisthir ne Karna ko adhmara karke chhodh diya tha in Vyas Mahabharat and Karna ne 17 day of war mein achhi fight ki thi😅

  • @piyush8112
    @piyush8112 2 หลายเดือนก่อน

    Nitish Bharadwaj is the best actor who played both Lord Krishna and Lord Vishnu perfectly on screen and pretty close to Ved Vyas narration unlike Saurabh under Tiwary's direction. Watch the whole series before commenting.

  • @deepubanna1821
    @deepubanna1821 2 หลายเดือนก่อน +4

    Ye hi real h star plus totaly frji h

  • @KhushiChauhan-m2h
    @KhushiChauhan-m2h 2 หลายเดือนก่อน +1

    Plzzz bring series on
    Siya ke Ram
    Devon ke dev mahadev
    Mahakali

  • @Kedar-e5g
    @Kedar-e5g 2 หลายเดือนก่อน

    Haryana me kuru shetra ki pure City ki jamin Aaj ke din bhi...lahu se lal he bhai
    From Gujarat India

  • @pipilifrontrunners5457
    @pipilifrontrunners5457 2 หลายเดือนก่อน

    One book ko har koi padh leta he...lekin . Padhne wale ke gyan ke mutabik book ko samjhta hiiii

  • @pallavi.bharati
    @pallavi.bharati 2 หลายเดือนก่อน +1

    BR Chopra serial ko mein isliye poori tarah perfect nahi kehti, ha baad me Yudhishthir aur Nakul pe Karn haavi hua lekin dono pe peeche se vaar karke haavi hua aur Yudhishthir to Karn ko pehle adhmara kar diye the, bas ek vaar baaki tha jisse mar jata Karn lekin Yudhishthir rok diye khudko Arjun ki pratigya yaad karke tab jaise jane lage Karn peeche se hamla karta hai unke kavach par unke apman keliye aur Yudhishthir ko Uppandav aur Panchal aake bachate hai Karn ke reaction se..
    Nakul bhi Karn ko barabari ka takkar diye lekin Nakul ke ghoda aur sarthi ko maara Karn tabhi haavi ho paya varna haar raha tha unse bhi. Darasal BR Chopra hi Karn ko badha-chadhake dikhana shuru kiye tabhi baaki serials inhe follow kiye,
    ha BR Chopra ne Karn ko sirf Arjun ke mukaable kamzor dikhaya jabki Karn sabhi Pandavo ke mukable kamzor tha, yahan Karn ka Bheem se saamna bhi nahi dikhaye jahan Karn behosh hogaya tha Bheem ke vaaro se aur bhag gaya tha yuddh se.
    Ek aur chiz galat dikhaye yahan, Karn nihatta nahi tha jab usey maara gaya, vo Arjun pe Brahmastra bhi chalaya tha tab reaction me Arjun maare, Krishn ki baat maan nahi maare

  • @ranjitabisht9534
    @ranjitabisht9534 10 วันที่ผ่านมา

    Star Plus ki Mahabharat jiyda impactful or Best' hai 🔥

  • @ManojKumar-jy4cs
    @ManojKumar-jy4cs 2 หลายเดือนก่อน

    Yes in Star plus Mahabharat is very good

  • @debarnobsfashion8066
    @debarnobsfashion8066 2 หลายเดือนก่อน +2

    Aap is wale Krishna ji ke dusre clips dekhiye bhai....sirf ek clip se Kaun se Krishna ji ka character zyada accha hai wo pata nahi chalega bhai.... Shishupal vadh scene dekhiye....fir Shantidoot wala scene dekhiye....aur sabse badi scene Geeta gyaan ke episodes ko dekhiye bhailog ye wale Krishna ji ka....tab pata chalega ki wo bhagwan lag rahe hai ki nahi....

    • @Anadi_Anant_Narayan
      @Anadi_Anant_Narayan 2 หลายเดือนก่อน

      Bhai dekhte hi feel aa jaati hai hazaar scenes dekhne ki zaroorat nhi hoti feel ke liye! Sourabh ko dekhte hi feel aati hai bhagwan waali!

