Didi paramedical girl kai liyai accha hai kya ya nhi... mai paramedical do ya BSc nursing.. NEET bhi de rahi ho par fir bhi mujhe AIMS paramedical de sakte ho kya.
Mam ..Mera sapna hai ki hum Bsc nursing karu wo bhi AIIMS se ...abhi cbse board se hi 12 kar rhi.... . kya bsc nursing ka papar r😢bahut hard aata hai kyaa...obc se hu kitna marks chahiye...mere ko 2024 m hi bsc nursing nikalna hai...plz mam batao n kya Mai kar paugi bahut dar lg rha ...
@@SparkupClasses pe medium lable m kya Padhne m Jo baccha average h use nikal jae ga....abhi to 12 ka padhe h 11 ka nhi revision nhi nhi ki hu 1 year se...2 months m kaise kar pae g 11 ....
Dear Sister, What can i do, kyuki maine pichhele 4 saal barbaad kr diya hun neet ke chakkar 😢. Kya kr sakta hua eske sath kyuki maine Bsc me admission bhi nhi liya hun. Pls help me.
Mam mujhe ye bta do ki AIIMS bsc nursing exam me me bhi attempted hote hai or hote hai to kitne attempted hote hai for OBC please tell me mam I need to much 😢
Mein mein up se hoon tho kya mein CNET dene ke bad apne college choose felling mein AIIMS Delhi ko choos kr sakta hoon ya phir bass up government college hi bhar sakte h
Ma'am neet ki preparation ke sath agar ham cuet ka exam dete hn to hame usme konsa course lena chahiye jisse ki hamara neet aur graduation dono manage ho jaaye
Ma'am mujhy paramedical ke courses krna hai delhi ke hi college se sirf nursing nhi to uske liye feb se preparation ke liye btaey plzzz Delhi me aiims paramedical ke alawa v entrance hoty hai to plzz uska pura jankari de degey or preparation ke liye v tips plzz....
didi i am in 12th right now and preparing for neet 2024 i am very passionate about mbbs karna hai toh karna hai par agar first attempt mai neet clear nahi hua aur maine cuet de di usme ho gaya aur maine cuet ke through college mai admission bhi le liya aur second attempt ke liye prepare karne lagi aur second attempt mai neet clear ho gaya toh mujhe college chodne ke liye fine deni padegi kya ?????????????????????????????? agar kisi ko kuch pata hai toh plz mujhe bataye...............😢😢😢😢 Plzzzz reply diiii
Dear student preparation ke liye aap TH-cam videos and pyq ka Sahara le skte ho kyuki books se padhne ka time bacha nhi h ab. Aapko apna bsc ka syllabus hi padhna hai
@@SparkupClassesMam, CUET PG Mathematics ke two test paper code SCQP19 and COQP07 hai.Mam is paper code ke liye mathematics ke syllabus ka video bana dijiye please 🙏🙏🙏🙏🙏🙏
Mam me pcmb se hu pcb mera main subjects h and maths is my optinal me h Toh me jee mains ka exam de skte h 2nd question Mam me cbse board se 10th pass hu 2022-23 session se hu 2023 me exam diya hu Toh mera passing certificate same h ya different h 3rd question Mera date of birth 14th march 2008 ka h Toh me 2025 me neet exam de skta hu Me abhi 11th class me hu 12th me jaunga
Mam hm pichle saal allms ka from dale the pr is saal jb purana passwords se from daal rhe hai to new pic upload krne ka option nhi hai kya purana hi pick ke sath from bhar de form rejects to nhi hoga na kyuki koi option hi nhi aa rha hai pic upload me liy directly payment ka option aa rha hai
@@SparkupClasses i m a 12th pass out student i got 83% i m actually very scared if there are job opportunities in it some say its useless some say its good i dont have any family background with people in this field so i m totally clueless if i should go fot this or do graduation course after giving cuet exam if i get in a good college seriously i only knew about neet and mbbs
Ma'am AIIMS me B pharma karai jati hai kya please reply ma'am 🙏 aur kya girl ke liye achha hai Hum BSC karti hu aur BSC (bio) ke sath sath aur kya kare ma'am jo best ho girl ke liye please reply ma'am
Ma'am maine 2023 me 12th pass kiya hai abhi part- 2 me admission karwaya hun kya mai AIIMS ka exam de sakta hun
Didi paramedical girl kai liyai accha hai kya ya nhi... mai paramedical do ya BSc nursing.. NEET bhi de rahi ho par fir bhi mujhe AIMS paramedical de sakte ho kya.
