Agar question me series bn rhi hai square ki to usko agar detail me solve karoge to time jyada lagega, isiliye jo uska standard formula hai usko samjh lo fir jaldi solve ho jayega 10 se 15 sec me hi.... Ok
Sir ssc mts ya ssc k kisi bhi exam k liye alag se caste certificate bnwana padta h kya hamara to state wala caste certificate h to kya central wala bnwana padega
Nhi aap dhyan se dekho vaha pr 5 ko nhi include kiya gaya hai. Vaha pr 1 se 4 tak sum nikalne ke liye n(n+1) / 2 jab lagaoge to vaha n=4 hoga to 4(4+1) /2 karoge to vaha pr 4×5/2 yahi to hoga. So 4×5/2 ko less karenge....
Sure, ab chapter complete karvaya jayega... Aur already 5 chapter cover ho gaya hai... Unke concept ko achhe se clear kar lijiye...baaki sabhi lecture apko milte rahenge👍👍
@@GauravKumarMath sar copy all panto sath lekar baitha hun lekin aap bich mein kuchh steps miss kar rahe. Mein math mein hoon isliye mujhe step wise step some jeene ki jarurat hai
Aap kyu vaha se 183 subtract kar rhe ho, Aap samjho pahle 1 se 25 tak ka sum lagao fir 1 se 14 tak ka sum nikaal kr subtract karoge tabhi to 15 se 25 tak ka sum aayega.
Free content pa rhe ho phir bhi bol rhe ho nature spelling is wrong yar meaning mistake ho gya to kya hua padate nhi ho sahi to batao koi question wrong kr diya ho to batao tum muje padne vale nhi lgte abhi course lete 1000 rs ka usme aisa comment krte to block kr diye jate achche se pado faltu chizo per dhyan mt do
2024 me kon kon dekh dekh rha hai😊
बहुत सुंदर वर्क है
लगे रहो
GAURAV BHAI
Thank you
Very nice bhai bahot achhe se samjme aaya.
Thanks for this video ❤❤❤
Your teaching skills are fabulous,
Keep it 👍
❤❤
Crystal clear concept ❤
😊All the best 👍
Nice video 📷
Bahut achhe se smjha diya thanks 🙌🏻
Good
Nice video 🎉
Brother , ab tk ka best content deliver kiya hai , bs kami hai thode confident ki ..😢😢
😊 thanks 👉New Content Dekho , All Session 👉 MTS 2024 Maths ka Fir feedback do ??
VERY NICE
Thank you sir
Welcome 😊
Apne friends circle me bhi share kariye jisase aur bhi logo ki help ho sake😊👍
Hello sir i will support you 💪❤😊
i love this channel now
😊
@@GauravKumarMath apne to complicated topic bahut easy way me samjha diya 😊😊
Thanks bro keep growing 💗
Sir boaht ache se samjh geya thank you so much ❤❤❤
Most welcome 😊 All the Best 👍
Starting mai lga bhai mja nhi aayega but sir ne concept clear kr diya mjaa aa gya😢
AAP BOHOT ACHHA PADHATE HO
Mereko ek confusion hai jb hum sum for squares kr rhe hai to square ko solve kyu nHi kr rhe questions mein to square lga hai na ?????
Agar question me series bn rhi hai square ki to usko agar detail me solve karoge to time jyada lagega, isiliye jo uska standard formula hai usko samjh lo fir jaldi solve ho jayega 10 se 15 sec me hi.... Ok
@@GauravKumarMath okay thankyou so much sir it means a lot ❤
Sara syllabus ka video chahiye aacha h
th-cam.com/play/PLzjTLUYAhqwWskt45zb74yT6xTTvQ7UIP.html
Wah kya पढ़ा रहे हैं 🙏🙏🙏🙏 maja aa gaya
Sir ssc mts ya ssc k kisi bhi exam k liye alag se caste certificate bnwana padta h kya hamara to state wala caste certificate h to kya central wala bnwana padega
Nhi ek hi dono me lg jayega
@@GauravKumarMath state wala lg Jayega
Sir Explain in English also
Ok next part👍
All counting no are called natural number
English v likho bhji smj ni aaunda matlab
SSS MtS ke 2023 me hone exam ke sabhi syllabus ke video mujhe Aap Dikhaao 👍
Apka v exm h kya
Sir can u tell me on which month mts result coming which held between 1to14 September month
Abhi confirm notifications nahi aaya hai
Ok sir
Que no. 4 m aapne 3 se phle wale no. Ko less kiya or 5 m 5 ko bhi include Kiya. Please tell 🙏
Nhi aap dhyan se dekho vaha pr 5 ko nhi include kiya gaya hai. Vaha pr 1 se 4 tak sum nikalne ke liye n(n+1) / 2 jab lagaoge to vaha n=4 hoga to 4(4+1) /2 karoge to vaha pr 4×5/2 yahi to hoga. So 4×5/2 ko less karenge....
Oky aa gya smgh thnku 👍🙏
Jo 1 se start ho or annat tk jay
Voice loud karo
Keep it up bro
Kya question paper total hindi me aayega ya english me bhi aayega?
Hindi aur English dono me
Please sir write in English
Ab jab New session hoga to bilingual karvaya jaayega...