  • @Anish9925-q6h
    @Anish9925-q6h 2 หลายเดือนก่อน

    Br Chopra ji ki best sirial hai mahabharat

  • @SatyaMevaJayate1997
    @SatyaMevaJayate1997 2 หลายเดือนก่อน

    Ajkal thoda dramatic way me present kiya jaa raha hai toh kuch scenes add karke dikhaya gaya hai bakiyo ka chiz naya walo me but purane wale emotion ke sath sath Fight unhone acche se dikhaya hai aur focus kiya hai toh us jagah me Important baat chit hi dikhaya gaya hai aur kuch kuch personal life ke vistarit scrne include nahi kiya gaya uske liye jo Mahabharat book se parta hai uske paas sab explaination aur ghatna aur baat chit saamne hota hai kitaab me likha huya.

  • @kittuofficialup
    @kittuofficialup 2 หลายเดือนก่อน

    Es maha Bharat me Jaan hai

  • @nanavdabas2379
    @nanavdabas2379 2 หลายเดือนก่อน +2

    Iss Waali Main KARAN Ki Aatma Direct ARJUN Se Baat Karne Aati Hai Raat Ko !!!

    • @pallavi.bharati
      @pallavi.bharati 2 หลายเดือนก่อน

      BR Chopra serial ko mein isliye poori tarah perfect nahi kehti, ha baad me Yudhishthir aur Nakul pe Karn haavi hua lekin dono pe peeche se vaar karke haavi hua aur Yudhishthir to Karn ko pehle adhmara kar diye the, bas ek vaar baaki tha jisse mar jata Karn lekin Yudhishthir rok diye khudko Arjun ki pratigya yaad karke tab jaise jane lage Karn peeche se hamla karta hai unke kavach par unke apman keliye aur Yudhishthir ko Uppandav aur Panchal aake bachate hai Karn ke reaction se..
      Nakul bhi Karn ko barabari ka takkar diye lekin Nakul ke ghoda aur sarthi ko maara Karn tabhi haavi ho paya varna haar raha tha unse bhi. Darasal BR Chopra hi Karn ko badha-chadhake dikhana shuru kiye tabhi baaki serials inhe follow kiye,
      ha BR Chopra ne Karn ko sirf Arjun ke mukaable kamzor dikhaya jabki Karn sabhi Pandavo ke mukable kamzor tha, yahan Karn ka Bheem se saamna bhi nahi dikhaye jahan Karn behosh hogaya tha Bheem ke vaaro se aur bhag gaya tha yuddh se.

    • @pallavi.bharati
      @pallavi.bharati 2 หลายเดือนก่อน

      Ek aur chiz galat dikhaye yahan, Karn nihatta nahi tha jab usey maara gaya, vo Arjun pe Brahmastra bhi chalaya tha tab reaction me Arjun maare, Krishn ki baat maan nahi maare

    • @nanavdabas2379
      @nanavdabas2379 2 หลายเดือนก่อน

      @@pallavi.bharati Tumne Konsi Mahabharat Deak Li ???
      Jisme Yudistra & Nakul Almost Karan Ko Maarne Hi Waale The ???

  • @Sanatanijaat-315
    @Sanatanijaat-315 2 หลายเดือนก่อน +3

    Abhimanyu vaaddh scene pr reacson video kro brothers...pls

  • @priyankatainguriya6887
    @priyankatainguriya6887 2 หลายเดือนก่อน +5

    Ramanand Sagar ki shree Krishna serial par react Karo. Uss mein aapko krishna ji ki sahi se story dekhne milegi.

    • @ashishpratap5975
      @ashishpratap5975 2 หลายเดือนก่อน

      कूड़ा

    • @piyush8112
      @piyush8112 2 หลายเดือนก่อน

      Full of Puranic mythology not itihasa.

  • @dp1084
    @dp1084 2 หลายเดือนก่อน +5

    No one can play lord krishna better than Saurabh raj jain (star plus mahabharat)and Mahadev better than Mohit Raina(Devon ke Dev Mahadev)legends.❤

    • @endlesssleep4101
      @endlesssleep4101 2 หลายเดือนก่อน +1

      Nitish bhardwaj and sarvdaman Banerjee are better and classy but u need to hv a good taste nd understanding to understand that

    • @ashishpratap5975
      @ashishpratap5975 2 หลายเดือนก่อน

      सौरभ जैन जबरदस्ती का एक्टर है

    • @piyush8112
      @piyush8112 2 หลายเดือนก่อน +3

      Nitish Bharadwaj played Krishna as per Vyas Mahabharat unlike Saurabh.

