Main pehli bar guruvar vrat krna chahti hoon, kartik m main guruvar vrat nhi utha paayi kya aghan m guruvar vrat utha skte h kyunki paush m toh nhi utha skte, kripaya margadarshan karein. Or kya period ke fast count hote h.
Manisha didi pranam❤ didi mujhe plz btye jb jb mi mntr jp karti hu n, to bhul gai hu ky jp ko aage piche ho gya ky jp aysa hmesha mere sath ho jata h didi, jp bs me, baki sb thik se puja path hota h mere se
Didi mera Aaj period aa gya ab bataiye Aaj ka dipdaan puja path Mai kaise karu Mai bht pareshan hu kuch samjh nhi aa raha hai kya koi aisa din hai jisme me aaj ka puja path ya dipdaan kar saku
Jai Laxmi Narayan
Jai Mata Di ❤
Jai 〽️ata 〽️ahalax〽️i, 〽️ aiya.subh〽️argshirsh guruvar
〽️ata rani kripa se one"〽️"ho jaye ,y/t parivar 🙌💞🙏☺️☺️
जी बिलकुल यही आशिर्वाद दीजिये पर साथ में आपसभी का साथ भी
Jay. Mata. Di
बहुत बढ़िया कहा ❤❤
Jai Mata Di.
Jai maa laxmi
Jay Laxmi Mata
जय माता दी मैम
जल्दी ही 1M होनेवाली है 🎉🙏
Jai mata di 🙏🙏🙏🌹🌹🌹🙏🙏
Guruvar vart karne ke baad Sunday ko bich me mansahai bhojan kar sakte hai
Aap video daliye please guruvar vart ki
Jay mata di
Ma’am Gujarat me abhi Kartik Maas chal raha he toh jab aghan Maas yaha chalu hoga tab kare pls guide
Maam chida chidi ki khani poore sal sutni jati h ya sifr ratipda ko or kitni pritpda ko
Maa annpurna ki puja ka kalash rakhaa h to ky dusara kalash rakhe ya usi me kr le
Didi Ham pure Sal brihaspatiwar Ka Vrat rakhte Hain❤🙏🙏
Mam agar guruwar kare to kya agle din vaibhav laxmi vrat utha sakte hi y rah sakte hi do din lagatar bahut log kahte hi lagatar nahi kar sakte
Didi kya is vrat ki puja sham ko kr sakte h goodhuli bela me
👌🏻🙏🙏
Thank u di
Mam kls m jo panch pallav rakhenge kya use hrr guruwaar ko bolna h ya usi se pure guruwaar ko puja krni h wo to shukh jata h pls btadie
Didi yeh bato meri beti chothi hai brahm muhrut mai HI nahana padega bato aap mai yeh vrat karna chathi hu plz reply
Mangal vart margsirs kab se uthana hai
A
Magma mi apne ma ke Ghar ja rahi hu to kya vahana ye varat 21st ko suru ker sakti hu
जी हाँ कर सकते हैं
Di pranam ham akadashi ka vrat 1 year kiye ab udyapan karna chahte hain kripya margdarshan karen..pranam
Main pehli bar guruvar vrat krna chahti hoon, kartik m main guruvar vrat nhi utha paayi kya aghan m guruvar vrat utha skte h kyunki paush m toh nhi utha skte, kripaya margadarshan karein. Or kya period ke fast count hote h.