Bhai thoda tej bolA kro clear avaj hi nhi aaati
Ok next parts se clear sound rahega.. 👍
Di , lines angle , Ci and trigonometry yah bhi krwa do bhai
Okk 👍
@@GauravKumarMath yah topic playlist m nhi hai or yah topic aaye the or algebra bhi
BHAI 15 S 25 WALE M 183 MINUS HONA CHAIYE THA NA🥲 PLEASE BTAO
Kyu 183 hona chahiye Aap batao??
@@GauravKumarMath my mistake bhaiya jo apne playlist bnay h bs itna hi h syllabus m ? Agr or bhi h to kb kraoge
@@OPRavanYT daily classes ho rhi hai sab cover ho jayega
Sir aapne jo 55 ka square nikala tha trick sai vo trick sab numbers pr follow nhi ho rahi .
Jinka last digit 5 ho only vaha pe rule lagega...
Other ke liye alag rule hai.. Pura lecture dekhiye.. Ok
@@GauravKumarMath okay sir thank you
Sabi chapter wise video banyo apka smjya hoya smj aa raha h 🔯
Sure, ab chapter complete karvaya jayega... Aur already 5 chapter cover ho gaya hai... Unke concept ko achhe se clear kar lijiye...baaki sabhi lecture apko milte rahenge👍👍
@@GauravKumarMath ssc mts ka ppr h july.m please sabi chapter complete karva dejye
Sir plz also define in English word.
Bhai English ke to boht channel h ...hindi ka eklota yhi h to rehne de
Bhaiya math 2 months main complete ho jaye ga
sure👍 Complete ho jayega
Mujhe toh chakkar aara hh Bhai 🙂
Sir thoda deep me sikha diya karo direct mat kiya karo sabhi student Intalegent nhi hote so please
Pahle bilkul basic aur deep me bataya jata hai 👍 but ab aur slow karvaya jaayega.
GA aur English ka bhi video aaega kya
Banega
Beta abhi padhai karo
@@arvindsinghaal kar chuka hu
Aur apne Kam se Kam rakho.
Mujhe to aap ke sawal samay hi nhi aa re hai bhie😢😢😢
Koi n. 1 bar me nhi aaya to 2 baar, 3 baar dekho, aur Sath me pen aur copy par jarur note karo.. Note 📝 karoge to jarur samjh aayega... Ok bhai👍
@@GauravKumarMath sar copy all panto sath lekar baitha hun lekin aap bich mein kuchh steps miss kar rahe. Mein math mein hoon isliye mujhe step wise step some jeene ki jarurat hai
Please try to English 🙏🙏🙏🥺
Sir wo 11:33 sec me Aap 13 Kha Se Laaye.😢
Jitna number diya ho usase 1 jyada se multiply karte hai . Ok👍
Qus. 1 ko dhyan dekho samjh aa jayega ok
Sabko hindi nahi aati sir jee English mai bhi batana chaahiye
Ok aage se bilingual hogi..👍
Thoda jor se bola karo bhai
Mic me thoda problam tha, Ab sab kuchh Sahi hai, 👍👍
Bhai English ke question bhi lik diya karo 🙏
Ok bhai😊 next topic se dono english aur hindi dono me karvaya gaya hai.. 👍👍
@@GauravKumarMath ok
Bhaiya Ji Thhora Bada Bada Likhiye
Ok 👍 next class me improve ho jaayega
Board or pen se padhne ka maja hi alag hai thank you sir ji
Welcome & All the best 👍
SIR ENGISH MAI LIKHO
Bilkul bhaiya aapka jaasa koi bhi nhi smjhata hai or aap pura khol ka question smjha ta bhdiya se
😊
325-183 apne 105 ku kiya btao jra apne mistake ki ya m glt hu🖤🖤🖤
Aap kyu vaha se 183 subtract kar rhe ho,
Aap samjho pahle 1 se 25 tak ka sum lagao fir 1 se 14 tak ka sum nikaal kr subtract karoge tabhi to 15 se 25 tak ka sum aayega.
2024 me kon kon dekh rha hai 😂😂
Apaka awash bhohut chota he
kya bata rahe ho question samajh mai hi nhi ha raha hai
Koi baat nhi fir aap other teacher se padh lo, ya class ko 2 bar dekho aur sath me notes bhi banao, aayega fir samjh.. Ok
I think your natural spelling is wrong.
Bahut achhe, koi to hai jo bahut dhyan se study karta hai👍
Free content pa rhe ho phir bhi bol rhe ho nature spelling is wrong yar meaning mistake ho gya to kya hua padate nhi ho sahi to batao koi question wrong kr diya ho to batao tum muje padne vale nhi lgte abhi course lete 1000 rs ka usme aisa comment krte to block kr diye jate achche se pado faltu chizo per dhyan mt do
Itne log padte unhone to dhyan nhi diya kyoki vo padne vale h
Right👍❤
nhi aya bhai
Class ko dobara dekho notes bhi banao sath me fir notes ko padho achhe se samjh aayega fir 👍
Bhai english mein likho hindi nahi aati hamme.
Ok bhai
No sir aap apne according pdhaeye
Please sir write in English..... I can't understand hindi writing
Ok, next session jab hoga to bilingual hoga... 👍
English me likho
Ok
Sir isi base pe questions pdf mil jaaye to accha rhega
English v likho bhji smj Nahi aaunda matlab please
Ok