Man lijiye aapke pas 5000 watt ka amplifier hai aap stereo mode pe chala rahe hai to dono channel alag ho jayega yani 2500+2500 watt aur yadi aap bridge mode per chalate hai to dono channel jud jayega aur channel a se hi 5000 watt output milega channel B kam nahi karega
Very Good Bhai 👍👍👍👍
RL-10000 ke bare me bhi ditels lawo
Good 👍 bhai
Stereo mode aur bridge mode kya hota hai bhai mujhe batao
Man lijiye aapke pas 5000 watt ka amplifier hai aap stereo mode pe chala rahe hai to dono channel alag ho jayega yani 2500+2500 watt aur yadi aap bridge mode per chalate hai to dono channel jud jayega aur channel a se hi 5000 watt output milega channel B kam nahi karega
Bhai kaha se ho tum
3000-9000/- price Deference
Dewghar me kanha se le shakten he
Asansol me milega
@@djprincemohwadiya1002 shop name
Deoghar me siv एलक्ट्रिक मे मिलेगा hum puche hai
@@RaniKumari-by8pztq
Kaha se le
2,into,2200 watt @8,0hm kya hota hai
1 speaker yadi chalate hai to per channel 2200 watt tak ka chala sakte hai
Kaha ka price hai
Deoghar (jharkhand)