  • @Sanatanijaat-315
    @Sanatanijaat-315 2 หลายเดือนก่อน +1

    Abhimanyu vaaddh scene pr reacson video lekr aaye aap pls brothers....❤❤❤🎉🎉🎉

  • @shyamsundersachdev287
    @shyamsundersachdev287 2 หลายเดือนก่อน +1

    Reena Sachdev 🙏🙏
    BR Chopra vaise hi dikhai gai hai Jaise hamare Granth mein varnit hai..
    jbki Star Plus wale Mahabharat mein fiction jyada hai truth kam hai..
    Malik tumne sahi se agar dekhi ho na Mahabharat shuru se BR Chopra ki tumhen Bhagwan Krishna ji usi mein jyada acche lagenge tumne dekhi hai Star Plus wali aur tumhen vahi Nasha Chadha hua hai abhi jis din tumne Star Plus chhodkar BR Chopra wali Puri ki puri dekh lena to tumhen Star Plus wali pasand nahin aaegi aur bear Chopra ke Shri Krishna ji pasand aaenge..
    BR Chopra ki Mahabharat vahi sab dikhaya Gaya hai vaise hi dialogue bole gaye hain jaisa ki Mahabharat mein original mein hua tha BR Chopra ki Mahabharat ko bahut research ke baad banaya Gaya tha.. Star Plus Wale Ko Aisa research karke nahin banaya Gaya tha..
    Sound aur effects wali jitni bhi series ban rahi hai sab bekar hai kyunki original mein to yah sound effects tha nahin na Jahan sound aur effects ka use ho iska matlab vahan per kamiya hi kamiya hai isliye use per coating ki gai hai sound effects ki

  • @hirumanikalita7474
    @hirumanikalita7474 2 หลายเดือนก่อน +1

    Dekhna he to geeta gyaan dekho usme bohot bataya gya he new wale ke compare me

  • @kamlameena7808
    @kamlameena7808 2 หลายเดือนก่อน +2

    Karna always greater worrier than Gandudari Arjun 😂❤

    • @debarnobsfashion8066
      @debarnobsfashion8066 2 หลายเดือนก่อน

      @@kamlameena7808 Aisa bolke tum Bhagwan Vishnu ke ansh ka hi apmaan kar rahe ho kya ye tumhe pata bhi hai murkh insaan?.... Aur jinka gungaan kar rahi ho wo ek rakshash tha ye bhi kya pata hai tumko murkh WhatsApp University and reel school wale lockdown kid??? Arjuna was Nar and Krishna was Narayan, The two twin brother and a Avatar counted in Vishnu's 24 Avatars in their previous birth..... are u know this?? Bullshit guy???😡😠

    • @piyush8112
      @piyush8112 2 หลายเดือนก่อน

      Yes, he is a greater WORRIER😂

    • @debarnobsfashion8066
      @debarnobsfashion8066 2 หลายเดือนก่อน

      @@kamlameena7808 Kisika Apman Kaur samman karne se pehle jan lena chahiye ki wo vyakti kaun the real me.... Tum log shayad WhatsApp University ya fir reels school ke student ho.... Issiliye aisi murkhta karte ho.... Do u know jis Arjun ko tum gaali de rahe ho wo Bhagwan Vishnu ka hi Ansh hai?? Bhagwan Vishnu ke 24 avataro me se ek Nar-Narayan Avatar hue the... Twin brothers the dono..... Aur Arjun and Krishna Actually wo twin brothers the pichle janam me ... Issiliye Arjun ko Nar Avatar bhi kaha jata hai.... Aur jis Karn ki tum itni tarif kar rahi ho murkh ladki jante bhi ho wo Dambhodbhava naam ka ek cruel Rakshas prince tha.... Iske Sahastra Kavach tha .. kintu 999 kavach Nar Narayan ne nasht kar diya tha... Aur ye Suryadev ke paas Jaa kar chup gaye the... Issiliye agle janam me Suryadev ne usse us bache hue ek Kavach ke sath Kunti ko diye the.... Aur us janam me Nar Avatar Arjun ke hatho hi uski mrityu Hui..... Aur Narayan unke sahayak bane... Aur tum murkhlog us rakshas ki gungaan kar rahe ho.... Is janame bhi usne Kali asur ke Avatar Duryodhan ko mitra banaya aur Panch Kanyao me ek Sati Draupadi ko Veshya bhi bola.... sabkuch jante hue bhi Adharm ke side se yudh kiya....aur Tum ladki ho kar aise rakshas ki tarif kar rahi ho aur Vishnu ji ke ansh Nar Avatar ko gaali de Rahi ho???... 😡😡😠😠Wah Kamla ji wah👏👏👏

  • @SatyaMevaJayate1997
    @SatyaMevaJayate1997 2 หลายเดือนก่อน

    Abhi ka cinematography aur tab ka conematography me difference yahi bol sakte hai but tab ke hisaab se fight ke anusaar aaj bhi purana wala hi best hai.