Bsc nursing and paramedical dono exam do ,dono exam alag alag date me hota hai
Same mera bhi yahi h
Thank u so much jitne dought the vo clear ho gye❤❤❤❤❤
Most welcome 🥰
Mujhe khusi hui ki mai aapki help kar saki
Mam sabhi course keryenge to english mai hote hai kya..????
mam paramedical me jitne bhi courses h unka course duration same rhta h???
Lagbhag same rahata hai
Paramedical aur gnm mein konsa course best hoga
Paramedical
Mam kya ham AIIMS aur CNET dono ke papers de sakte hai please 😢😢😢😢😢
Mam ..Mera sapna hai ki hum Bsc nursing karu wo bhi AIIMS se ...abhi cbse board se hi 12 kar rhi.... . kya bsc nursing ka papar r😢bahut hard aata hai kyaa...obc se hu kitna marks chahiye...mere ko 2024 m hi bsc nursing nikalna hai...plz mam batao n kya Mai kar paugi bahut dar lg rha ...
Acchi acche se preparation krni padegi. Bahut hard nhi par medium level ka paper hota h
@@SparkupClasses pe medium lable m kya
Padhne m Jo baccha average h use nikal jae ga....abhi to 12 ka padhe h 11 ka nhi revision nhi nhi ki hu 1 year se...2 months m kaise kar pae g 11 ....
Hii
Di
Paramedical entrance exam ke liye accha book kon sa hai
NCERT 11+12 PCB
@@SparkupClasses Thanks
Di bsc nursing me PWD Candidate ke liye kya reservation hai ..
Please espar ek seperate video bana diye please 🙏😒
Dear Sister,
What can i do, kyuki maine pichhele 4 saal barbaad kr diya hun neet ke chakkar 😢. Kya kr sakta hua eske sath kyuki maine Bsc me admission bhi nhi liya hun.
Pls help me.
To ab aap Admission le lo kisi bhi paramedical courses me agar medical se hi carrier banana hai to.
Same condition! Is baar kahi bhi admission lena hai par samajh nahi aa raha kaha pe lu.. aap kon konsa form fill kar rahe ho?
Miss paramedical course ma admission lene k liye NEET 2024 ma kitne no. Ki requirement hai, please explain ❤
Mam mujhe ye bta do ki AIIMS bsc nursing exam me me bhi attempted hote hai or hote hai to kitne attempted hote hai for OBC please tell me mam I need to much 😢
No limits
Paramedical ka syllabus kya hota hai??....Exam Kab hoga?....
Exam June me hoga
Mam, bsc nursing or paramedical ka entrance exame same hota hai
Mein mein up se hoon tho kya mein CNET dene ke bad apne college choose felling mein AIIMS Delhi ko choos kr sakta hoon ya phir bass up government college hi bhar sakte h
Ma'am neet ki preparation ke sath agar ham cuet ka exam dete hn to hame usme konsa course lena chahiye jisse ki hamara neet aur graduation dono manage ho jaaye
Muje bhi isi ka ans chye agar pta lga ho to bta dena
Thanks you so much 💗
Glad to help you
Obc ke liye kitna marks chahiye
Please answer 🙏
65+
Madhay Pardesh se bsc nursing kon kon kar sakta h,exam, eligiblety 2:41 Batao, Ma'am
Mam girls k liye konsa course better h aiims para ya aiims nursing already bsc ki hui h chem bio se please suggest krdo kya kru
Ba or bsc nursing dono ak sath kar sakte he
Di....
