Green net ki jagah polister kapre use karne se heat se 100% rahat milti hai aur saath hi morning ka watering to must hai. Next video me dikhunga ki humne kis trh shade laga rakha h.
Green net 90% hone se garmi se rahat mil jati h, hum to uske upar kapre v laga dete the. Es baar kuchh nahi kiya sare plants niche transfer kar liya uske pahle vdo shoot kr liya, ab shyad hi terrace garden karu.
Green net alag alag trah ki hoti hai. Market me 60%,70%,80 aur 90% heat ko rokne ki chhamta wale net milte hain, high % ki kimat jyada hoti h. Ab depend karta hai ki hum kaun sa lete hain. Humne last year se green net ki jagah polister kapra use karta tha jo heat ko 100% rok leta hai aur mere plant k liye bright light jaruri tha jo pura ho jata tha, sare plant khush. But aandhi tufan mujhe aur mere plant ko jyada nuksan pahuchta tha. So terrace garden ko ground aur varamda pe transfer kar liya hai. Ye video transfer karne k pahle shoot kar liya tha jise late se upload kiya.
Bayumandal me 21% oxigen already present hoti h,kahi kam ya adhik rahana nature ka swabhav nahi hota. So your thinking is wrong. Kisi ke ghar me plant lagane ya nhi lagane se oxygen ki matra par koi asar nhi hota.
गर्मी बढ़ने का एहसास होते ही terrace से भाग कर नीचे बरामदा पे शिफ्ट हो गया उसके पहले video shoot कर ली,but मुझे गर्मी का डर नहीं था, आंधी तूफान के डर से नीचे आ गया। हम ग्रीन नेट की जगह पॉलिस्टर के कपड़े यूज करते हैं जो 100% छाया दार बना देता है और हमारे सारे प्लांट छायादार प्लेस को पसंद करता है।
बहुत ही सुंदर खूबसूरत प्लांट्स सॉन्गभी बहुत अच्छा
Thank u so much
Beautiful plant and song💖👌👍
Thank you
वाह अति सुन्दर प्रस्तुति देख कर मन खुश हो गया
Thanks dear.
Amazing so beautiful plants
Thank you so much
Very beautiful Garden n v very healthy n beautiful plants thanks very Decorative Garden Aapne bahut Achha se Sajaya hai Bhai thanks good morning 🌞
Thank you so much 🙏
Beautiful plants nice arrangements sir 👍
Thank you so much 🙏
Tarif to garden banane wale ki honi chahiye etane ache se menten jo rakhe hai gardan ko wow you are great sir 😊
I am thankful 🙏
so beautiful and healthy plants
Thank you so much
Beautiful garden nice song
Thank you
Ati sunder❤
Thanks 🙏
Behad khubsurat aur properly arranged garden👌👌👌
Thank you so much.
Very beautiful garden
Thank you.
Big like 👍 bahut hi sundar garden banaya he aap ne bhaya song bhi sundar 😊
Thank you so much
bahu hi manmohak aur so beautiful ❤️ garden adbhut najara excellent ❤❤❤❤
Thank you so much
Beautiful!!
Dream for many to create this kind of garden !!
@@dell1525blr Thanks dear 🌹
Very good information
Tnnx.
Very beautiful
Thank you so much 🙏
कितना सुंदर स्वर्ग 🎉🎉
🙏
Really awesome
Thank you so much
80 like 👍
Bahut hi sundar aur healthy plants hai
Beautiful garden 😍
Thanks
Very nice garden and nice song sir.
Thank you so much
Most beautiful garden😍
Thanks 🙏
Ati sunder
Ye last year ka nhi h😀
Great 😂atti atti atti sunder
Umbrella bhi hai😂
Beautiful
Thank you
Nice . Stay connected new fd
Thanks nd welcome 🙏
Itne healthy or itne variety main 1st time dekha... Song was perfect... Please share some care tips for these beautiful permanent plants with us🙏
Visit my current video , I have shared all care tips in detail.
Most beautiful garden but itni garmi se keise basaiyen?
Green net 90% laga kar.
वाकई,दिल नहीं भरता आप का गार्डनदेखते देखते। वैसे आप किस शहर से हैं।
Bihar, khagaria 🙏
Beautiful garden and healthy plants kya ye chhaya me rkhe hai plant
100% chhaya me hai.
Bahut hi sundar..jha itni garmi me mere plants ki leaves jal rhi hai. Apka garden itna hara bhara kaise hai..plz hme bhi secret btaye..