  • @rudranarayansahoo2044
    @rudranarayansahoo2044 2 หลายเดือนก่อน +4

    are saqlain bhai aap poori tarah se kaise judge karlete ho bas 2 scenes se puri br chopra ko aur puri starplus mahabharat ko ? wahan aapne 270 episode dekhe hai yahan bas 2 scene ? compare karna hai toh alee bhai ki tarah karo scene to scene comparison ..aur yahan puri br chopra mahabharat aap dekhoge tab mujhe nahi lagta aap jitna easily bataderaho ki krsna ji wahan better the utna easily boldoge 😏😏pura dekhkar phir character comparison karna

    • @theinspiredmindYT
      @theinspiredmindYT 2 หลายเดือนก่อน +2

      exactly,log naye ko dekh kar purane waale ko judge karte h hai

  • @The_Final_Boss_18
    @The_Final_Boss_18 2 หลายเดือนก่อน +2

    Br chopra ki Mahabharat ke yudh ke episode dekho only
    hum charactor name btate rahenge

  • @PriyanshiandAryanVlogs
    @PriyanshiandAryanVlogs 2 หลายเดือนก่อน +1

    BR Chopra wali Mahabharat se Abhimanyu vadh pr bhi reaction kro

  • @UniversityofWhatssapp
    @UniversityofWhatssapp 2 หลายเดือนก่อน

    Bhai aapko video bhejna hai kaise bheju i will post the link in your Community post of main channel uspe bhi react krna
    Karn ve arjun 16th day of Mahabharata fight best video h wo bhi

  • @ndstatus1689
    @ndstatus1689 หลายเดือนก่อน

    Sir Br Chopra Sri Krishna Roll Is Best Aap Ek Bar Puri Dekho Tab Pata Chalega ❤

  • @Ponchandana
    @Ponchandana 2 หลายเดือนก่อน +2

    Guys react on something else why are you repeatedly seeing Mahabharat 😂

  • @Hanuman-d5i
    @Hanuman-d5i 2 หลายเดือนก่อน

    Abhimanyu vadh dekho Br. Chopra ka

  • @atmaramjadhav8227
    @atmaramjadhav8227 2 หลายเดือนก่อน

    Very good

  • @gagansingh4810
    @gagansingh4810 2 หลายเดือนก่อน

    Raat ke waqt jab mata kunti karna ki laash par roti hai toh woh pandavon ko sachai batati hai ki karna unka bada beta or tum sabka ka bada bhai tha. Ye baat jankar yudhishthir ko gussa aa gya or ushne Puri aurat ki nasal ko shraap diya ki aaj ke baad koi bhi aurat koi bhi Raaz chupa nhi payegi. Isliye Aaj bhi log aurat ko apne Raaz nhi batate hai.

  • @PriyanshiandAryanVlogs
    @PriyanshiandAryanVlogs 2 หลายเดือนก่อน

    Videos upload karne ki speed badhao Bro....
    Is list k according series start karo:-
    1. Little Krishna
    2. Siya ke Ram
    3. Devon ke Dev Mahadev
    4. Mahabharat (BR Chopra wali)

  • @sn5847
    @sn5847 2 หลายเดือนก่อน +1

    BR Chopra ke serial mai Krishn sahi dikhaya hai ... Krishn ko Karn jaise paapi logon ki itni parwah hoti to jung suru hone se pehle hi time rukwaake usse sab bataa dete.. baad mai marne se pehle nahi karte.... bechara lallo sa bhola Karn bach jaata naa😅 ...logic ... Ab samjhe kyun Bakwaas hai naya serial...
    Purane serial ke dialogues Dr Rahi Masoom Razaa ji ne (ek respected Muslim scholar the) likhe the, ve Nitish Bharadwaj (Krishn) ki kaafi tareef kiya tha acting aur dialogue delivery keliye...
    Pure jung ke dauran Krishn gusse mai the, kyun ki Arjun narm dil ka emotional pyaar karnewala banda tha.. aur Abhimanyu ko jaise saath logo ne berehmi se maara, usske laas ke paas naacha, usske baad Krishn ka ek hi kaam tha.. sab paapi yo ko kaise bhi marwana hai ...

  • @abhimanyudhal7763
    @abhimanyudhal7763 2 หลายเดือนก่อน +1

    1st comment