AIIMS paramedical wale "NORCET" exam de skte hai kya plzz btaiye di plz plz plz...
No. Only bsc nursing/ gnm students are eligible
Mam boys Jo AIIMS por bsc nursing korna chahatehe wo konsa exam de?
AIIMS PAAR B.Sc Nursing, yhi naam hai exam ka.
@@SparkupClasses apne to bolahe ki paar bsc nursing only girls de sakte hen ?
Mam bsc nursing or AIIMS bsc nursing m kya unter h
Ma'am mujhy paramedical ke courses krna hai delhi ke hi college se sirf nursing nhi to uske liye feb se preparation ke liye btaey plzzz
Delhi me aiims paramedical ke alawa v entrance hoty hai to plzz uska pura jankari de degey or preparation ke liye v tips plzz....
Thank you. Mam jii for advice 😊😊 mam bsc nursing mai Kam se Kam kitne number hone chahiye😊
didi i am in 12th right now and preparing for neet 2024 i am very passionate about mbbs karna hai toh karna hai par agar first attempt mai neet clear nahi hua aur maine cuet de di usme ho gaya aur maine cuet ke through college mai admission bhi le liya aur second attempt ke liye prepare karne lagi aur second attempt mai neet clear ho gaya toh mujhe college chodne ke liye fine deni padegi kya ?????????????????????????????? agar kisi ko kuch pata hai toh plz mujhe bataye...............😢😢😢😢 Plzzzz reply diiii
Nahi fine dena pdhega
@@MujammilHussain thanku
Dii hum 12 mai hu..or humko bsc nursing katna h to ...2024 m hummo neet nhi dena hai bus aiims se bsc nursing karna h to kya kr sakhti hu
Aiims nursing ka exam do aur state ka exam nursing ka exam do pyari bahen
Mam AIIMS ka form mp ke liya kab relese ho ga
Kya general bale bsc nursing nhi kr sakte hai 😢😢😢
Kar sakte hain
Kyun nahin🎉🎉
Di mai abhi 12th class mein hu aur meri date of birth 2008 hai toh mai kon sea year mein bsc Hons. Nursing ka form fill kr skti hu
Next year
Mam please ,PCB student agar biotechnology karne se kya future h usse related video bana dijiye
Mam AIIMS paramedical cors ke syllabus par video daal do plzzzz
Bsc nursing and paramedical ka same exam hota hai ???
can you generate RUC code for both bsc nursing and paramedical
Yes. Process I dictated in this video 👉th-cam.com/video/g1UZC3-vzGM/w-d-xo.htmlsi=Yt9NzkTqI89tSiNl
Mem jab bhi amiis nursing form bhre jyege aap jaruri video baniyege
Haan mai jarur banaungi aap ye playlist save rkho isi me update milega👉th-cam.com/play/PLK58putZjcbzCZOtidjYo7DQ0CYBMM8Sp.html&si=hKfNrlw-xc44qmvo
Yas mem save kiye hu
Form kaha bharna hai, agar online form bharna hai bsc nursing ke liye cyber cafe se. Jakar bhrna to kabtak bharna hai
Yes online hi bhrna hai. Date👉th-cam.com/video/wL_UG2IluwQ/w-d-xo.htmlsi=vzETt8Zg35WV27Ht
@@SparkupClasses tnx mam. pls continually information abou it
Yes definitely I will
Mam is baar form m dono fill kr skte hh nurshing nd paramedical both ??
Mam 2024ma 12th pass kiye bsc nursing karna hai jenrla ko kon sa acha hai biology sa hai please batiya
Mam mai BSC kar Rahi hu to kya Mai BSC Nursing ka form dal sakti hu
Mere last year h BSC ka
Ha daal sakti ho
Jo apne 4 courses bataye kya vo girls k lie achchha rhega?
Haan bilkul kr skte hain
Mam paramedical Or bsc nursing ka cutoff different jata h kya?
