@shaktikunj thanks mam ek or shanka h pls samadhan kar de.kl jb dukan se deep or saman le rhi thi dukanwale ne dhoke se 4 jode laxmi pad daal diye ghar aakar dekha ab main wo wapas to nhi karna chahti kya kaun un ka kya ghar me rakhun or 1 nov ko hata dun pls ans den
hamesh visham ki sankhya me hi Lena chaiye , aap 1 , 3 ,5 le sakte hai ... laxami puja me 5 ki sankhya ka jyada mahatva hai isiliye... aap chahe to 1 bhi le sakte hai aap ki choice hai
bhoj patra yantra banane ke liye use Kiya jata hai...aur keshar mata laxami ko aakarshit karta hai ....aage aap dekh lijiye jaise possible ho kar lijiye
Madam ji mene 21 samagri ki potli bnai hai usme 1 doubt hai mene 1 dakshinavarti shankh liya hai or 1 moti shankh liyaa hai dono sath me potli me rakh sakte hai kya please reply asap??????
@@shaktikunjok thanks madamji, 1 baat or potli me rakhkar Pooja karna hai ya pehle thali me rakhkar or phir next day potli ko almari me rakhna hai please reply???
Agar periods ho Jaye to kya kare... mere Ghar mei koi potli banana ki help nahi ker sakte na bhai na behen -fir mei kya karu periods mei ...mei Dusre Kaun se din mei potli Bana sakti hu plz Muje advice dijiye-plz reply me
दीदी क्या मेरे परिवार में पीरियड आने पर में उस इंसान कि बिना सहायता से और भी अधिक सावधानी से इस पोटली को अभिमंत्रित कर सकता हूं अगर करू तो उससे कोई नुकसान तो नहीं होगा
@shaktikunj दीदी नमस्कार 🙏 दीवाली पर हनुमान चालीसा सिद्ध करने की विधि बताने कि अनुकंपा करावे मेरी एक मनोकामना पूर्ण होती हैं तो आपकी बड़ी मेहरबानी होगी जय श्री राम 🚩 जय हनुमान जी 🚩🙏
Bahut achche se samjhaya dhanyavaad ji
🙏
❤जय श्री राम❤👌👌👌 माता लक्ष्मी की जय🙏🚩Happy Diwali DiDi
jai lakshmi narayan... happy deepawali u too
Jay mha laxmi maa
ashta lakshmi ki jai
Bahut bahut dhanyawad didi❤❤
🙏
Bahut dhanyawad aapka aapne bahut achhe se bataya sb kuchh.
Bhut sundar video , thank you isse pahle kisi ne bhi nahi btaya tha itne sundar tarike se
🙏🙏
Dhanya ho ap itne vidhi vidhan se pahli bar pata chala h potli bnana...koi nhi batata itna saral tarika🙏🙏🙏🙏 ap khoob age badhiye
@@jagdambapatel 🙏🙏
@@shaktikunj qqq
Jai Mata rani 🎉🎉❤❤❤❤❤❤❤🎉🎉🎉🎉🎉🎉
Jay shree krishna radhe radhe happy diwaali dii dii kya aapka no. Mil skta h plzz 👏👏👏👏🎉🎉🎉🎉🎉🎉🎉🎉
Thank you didi aapne itane aundar tarike se vidhi batai ....sab apne hindu shastra se chale to behatar hai.
🥰
Puja karne ke kitne der bad potali uthakar
Locker main
please diwali puja vidhi ka video dekhiye usme sab bataye hai
जय मां लक्ष्मी
Mam sorry to ask but kya hum isse diwali wale din bana sakte hai kya
agar aap diwali puja 1 november ko kar rahi hai to bana lijiye
@shaktikunj Thank you Mam🙏
Mam potli me laghu nariyal or moti shankh, एकाक्षी नारियल v rakh sakte hain kya
hn rakh sakte hai..
@shaktikunj thanks mam ek or shanka h pls samadhan kar de.kl jb dukan se deep or saman le rhi thi dukanwale ne dhoke se 4 jode laxmi pad daal diye ghar aakar dekha ab main wo wapas to nhi karna chahti kya kaun un ka kya ghar me rakhun or 1 nov ko hata dun pls ans den
5 hi kyo le reh karan bhi btaye
hamesh visham ki sankhya me hi Lena chaiye , aap 1 , 3 ,5 le sakte hai ...
laxami puja me 5 ki sankhya ka jyada mahatva hai isiliye...
aap chahe to 1 bhi le sakte hai aap ki choice hai
जै मां लक्ष्मी
Jay ma Laxmi 🙏
Didi agar danpotli deepawali mein nahi bana paye to kab banani chahiye please batye
अक्षय तृतीया पर
Ok thank you
12:55
Jai maa luxmi
Bhojpatra n mile to kya kare
@@sakshipatil3373 sabhi puja ke dukan pe bahut aasani se mil jata hai.....aap plain paper pe bana lijiye lekin accha hoga bhoj patra par hi banaye
God bless you 🙏
🙏
Excellent upka video.
