Mere pass yellow or orange Rose plant 4 year k ho gye h usme bhi stem black ho gyi h aap n achcha btaya ab mai bhi fungicide lga dungi thank you so much
Mam maine kal hi amrood plant ko balti se nikala aur dekha ki roots sadne lagi h aur thoda stem pr bhi sukha ho rha h toh maine mitti change kr ke haldi laga di roots pe aur stem pr aur gamle me transfer kr diya lekin mujhe ab lag rha h fungicide de dena chahiye tha please bataye ki ab kaise du dubara nikala plant aur roots pe lagau fungicide kaise maine kal plant transfer kr ke pani bhi diya h toh fungicide pani ke saath kaise du plant me 4 Leafs h ab stem upar se brown h aur ander se green h abhi please bataye 🙏🙏
Ma'm fungicide used krne ke bad insecticide kab used kre kya 2nd day kr skte h yaa saat hi kr skte h please bata2 please mere pas 10 rose 🌹 plants h 😭😭😭😭😭😭😭
Medam ji kya ye saaf fungicide ka mix ghol paani paalak,saroso,methi,cholaai aur bathua jesi Pattedaar Sabjiyo ke patto par spray kar sakte hai kya isse koi helth nuksan ka tension two nahi
Very important tips you have given. Thank you so much
Mere pass yellow or orange Rose plant 4 year k ho gye h usme bhi stem black ho gyi h aap n achcha btaya ab mai bhi fungicide lga dungi thank you so much
Welcome 😀
Bahut achcha laga ❤❤
Di kya marigold ke paudhe me aur guldaudi ke paudhe me is fangicide ka use kr skte hai kya
Mai new subscriber hun..saaf fungicide k bare me janna chah rhi.thi...nice information jee..nd thank you so much jee☺️
Thank you
Thanks mam jankari ke liye
welcome
V informative
Thanks
Mem pot ki mitti me kitne din bad use kre ye fungicide?
When to use the spray. Morning day or evening
Ye organic h kaya
Thanku mam
Mam mai kal nursery se Rose ke new plants laya kya mai unhe fungicide spray de sakta hu..????
Mam maine kal hi amrood plant ko balti se nikala aur dekha ki roots sadne lagi h aur thoda stem pr bhi sukha ho rha h toh maine mitti change kr ke haldi laga di roots pe aur stem pr aur gamle me transfer kr diya lekin mujhe ab lag rha h fungicide de dena chahiye tha please bataye ki ab kaise du dubara nikala plant aur roots pe lagau fungicide kaise maine kal plant transfer kr ke pani bhi diya h toh fungicide pani ke saath kaise du plant me 4 Leafs h ab stem upar se brown h aur ander se green h abhi please bataye 🙏🙏
Kya h milibug pr b effective h?
iske साथ-साथ insecticide bhi mix karen to badhiya result hoga
Isko mitti me hi dalna hai
Milibug bhi remove hojyge kya
uske liye insecticide lijiye
Mam, eisa koi fungicide bataiye jo flower+fruit dono ka kam karega
main jaldi hi is topic se related video upload karungi so stay connected with me
lekin agar turant aapko jarurat hai to aap chhachh ko tambe ke bartan mein 4 din tak rakh ke usmein chhachh ka char Guna Pani milakar spry kar dijiye
@@loveforgardening ok
Thanks
Gud ji 🙏
thank you
Vegetables fruit main nahi dalne chahie?
nahi ....yah ek chemical fungicide hai
Moss Rose plant me saaf fungicide water dal skte hai or uski leaves pr bhi spray kr sakte hai kya..???
isko spry aur soil donon mein use kar sakte hain
Thanks
Maine to 1 liter pani m dalke mix karke plant m de diya
Ye nuksan karega kya
jitni quantity maine batai hai aapane agar utna hi dala hai to koi nuksan nahin hoga
Soil application usage kitne bar karu.
20 se 25 Din Mein Ek Bar
Agar har week spray karenge as you advised to after few months poori soil he fungicide se bhar jayege and I believe it will affect the plant as well.
plant per spray karenge to soil mein kaise pahunch jaega
can we use saaf on marigold?
👍
mam can i use saaf on fruit plants and eatable leaves plant like daniya , pudina ???? are they safe ??
no .... ye chemical fungicide h
@@loveforgardening toh inko fruits and vegetables main use ni kr skte ?
Ma'm fungicide used krne ke bad insecticide kab used kre kya 2nd day kr skte h yaa saat hi kr skte h please bata2 please mere pas 10 rose 🌹 plants h 😭😭😭😭😭😭😭
3 se 4 din Ka gap de dijiye
@@loveforgardening tq sooo much ma'm 🙂🙂🙂
Saaf ko all type indoor plants ki soil mix mein bhi use kar sakte he kya .mitti ko fungs se bachne ke liye.
ji bilkul use kar sakte h
New subscriber 😍
Welcome!!
Use krne k baad watering kb krna h ye to bataya hi nhi aapne
sir video ko pura to dekhiae sab kuchh detail mein samjhaya hai maine.... vaise saaf fungicide dalne ke bad turant hi Pani bhi dal dena hai
Is this organic ??
no it is a chemical fungicide. lekin bataye gaye ke anusar use karenge to yah koi nuksan nahin karega
Saaf fungicide lagane k baad bhi die back ho jata h mera to kya karu
kisi acche insecticide ka spry kar dijiye
कोन कोन से रोग कि रोक थाम करता हे
Medam ji kya ye saaf fungicide ka mix ghol paani paalak,saroso,methi,cholaai aur bathua jesi Pattedaar Sabjiyo ke patto par spray kar sakte hai kya isse koi helth nuksan ka tension two nahi
Kabhi mat krma life m adible plants m