Yes
Mam kya bhu University se bsc nursing krni h to kya bha pr neet dena hoga
Mam mere pass 12th standard m mere pass PCM the ab kya kar sakta hu. Medical line me
Please reply 😊
Aap Bpharma ke skte ho. And IISER ke liye apply kr skte ho. Watch this for IISER👉th-cam.com/video/TAQgbzpPkWw/w-d-xo.htmlsi=aRG6jc359itH7NsK
Agar AIIMS nursing ka exam clear hone ke bad kya class me serf ladkiya hi hongi kya 😅😅😅
Haa 😂😂
Thx mam, UR girl student ke liye kya scope hai.
Mam plzz in courses ki seat metrix bata dijiye ?
Konse couse me kitni seat h ?
Aur avg regidtration form kitne fill hote h ?
Maine bata Diya hai seats is video me👉th-cam.com/video/PpHZIL0TGPI/w-d-xo.htmlsi=6_EY0Q1amzseAxwU
Thankyou 😊
Mam jaisa ki bsc nursing ke exams ni hote the to kya ab agee hongee ya nii
Mam AIIMS ka form apply karne me kitne % chahiye rahte hai
Mam kya dono ke syllabus same hote h
Almost same hota hai.
Di kya paramedical sirf boy ke liye shi h girls ke liye nhi😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢
Sir AIIMS bsc nursing and AIIMS paramedical ka exam AEK hi din hogi
hoga kya
Mam kab form aayega ?? Please batayiyega mujhe bharna hai.
Mam thnku thnku so much 🙏
Most welcome 🤗
Kya ye sabhi state ke liye hai
Maam kya mae c.m.s.ed ka course kar sakti hu 12th science( biology ) ke baad please reply dijiega maam
Mem aiims paramedical me gnm course bhi hai kya
Paramedical kaa km cutoff jata h?? Nursing se
Aisi koi baat nhi hai
Diii Paramedical Girls nhi karskte kya
Kar sakti hai
Mam kya aiimms paramedicle me negative marking hoti hai ya nhi 🤔🤔🤔 please reply 🙏🙏🙏
Hoti h
Mam, CUET PG Mathematics ke liye kaha se preparation kare???? Please 🙏🙏🙏🙏🙏🥺🥺🥺🥺🥺
Dear student preparation ke liye aap TH-cam videos and pyq ka Sahara le skte ho kyuki books se padhne ka time bacha nhi h ab. Aapko apna bsc ka syllabus hi padhna hai
@@SparkupClassesMam, CUET PG Mathematics ke two test paper code SCQP19 and COQP07 hai.Mam is paper code ke liye mathematics ke syllabus ka video bana dijiye please 🙏🙏🙏🙏🙏🙏
Bsc nursing girl and boys dono bhi kr skte he .m kr rha hhu
yes
Thank you so much ma'am
Most welcome 😊
Pagal h yeh
Mam Aiims government hai na
Yes
Thanku diii aur age limit ke bare me vi btaa dijiye please ❤😢
30 years maximum
Mam jee wale bhi paramedical ka form fill kr skte h kya
AllMS ke liye Mars kitne hone chahiye maam mera only 52 present hi aaya hai 🥺🥺😔 plz reply me
Mam paramedical ke liye kon sa entrance exam Dene hoga neet dena hota h
Hello Mam Kya Diploma in x ray technician ka course jo kar chuka hai,
To kya BSC in radiology me aiims me lateral entry hota hai ki nahi
Ha ma'am batayiye na gnm bhi hai isme ya nahi
Nhi hai
Ma'am Radiologist to MBBS k bad banta he na
Mam general category wale aims bsc nursing honours ni kr sakte hai kya
Kr skte hain. Maine bs best bataya hai kis kiske liye best rhega
BSC nursing AIIMS college se keshe kare didi app bta do
👉th-cam.com/video/gaZN43Zx1bo/w-d-xo.htmlsi=ycYEeLeBIlMTIZ2W
Aiims nursing ka form nikalta har vars ap fill karke exam de sakte hai
Mam me pcmb se hu pcb mera main subjects h and maths is my optinal me h
Toh me jee mains ka exam de skte h
2nd question
Mam me cbse board se 10th pass hu 2022-23 session se hu 2023 me exam diya hu
Toh mera passing certificate same h ya different h
3rd question
Mera date of birth 14th march 2008 ka h Toh me 2025 me neet exam de skta hu
Me abhi 11th class me hu 12th me jaunga
Neet ke liye minimum age 17 year hona chahiye ap neet exam de sakte hai
Thanks didu ❤🎉
Mam m Anm 2 year ki student hu to mujhe post basic Krna chahiye ya bsc nursing iske baad m Norcet ke liye elegible ho jaungi...pls tell me mam
Post Basic krna .fir norcet.
