Is video ki khoobsoorti hai gardening ke dauran aane wali paudhon ki specific diseases mein se ek ko unke lakshano dwara pahchanna aur unka upchar. Thanks for imidacloprid, neem oil, theeta aur exodus. White ant fly, Mealy Bugs, Aphids, Thrips aur Scales ke baad ek nayi disease dekhi maine Safed Aak aur Amrood ke plants par. Kachhue ki upar ke kadi khaal ki tarah unki black khaal hoti hai aur neeche se plant ki satah par chipakne wala soft portion hota hai. Ye poori stem ke internodal portion par ek ek hi hote hain. Nodes par jahan se nayi shoot nikal rahi hori hain, us angle mein bji unke bachhe hote hain. Baaki stem par inki light brown colour ke soft initial stages joti hai oval shape mein. Is insect par bhi ek video banayiyega aur solution bhi. Thanks for sharing. Pest attack ke lakshano ke hisaab se bahut knowledgeable tha video. 👌👌👌👌👌👌👌💐💐💐💐💐💐
Maine green Chrysanthemum ka plant purchase kiya hai lekin wo bahut chota hai or unmee flower bhe lage huee hai main unko kon sa fertilizer du jise uske growth ho sarso ki khali de sakta hu
Nice video 👌 👌....sir mere roses ki leaves curly ho rahi hai....fungus bhi lag gaya....saaf fungicide aur exodus bhi use kiya....same problem hai... kya karna chahiye
मेरे पौधे में प्रुनिंग के बाद से नयी पत्तियाँ छोटी छोटी आ रही है साथ ही उनके किनारे भी मुड़े हुये है इससे ग्रोथ भी नही हो रही पौधे में कोई भी फुल या कली नही है सारी पुरानी पत्तियाँ भी हटा दी गयी है क्या नीम ऑइल का स्प्रे इसमें काफी होगा ।
Mai nursery se hybrid rose lao hun ab uske patte jhar gae nae shoots aur leaves ki growth bht hi slow h...mene compost bhi diya fir koi difference nhi dikha ..plz help
भाई हमने गुलाब के पौधे पर दूसरे गुलाब की कटिंग लगाई थी और उस कटिंग को मैने एक पॉलीथिन से कवर कर दिया था तो अब उस कटिंग में ग्रोथ हो रही है तो क्या में उस पॉलीथिन को हटा दु PLZ मुझे बताएँ
Very helpful video… thanks
Most beautiful thing of this video is, specially mentioned about the importance of pollinators.
Best video available ever !!!
Bhot bhot bhot dhanyawad apko jankari dene ke liye.
Maine bhi theeta ka use kiya hai wo thrips pe bahot badhiya kaam karta hai.
Bahut badiya jankari di aapne 🍀☘️
Thank you so much bhaiya ❤
very helpful sincere video.
Bahut hi upyogi jankari di hai apne
Nice information 🥰
Exilent information
Vry valuable information Sir !
1st like and comment very nice informative video
thank you
Nice share
Is video ki khoobsoorti hai gardening ke dauran aane wali paudhon ki specific diseases mein se ek ko unke lakshano dwara pahchanna aur unka upchar.
Thanks for imidacloprid, neem oil, theeta aur exodus.
White ant fly, Mealy Bugs, Aphids, Thrips aur Scales ke baad ek nayi disease dekhi maine Safed Aak aur Amrood ke plants par.
Kachhue ki upar ke kadi khaal ki tarah unki black khaal hoti hai aur neeche se plant ki satah par chipakne wala soft portion hota hai. Ye poori stem ke internodal portion par ek ek hi hote hain. Nodes par jahan se nayi shoot nikal rahi hori hain, us angle mein bji unke bachhe hote hain. Baaki stem par inki light brown colour ke soft initial stages joti hai oval shape mein.
Is insect par bhi ek video banayiyega aur solution bhi.
Thanks for sharing. Pest attack ke lakshano ke hisaab se bahut knowledgeable tha video.
👌👌👌👌👌👌👌💐💐💐💐💐💐
Ji jarur usper bhi video bnauga, jb mujhe kisi plant pr dikhega,isi trha markdarsn aap karte rho, aap mere pahle ki subscribe family me se ho,
Very very informative 🙏
Good information
Dhanyawad sir.. mera rose is problem ko hi face kar raha h..
Thanks for sharing the video Actually I'm facing the thrips problem in my garden.
Waah
Nice information 👌👌👌
Sir 36% monocrotophos wala fertilizer bhi spray kar sakte hain?
Kya hum spider mites ke liye bhi use kar sakte sir please reply me
Bhai mere plant ka patta mud rha tha nya patta mainr suepr sonic use Kia koi nuksan nhi krega na
Sonta b chle kya ya magic 70 .ya saaf
505 kitnashak ka istemal kar sakte hai kya .. please reply
Can we apply tatafen. On rose plant.