🥰🙏
बहिन जी जय मा लक्मी क्या तैयार पोटली उपलब्ध हो जायगी
Jai lashmi ma
Jai maa laxmee
Mam me market se bani potli layi hu pandit ji dwara sidh ki huyi he kya bo sahi hoti h please please reply 🙏
अगर आप को फायदा हो रहा हैं तो सही ही होगा...mai kaise bol sakti hu kisi ko galat ya sahi...ye aap decide kare
Mam next diwali per sb samagri change ni krni hogi kya ??
nahi sari samagri nahi, kewal kuch badla jayega
Agar bhojpatra aur Kesar Na mile to plane kagaj per Lal rang ke pen se bhi likh sakte hain ya Sindoor se likh sakte hain
bhoj patra yantra banane ke liye use Kiya jata hai...aur keshar mata laxami ko aakarshit karta hai ....aage aap dekh lijiye jaise possible ho kar lijiye
Next year k potli ka kya kare
jo saman kharab ho gaya hai use badal dijiye , naya le lijiye...usi potli ka use kare
Thank you
🥰🙏
Ye saman hum re use ker sakte h
hn lagbhag sabhi samano ka re use hoga...1 ya do chiz badlni hogi jo kharab ho gaya hoga...agle saal bataungi
porty ko tijori me kab rakhna chahie kya tijori ke andar Lakshmi Ganesh ji ki moorti bhi rakh sakte hai please mam reply
tijori ke andar laxami ganesh ki murti nahi rakhi jati.....is saal 2024 me 1 november ki sham me puja ke baad rakhiyega...
Madam ji mene 21 samagri ki potli bnai hai usme 1 doubt hai mene 1 dakshinavarti shankh liya hai or 1 moti shankh liyaa hai dono sath me potli me rakh sakte hai kya please reply asap??????
hn rakh sakte hai ....2 moti sankh ya 2 dakshinavaarti sankh nahi rakha jata...alag alag variety ka rakh sakte hai
@@shaktikunjok thanks madamji, 1 baat or potli me rakhkar Pooja karna hai ya pehle thali me rakhkar or phir next day potli ko almari me rakhna hai please reply???
Ye ktori me yellow chij kya hai plz tell
I think केशर hoga ...thoda clear poochiye to bataye
Mam ye potli ab mai ekadashi pr bna sakti hu? Qki abhi to sutak h
nahi aise nahi banate ...har din ka apna alag mahatva hota hai...aap akshya tritiya par bana lijiyega
@@shaktikunj to ab kab bnai ja sakti h?
Ye yantra milta nahi market me
milta hai aap le sakte hai
Hello mam mere pas Chandi ka nahi but gold color ka coin h jis me ek side lakshmi ji or ek side yantra bana h wo potly me rakh sakte h
@@mamtadinani9741 hn bilkul rakh sakte hai
Agar periods ho Jaye to kya kare... mere Ghar mei koi potli banana ki help nahi ker sakte na bhai na behen -fir mei kya karu periods mei ...mei Dusre Kaun se din mei potli Bana sakti hu plz Muje advice dijiye-plz reply me
Plz reply me
akshya tritiya par bana lijiyega
Aap chahe to kartik purnima me bhi bna sakte ho
Okay mam for advice
Thanks mam for ur advice
दीदी अपने बहुत ही बढ़िया तरीके से बताया लेकिन मंत्र भी आपके वीडियो स्क्रीन पर दिखना चाहिए ताकि इसे लिखकर हम बोल सके
discription me likha hai waha padha lijiye...Maine ye baat video me batayi bhi hai
@shaktikunj धन्यवाद दीदी 🙏
दीदी क्या मेरे परिवार में पीरियड आने पर में उस इंसान कि बिना सहायता से और भी अधिक सावधानी से इस पोटली को अभिमंत्रित कर सकता हूं अगर करू तो उससे कोई नुकसान तो नहीं होगा
koi bhi bana sakta hai ...aap banaiye
@shaktikunj दीदी नमस्कार 🙏 दीवाली पर हनुमान चालीसा सिद्ध करने की विधि बताने कि अनुकंपा करावे मेरी एक मनोकामना पूर्ण होती हैं तो आपकी बड़ी मेहरबानी होगी जय श्री राम 🚩 जय हनुमान जी 🚩🙏
Jai maa laxmi 🙏
mahalaxmi ki jai
Bahut acchi tarah se samzaya Thank you
Bahut dhanyawad aapka aapne bahut achhe se bataya sb kuchh.
🙏