Ma'am mere 2 subject me compartment hai or abhi ek hi paper de sakte hai to kya dusra paper July me de skta hu
Mam hm pichle saal allms ka from dale the pr is saal jb purana passwords se from daal rhe hai to new pic upload krne ka option nhi hai kya purana hi pick ke sath from bhar de form rejects to nhi hoga na kyuki koi option hi nhi aa rha hai pic upload me liy directly payment ka option aa rha hai
Bhai allms ka paper dene ke liye 12th ka result ki jaurat hoti h ya nhi
@@gamerboy-gk2me nhii is saal agar 12th kiye ho to de sakte ho
Caunsling foram kab bharna hota hai
result ke baad
Our hame Aiims college me hi addvition chahiye mam college me addvition ka bhi video bhejiye please mam❤❤❤❤❤❤
Kon kon sa Document lagega mam
ma''am i m not interested in nursing i m a girl and is there any scope for me in paramedical ?
Yes ofcourse. You can take admission in paramedical as well
@@SparkupClasses i m a 12th pass out student i got 83% i m actually very scared if there are job opportunities in it some say its useless some say its good i dont have any family background with people in this field so i m totally clueless if i should go fot this or do graduation course after giving cuet exam if i get in a good college seriously i only knew about neet and mbbs
Aiims bsc nursing bale khud ka clinic nhi khol skte kya di
No.
Kisi nurse ka koi clinic nhi hota hai. Nurse ka kaam hota hai hospitals me patient ki help krna
@@SparkupClasses Ok
Mam.kya.prayevet.coliz.se.b.s.c.narsig.karna.achha.rata.h
General category k liye kitne marks chaiye government college k liye
Ma'am mujhe BPT krna h to iske liye kon sa form bharna h plzz btayiye
Mujhe bhi yahi karna hai
Mam bsc paramedical yr graduation mana jayega?😊
Yes. It is graduation course
Ma'am AIIMS me B pharma karai jati hai kya please reply ma'am 🙏 aur kya girl ke liye achha hai Hum BSC karti hu aur BSC (bio) ke sath sath aur kya kare ma'am jo best ho girl ke liye please reply ma'am
Bsc nursing apke liye best dear sister aur aiims me bphram me admission nahi hota
Ap aiims ke bsc nursing ka😂 exam de sakti hai aur ap jis state ka bsc nursing ka exam de sakti hai
Mam ap kya ker rhi ho abhi konsa course ker rhi ho ap 😊
Delhi aiims ke liye kitne Marks hone chahiye paramedical me
Mam aapne 6:08 me lab technician ke baare me bola ki health ko khatra nahi hota iska matlab kya hai kya aap aache se explain karenge please...
Iska mtlb hai apne blood sample lekar usko uska janch / result de sakte koi isme khtra nahi hai
Kya aap mujhe cute ka application form ka link send kar sakti hn plz ma'am
Ma'am aiims paramedical mein hostel available h kya plz
Yes. It is available
Bsc nursing karne ke liye kya GNM karna jaruri hota hai
Nahi
Didi exam center vale video kaa link de dijiye please ❤😊
👉th-cam.com/video/Ln8ZQuRBIYc/w-d-xo.htmlsi=nyZ7YApIMaYX3mg0
Mam inme police verification ki bjarurat padati h kya
I have confusion
How can i contact..
Mam is there any chance for abroad with bsc nursing?
Tq so much mam 😊😊😊
Welcome 😊