Mam or bahar jana pade to
Pooja samgri bataiye
Ki
th-cam.com/video/Q2a8s1HnA7g/w-d-xo.htmlsi=uQU7uKXEtldrIJhe
Mam bina vart ke sirf puja kar sakate hai kya kyuki hame shadi me jana hai
Aap hme ghr k upar jo fitkari ko bandha jata h uske baare m video bnaiye
चैनल पर वीडियो है
Please mam reply jarur kariyega radhe radhe
Didi maine guruwaar ka vrat kiya h pr ek last baki h maine 7 guruwaar mane h to kya ye aane wale 4 guruwaar bhi kr sakte h or phir udyapan kr sakte h
Didi maa Lakshmi ki koun si murti Leni hai uska pic. Dikhaye please
Mam baccha nhi ho rha to gurubar ka bart kitna kre please mam btaye
उद्यापन कैसे करें।
Thank u mam lekin Dan wali chij ko Ham Rakh Denge aur bad mein bhi de sakte hain Kisi Ko
मजबूरी हैं तो अलग बात है
Di tulsi vivah main jo kalash ka nariyal hai vo viserjit hoga ya hum use ghar main kha sakte hai
Same mujhey bi janana h
Mere pati nahi hai toh main vrat kar sakti hu kya
Is bar meri saasu man Gujar gai hai to is bar vrat kar sakte hain ki nahin
वैसे ब्रत करने में कोई परेशानी नहीं है कर सकते हैं पर कही कहीं पूरे साल नया ब्रत पूजा नही करते।
Manisha didi pranam❤ didi mujhe plz btye jb jb mi mntr jp karti hu n, to bhul gai hu ky jp ko aage piche ho gya ky jp aysa hmesha mere sath ho jata h didi, jp bs me, baki sb thik se puja path hota h mere se
ध्यान रखें मंत्र में
मैम कथा कौन सी करनी है गुरुवार व्रत कथा या कोई और कथा
नमस्ते मनीषा जी 🙏
आपसे विनम्र अनुरोध है के कृपया आप मार्गशीष महीने के गुरुवार के संपूर्ण नियम बताये। 🙏
Namaste mam mai vaibhav luxmi vart kr rahi hoo to mai sirf pooja kr sakti hoo guruvaar aghaan mahine me jo app batayi hai
जी हाँ एक ही ब्रत करें
सेंधा नमक खा सकते है क्या
जी हाँ खा सकते हैं
Didi mere ghar me mere jeth ke dehant ho gaya tha dehant hone se 12 saal ho gya to hum gurubar ka vart kare ya na kare
कहते हैं नहीं करना चाहिए आप आगे पीछे कर सकते हैं
Radhe Radhe didi agar kahin bahar jana pade to fir yah vrat karna hai ki nahin
बहुत जरूरी है तो घर में और लोग रह जाएंगे
Didi last wala guruwar ki bart kar ke pooja kar sakte hai kya
जी हाँ कर सकते हैं
Bhaiya bhabhi ko jode me ghar par khana khila skte hai kya udhyaapan me
नहीं ब्राह्मण को ननद को
Didi mera Aaj period aa gya ab bataiye Aaj ka dipdaan puja path Mai kaise karu Mai bht pareshan hu kuch samjh nhi aa raha hai kya koi aisa din hai jisme me aaj ka puja path ya dipdaan kar saku
ऐसे में कुछ नहीं करना चाहिए
Mam main guruvar ka vrat karti hoon.fir kaise es bar aghan mata laxmi k vrat shuru kre
एक साथ दोनों ब्रत न करें
Di hum 21 November ko ujjain ja rahe hai raat ko to kya karen
आने पर भी कर सकते हैं
Namak kha sakte hai kya didi
यदि नहीं रहा जाता तो एक समय खा सकते हैं
Ohk didi thanku ❤
Ma'am vaibhav luxmi maa ka vrat kab se shuru kar sakte hai
Margshish माह शुक्ल पक्ष
अगहन में भी शुरू कर सकते हैं
Agar ham puja hi kre to
मनीषा जी आज दीप दीवाली पर सत्य नारायण भगवान जी की पूजा की है चौकी और दीप कलश रखा है तो चौकी कब उठाएं?
कल भी उठा सकते हैं
बहुत बहुत धन्यवाद 🙏🙏❤
Dhanyawad Manishaji 🙏kya hum guruvar ka vrat bhagwan vishnu ka bhi iss 21 tarikh se shuru kr sakte hain? Kya shukla paksha se shuru krna chahiye??
नहीं आप पहले से भी कर सकते हैं
Manisha didi mein yeh vrat har saal karti hu aur last guruwar ko udyapan karti hoon kya yeh sahi hai please bataiye mujhe
जी हाँ
Didi aap ne toh 12 saal tak vart karne ke boli thi na toh kya kare
कौन सी वीडियो में
Angle saal Vali video me
Phle guruwar ko period aa jae to vrat kr skte h
दूसरे से कर सकते हैं
मैम लेकिन एकादशी व प्रदोष व्रतभी करते है तो गुरुवार काब्रत करते है तो तीन व्रत भी हो जाते है तो क्या करें
Same 😢
इतना ब्रत न करें
Mam mere ghar mai do log ups rhte h to samane mai diya ak jalaye ki dono alg alg
@@manishatripathi8540agar pehle guruvar ko periods a jaye to phir vrat kis prakar kare ❤..pehla to miss ho jayega
Di pranam .di kya jal aur chay sham me
Phalhar k bad nahi lena h
Unkai death ho gayi hai
Aapko kuch pta nhi hai