Green net ki jagah polister kapre use karne se heat se 100% rahat milti hai aur saath hi morning ka watering to must hai. Next video me dikhunga ki humne kis trh shade laga rakha h.
@@greenheritage4520 Bilkul aap indoor plants ki total care fertiliser, watering, soil mix ka 1 video bnaye...Mere indoor plants pta nhi kyu kharb hojate hai..Pta nhi kyu unki leaves burn ho rhi hai..
Kya baat kya baat kya baat......all are looking like plastic plant
Many many thanks
Wow soo beautiful ❤ itne fresh plants sabhi ke sabhi , kya razz hai ? Sabhi ki soil mix ek hi hai kya ? Please share kije
Lagbhag ak tarah ka hi soil mixture h.
Bahat sundar garden hai 😍🏡👌 a big like and subscribe done ✅👍
Thanks and welcome🙏
Itani garmi me bhi itna sundar garden 😊👌..sir aap kaise care karte hai please bataiye 🙏
Green net 90% hone se garmi se rahat mil jati h, hum to uske upar kapre v laga dete the. Es baar kuchh nahi kiya sare plants niche transfer kar liya uske pahle vdo shoot kr liya, ab shyad hi terrace garden karu.
@@greenheritage4520 sach me aap bahut mehanati hai 👌...sir ye 90 percent net ka no. hai kya 😄 ya aap bol rahe hai ki sare me net daali hai
Green net alag alag trah ki hoti hai. Market me 60%,70%,80 aur 90% heat ko rokne ki chhamta wale net milte hain, high % ki kimat jyada hoti h. Ab depend karta hai ki hum kaun sa lete hain.
Humne last year se green net ki jagah polister kapra use karta tha jo heat ko 100% rok leta hai aur mere plant k liye bright light jaruri tha jo pura ho jata tha, sare plant khush.
But aandhi tufan mujhe aur mere plant ko jyada nuksan pahuchta tha. So terrace garden ko ground aur varamda pe transfer kar liya hai. Ye video transfer karne k pahle shoot kar liya tha jise late se upload kiya.
Dhoop sy kaisy bachaty hy
ग्रीन नेट की जगह पॉलिस्टर के कपड़े टांग कर जो 100% छायादार हो जाता है।
आंधी तूफान से ज्यादा नुकसान होता है, इसलिए अब ग्राउंड पे आ गया हूं।
Bhaya jo gane lagate he long video me t copi rait nahi aata he
Aata hai 🥲
Subscribers v aate hain 😂
Views v aate hain 😂
Dollar chale jate hain 😂
Aap kis state me rahte h
Bihar
Budha statue kaha se purchase kiya aapne
Delhi
Mujhe bhi lena hai kya aap market bta sakte hai kaha se liya
@@Am-dd7nd2 saal pahle first time Delhi gaya tha so market ka naam yaad nhi .
Sir aapka garden location bata dijiye
Bihar, khagaria district.
Half km from relway station khagaria,
Ward 6
Aap kaha par rehte ho
Bihar
Kya PLANT KA SEED BATA SAKTE HAI KAHA SE LIYE.
Kaun sa plant
Vedyo me song lagate he to copyright nahi aata bhaiya
Aata hai no problem dollar nhi aate but subscribers badhte hain.
Oxygen 1 percent bhi ni hogi in may
Bayumandal me 21% oxigen already present hoti h,kahi kam ya adhik rahana nature ka swabhav nahi hota.
So your thinking is wrong.
Kisi ke ghar me plant lagane ya nhi lagane se oxygen ki matra par koi asar nhi hota.
Bihar to kafi garmi padta hai fir apka garden itna hara bhara kaise?
गर्मी बढ़ने का एहसास होते ही terrace से भाग कर नीचे बरामदा पे शिफ्ट हो गया उसके पहले video shoot कर ली,but मुझे गर्मी का डर नहीं था, आंधी तूफान के डर से नीचे आ गया।
हम ग्रीन नेट की जगह पॉलिस्टर के कपड़े यूज करते हैं जो 100% छाया दार बना देता है और हमारे सारे प्लांट छायादार प्लेस को पसंद करता है।
@@greenheritage4520 Delhi ki garmi is baar ka kafi jayada hai garmi me rahne bale plant haar man gaya hai apka garden bahut sundar hai
Mere to bhut sare plant deid ho gaye h 😢😢
Mera only begonia k 20 variety dead huye