Hussain Mola e Man | Babbar Abbas | Title Noha | New Nohay 2023 | Latest Noha Muharram 2023 | 1445

แชร์
ฝัง
  • เผยแพร่เมื่อ 13 ต.ค. 2024
  • Bismillah | Salam Ya Ali (a.s) Madad
    Hussain Mola e Man | Babbar Abbas | Title Noha | New Nohay 2023 | Latest Noha Muharram 2023 | 1445
    Hussain Mola e Man, the second noha for Babbar Abbas' 2023 Muharram Noha Album, and the title track for this years album, has been released!
    This title noha, written by Arsalan Azim S/O Marhum Dr Rehan Azmi, is a soul captivating lamentation that covers the thoughts and feelings of all Azadars in relation to Imam Hussain (as) and his sacrifice made during the battle of Karbala.
    Be sure to like, share, and subscribe to Babbar Abbas' TH-cam channel to stay up to date with future releases.
    ======================
    Hussain Mola e Man | Babbar Abbas | Title Noha | New Nohay 2023 | Latest Noha Muharram 2023 | 1445
    ======================
    Special Thanks to all of the team involved in the creation of this Noha:
    Noha | Hussain Mola e Man
    Recited By | Syed Babbar Abbas Jaffri
    Poetry By | Arsalan Azmi s/o Marhum Dr Rehan Azmi
    Composition | Janab Own Rizvi
    Chorus | Janab Own Rizvi & Team
    Audio Recorded | 14 Jaffri Production
    Audio Mixed/Mastered By | ODS (Karachi)
    Video Shoot By | 14 Jaffri Productions (AJ & Mahum Jafri)
    Video Shoot Location | Imambargah Dua e Zehra (sa), Northampton, UK
    D.O.P | AJ
    Video Editing By | The Focus Studio (Safdar Kaleem)
    Creatives | Qasim Shah Zaidi
    Media Partners | AGHA UK
    Release Date | 16 July 2023
    Special Appearance & Contribution | Ali Haider, Wajid Ali, Syed Messam Ali, Syed Qasim Ali, Shujah Abbas, Mesam Awan, Shabir Naqvi, Mazahir Awan
    Special Thanks | AGHA UK, Mahmood Ladak, Amir Qaumi, Syeda Mahum Jafri, Safdar Kaleem (The Focus studio), Owais Qureshi (ODS)
    =========================
    Nohay 2022:
    • New Nohay 2022 | Shabb...
    Nohay 2021:
    • New Nohay 2021
    Nohay 2020:
    • New Nohay 2020
    =========================
    Syed Babbar Abbas Jaffri | Muharram 2023/1445 Title Noha
    #NewNohay2023 #LatestNoha #Muharram2023 #Nohay2023 #BabbarAbbas
    =========================
    Follow Us On Our Other Social Media Channels :-
    Facebook: / syedbabbarabbasjaffri
    Instagram: / babbarjaffrii
    TH-cam: / syedbabbarabbasjaffri
    =========================
    Noha Lyrics 🖋
    Hussain as maula e man
    Hussain as aqaa e man
    Ya Hussain as ibn e Ali as tujh say hay wada apna
    Tere matam say kabhi hongy na ghafil maula
    Lakh jitny bhi sitam karly ye ham par dunia
    Ham tere gham say kabhi bhi nahi ho sakty juda
    Labo per hay ye sada
    Ya Hussain as maula Hussain as
    Sada rahy gham tera
    Ya Hussain as maula Hussain as
    Sary azadaro ki hay ye sada
    ..............................
    Ham pilaty hian tere naam pay pani maula
    Yad hay ham ko teri tishna dahani maula
    Ye sabeelen hain tumhari hi nishani maula
    Yad dil say teri ik pal nahi jati maula
    Wada nibhaaingy ham
    Ya Hussain as maula Hussain as
    Paani pilaaingy ham
    Ya Hussain as maula Hussain as
    Maula mere tum say ye wada raha
    ..............................
    Farsh e majlis pay dua deti hain Zehra as ham ko
    Ba khuda koi nahi khof e zamana ham ko
    Zikr tera hay sada jaan say piara ham ko
    Tum nay hal min ki sada day k pukara ham ko
    Baqi rahy tera gham
    Ya Hussain as maula Hussain as
    Hota rahy matam
    Ya Hussain as maula Hussain as
    Bichta rahy tera ye farsh e aza
    ---
    Ik ishaary say palat sakty ho suraj tum bhi
    Moojzay rab nay kai bakhshay tumhain ibn e ali as
    Dar say tere kabhi palta nahi koi khaali
    Tum nay ik pal main faqeeroon ki bhari hay jhooli
    Mujh pay bhi kardy karam
    Dekh lun tera haram
    Soye muqaddar ko mere ab jaga
    ..................................
    Samny darya tha or kunba tera piasa raha
    Haye darya pay laeeno ka laga pehra tha
    Jo bhi jata tha wo wapis hi nahi ataa tha
    Haye wo peeny pay bas teer o sinaa khata tha
    Habeeb o Hur Ausaja
    Ya Hussain as maula Hussain as
    Bhai ye beta tera
    Ya Hussain as maula Hussain as
    Jaky ye medan main sab nay kaha
    .................................
    Ali Akbar as ki azaa'n yad hay ham ko maula
    Kunba e tishna labaa'n yad hay ham ko maula
    Aap ki khushk zabaa'n yad hay ham ko maula
    Jalty khemoo'n ka dhuwaan yad hay ham ko maula
    Aap ka kunba luta
    Ya Hussain as maula Hussain as
    Buund na paani mila
    Ya Hussain as maula Hussain as
    Dil hay azadaro ka bhi gham zada
    .................................
    Tere sadqay main ye mansab bhi mila hay aala
    Haan ye azalaan tere dar ka hay nokar maula
    Dil ye karta hay tere dar pay hameesha sajda
    Mera qibla mera kaba hay tumhara roza
    Dar pay bula len mujhy
    Ya Hussain as maula Hussain as
    Roza dikha den mujhy
    Ya Hussain as maula Hussain as
    Bus yahi arman hai dil main basa
    *********************
    All Rights Reserved by Syed Babbar Abbas Jaffri ©.
    This material, and other digital content may not be reproduced, published, broadcast or redistributed in whole or in part without prior written permission from Syed Babbar Abbas Jaffri.

ความคิดเห็น • 17