Meter kharab hoga to kaise check karenge jaise ek wire me men aayega ek wire me nagative ek wire rpm alternator ka hoga to meter ke rpm wale wire me nagative se touch karenge to kya kanta uthega please bhai batao
RPM meter mein teen clip rahata hai meter kholne ke bad ek clip per chabi on karne ke bad 24 volt ka supplier aata hai dusra clip ground rahata hai aur jo teesra rahata hai vah RPM ka aata hai usmein bhi current aata hai alternator se
Alternator se ground milta hai isliye taki gadi start ho jaane ke bad agar dobara self lijiyega to start nahin hoga kyunki start ho jaane ke bad jisse arthing mil raha hai usse main current nikalta hai to relay ko ground nahin milega aur aapka relay Kam nahin Karega starter relay
Aisha hi video banate raho diver ko saport milta hai i am from Jharkhand thank you boss
Super
Nice video
Excellent video bhai
Bahut acchi Jankari Di aapane❤
Good job alternator me rpm wala wire aur rpm meter ko kaise check kare ki alternator kharab hai ya meter kharab hai please batao
new video mein aapko jankari de denge
@@AKALLTECH786 likhkar hi bata do please
Meter kharab hoga to kaise check karenge jaise ek wire me men aayega ek wire me nagative ek wire rpm alternator ka hoga to meter ke rpm wale wire me nagative se touch karenge to kya kanta uthega please bhai batao
RPM meter mein teen clip rahata hai meter kholne ke bad ek clip per chabi on karne ke bad 24 volt ka supplier aata hai dusra clip ground rahata hai aur jo teesra rahata hai vah RPM ka aata hai usmein bhi current aata hai alternator se
Agar alternator ke carban khatam ho je to gadi selfstart ho ge y nhi
Na
Alternator Ke batti Ki lightke wairing Sirf stater relay YA kisi aur relay me Bhi jata sir ji
Only for starter relay mein
Sir ji combination switch ka colour code TO bataiye please
Thanks bhai
Good explain sir ji
ACM. relay kaise on hota Hai scko check karna sikhaiye
Tabahi sir ji
Bhaiya aap ne kaam kaha sikha hai
Ɓhai kaam kahi se bhi sikhe mehnat kijiye aap aur achchha kr sakte
Bhai gadi chalu ho ja raha per band Nahin ho raha metre Mein current a raha hai
App kaha se ho bhaiya ?
Jharkhand se
@@AKALLTECH786 meri gadi round leti hai start nhi hoti
Kon se kalar ka bayar hota hai bati bala
Ashok Leyland gadi mein blue color ka tar hota hai
Good job
Thank you bhaiya
Very very nice
Thank you sir
Keya demak hai salam
Shukriya bhaiya
Ye dukan kaha hay
Mujhe bhi sikhna hay
Narmal kam kar leta hu
Bhai mujhe sikhna hai kaam
Sikhiye
❤❤❤
❤❤🎉🎉🎉😊😊😊😎😎👍👍👍👍👍
Earthing alternator se kese smj me nhi aaya bro
Alternator se ground milta hai isliye taki gadi start ho jaane ke bad agar dobara self lijiyega to start nahin hoga kyunki start ho jaane ke bad jisse arthing mil raha hai usse main current nikalta hai to relay ko ground nahin milega aur aapka relay Kam nahin Karega starter relay
@@AKALLTECH786 acha 👍❤️
Direct metre Mein current a raha hai bhai Leyland ka gadi
Bhai assalam alaikum nice phon nambar dedo