Kya aap plant sell bhi karte hai
Facing right now these problem in roses
Is it your second Chanel ??
Sir Exodus Kolkata me milega, kidhar milega
Please sir 😌🙏
Sir aap apne rose plant me kaunsa fertilizer dete hai
Kya thande pani ke spray karne se thrips or mites se nijaat milegi?
I bet rose plant bhaout hi care mangata hai🍀🌿🌱😪😩😷
क्या थीटा में भी शैम्पू मिलाना होगा? कृपया बताएँ ।
नही
Sir nim oil ki price kitni hai
Maine kabhi rose plant pe thrips attack nahi hua. Pehli bar thrips ka attack hua hai. Kya infected area ko trim karke inse bacha ja sakta hai?
Maine green Chrysanthemum ka plant purchase kiya hai lekin wo bahut chota hai or unmee flower bhe lage huee hai main unko kon sa fertilizer du jise uske growth ho sarso ki khali de sakta hu
Sir kya rogor se thrips control ho jayega
Nahi
Nice video 👌 👌....sir mere roses ki leaves curly ho rahi hai....fungus bhi lag gaya....saaf fungicide aur exodus bhi use kiya....same problem hai... kya karna chahiye
aap plant ka photo send kro
@@Plantinfo sir mere pas aapka number nahi hai
🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌺🌺🌺🌺🌺🌺🌺🌺🌺🌺🌺🌺
kya Neem ki patti ko pani me boil kerke us pani ka spry kersakte hain kya plz sir reply
Kr sakte hai
@@Plantinfo ok thanks
Sir mare Gulab ki new growth to horahi hai lakin deadshoot jayada aarhe hai .....iska kya karan hai.
Video me btaya to hai hi
सर नर्सरी से गुलाब के दो पोधे लाये है तो गमले मे लगा दिये पर सर उसके पत्ते पिले पड रहे है तो क्या करे
Plant ki branch black colour ki ho rahi h kya kare
Pani km do aur fungicide ko spray kro aur mitti me bhi aap do
Agar Pattiyon ka colour yellowish green ho rahi to iska kaya elaaj hai?
Areca palm and other ornamentak plant ko divide kis season me kre special areca palm ko winter season me divide krke do plant bna sakte ha
Dear, abhi ornamental plant me kuch bhi mt kro, sirf pani hisab se do, feabuary me ise report, divide, kr lena,ok
Kon kon chahta hai ki yeh apna face reveal kare voh yaha like kare
मेरे पौधे में प्रुनिंग के बाद से नयी पत्तियाँ छोटी छोटी आ रही है साथ ही उनके किनारे भी मुड़े हुये है इससे ग्रोथ भी नही हो रही पौधे में कोई भी फुल या कली नही है सारी पुरानी पत्तियाँ भी हटा दी गयी है क्या नीम ऑइल का स्प्रे इसमें काफी होगा ।
My Rose plant stem is getting yellow and black and it starts dieback what can I do to save my rose plant that is one of my favourite rose plant
cut the affected stem area and apply fungicide
Mere pansie plant ke leafs aur flower par white flies lagi hai kya kare reply please sir
Neem oil solution ko spray kro, yha confido insecticide ko spray kro
Sir, what is the name of this rose variety?
rose id kya hai
Mere pass (jallad ) insecticide hai 😢 spray kr skte h
Usme koun sa insecticide mila hai,uske uper likha hoga
Sir, Scale ke liye koi insecticide btaiye imidaclopride se control ho jayega?
Jiisse ho jayega ,scale ka video bnaya hai dekh lo, playlist description me hai
मेरे गुडहल के पौधैके पत्ते मुड गये है।इसका इलाज बताईये।
Imdacloprid insecticide 1.5 ml per liter spry 100% problem khatm ho jayege.
Shampo add kar nese plant jal nahi jaega
Nhi jlega,pr adhik use mt krna aap
Mai nursery se hybrid rose lao hun ab uske patte jhar gae nae shoots aur leaves ki growth bht hi slow h...mene compost bhi diya fir koi difference nhi dikha ..plz help
Morning me normal water ka spray kro,aur har 5 din npk ko pani me milakr spray kro 2g/liter
@@Plantinfo ok thanks
भाई हमने गुलाब के पौधे पर दूसरे गुलाब की कटिंग लगाई थी और उस कटिंग को मैने एक पॉलीथिन से कवर कर दिया था तो अब उस कटिंग में ग्रोथ हो रही है तो क्या में उस पॉलीथिन को हटा दु
PLZ मुझे बताएँ
हा हटा दो,
Gulab ka podha subh Tak thik tha abhi latak gya Kali bhi loose ho gai
Aisa kyu hota hai
Kya new plant lagaya hai,agr haa tb yha root tutne ke karn huaa hai,
Agr new hai tb,root ko kisi insect ne kha liye hai
Kya aap plant sell bhi karte hai
Sir, rogor se thrips control ho skta hai kya
Yes